JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.
    Dear senior and junior members kesy hain ap log. Ma aj apko MetaTrader 4 pa trade open krny ka complete process batana chahata hun or ya meri post specialy junior members kay liye hai jin ko itna zyda idea ni hota. Tu dear members trade open karne kay liye apko kuch important steps ko properly follow karna hota hai jo ma apk samny describes krna chahta hun.

    Selection of Currency Pairs / Commodity:

    Dear is procedure ka sb sa phla step hai selection of currency pairs or commodities ki. Jb ap metatrader 4 open krty hain tu sb sa phly apko kisi currency pairs ya phr specific commodities ko select krna hota hai.

    Lot size Selection:

    Currency pairs ki selection kay bad apko lot size ki selection krna hoti hai js ma ap na money management kay rules and regulations ko follow krty huye lot size select krna hota hai. Or ya aik bahut hi important step hota hai is ma apko khabi bhi mistake ni krni cheye. Kunk agr ap lot size ki selection by mistake zyda select kr jaty hain tu apka account wash ho sakhta hai.

    Apply Stop-loss and Take Profit:

    Dear is kay bad next step apka bahut hi important steps main count kia jata hai js main ap Stop-loss or take profit ki limit set krty hain jin ki basis per ap apni trading ko secure bana sakhty hain.

    Buy or sell:

    Dear trade open krny ka last step apko kisi currency pairs ya phr commodities ko buy ya sell krna hota hai. Ya apka final step hota hai isk bad apki trade open ho jati hai or usk bad ap usko kud bhi close kr sakhty hain or ap ka TP or SL bhi hit ho sakhta hai.

    Ammendments also possible:

    Trade open krny kay bad ap is ma kuch ammendments bhi kr sakhty hain or iska take profit or Stop-loss ki limit ko shift bhi kr sakhty hain. Lekin ammendments just TP or SL main hi ho sakhti hai baqi sari chezin carefully selected honi cheye. Ya aik complete process hai trading kay liye ummed krta hun junior members kay liye ya aik informative post ho ge or unko kafi help mily ge or knowledge ma izafa ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

    dear ap nay jis hisaab say forex markeet main trades open karnay ka paroseegar bayan kia hay wo sab bilkul theek hay magar jub tak haamray pass is makreeet main kaam karnay ka sahi tareeka aur maintain tareka na hay ham is makret main kaam nai kar skatay hain qk jub ham is makreeet say kuch kama nau saktay hain hamain is main kaam karnay ka koi faida nai hay jis main jub tak hamko earning nai milty hay ham is makreet main kabhi kamyaab nai ho saktay hain makreet main achi invest k sath to har koi yeh faisla asaani say lay sakta hay k jaldi say buy ya sell ki entery lay lay aur jitn aho skata hay profit hasil kartay huway is markeeet say out ho jaye laikin asal jo baat hay k ham makreet main tab he netery lain jub hamko hamaray knowledge k mutabik sahi entery ka time possibal ho is liye jub tak ham is baray main confirmations na hasil kar lai tab tak hamain is makreet main kabhi bhi kisi bhi surat main koi entery nai laini chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamain is makreet main kaam karnay ka bhi koi faida nai hay aur sath sath jo kuch hamaray pass hay usay bhi ham bahut jald lose main change hotay huway daikhaingay is liye mairay khyal say haman aisi situations say bachnay k liye markeet main aik planing k sath kaam karna chaye jis main hamain makreet main aik acha experience hasil hota hay aur ham isko har din har haftay k hisab say samjhtay jatay hain aur tba he is markeet main hamain kaam karnay ka bhi faida hay jisk liye hamara khud k mined ka strong hona lazmi hay jis main hamaray pass achi invest ka hona lazmi hay agar yeh situations hain to is makreet main kaam karnay jaisa aur koi bhi kaam nai hay.
    • #3 Collapse

      Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear ap nay jis hisaab say forex markeet main trades open karnay ka paroseegar bayan kia hay wo sab bilkul theek hay magar jub tak haamray pass is makreeet main kaam karnay ka sahi tareeka aur maintain tareka na hay ham is makret main kaam nai kar skatay hain qk jub ham is makreeet say kuch kama nau saktay hain hamain is main kaam karnay ka koi faida nai hay jis main jub tak hamko earning nai milty hay ham is makreet main kabhi kamyaab nai ho saktay hain makreet main achi invest k sath to har koi yeh faisla asaani say lay sakta hay k jaldi say buy ya sell ki entery lay lay aur jitn aho skata hay profit hasil kartay huway is markeeet say out ho jaye laikin asal jo baat hay k ham makreet main tab he netery lain jub hamko hamaray knowledge k mutabik sahi entery ka time possibal ho is liye jub tak ham is baray main confirmations na hasil kar lai tab tak hamain is makreet main kabhi bhi kisi bhi surat main koi entery nai laini chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamain is makreet main kaam karnay ka bhi koi faida nai hay aur sath sath jo kuch hamaray pass hay usay bhi ham bahut jald lose main change hotay huway daikhaingay is liye mairay khyal say haman aisi situations say bachnay k liye markeet main aik planing k sath kaam karna chaye jis main hamain makreet main aik acha experience hasil hota hay aur ham isko har din har haftay k hisab say samjhtay jatay hain aur tba he is markeet main hamain kaam karnay ka bhi faida hay jisk liye hamara khud k mined ka strong hona lazmi hay jis main hamaray pass achi invest ka hona lazmi hay agar yeh situations hain to is makreet main kaam karnay jaisa aur koi bhi kaam nai hay.
      Assalam Walekum ummid karta hun kya Sab members bilkul theek Honge main aapko yah information Dena chahta hun Ki Forex per trading karne ke liye Hamen Ken chijon ki jarurat hoti hai ine chijon Mein Se sabse Jaruri chij Hamen currency Pair Ki selection ki hoti hai sabse pahle Jab Ham market ka analysis kar rahe Hote Hain To Hamen Tamam currency pairs ko dekhna chahie aur yah bhi dekhna chahie ki market ka level kahan Jyada up aur Down Ho Raha Hai To Hamen Usi currency pair per trading Lagani chahie Agar ham currency Pair dekh kar lete hain to Uske bad Hamen Apne bonus ko check karna chahie Agar Hamara bonus bahut jyada hai To Hum silver ya Gold per large lot size wali trading Laga sakte hain Agar Hamara bahut kam hai Khaman ke alava kisi dusre currency trading Laga sakte hain Iske alava Hamen use ko aur Market up aur down level ko acchi Tarah Se check karna chahie Agar market Don word Munh kar rahi hai To Hamen sell Pa trading Lagani chahie ISI Tarah Agar market aap ja rahi ho To Hamen buy bhai per trading Lagane chahie aur Agar hamare pass time ho To Hamen trading ko Aksar Waqt dekhna chahie Agar hamare pass time nahin hai To Ham trading ke sath stop loss her take profit Laga sakte hain stop loss se a Hamare trading Jyada lost ki taraf Nahin jaati aur Hamara account wash hone se Baki jata hai aur ISI Tarah Agaram take profit Lagate Hain To Hamari trading 1 profit per jakar automatic close Ho Jaati Hai essay vah Dobara Wapas last ki taraf nahin aati Forex trading mein agar Hamen last Ho Jata Hai To Hamen very small load size lagakar trading ko Dobara maintain karna chahie aur ismein Jyada Se Jyada market ka analysis Karke trading Lagani chahie
      • #4 Collapse

        Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

        Yes dear ap nay acha thread kiya hai kiyu kay ap ka main kam forex mai mahnet aur lagan kay sath kam karna hai per es mai main point a jata haj kay ap ki trading yani kay ap trade kaisye aur khan say ope kartye hain tu ap ka faida hota hai tu es mai ap ka kam hai kay ap nay jub bhi trade open karna hai tu daikh kay aur soch kay karna hai ta kay bad mai ap kaliye masla na banye ap apnye kam pay focus daitye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai per ap ka kam hai kay ap es mai trade jub bhi open kartye hain tu ap soch samjh kay sath aur daikh kay kartye hain tu ap aik kamyab trader ban jatye hain tu ap ka kam hai kay ap trading mai ghflat na bartain ap trading achye say karain ta kay bad mai ap kaliy masla nhi bnta hai tu ap apnye kam mai dil laga lain aur ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai tu ap acha kam karain gaye tu ap kaliye masla nhi banye ga jub kay ager ap ka kam es mai acha hai aur pa nay trade theak jagha say replace kiya howa hai tu pa kaliye faida he faida hai tu ap apn kam mahnet aur lagan kay sath hamesha kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap trade theak jagha say replace karain aur ap achye anylsis jay sath kam karain ta kay bad mai bhi ap kaliye asani ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap es mai acha kam jartye rhain ta kay bad mai ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kafi acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu value hoti hai sirf achye kam ki hai ager ap ka kam acha hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain kiyu kay ap ka kam es mai kafi acha hota hai ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap nay es mai kamyab tu hona hai na
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

          Trade open krny sy pehly aor bad ky steps 'management'
          forex trading ma jub haham apni trade execute karte hai. Trade lene se pahle kuchh baton ka khayal rakhna hota hai. Acchi planning karna hoti hai forex trading market mein market ka technical aur fundamental data samajhna hota hai.
          Forex trading market mein fundamental or technical analysis ke liye candlestick chart pattern aur economic calendar important hai favourite currency pair trading instrument hi baare mein jab maloomat jama kr li jaati hai to trade open ki jaati hai. Lot size selection support and resistance dekh kar stop loss take profit lgaya jata hai.
          Trading strategy
          Trade open karne se pahle strategy bhi select ki jaati hai short term trading strategy use ki gai hai long term trading method hai ya phr humne trading ke liye scalping trading strategy select ki hai yah hamare analysis par planning per depend karta hai. Forex trading market ma knowledge bhi chye aor experience bhi chue utna he role confidence ka bhi hai.
          Trailing stop scalping ya hedging ma use nhi ho skta hai intra day trading ma ya long twrm ma use kia ja skta hai. Forex trading market mein difficult data ko after karne ke liye hamen mein mushkil hoti hai international economical factor and indicators score understand karne ke liye hamare pass trading jinko indicators and oscillators kaha jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

            Walekum assalam dear aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Mein Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To uske liye proper Ek procedure hota hai Jiska Ham Agar follow karke kam Karte Hain To Hamen ismein fayda ho sakta hai aur ham ismein Achcha profit bhi Aaram kar sakte hain aur ismein Hamara account bhi se fresh sakte hain aapane bahut hi acche tarike se ismein account mein trade open karne ka procedure bataya hai jisse specially new members ka bahut fayda ho sakta hai agar vah is post ko acchi Tarah Se read karne to unke liye trade karne mein koi masla Nahin ho sakta.

            Dear brother Hamza Forex trading Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To sabse pahle Hamen Kisi bhi commodity liya FIR currency pair ki selection karna Hoti Hai tab hi Ham ismein Koi trade open karna hai hoti hai agar Ham ismein Kisi bhi commodity ya currency pair trading Karte Hain To uske liye jaruri hai ki Ham uske liye strong analysis Karen jab tak Ham ismein strong analysis Nahin Karenge Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin ho sakta aur trading Mein Ham koi bhi trade acchi Tarah Se open nahin kar sakte iske liye jaruri hai ki Ham usmein acche se analysis karna Jaruri hote hain aur Jis currency pair per aapki group acchi hoti hai aur Jis commodity per aapke analysis acche ho sakte hain aapko chahie ke Usi per trade open Karen.

            Dear trade open karne se pahle aapko ismein lot size ki selection bahut Jaruri hoti hai aap Jab koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle aapko money management ko follow karna Hota Hai money management ko follow karna aur ismein lot size ki selection bahut jyada Jaruri Hota Hai Tabhi aap ismein Achcha profit bhi earn kar sakte hain aur aapka account bhi se reh sakta hai.

