JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
    Dear members Assalamualaikum kesy hain ap log. Aj ma ap sa kuch information important candlestick kay bary ma share krna choun ga umeed hai bahut sary member ko is post sa kafi knowledge or information hasil ho ge. Tu en ki briefly details ma ap kay samny share krny ki koshish krta hun.

    Marubuzu Candlestick:

    Ya aik important candlestick hoti hai or iski bhi further kuch types hoti hain iski long body hoti hai or iski long body ni ho ge tu wo marubuzu candlestick ni ho sakhti.

    Hammer Candlestick:


    Ya aik esi candlestick hoti hai js ko body bilkul choti hoti hai or iski wick is sa babut zyda long hoti hai. Or iski hamesha body sa upper wali side per honi cheye. Ya market main bullish trend ko show krti hai.

    Hanging Man:

    Ya candlestick Hammer candlestick sa kafi resembles krti hai or enki shakal bilkul same hoti hai just is ma ya difference hota hai kay ya bearish pattern show krti hai.

    Shootring Star:

    Ya bhai aik bahut important candlestick hoti hai ya hammer candlestick ki tarah hi hoti hai js ki body bilkuk na hony ka baraber hoti hai or iski wick kafi lambi hoti hai likn iski wick downside per hoti hai or hammer ki wick upper wali side pa hoti hai.

    Bullish candlestick:

    Easi candlestick js ma markit ka trend prices ma increment show kr rha ho usko ap bullish candlestick keh sakhty hain.

    Bearish candlestick:

    Yah candlestick ap ko market ma price main down trend show krti hai js sa ap idea lga sakhty hain kay price kam hony ka chances hain.

    Doji Candlestick:

    Yah bhi aik important candlestick hai js ki further kuch types hain ya markit main apko reversal trend show krti hai iska size bhi kafi chota hota hai likn es candlestick ka shadows ni hota.

    Is ka ilwa bhi kafi important candlestick hoti hain jin ka phr kisi threads ma ziker krun ga umeed hai ap en candlestick ko properly follow krin ga or apni trading ko profitable banain gay.




    Salam Members , G mai Thori mazeed Wazahat kru ga .

    FOREX mai important Candlestick hain jin ko hum daily base py trade lagany sy pehly dekhen gy or us ky mutabiq
    trade lagayen gy , iss sy hamen Market analysis clear ho jaty hain or hum easily profit lay sakty hain.

    1.BEARISH CANDLESTICK : Yh candle RED OR BLACK colour ki hoti ha , Bearish ky qeemat oper ki taraf open hoti ha
    or nechy ki jaanib Closed hoti hai.

    2.BULLISH CANDLE STICK :Bullish ka opening keemat nechy ki jaanib hota hai, jab ky uper ki janib closed hota hai.

    Candlestick ki aik body or 2 shadow lines hoti hain. Candle mai 4 Cheezain hoti hain,
    1.Open 2.Closed 3.Low 4.High , iss ky ilawa iss mai aik UPPER SHADOW hota hai or aik LOWER SHADOW.

    MARUBOZU BULLISH CANDLE : iss mai na upper shadow hota hai or na lower shadow hota hai or yeh sub sy zyada Bullish Candle
    hoti hai. Phir iss ma aik ati hai

    DOJI CONDITION CANDLE . Yani jo condition upper bani hai nechy bhi wohi bani ho gi dono equal .
    phir aik MOROBOZU BEARISH CANDLE bhi banti hai.

    Yh tamaam condition forex mai bhut meaning rkhti hain in ko dekhty howy next trade lagaya jata hai In analysis ko dekhna bhut
    zarooori hota hai , in ko analyis krna bhut important hai or yeh Trade ky leay zarooori cheezain hain.
    Forex Trading mai yh tamam candle condition bhut ehmiyat ki haamil hain, in ko judge krny ky bad apko kabi loss nhi hoga
    or ap hamesha profit earn kren,
    GOD BLESS U , THANKS.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

