ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

    Aslamoalikum all.
    (Ye mera review apni bic py sfr krny py mbni hy.)
    Bic aik sfr krny ka zriya hy jo k do tyre py mushtmil hy. Jesa k ap janty hn k purany wkto ma hm insano k pas itni shooliyat muysr nai then logo ko door door sfr krny ma bhot dushwariya paish ati then log ontho or gorho ko apny sfr krny keleay swari bnaty thy likin is trha sy b bhot mushkilat or dushwariya paish ati the ab jesy jesy wkt bdla insano ny traki ki or apni shooliyat ko pura krny keleay new new ijaden ki in ijado ma aik ijad bic hui jesy hm moter cycle b kehty hn or jesa k hr chez k advantages or disadvantages hoty hn to aj hm bic k fawaid or nuqsan ki bat krty hn.
    (Advantages.(fawaid))
    Is k fawaid ma hmain sb sy bra ye faida hy k hm apny lmby or taweel sfr ko asani sy ty kr skty hn jo sfr rasta hm ghnto ty krty thy wo ab bic ki bdolt chnd qdmo ma simt gea hy aj kl k dor ma bic tkreebn hr ghr ma mojood hy or ye hmain aps ma aik dusry sy jorhy rkhta hy msln jesy agr kahen fasly py hmary rishtydar hn or agr hmain emergency ma un k pas jana hy to hm jald sy jald bic ki bdolt un k pas punch skty hn yani bic sy hmary rishto ki doori or fasla b chnd qdmo ma simt jata hy hm apny rishtydaro ki hr khushi ghmi ma ba asani shreek ho skty hn or hmary wkt ka b ziyah ni hota.
    (Disadvantages. (Nuqsan)).
    Jesa k bic sy hmary fasly dooriyan chnd qdmo ma simt gy hn likin bic ko chlana b seekhna prhta hy or sahi tjrba hony py he hm bic chla k bic py sfr kr skty hn agr hm sahi sy seekhy huay ni hn or hm bic py sfr krty hn to phr hmary leay nuqsan hy q k hm bic chlany ma expert ni hn to phr road py sfr hmary leay acha nai hy hm kesi b hadsy ka shikar ho skty hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Apny bikes pay safar kerny per hai ;

      Dears , Ajj ham batt kerty hein apny ajj k review k bary mein jo hai Apny bikes pay safar kerna .
      Introduction ;

      Apni bike par agar safar kia jaye to es key advantages be bahot zeyada ho sakty hey aur es key disadvantages be bahot zeyada hoty hey agar es tarha ki useful information har kesi ko mil jaye to us key ley ye decide karna asaan ho jata hay key apni bike par safar karna chaye ya per nahi karna chaye,

      Advantages: Apni bike par ham Pakistan me kesi be jaga aur kesi be city ka safar kar sakty hey kesi jaga par other vehicles nahi be ja sakti hay agar apni bike safar key ley use ki jaye to kesi be city key esy maqamat tak ham asani se ja sakty hey agar bike apni ho to es par bahot kam fuel use kar key ham asani se apna safar ko complete kar sakty hey, ajkal google map ki waja se kesi be place key bary me achi information milna asaan ho chuki hay es ley bike use kar key safar karny me hamy bahot asani hoti hay, agar train me be safar kia jaye to city ponch kar hamy per be kesi texi ka zaror use karna hota hay magar bike ka faida hi ye hay key es ko har jaga par ham apny sath le kar ja sakty hey,

      Disadvantages: Bike par safar karny ka nuqsan ye hota hay key over speed key sath agar safar na be kia jaye to koi be hadsa hamary sath ho sakta hay jab key train ya per other vehicle par safar karny me hadsy ka andesha bahot kam hota hay, agar bike kahi rasty me kharab ho jaye ye per puncher ho jaye to per hamy bahot muskil ka samna karna pardta hay .
      • #18 Collapse

        Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

        Aslamoalikum all.(Ye mera review apni bic py sfr krny py mbni hy.)Bic aik sfr krny ka zriya hy jo k do tyre py mushtmil hy. Jesa k ap janty hn k purany wkto ma hm insano k pas itni shooliyat muysr nai then logo ko door door sfr krny ma bhot dushwariya paish ati then log ontho or gorho ko apny sfr krny keleay swari bnaty thy likin is trha sy b bhot mushkilat or dushwariya paish ati the ab jesy jesy wkt bdla insano ny traki ki or apni shooliyat ko pura krny keleay new new ijaden ki in ijado ma aik ijad bic hui jesy hm moter cycle b kehty hn or jesa k hr chez k advantages or disadvantages hoty hn to aj hm bic k fawaid or nuqsan ki bat krty hn.(Advantages.(fawaid))Is k fawaid ma hmain sb sy bra ye faida hy k hm apny lmby or taweel sfr ko asani sy ty kr skty hn jo sfr rasta hm ghnto ty krty thy wo ab bic ki bdolt chnd qdmo ma simt gea hy aj kl k dor ma bic tkreebn hr ghr ma mojood hy or ye hmain aps ma aik dusry sy jorhy rkhta hy msln jesy agr kahen fasly py hmary rishtydar hn or agr hmain emergency ma un k pas jana hy to hm jald sy jald bic ki bdolt un k pas punch skty hn yani bic sy hmary rishto ki doori or fasla b chnd qdmo ma simt jata hy hm apny rishtydaro ki hr khushi ghmi ma ba asani shreek ho skty hn or hmary wkt ka b ziyah ni hota.(Disadvantages. (Nuqsan)).Jesa k bic sy hmary fasly dooriyan chnd qdmo ma simt gy hn likin bic ko chlana b seekhna prhta hy or sahi tjrba hony py he hm bic chla k bic py sfr kr skty hn agr hm sahi sy seekhy huay ni hn or hm bic py sfr krty hn to phr hmary leay nuqsan hy q k hm bic chlany ma expert ni hn to phr road py sfr hmary leay acha nai hy hm kesi b hadsy ka shikar ho skty hn.
        • #19 Collapse

          Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

          apni nike ka apna he maza hota hae to bas apni agar apke pas bike hote hae to yeh or bhe acha ho jata hae to bas is liye hamen kisi bus par ya car par safar karne se acha hae ke hamen cahiye ke hum sirf apni he car ya bike par he safar kiya karen yeh afe hae secure hae or yah sab se ache bat ke yeh comfortable hote hae to is waja se yeh aik sahe tarah se kam kar jate hain to is main agar ap kahen ja rahe hain to agar ap bus par jate hain to is main apka koi paise hain wo bhe zayada he lag jate hain lakin agar ap apni sawari amin jate hain to is main apke paise bhe kam klagte he hain to bas is liye he to kehte hain ke ke jo apni sawari hote hae wo bahut ache hote hae is main hamare paise bhe kam lagte hain or hamara jo safar hota hae wo bhe sahe or confortable hota hae to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main is par he safar kara karen take hum is main sahe tarah se is main kam kar sakne hum jitna sahe tarah se kam karte hain to hum is main kuch na kuch gain bhe kar he lete hin to bas is waja s ehe to hum is main kehte hain ke hum jitna sahe tarah se agar hum is main kam karte hain to hum is main kuch na kuch hasil kar he lete hain lakin apko is bat ko man na he ho ga ke apni sawari ka to apna he maza hota hae jo ke bus ya gari ka nhe hota hae to bas hamen apni bike par he safar karna cahiye
          • #20 Collapse

            Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

            sure dear aapane bahut hi acche subject matter ki taraf Apna overview diya hai no doubt Jab ham apni motorcycle in line with journey Karte Hain To usmein Humko bahut Sare benefits aur advantages mil sakte hain aur example Jab aapane Kisi Jagah Janna ho to Uske awful Aap Ko Kisi Ka Intezar nahin karna padta aur jab aap Jana chahte hain aap Kisi bhi waqt Jaat sakte hain ismein aapke liye koi bhi time difficulty Nahin Hoti aur aap Kisi bhi marketplace Kisi bhi Jagah aasani ke sath is in keeping with Ja sakte hain iske sath sath agar aap iska assessment Kisi personal kar ke sath ya Kisi Aur conveyance ke sath Karte Hain To yah aapka Jyada luxurious bhi nahin Hota ismein aapke bahut kam prices spend Hote Hain.
            • #21 Collapse

              Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

              I think pakisatan mn sb sy zyada use ony wala source of travel h.bike ko rozana hzaru ni blky lakhu log apny muhtlif xhoty brry kaamu k liye use krty hain.bike short range distance ko cover krny k liye bht ee zbrdst gaari h.iski sb sy brri mqbooliat ki wja easy to afford h koi b average insane isko afford or mange krr skta h dusra iska low maintenance cost and easy to drive koi b bxha,jwan ya old age easily isko xhla skta h.bike ko use krr k hm apna bht sa qeemti time savr krr skty hain bjaye k hum kisi texi ya bus ka wail hum krein hum apny bike py easily khein b pxhnxh skty hain.isky ilawa yh hrr qsm ki road py xhl skta h xhahe kxhi ho ya pkki ,tng ho ya khuli.ekn is kxh disadvantages b hain jhan hmein yeh bht sari shooliat provide krta h whan isky kxh nuqsanat b hain jesa k bike py sffr krty hwe apko bht zyada ihtiat sy drive krna ota h q k iss py koi safety ni h.isky accidents bht jldi or bht assani k sth ho jaty hain.agr hm care k sth use krein yh bht zyada helpful h.bike py sffr krny ka ak faida yh b h k ap kisi k pabnd ni oty ap apni mrzi mutabiq jb chahein km paisu ak axha distance cover krr skty hain.mn hud hmesh bike py sffr krny ko trjeeh deta hu q k yh mera bht sa time save ho jata h.
              • #22 Collapse

                Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                Dear member a review Apni bike Pe Safar karne ke baare me a mai Apco is K bar Amy Batata hoon Jaisa ki Aap Sab jante hain Aaj ka Daur me motorcycle Bhut zaida istemal ho rha hy bike Ammm ho gya bike k any ki waja sy kafi asania b aye hain ji sab sy bata faida hamin hasil hota hai wo wakat ki bachat hai or us k sath paisy ki b bachat hy jaisa k hmara topic apny bike py safar k mutaliq hai jaisa k ap janty hain aik wakat tha k log paidal safar karty thy phr garian aa gaen or phr rafta is mai taraki ati gae ab to har gar mai gari hy gari sy murad na sirf car hy balky bike bi hy agr ham ko thora fasla teh karna ho to us k ley bike bhut zaida mufeed hy khas tor ly local safar k ley key k is ki waja sy bhut zaida wakat bach jata hy or agr ap k pas bike b achi hy to ap k kafi pasy bach jaty hain normal tor py china bike aik litre mai 70 kilomtere tk safar teh kart hain or itny kilomter ka safar agr ap gar py karty hain to ap ko is ka double pay karna parta hy Apny bike k safar mai yae b faida hai k ap apni marzi sy jaty hain agr ap rasty mai kaen rukna chaty hain to ap easily bygyr kisi fikar k ruk sakty hain agr ap city mai hain ap ksi b jaga aram sy ja sakty hain ap apna saman sath sath ly kr motorcycle par sakhty hain agr ap kaen jana chaty hain or apko us jaga ka ilam ni to ao google map sy shortcut rasty sy ja sakty hain or is sorat mai ap k pas bike hy to apka kafi wakat bach jata hy agr ap bike py hain or city k anda mukhtalif market mai jana hy to yae kam bike k zrey hasil. Kia ja sakta hy ap ka kafi time bacha jata hy. Fawaid k sath kych nuksan b hain sab sy bata nuksan yae k agr rasty mai bike khrab ho jata hy to ap ko kafi takleed uthani parti hai ap ka kafi wakat b zaya ho jata hy agr barish aa jati hy tab b yae e sortyhal ban jati hy. Or agr ap is ko etyat sy istemal ni karty to yae apki jan tak ly sakta hy hamy roz khbro mai milta hy k bike ki waja sy bhut sari janin zaya hoin yae fakat ghalat istemal ki waja sy agr ham is ko sae manoo mai isteml karin to hmy fawaid zaida e milty hain chand nuksan ki waja sy ham is k fawaid ko bhool ni sakty agr aik taraf fawaid or aik taraf nuksan rakhy jaen to fawaid ka palra bhari hoga is ley mari ap sb sy request hy k bike py safar karin laken etyat sy
                • #23 Collapse

                  Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                  Apni bike par agar safar kia jaye to es key advantages be bahot zeyada ho sakty hey aur es key disadvantages be bahot zeyada hoty hey agar es tarha ki useful information har kesi ko mil jaye to us key ley ye decide karna asaan ho jata hay key apni bike par safar karna chaye ya per nahi karna chaye,