            Aur jab aap koi bhi friend open Karte Hain To uske sath aapko take profit aur stop loss Ka istemal Karna hota hai tab hi aapki trade ismein Se Hoti Hai agar aap ismein market ki unexpected moment Se Bachana Chahte Hain To uske liye aapko chahie ki aap ismein market Mein Har trade ke sath stop loss ka istemal Karen aur apni risk reward ratio ki strategy ke sath kam Karen agar aap ismein stop-loss ka istemal Karte Hain To aap ka account se hota hai aur aap Agar market Mein take profit ka istemal karte hain to aapko market Mein Har Waqt active Nahin Rahana Hota balke Jab Bhi Koi Bhi market Mein Aapki trade acche profit Mein Aati Hai To aapke take profit ke hisab se aapki trade automatically close Ho Jaati Hai Kis Liye jaruri hai ki aap Har trade ke sath dekh profit aur top loss must istemal Karen ka ke aapka account safe Re sake aur aap market ki unexpected movement se bache sachain.
            • #7 Collapse

              Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

              Trade Opening:

              Click image for larger version

Name:	questions-2110967__480.jpg
Views:	4
Size:	115.5 کلوبائٹ
ID:	12329721dear friends Forex trading Mein kam karte hue aapko Jab trade open karne ka Waqt aata hai todear friends Forex trading Mein kam karte hue aapko Jab trade open karne ka Waqt aata hai to aapko Soch Samajh Ke Apna trade karna chahie Jo log trading Mein kamyabi Chahte Hain unko apni trading ke liyeSoch Samajh Ke Apna trade karna chahie Jo log trading Mein kamyabi Chahte Hain unko apni trading ke liye Waqt Nikal Na Hota Hai Aur sabse pahle ko market ke friend ko check Karen market analysis Karen Iske bad apni trading co KarenNikal Na Hota Hai Aur sabse pahle ko market ke friend ko check Karen market analysis Karen Iske bad apni trading co karen to bolo Kamyab ho sakte hain aapko ismein lot ka size bhi check Karte Rahana chahie Kyunki Jo log lot ka size apni balanceto bolo Kamyab ho sakte hain aapko ismein lot ka size bhi check Karte Rahana chahie Kyunki Jo log lot ka size apni balance ke sath rakhte Hain Wohi log Apna account save Rakh sakte hain aur apne trading co continue rakhte Hain isliye Hamesha Apne trading karte hue aapkorakhte Hain Wohi log Apna account save Rakh sakte hain aur apne trading co continue rakhte Hain isliye Hamesha Apne trading karte hue jaldbaji Nahin Karni chahie balkeshwar ke sath Soch Samajh Ke trade karna chahie jisse aap acchi trading kar sake aur Achcha profit bhi Hasiljaldbaji Nahin Karni chahie balkeshwar ke sath Soch Samajh Ke trade karna chahie jisse aap acchi trading kar sake aur Achcha profit bhi Hasil kar sake. Ek Achcha trade aapke acche analysis per Munhasir hota hai isliye aapko Hamesha Sabar ke sathSabar ke sath kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath apna trade Karen Taki aap kam Yad ho sake aur acchi tradingtrade Karen Taki aap kam Yad ho sake aur acchi trading Karke Ek accha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken. Aap trading Mein risk liye Lagaya Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aapko chahie Kyaho sakte aapko chahie Kya Hamesha Sabar ke sath kam Karen Taki aap ek acchi earning kar Saken.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                Trades open karny ka correct procedure soch samaj kar aur planing key sath karny ki zarorat hoti hay agar es me ghalti ki jaye to orders market me baot loss de sakty hey, trades open karny ka first step ye hay key sab se pehly pair ki selection kar leni chaye jes pair me trading karni ho es ko mind me rak kar es se related information aur news update hasil karen es key bad market ko analysis karny ka procedure start karen sab se pehly technical point of view se market ka jaiza lena start karen es se jo be idea mily to fundamental analysis key base par es ko conform be kia karen ta key kesi be waja se trades loss me na ja saky aur account balance ki protection ho saky, market analysis karny key base par traders jo be decisions le lety hey es key bad next step hota hay risk aur reward ratio ka esi base par traders ko take profit aur stop loss ki selection karni chaye, ye be bahot zarori hay key lot size ki selection be ki jaye market analysis karny key base par traders ko idea ho jata hay key us key ley ketna risk lena behtar ho sakta hay, orders agar open ho jaye to per be traders ko es ko watch karty rehna chaye kesi be tarha se traders ko apny orders ko nazar andaz karny ki ya per long time tak market me hold position me rakny ka risk nahi lena chaye mobile trading key through traders ko every 30 mints bad apny orders ko market me check karny chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                  Dear senior and junior members kesy hain ap log. Ma aj apko MetaTrader 4 pa trade open krny ka complete process batana chahata hun or ya meri post specialy junior members kay liye hai jin ko itna zyda idea ni hota. Tu dear members trade open karne kay liye apko kuch important steps ko properly follow karna hota hai jo ma apk samny describes krna chahta hun.