      Yes dear is market Mein kam karne ke liye aapko Koi trading plan taiyar karna hota hai jismein aapke pass Koi Aise patterns available hone chahie Jin Ko Dekhkar aap is market Mein trade open kar sake agar aap is market mein candlestick patterns core data trade Lagana Chahte Hain To aapko impotence ki confirmation ka bhi Pata Hona chahie iske sath aap in patterns ko trade karne ke liye Jab Koi pattern find karte hain to ismein aapko yah pata chal jata hai ki ismein aapane entry Lagane ke liye kaun sa time friends let karna hai agar aap H4 time frame Mein yah pattern find karte hain to aapko is market Mein trade open karne ke liye h one time frame Lagana Hota Hai Uske bad aapko is market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai jo Tradus market Mein acche tarike se kam kar rahe hote hain unko Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai is market Mein kam karne ke liye aapko in patterns Ka Pata Hona chahie Kyunki candlestick patterns bahut jyada famous hai aur infiltrate karna Kafi Jyada Aasan hota hai agar aap in patterns patrade Karte rahte hain to aapko is per Achcha profit Milta rahata Hai candlestick patterns per Kam Karne Wale traders ko yah Baat clear honi chahie ki agar aap is market mein kisi candlestick patterns per kam kar rahe hain is per aapko Achcha result ka Milta Hai Jab aap importance ko learning complete karte hain aur Iske bad is per trade karte hain yah pattern aapko Achcha result distance level yespot level per Dete Hain agar aap inference ko acchi tarike se Sikh Jaate Hain To aap is market Mein Achcha profit bana sakte hain is market Mein kam karne ke liye aapko importance per workout demo account per kar lena chahie Taki aapko inke result ka pata chal Jaaye.
      • #18 Collapse

        Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

        Dear ap ne bahut achy topic par bat ki hai forex trading mein candlestick pattern ki bahut zayada importance hai kyun k jab bhi market mein koi entry leni ho tu pehly analysis karny party hain aur technical analysis k liye candlestick pattern ko samjhna bahut zaroori hai
        What is candlestick pattern :-
        Dear candlestick pattern aik aisa patten hai jo japan ne introduce karwaya aur is patten mein market ki online price check ki ja sakti hai aur technical analysis k liye candlestick pattern bahut important hai kyun k har candle ka market ki next movement ki taraf signal hota hai
        Main types of candles :-
        Candles ki main 2 types hain jis se hamyn pata chalta hai k market up ja rahi ha ya down
        Bulish candle :-
        Jab market up ja rahi ho tu us time jo.Candle banti hai us ko bullish candle kehty hain
        Bearish candle :-
        Jab market down ja rahi ho tu jo candle banti hai us ko bearish candle kehty hain
        Is k ilawa dear poory candlestick pattern mein bahut sari candles hain jin ki different shape aur body hoti hai aur har candle market ki next movement ka signal deti hai hamyn forex market mein kamyabi k liye candlestick pattern seekhna chahiye ta k hamary technical analysis achy hon aur har candle k name k sath unki shap aur unki body aur unka sigal pata hona chahiye tab he ham market ki next movement ko asani se monitor kar sakty hain
        Marbuzu candle , doji ,hamer,pin bar ,spining top
        Ye different types of candles hain in ka knowledge hona chahiye tab he forex mein analysis achy hon gy
        • #19 Collapse

          Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

          Dear traders ziada ter traders forex mein candlestick patterns pe hoti ha chart per 2 qisam k patterns banty haen aik wo jo week pattern kehlaty haen jo ziada ter direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha.
          • #20 Collapse

            Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

            Is business mein candlestick karnali bahut lambi isliye hamen ke bare mein knowledge hasil karna chahie candlestick canal sarkar Kiya ek trade ko open kar sakte hain candlestick hamen yah batati hai ki market ki position kya hai aur ab yah kis tarah ko kari hai hamen yah bhi lagta hai ki agali kadi kab aur kaise karegi to ham log candle jab close hoti hai to Ham uske bad banne wali condensation Dada laga sakte hain ki market aapke stroke Ho karegi aksar log candlestick ke naam se kya fayda uthate Hain 1 hour 4 wali candle bahut jabardast haiiski study karke Ham bahut bacha prakhand Kama sakte hain lekin iske liye hamare pass knowledge hona lazmi hai ki dastak ke bare mein bahut se logon ki apni apni rai hai lekin vyas ka knowledge hasil karna bahut mushkil hai agar Ham iske bare mein serious hai aur Na Lage hasil karna chahte hain aur learning bhi chahte Hain to hamen YouTube ke lecture ko download karna hoga aur in ko sunkar in journey cancel kar sakte hain ya koi aisi near trader Hain Jo hamari madad kar sake to hamen unke sath milkar kam karna hoga to aage hamen candle stick ki knowledge samjha sake is business mein jisne bhi Maine ki vah kamyab hua isliye candlestick karna ek bahut lagi hai vah se log Maine dekhe Hain Jo candlestick ki naraj ko nahin mante aur aur chakkar mein pade rahte hain isliye vah log nuksan jyada karte Hain jisne bhi chemistry ka knowledge hasil kar liya to use maloom ho jaega ke Jo candle close hui hai vah kya hai doji candle hai ya koi aur mujhe doji candle ke bare mein maloom hai bhauji candle ke pass jab bhi sunati hai bahut long karti hai aap yah down likhenge depend karta hai doji candle ke upar ke banne wali candle aap jayegi ya down to yah bahut achcha Na Lage hai isase mujhe kafi fayda bhi ho jata hai lekin munh mein yah hoti hai ki agar cuddledown ja rahi hai aur use per ek Dori Ban jaaye to iska matlab hota hai ki candle Agni wali jo hai vah hote down jayegi aur market kafi niche ki taraf munh karegi isliye hamen soch samajh Kar trade karni chahie to Ham is tarah doshi camera ke sath ek achi trade open kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

              Achi trading ke liye forex mein candlesticks ko samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein achi trading ke liye different indicators ko bhi use karen kyunki forex mein kuch indicators ki madad se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie our forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko jitna ho sake increase karna chahie kyonk forex main achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hoa bahut hi zaruri hai aur forex main achi trading ke liye money management hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

                candlestickska bahut he important role hota hae to hamen cahiye ke hum in ko ache tarah se samjha karen take hum is main ho saken kamyab hum jitna zayada is main mehnat ke sath apne kam ko kar lete hain to hum is main successful ho he jaya karte hain bas hamen is main mehnat ke sath ache tarah se kam karna ho ga or is main hamen tamam ke tamam candlesticks ko he follow karna ho ga tab he to hum is main kamyab ho jate he hain agar hum ache tarah se apne kam ko karte hain ro bas is waja se hamen bhe apne kam ko better karte howe is main tamam ke tamam candlesticks ko read karna ho ga take hum is main kuch na kuch to hasil bhe kar len or i main hum successful ho saken or is main hum kamyab ho jaya karen lakin is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karte rahen ache se take ap is main successful ho saken or is main hum kamyab ho jaya karen hamen kabh bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe apne kam ko chora na karen q ke hum agar apna kam ko stop kar den ge to hum yahan se acha knowledge bhe hasil nhe kar saken ge bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main emhnat ke sath ache tarah se kam bhe kiya karen or aik ache trader ke tarah se is main success bhe hasil kar he jaya karen take hamen yahan se kuch na kuch hasil bhe ho sake or hum yahan se kamyab bhe ho he jaya karen kabhe bhe himmat na haren balke kam karte rahen
                • #23 Collapse

                  Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

                  forex trading may usually trade open kernay Kay liye haum hamesha terminal pay indicators aur Candal Sticks patterns ko market ki movement ko monitor karney Kay liye istamaal kartay hay jiss ki waja say haum trading kartay hoye trading may kamyaabi hasal kartay hay haumay trading may hamesha market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open karni hoti hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni learning aur information ko gain karna parta hay jab appko trading ki practice aur knowledge hota hay to appkay liye market ki movement Kay mutabiq trade karna asan hota hay haumay trading may pata hona chahiye Kay iss may haum keasy candal sticks ko proper way may learn kartay hoye apni trade may istamaal kartay hay to haumay trading may kamyaabi hasal hoti hay.
                  ap achye anylsis kay sath kam karain gaye tu apka kafi faida ho jata hao aik tu ap ki learning mai kafi faida ho jata hai jub kay sath mai ap ki earning mai kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko kamyabi daita hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap acha kam kartye rhain mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko kabhi nakami nhi daita hai tu ap acha kam kartye rhain ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap esai achi learning kay sath kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kartye rhain aur es mai kamyabi hasil iartye rhain shukriya.
                  • #24 Collapse