                  Advantages: Apni bike par ham Pakistan me kesi be jaga aur kesi be city ka safar kar sakty hey kesi jaga par other vehicles nahi be ja sakti hay agar apni bike safar key ley use ki jaye to kesi be city key esy maqamat tak ham asani se ja sakty hey agar bike apni ho to es par bahot kam fuel use kar key ham asani se apna safar ko complete kar sakty hey, ajkal google map ki waja se kesi be place key bary me achi information milna asaan ho chuki hay es ley bike use kar key safar karny me hamy bahot asani hoti hay, agar train me be safar kia jaye to city ponch kar hamy per be kesi texi ka zaror use karna hota hay magar bike ka faida hi ye hay key es ko har jaga par ham apny sath le kar ja sakty hey,

                  Disadvantages: Bike par safar karny ka nuqsan ye hota hay key over speed key sath agar safar na be kia jaye to koi be hadsa hamary sath ho sakta hay jab key train ya per other vehicle par safar karny me hadsy ka andesha bahot kam hota hay, agar bike kahi rasty me kharab ho jaye ye per puncher ho jaye to per hamy bahot muskil ka samna karna pardta hay
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                    Dear brother apni bahut hi acche topic per baat ki hai aur aapane bahut hi Achcha review pesh kiya hai real Ham dekhte hain ki aajkal bahut jyada bikes ka istemal Kiya ja raha hai agar Humsafar Ke Liye apni Bike ka istemal karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai Hamen Kisi Ka wait nahin karna padta Ham Kisi bhi waqt Apna Safar continue kar sakte hain aur ismein aasani se apni Manzil ki taraf pahunch sakte hain.

                    Real bike par Safar karne ka yah fayda hota hai ki aap Kisi bhi waqt Safar start kar sakte hain Jahan Marji aap ruk sakte hain aur aap ismein kam paison Mein Apna Safar kar lete hain Kyunki Agar Ham aajkal ke kirae Ko Dekhe to bahut jyada ho gaye hain agar aap bike per Safar Karenge to use aapke petrol kam lagega aur aap apna Safar kar lenge dear aapko Agar ismein bike par Safar karna hai to aapko ismein safety apni lazmi karna ho ki jismein aapke hand per Gulab hone chahie Iske alava aapke pass Maaf Hona chahie aur aapke pass helmet Hona chahie Jiske Liye aapko pareshani Na Ho aur aapke pass bike ke tools available hone chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                      Assalamu alaikum my dear all friends member Raj karega apni bikes py safar karne par hai Jab ham apni bike per travel Karte Hain To usmein Humko bahut Sare advantages aur benefits mil sakte hain aur example Jab aapane Kisi Jagah Janna ho to Uske bad Aap Ko Kisi Ka Intezar nahin karna padta aur jab aap Jana chahte hain aap Kisi bhi waqt Jaat sakte hain ismein aapke liye koi bhi time limitation Nahin Hoti aur aap Kisi bhi market Kisi bhi Jagah aasani ke sath is per Ja sakte hain iske sath sath agar aap iska comparison Kisi private kar ke sath ya Kisi Aur conveyance ke sath Karte Hain To yah aapka Jyada expensive bhi nahin Hota ismein aapke bahut kam charges spend Hote Hain.Dear jab aap bike per Kisi long route per ja rahe ho to usmein aap ko bahut careful Hona chahie aur is se related jitni bhi Prakashan soti Hain unko Apne mind Mera Kar Hi travel karna chahie aur aapko koshish Karni chahie kya aap Hamesha iski safety speed maintain rakhen Kyunki Jab aap overspeeding karte hain to Uske bad Aap Ko nuksan Hone ka bhi bahut jyada chance ho sakta hai aur aap Kisi problem Ka Shikar ho sakte hain.Jab aap bike per travel kar rahe Hote Hain to ismein aapko do different types ke problems ho sakte hain Ek aapko yah problem ho sakta hai ki agar aapke bike Mein Kuchh problem a gai hai to aap ko bahut jyada disturbance ho sakti hai iske sath sath agar aap overspeeding kar rahe hain to usmein bhi aap ka accident ho sakta hai specially raining jab ho rahi hoti hai to use time per ismein bahut jyada hi sleeping hoti hai use time per bhi aapko ismein bahut careful driving Karni chahie otherwise yah aapke liye bahut zyada dangerous ho sakta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                        Asalam o alikum dear member

                        Introduction..