                  Selection of Currency Pairs / Commodity:

                  Dear is procedure ka sb sa phla step hai selection of currency pairs or commodities ki. Jb ap metatrader 4 open krty hain tu sb sa phly apko kisi currency pairs ya phr specific commodities ko select krna hota hai.

                  Lot size Selection:

                  Currency pairs ki selection kay bad apko lot size ki selection krna hoti hai js ma ap na money management kay rules and regulations ko follow krty huye lot size select krna hota hai. Or ya aik bahut hi important step hota hai is ma apko khabi bhi mistake ni krni cheye. Kunk agr ap lot size ki selection by mistake zyda select kr jaty hain tu apka account wash ho sakhta hai.

                  Apply Stop-loss and Take Profit:

                  Dear is kay bad next step apka bahut hi important steps main count kia jata hai js main ap Stop-loss or take profit ki limit set krty hain jin ki basis per ap apni trading ko secure bana sakhty hain.

                  Buy or sell:

                  Dear trade open krny ka last step apko kisi currency pairs ya phr commodities ko buy ya sell krna hota hai. Ya apka final step hota hai isk bad apki trade open ho jati hai or usk bad ap usko kud bhi close kr sakhty hain or ap ka TP or SL bhi hit ho sakhta hai.

                  Ammendments also possible:

                  Trade open krny kay bad ap is ma kuch ammendments bhi kr sakhty hain or iska take profit or Stop-loss ki limit ko shift bhi kr sakhty hain. Lekin ammendments just TP or SL main hi ho sakhti hai baqi sari chezin carefully selected honi cheye. Ya aik complete process hai trading kay liye ummed krta hun junior members kay liye ya aik informative post ho ge or unko kafi help mily ge or knowledge ma izafa ho ga.
                  forex market Mein trade open karne ke liye sabse pahle aapko market ke friend ka pata hona chahie agar aap is market Mein analysis karte hain to ismein aapko acchi tarike se yah pata chal jata hai ki market long term ke liye hadse a kaun se trend mein mat kar rahi hai agar aap is market Mein kam karne ke liye planning karte hain to aapko yah pata hona chahie ki is market Mein Jo bhi trade open karni hai usmein aapko kitna risk lena hai agar aap is market Mein lot size use kar rahe hain to aap ismein itni hi Laut use Karen jo aapki account ke liye hath se best ho is market Mein trade lagane ke liye aapko money management ko follow karna hota hai jo trader is market Mein money management ko follow karte hue kam kar rahe hote hain unko is market Mein achcha result Mil jata hai is market Mein kam karne ke liye aapko yah decide karna hota hai kya aapane kaun si taraf trade open karni hai is market Mein jitne traders bhi jaldbaji karte Hain unko nuksan ho jata hai aapko is market Mein soch samajh Kar kam karne per kamyabi mil jaati hai is market Mein Kam Karne wale traders ko apne planning ke liye han se kam karna hoga agar aap is market Mein mistake karte hain yah jaldbaji ke vajah se apni trade per analysis nahin karte to is market mein aap rang procedure adapt kar rahe hain is market Mein achcha procedure adopt karne ke liye aapko use banaa lene chahie aur rules ko follow karti hui is market Mein trade open karo jaani chahie jo bhi trade office market mein open karte hain uske sath take profit aur stop loss use Kiya Karen is tarah aap trade ko sev raat apne account per achcha profit bana sakte hain Jo tradus market Mein discipline ke sath kam karte hain unko kamyabi mil jaati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                    Dear brother app nay bohaut zayada important information Share ki hay jiss ko senior members aur special junior members Agar Gain kartay hay to unki information may izafa hota hay haumay trading may hamesha kuch batono ka khyal rakhna hota hay agar haum kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko attention daytay hay to yeah sab say zayada achi achievement hoti hay magar sirf Trading market ki movement ko analyz karna hi kafi nai hota hay iss Kay saath saath aur bohaut saray elements hotay hay jissko hamarey liye samjhna aur seekhna bohaut zaruri hota hay forex trading may kam karna koi bohaut zayada difficult nai hota hay magar uss waqt tak jab haum issko proper information aur knowledge Kay saath attention daytay hoye nai kartay hay to.

