trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?
    hello dear friends ham sab jante hai k traidng business ek risky business hai lekin agr ham is me mehnat karen or trading ko seekh kar our experience hasil karne k bad trade kare to ham trading main loss se bach sakte hai our traidng business main achi earning kar sakte hai
    so isis topic ko agar barhate huy mera apne seniors se question hai k please bate k agr ham mehnat kare tab be loss ho jey to ham kia kare kis trha ham margin call se bach sakte hai misaal de kar wazyah kar den
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

    Dear aapane bahut hi technical question poochha hai aur is question ke answer se bahut Sare junior members Ke knowledge main ijaafa ho sakta hai aur main aapse yah advice Karta Hun Ki is point ko aapane bahut hi carefully study karna hai kunk aapki trading mein bahut jyada important hota hai aur aapko Hamesha margin Call Se Bachana chahie lekin isase pahle Ki Main aapko Bataun ke Margin Call Se Kaise bache Hain usse pahle main aapko yah batana Jaruri samajhta Hun Ki margin cal Hota kya hai Kyunki bahut Sare members ko is baat ka idea Nahin Hoga kay margin call kya hoti hai.

    Margin Call ko samajhne se pahle aap ko pata Hona chahie ki leverage kya hoti hai Kyunki Jab aapki leverage khatm Ho Jaati Hai To Uske bad aapko Margin Call aati hai ki aap ko further deposit karvane ki jarurat hai agar use path per Ham father deposit nahin kar Payenge To Ham Apna account wash Karva Denge aur apne nuksan ko cover nahi kar Sakenge.

    Leverage and Margin Call:

    Aapki account ke against aapko Ek limit de di jaati hai jismein aap bike aur selling kar sakte hain for example Agar aapka account 1000 US dollars ka hai to Uske against aap 1000 US dollars ki purchasing kar sakte hain Kuchh broker aapko aapke account Se Jyada bhi leverage Dete Hain aap 1000 account ki against 10000 US dollars ki bhi purchasing kar sakte hain aur jab aap ke account ko nuksan ho raha hota hai aur aapke account balance ke barabar nuksan ho jata hai to aapko Majid investment karna hoti hai aur aapka free margin bilkul zero ho jata hai use situation main aapko further investment Karni Hoti Hai Isko margin cal kaha jata hai.

    Margin Call aap easily keh sakte hain ki aapke account ka wash hone ka indicator Aata Hai Jab aapka account balance bilkul Nahin ho jata hai aur aapki trade automatically close Ho Jaati Hai To usmein aapko further investment karna hoti hai agar aap isase Bachana Chahte Hain To aapko Aisi strategy se kam karna chahie ta ke aapko Hamesha nuksan Na Ho aur aap bilkul safe trading kar Saken.
    • #3 Collapse

      Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

      G dear us kaliye ap ka kam hai kay ap trade open kartye hain tu ap es mai safe trading karain aur kosesh karain kay ap ko es mai profit zayda ho jata hai aur ap ka lose kam hota hai jis kay bad ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu margin cell mai ap ki kosesh ye he hona zaroori hai kay ap kay pass margin zayda rhaye tu us kaliye zaroori hai kay ap achi trading karain aur daikh kay ap kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak safe trading kar kay kamyab ho jatye hain tu aik kamyab trader wo he hai jis nay achi tarha study kar kay es mai kam karna hota hai wo es mai hamesha he kamyab ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha kosesh kiya karwin kaybap ko es mai profit zwyda ho aur lose kam ho ga tu ap ka kafi faida ho jata hai kiyu kay lose ko khtam karna atna asan kam nhi hao tu ap ka kam hai kay ager lose kam hota hai tu masla nhi hai khtam tu kabhi ho nhi sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam acha kartye hain tu ap kafi had tak kamyab ho jatye hain tu mahnet kay sath kam karna ap kabhi na chorain kiyu kay mahnet pay he sarye kam hotye hain ager ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain jub kay ager ap es mai mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai tu ap acha kam kartye rhain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

        Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai iska jawab aapko Pakistan Forex forum ke senior members hi de sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum per bahut jyada new members hote hain Jin ke pass trading Kaun knowledge bahut hi kam hota hai isliye vah Iske bare Mein Nahin Jante ke free Margin Call Kisko Kaha Jata Hai iske liye proper knowledge or experience Ka Hona bahut Jaruri hota hai tab hi aapko free Margin Call ke bare mein Pata Chalta Hai.