                        Dear member apny hmary sath bht e zaida intresting or informative topic share Kia apni byke pr safar krny pr.. Dear jesa ka ap sb log janty hain ka takreban hr ghr ma byke zror mojood hoti ha. Is ma koi Shaq ni ha ka apko jb b khi Jana ho tu ap is pr khi b jaksty hain apko kisi ka intizar b ni krna parta ha or ap asani ky sath khi jaksty hain or ajkl bykes ka kafi zaida log lay rhy hain bykes ma different variety agai ha or din badin is ma new new variety ati Jari ha ku ka agr dekha Jaye tu byke hmary liye bht zaida mufeed hai is pr hm kafi jaldi jhan b Jana chyen ja skty hain kr sath agr apko khi market ya khi asi jgha pr Jana ho tu ap bht e jaldi khi b jaskty hain byke chlana bht e zaida asan ha yh petrol pr chlta hai. Byke pr safar krny ka kafi Zaida fayde hain..

                        Fayde..

                        Byke pr safar krny ka bht sary fayde hain Jin k sath ap NY khi b Jana ho tu ap kafi zaida jaldi apni manzil tq ponch jaty hain ku ka byke pr safar krna bht asan AK byke pr 3 log bhat skaty hain apny khi market office colg wagira Jana ho tu byke AK best option ha ap easily jaksty hain or byke ko bht asani sy chlya jaskya ha or agr dekha jye tu ajkl bykes ma kafi zaida new variety agai ha ap in ma sy koi b byke apny budget ka mutabiq khreed sakty hain. Or byke pr log asani k sath safr krka apni manzil taq ponch jaty hain byke pr safar Krka ap kafi zaida jaldi apni manzil taq ponch jaty hain byke petrol pr chlta ha ajkl tu choti Umar ka bachy b byke ko chala rhy hoty hain is bat ka mtlb yh ha ka ajkl byke ko chlana muskil Kam ni ha ap asani k sath byke ko chla sakty hain or chla kr apni manzil taq ponch jaty hain byke ajkal takreban hr ghr ma mojood hota ha...

                        Nuqsannat..

                        Byke ka jhan fayde hain whan is ky nuqsannat b hain jesa ka ap log janty hain k agr ap log khi byke pr jarhy hon or ap ka byke khrb hjye tu Issy apko kafi zaida muskil ka samba krna par skta ha or kuch log byke ko bht zaida taiz chaty hain jis wja sy unko accident ka samna krna par sakta ha is liye byke ko bht zaida taiz ni chlana chye ni tu Issy apka Jani nuqsan b hskta ha or apna byke b khrb hskta ha
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                          Assalamu Alaikum dear Forex Apni bike par agar safar kia jaye to es key advantages be bahot zeyada ho sakty hey aur es key disadvantages be bahot zeyada hoty hey agar es tarha ki useful information har kesi ko mil jaye to us key ley ye decide karna asaan ho jata hay key apni bike par safar karna chaye ya per nahi karna chaye,

                          Advantages: Apni bike par ham Pakistan me kesi be jaga aur kesi be city ka safar kar sakty hey kesi jaga par other vehicles nahi be ja sakti hay agar apni bike safar key ley use ki jaye to kesi be city key esy maqamat tak ham asani se ja sakty hey agar bike apni ho to es par bahot kam fuel use kar key ham asani se apna safar ko complete kar sakty hey, ajkal google map ki waja se kesi be place key bary me achi information milna asaan ho chuki hay es ley bike use kar key safar karny me hamy bahot asani hoti hay, agar train me be safar kia jaye to city ponch kar hamy per be kesi texi ka zaror use karna hota hay magar bike ka faida hi ye hay key es ko har jaga par ham apny sath le kar ja sakty hey,

                          Disadvantages: Bike par safar karny ka nuqsan ye hota hay key over speed key sath agar safar na be kia jaye to koi be hadsa hamary sath ho sakta hay jab key train ya per other vehicle par safar karny me hadsy ka andesha bahot kam hota hay, agar bike kahi rasty me kharab ho jaye ye per puncher ho jaye to per hamy bahot muskil ka samna karna pardta hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: ye review apni bikes pay safar karnay par mubni hay.

                            Assalamu alaikum dear member and ji aapane bilkul sahi kaha hai hai yah revenue ek bike form apni hai iske advantage hai ke har solid ke liye bahut best hai per hai is per do se jyada nahin baithe to bata raha hai kyunki agar accident Ho Gaya to bahut hi khatra hota hai yah ek aisi sawari hai jis per Ham aasani se ek jagah se dusri jagah ja sakte hain aur uska disadvantage Hain isko seaur main bahut badi pareshani ho sakti hai aur jaan se bhi ja sakte hain isliye bahut pyar se chalani padati hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X