                    Forex trading may Trading start karney say pehlay appko pata hona chahiye Kay app nay kiss currency pair pay ya phir kisi commudities pay trade open karni hay jab aopko trading may currency pair ki samjh hogi to app kisi bhi currency pair ko select kar saktay hay easily.

                    App ko trede ko place karney Kay liye apna order buying ya selling may place karna hota hay jab app lot size select kartay hay to app apni trade ko market ki movement ko analyz kartay hoye open kar saktay hay aur hamesha appni trade may stop loss aur take profit ko hamesha istamaal karna chahiye takay appki trade may Profit aur loss ki limit fix ho jaye.

                    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge aur learning ki zarorat hoti agar haum kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor kartay rehtay hay tou haumay trading may kamyaabi hasal hoti hay aur app zayada Profit hasal kartay hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                      Assalam-0-Alikum dear forex member humhy trading karty waqt phly market ki analyse ko dekh lyna chiye humhy trading kary waqt market ki movement ko dekhna chiye ku k market ki movement har mint k bad up down hoti hain humhy chiye k market ko achi tara understand kar lyni chiye ku k trading main humhy loss na ho or humhy chiye k humhy apni learning ki power ko strong rkhy jitni humhri learning strong ho gai humhy utna hi acha bouns mily ga or hum achy trader bany gy trade close krny say phly humhy is ka lot size increase nahi krna chiye ku k iska koi faida nahi hota ap jitna b lot siza big ku na kar ly humhy trade lagty waqt lot size normal rkhna ho ga or humhy apna knowledge or experience increase karna chiye taa k humhy benefit ho shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                        Apnay kaam ko jitna simple aur seedha seedha rakha jaey utna he asaani say woh complete hota hai aur uss ka result bhi utha he acha ata hai. Forex trading mai bohat say tareeka kaar hain jinn say learning bhi ki jaati hai aur earning bhi ki jaati hai. Forex trading mai trading ki bhi bay shumaar techniques hain jinhain apply kia Jata hai. Aur sub say achi baat hai kay traders ko end result sirf achi earnings mai chaiye hota hai. Dusray lafzoo mai yeh bhi kaha jaa sakta hai kay forex trading mai koi bhi tareeka istamaal kia jaey koi bhi technique use ki jaey laikin results achi earning ki soorat mai he aanay chaiye. Her trader ki yehi khawhish hoti hai. Iss liye traders mukhtalif time mai aur khaas tore pay market ki mukhtalif movements mai apnay knowledge aur experience kay mutabiq he trades open kertay hai aur situations ko apnay liye behtar bananay kay liye mehnat kertay hain.

                        Forex trading mai sub say important kaam he trade open kerna hota hai. Learning, knowledge, practice, training, skills development aur experience improvement ka maqsad aik trade open kerna aur usay sahi waqt pay sahi tareekay say execute kerna hota hai. Forex trading market mai trades open kerna koi mushkil ya tough job nahi hai. Traders ko shayad yeh bohat mushkil lagta hai jiss ki main wajah yeh hoti hai kay traders apnay liye simple kaam bhi mushkil Bana laitay hain. Forex trading mai sub say asaan kaam he trade open kerna hai. Jisay Agar aik tareekay say kiya jaey tou faida mai he open kia jaa sakta hai.