        Dear jab aap ismein koi bhi trade open karte hain to trade open karte waqt aapke account leverage ke hisab se aapki vo trade is main aapka margin use karti hai aur Agar aapki trade aap profit Mein a Jaati Hai To usse aapka margin Jyada Hota jata hai agar vah hi trade aapki loss Mein Ho Jaati Hai to Aapka Vahi margin minus Mein chala jata hai isliye aapko chahie ki aap ismein lot ki selection account capital ke hisab se Karen aur ismein bahut hi Soch samajhkar lot size select karen to aapko ismein bahut fayda Hoga agar aap ismein bagair soche samjhe koi bhi trade open Karenge aur usmein big what use Karenge to aapko ismein fayda Nahin hoga Thodi Si against movement per aapka account was ho sakta hai.

        Dear jab aap Kisi bhi broker per Apne amount invest karte hain to use hisab se aap ismein account ki leverage ko select Karte Hain Jab aap ismein leverage set karte hain to use hisab se aapko Ek marjane jiya jata hai jisse aap apni trade Mein lot size ki selection kar sakte hain agar aap ismein high leverage account banate hain to aap ka ismein ya fayda hota hai ki aap ismein Thode capital per bhi Big Lot use kar sakte hain dear brokers aapko yah opportunity Dete Hain ki aap ismein kam capital per Bhi Jyada lot kar sakte hain yani ke aap ismein purchasing Jyada ki kar sakte hain.

        Free Margin Call usko Kaha jata hai ki Jab aap ismein koi bhi trade open Karte Hain To usmein aapki trade Agar loss Mein Chali jaati hai to aap ka capital ismein khatm hone ke chance hote hain aur aapka margin mines Mein Chala Jata Hai To usse aap Agar ismein aur investment Karenge to Aapka account wash hone se bad Jaega is chij ko Ham free margin cal ka naam Dete Hain Agar Ham ismein Soch Samajh Kar trade Karen To Hamen ismein fayda ho sakta hai otherwise Hamen ismein Khud Se investment aur karni padati hai agar ismein Hamari trade loss Mein Ja Rahi Ho To Agar Hamari trade ismein automatically close Ho Jaati Hai To iska matlab yah hota hai ki Hamara account ismein wash ho gaya hai aapke account mein agar free margin hoga to aapki nextrade open Hogi otherwise aapki ki koi bhi trade open Nahin ho sakti jab tak aapke pass parimarjan Nahin hoga.
        • #5 Collapse

          Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          hello dear friends ham sab jante hai k traidng business ek risky business hai lekin agr ham is me mehnat karen or trading ko seekh kar our experience hasil karne k bad trade kare to ham trading main loss se bach sakte hai our traidng business main achi earning kar sakte hai
          so isis topic ko agar barhate huy mera apne seniors se question hai k please bate k agr ham mehnat kare tab be loss ho jey to ham kia kare kis trha ham margin call se bach sakte hai misaal de kar wazyah kar den
          Assalam u Aluikum! Dear forex members, Margine call matlab wo minimum account balance ha jo ham sa koi b broker demand kerta ha. Ager ham apni trading mn trading rules ko follow karen ga to asa masla nahe ae ga.

          What is a Margine call ?


          Margine cal ka matlab ha k trading k ander hamara account ka minimum account balance jo broker k requirement hoti ha us sa kam balance per jo call ati ha broker ki taraf sa isko Margine Call keht han.

          What is a Maintenance Margine?


          Kisi b investor ka minimum required balance by the broker sa oper ki amonut ko Mantinance Margine kehta han.

          Margine Call ko meet kerna k liye maximum kitna time hota ha?