                    Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

                    dear friends jaisa k hum sb jantay hain k candlestick chart pattern aik aisa pattern hay jo sb se ziada famous hai aur maximum traders isi ko he trading chart pe use krtay hain aur yeh aik aisa pattern hay trading ko samjhnay k leye sb se aasan hay jo easily samjh aa jata hai.is pattern k ander mazeed different types ki candles banti hain jo hum ko market ki future mobement k baaray mein predict krti hain aur inki yeh sb detail japanies ne start ki hai q k candlestick pattern ki candles k naam aur prediction yeh japan ne he introduce krwaye thay.mn apnay kniwleege k mutabiq important candles k baaray mein information share krta hon.
                    major taur pe two candles hoti hain is pattern mein bullish candle and bearish candle,bullisj candle upward mobement ko zahir krti hai aur bearish candle market ki down mobement ko show krti hai.
                    inverted hammer, ye candle agar down trend k baad banay to is k bn janay k baad market ka trend up side pe move krta hai.
                    hammer, hammer ka function bhi inverted hammer wala hay yeh bhi market k up janay ko predict krta hai.
                    three white soldiers, yeh 3 bullish candles hoti hain aur jb yeh down trend k basd appear ho to iska matlab hai k market mein buyers ki grip mazboot ho gai hay aur ab market up side move kray gi.
                    doji candle, doji candle mein price ka open and close bilkul qareeb hota hay aur doji candle ki open and close centre mein ho to iska matlab hai k market nutral hay aur next move koi bhi ho sakti hi
                    dragonfly doji, yeh agr down trend k baad banay to yeh trend reversal ko show krti hai is mein price ki open and close high level se thora sa nichy ho aur shadow doubke se ziada ho to ye market ko ooper ki taraf le jati hai.
                    gravestone doji, yeh candle top pe banti hai aur is ki opening and close price bilkul qareeb hoti hai aur iska shadow ooper ki taraf hota hay yeh market k next down trend ko show krti hai.
                    shooting star, yeh candles jb bhi appear hoti hain market ko kafi up side pe le jaati hain
                    evening star, yeh market k top pe banti hain aur phir iskay appear honay k bssd yeh predict kiya jata hay k ab market doen side pe move kray gi....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.

                      assalamu Alaikum dear friend candlestick ke zariye market ka behtarin analysis Kiya ja sakta hai aur ham uski madad se ek behtarin trade open kar pate Hain isliye aap ko chahie candle ki pahchan ko zaruri sikhen apne knowledge ko improve Karen aur Forex trading mein har tarah ka acha experience or knowledge shamil Karen ya ek behtarin online business hai jis mein Hamen behtarin profit hamari acchi earning hamare acche experience hi deta hai Forex mein hamesha mahnat ke sath kam Karen aur is ka experience hasil karte rahenge ek behtarin online business hai Ham is mein apna acha knowledge se behtarin profit hasal kar sakte hain is liye koshish karen acha kam Karen aur mehnat ke sath Forex mein iske knowledge ko Hasil Karen is business se Hamen daily basic per behtarin profit milta hai aur ham is mein apni acchi earning apne acche experience or knowledge se Hi Hasil kar paate Hain mehnat se jo log kam karte hain woh Forex mein kamyab log hain aur jo is mein time pass karte Hain woh is mein kabhi kamyabi Hasil nahin karte isliye koshish karen market ka har tarah ka analysis sikhen candle ki pahchan ko zarur sikhen Jo aap ke liye Forex mein zaruri hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X