                        Trade open kernay kay liye sub say pehla kaam traders ko aik ya do aisay pairs ya commodities select ker laini chaiye jinn mai trading kerna chahtay hain. Iss say mindset aik targeted trading ki taraf ho jata hai. Jo bhi pair ya commodity select ker li ho uss kay charts ko maximize ker kay movement ko observe kerna chaiye. Phir 1 pair ya commodity ko uss waqt trading kay liye finally select ker kay uss kay chart pay time frames kay zariye trends ko daikhna chaiye. Trends aur analysis kay liye indicators bhi use kiye jaa saktay hai aur simply Candlestick chart patterns ko bhi daikha jaa sakta hai.

                        Trend and analysis kay baad agla step uss entry mai yeh final kerna hota hai kay lot size kia rakhna hai aur phir stop loss aur take profit Kitna hona chaiye. Ab yeh teen cheezain traders kay account balance, traders kay analysis ki accuracy aur traders kay personal experience pay he depend kerti hain. Lot size ko hamesha account balance kay aik makhsus portion takk equity kay usage aur margins ki consumption kay mutabiq he rakhna chaiye. Kisi bhi soorat mai laalach ya overconfident ho kay bohat ziada lot size nahi rakhna chaiye kiyu kay trades small lot size kay saath baar baar open close ki jaa sakti hain laikin account balance ka loss ho jaey tou phir small ya big lot ya profits aur earnings ka chance he end ho jata hai. Apni trade ko open kernay kay baad usay monitor kertay rehna chaiye kiyu kay kabhi kabhaar uss kay loss mai janay pay hedging bhi kerni Parr sakti hai aur issi tarah market achi aur positive honay ki soorat mai scalping bhi kerni Parr sakti hain. Hedging aur scalping dono kay liye he acha account balance hona bohat zaruri hai aur excessive margins ki availability bhi bohat laazmi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                          Trade hamen hamesha hi theek tarike se karni chahie kyunki jab tak Ham track theek tarike se nahin karenge tab tak hamara kam behtar nahin hoga isliye hamen chahie ki Ham jab bhi Koi etrade Karen to hamari trade behtar honi chahie tab hi hamen market se munafa hoga aur agar trade behtar nahin hogi to hamen market se kabhi bhi munafa nahin Mil sakega.
                          market mein Koi bhi trade open karne ke liye kuchh baton ka khyal rakhna bahut jaruri hota hai hai hamen chahie k r market mein trading karte hue only on page per trading Karen jinka hamen experience hai aur jinka hamen acchi tarike se tajurba hai aur Jin currencies ka hamare pass tajurba nahin hai to hamen anpadh trade nahin karni chahie hamen hamesha hi jitna hamara account hota hai usi ke mutabik kam karna chahie agar Ham apne account se badi trading karenge to fir hamen munafa nahin hoga aur ham fail ho jaenge isliye ine baton ka khyal karna bahut jaruri hai tab hi Amit kamyabi hogi
                          💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                          • #14 Collapse

                            Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                            Dear member Forex trading business mein agar are profitable trading karna chahte hain aur order lagana Chahte Hain To aapko first koshish karni hai ki aap chat ko understand Karen chat ko understand karne per aap easily market ki up and down movement ko understand kar sakte hain aur koshish karen ki Apne MT4 per Apne different indicator to Jarur set Karen Taki aapko market ka idea bhi ho jaaye Uske bad aapane koshish karni hai ki coming news ko dekhna hai aur news ka effect dekhna hai ki market Mein coming news Hai ft high impact hai ya FIR low-impact hai ya FIR medium impact Hai Hamen impact ke according apni trading order Lagani hai aur apni trading Mein Hamesha stop loss or take profit RK Mahajan ko set karna hai sake Ham easily market Se Achcha profit Hasil kar sake Hamesha apni trading Mein koshish karen Jyada Se Jyada take profit Aur stop-loss Ke margin ko Apne equity ke according set Karen koshish karen deredere member new order Lagane se pahle chart ko Dekhte Hue candlesticks ko understand karte hue resistance point ko Dekhte Hue spot level ko Dekhte Hue trading Karen kabhi bhi resistance level hotspot level trading Nahin Karni chahie yah bahut jyada risky Hota Hai Hamen Hamesha trade Lagane ke liye correct procedure ko follow karna hai jismein Sabse pahle Hamara lot size Hai Hamare money management ke according Uske bad Chahat ko Dekhte Hue candles ko Dekhte Hue technical analysis karna hai aur uske bad modify karte hue apni trading mein stop-loss aur take profit ke margin ko set karna hai Is Tarah Ham easily market se cheering Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab ho sakte hain dear members Agar Ham continuously mistakes karte rahenge aur apni trading Mein Kabhi Bhi loss ko control karne ke liye stop-loss ke margin ko sat Nahin Karenge Ham kabhi bhi kam Yad Nahin ho sakte Hamen lena hai Jisko Ham easily change kar sake
                            Last edited by ; 18-08-2020, 09:13 AM.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: JAIZA : Trade open krny ka correct Procedure.