          Zayada ter Margine trader "routine" margine call sa waqif he hota han, jis mn broker hamen certain additional amount ko investor k account man deposit kern k liye kaha jata ha, jab b investor ka account balance minimum required amount sa kam ho jae to. Is k liye hamen 3 to 5 days diye jata han k ham Additional amount jama kerwa saken.

          Margine call ko kasa handle kia jae?


          Ham margine call ko meet kerna k liye apni securities ko sell ker apna margine account ki minimum account balance ko meet ker saken. Or send money to your account by electronic banking transfer kerwa k b ker sakta han.

          Ager ham Margine call ko meet ni kerta to kia ho sakta ha?


          Margine call hamen margine account man new funds dalna ki zarorat hoti ha. Ager ham nahe deposit kerta minimum amount level ko meet kerna k liye to broker hamara account temprary tor per close ker deta ha. Is ko forces sale ya liquidation kehta han.

          Kia margine cal hamara account k credit score ko effect kerta ha?


          Credit score five component per depend kerta ha, jis man zayada ter hamara margine account ko effect nahe kerta. Margine account credit agencies ko ko report ni kerti, it does not effect four of five components of our credit score, jo amount ham na qerz lia ha, length of cresit history, new credit and type of cresit used.

          Kia margine call buri cheez ha?


          Margine call ka matlab hamara account k minimum level s down account balance k liye call ha. Jis man hamen minimum level tak ponchna k liye amount deposit kerna ki call ha. Aur bhot bura hota jata ha jaldi sa. Ye hamari dangerous position hoti ha.

          Margine Call ko kasa calculate kia jata ha?


          Margine call ko calculate kerna liye ham gross profit ko revenue sa divide kia jata ha. Aur pecentage margine k liye multiply by 100 ker deta han. Margine hamara account k 25% hota ha.

          Margine call sa kasa bacha jae?

          Margine level sa bachna k 4 ways han. Jo nicha discussed kiye gye han.

          1. Do not over-lever your Trading account...

          2. Exercise prudent risk management by limiting your losses with the use of stops.

          3. Keep healthyhealthy amount ofof free margine on the account in order to stay in trades.

          4. Ham small lot size sa trading ker b margine call sa apn apko bacha sakta han.

          Conclusion :


          Margine call sa pehla he ager ham Money Management aur Risk Management man use ker k apn apko margine s bach sakt han.
          • #6 Collapse

            Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
            hello dear friends ham sab jante hai k traidng business ek risky business hai lekin agr ham is me mehnat karen or trading ko seekh kar our experience hasil karne k bad trade kare to ham trading main loss se bach sakte hai our traidng business main achi earning kar sakte hai
            so isis topic ko agar barhate huy mera apne seniors se question hai k please bate k agr ham mehnat kare tab be loss ho jey to ham kia kare kis trha ham margin call se bach sakte hai misaal de kar wazyah kar den
            Sab sy pehly hamain yeh pata hona chahiay ky margin call hoti Kia hai then ham usko achi terha discuss ker sakty hain tou margin call ko ham following way sy discuss kerain gy then ham aesy tricks discuss kerain gy jis sy ham margin call se bach sakty hain

            Margin Call?

            Margine call aesi call ko kehty hain jo broker ki taraf sy us waqat ata hai jab hamary trading account main balance minimum reh jata hai ky jis sy ham trade ko mazeed continue nehi rakh sakty aesy time per hamain margin call milti hai jis sy ham apny small balance ky sath bhi kuch time ky liay trade continue ker sakty hain ky agar market phir continue hamari favour main movement kerti rehy tou hamara account wash hony sy bach jata hai

            Margin Call sy kesy bacha ja sakta hai?