                              Asslam o Alikum dear main ne aap ki thread ko read kia hai ye such main achi or knowledgeable post hai our is main juniors k liye rehnumai ki gai hai wo mujhy achi lagi . jhana tak bat trading main trade start karne se pehle procedure ki to dear friends trading aik esa business hai jis main just aik strategy ya aik procedure ya analysis kam nahi karti ha market lamha ba lamha apni position or tren change karti rehti hai is liye jab tak ham market ko thik se samjh na len us waqat tak ham trading nahi a dakte hain achi trading ko start karne our profit hasil karne ka best procedure main apne knowledge k mutabik share karna chahu gi

                              Good trading platform knowledge :
                              dear friends sab se pehle too ap k pas trading platform k bare main acha knowledge hona chaiye agar aap ko platform par working ka pata nahi ya platform par mojod chizon k pata nahi hai to aap apni hi kisi galti ki waja se loss hasil kar lo ge is liye sab se pehle platform k about experience hasil karo is k liye aap demo trading account use kar sakte hai our aap mukhtalif indicators tools and auto trading options bhi trading platform main laga sakte hai

                              Select a pair which is low spread :
                              dear friends is bat ko zarori bnayen k aap hamesha lowe spread pair hi chose karen ku k low spread pair kam risky hota hai aap k market main survive k chances zayda hote hain our aap hamesha wo pair choose karen jis k bare main aap k pass acha knowledge ha ye aap k knowledge par depend karta hai k aap kon sa pair choose kare hai

                              proper money management :
                              dear friends aap k liye ye bat sab se zayda ehm hai k market main entery se pehle aap ne proper money management ki hai ku k agar aap kam balance ya small capital par bara risk lete hai our risk ko manage nahi karte hai to market main ane wali choti c veriation ko b aap ka account bardasht nahi kare ga our aap loss hasil karen ge our ho sakta hai k aap ka account ho wash ho jay is liey hamesha money management apply karen our LOT size ko analysis k bad hi select karen our small size ka munasab lot size choose karen

                              Analysis of market :
                              dear friends market main profit hasil karne k liye aap ko market ko smjhana chaiye is k trend ko guess karna chahiye our phir peorper analysis k bad hi kisi natije par pohanchna chiye k market upar jay g ya niche agar aap analysis k bagri blind trading karen ge to aap ko buhat loss bhi ho sakta hai

                              Use Stop loss :
                              dear friend strading karte wakat is bat ko yaqeeni banye k aao stop loss ka use kar rahe hain ku k stop loss hi ek esa order hai jo aap ko long time tak market main risk ko control kar k trading karne ki ijazat deta hai ye aap ko profit to nhi deta hai lekin ap k loss ko ek had se agr nahi jane deta jese hi market aap k chose kiye huye ponit par jati hai ye hit ho jata hai our aap ka account wash hone se bach jata hai

                              Take order and live on market :
                              ab aap order lagye our market par nazar rakhen order laga kar bhol na jay han agr ap ko apni analysis par mukamal bharosa ha to aap Take profit ka choose karen our munasab tp lagye us k bad aap apna platform close kar sakte hai our wakfy wakfe se market par nazar rakhe agar aap ko strategy change karni pare to aap change kar sakte hain
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X