            Ager ham apni her open ki jany wali trade main achi terha planning ker lety hain ky hamain itna bara loss hi na ho ky hamara margin minus main chala jaey jesy ky ham her open ki jany wali trade ko start main hi hedge ker lety hain tou hamara margin kabhi bhi minus main nehi jata then ham apni trade ko achi terha manage ker sakty hain

            Agar ham lot size ko market ki movement ky mutabiq select ker ky trade open kerty hain tou hamain itna bara loss bhi nehi ho sakta ky ham apny loss ko control bhi na ker sakain agar trade open kerty hi hamain loss hona shoru ho jaey tou ham limited loss main hi Trade ko close ker sakty hain jabky bary lot size sy trade open kerny per hamain start main hi itna bara loss ho jata hai jis ko control kerna bhi mushkil ho jata hai isliay her trade small lot size ko use kerty huey open kerni chahiay ky hamain bara loss hi na ho saky jab hamara loss zyada nehi hoga tou ham margin call se bhi bach jaty hain

            Agar ham her trade ko successful stretigies use ker ky continue kerty hain tou bhi Ham apni trade ko loss sy bacha sakty hain jab hamara margin hi positive rehy ga tou hamain margin call bhi nehi aay gi ky hamain iski zarurat hi nehi pery gi jab tak hamara margin plus main hota hai Tou hamain aesi call nehi ati ky hamain broker ki margin call per depend kerna pery agar ham baghair successful stretigies ky kisi bhi time trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai jis sy hamara margin minus main ja sakta hai jis sy margin call bhi aa sakti hai jis sy avoid kerna zaruri hota hai

            Agar ham apny trading account main maximum amount main balance deposit kerwaty hain tou bhi Ham maximum trades ky sath bhi apny margin ko decrease nehi hony dety ky agar ham maximum amount deposite kerwa ker small lots ky sath trade continue kerty hain tou hamara margin kabhi bhi minus main nehi jata aur na hi hamain apni trade ko continue kerny ky liay kisi margin call ki zarurat hoti hai
            Last edited by ; 04-08-2020, 12:10 PM.
            • #7 Collapse

              Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

              Ji Bhai Jaan aapane bahut hi Achcha question kiya hai iska jawab aapko Pakistan Forex form ke senior member hi de sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ke Pakistan Forex forum per bahut jyada new members Hote Hain Jinke pass trading ka knowledge bahut hi kam hota hai isliye vah Iske bare Mein Nahin Jante ke free margon Kale Kisko Kaha jata hai iske liye proper knowledge or experience Ka Hona bahut Jaruri hota hai tab hi aapko free marking Kal ke bare mein Pata Chalta Hai Pyare bhai Jab aap is Mein Koi Bhi trade open karte hain to trade open karte waqt aapke account delivery Dekhe ke hisab se aapki vah thread is main aapka margon use karti hai aur Agar aapki trade aap profit Mein a Jaati Hai to uska aapka marking Jyada Hota jata hai agar Vahi trade aapki loss Mein Ho Jaati Hai to Aapka Vahi margon means Mein chala jata hai isliye aapko chahie ki aap ismein lot ke selection account capital ke hisab se Karen aur ismein bahut hi Soch Samajh Kar Lo Sahi select karen to aapko ismein bahut hi fayda hoga other Soch Samajh Kar tailgate Hain To aapko iska fayda Nahin Hoga balki loss Hoga isliye aapko chahie ki Aap Jo Bhi kam Karen ismein Soch Samajh Kar Karen aur acche tarike se Karen Taki aap Kamyab ho sake
              • #8 Collapse

                Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                Agar traders ne over trading ki ho to per margin call se esy traders apny account ko mehfooz nahi rak sakty hey agar small risk leya ho to per ye chance peda ho sakta hay key account me margin call ko face na kia jaye magar jab tak ham risky trading karen gey bahot kam time me market ki movement hamary account me margin call a sakti hay, es se bachny ka yahi 1 tareeqa hay key market ko technically aur fundamentally understand karny key bad hi trading ki jaye aur entry point key sath exit point ko determine kar key trading ki jaye to bahot kam margin call jesi problems ko face kia ja sakta hay jab ta key traders es cheez ka khayal nahi raken gey traders key ley margin call se bachna namumqen ho jata hay, margin call jab be ajata hay es se bachna mushkil ho jata hay es se bachny key ley pehly se hi planing karni chaye key ye kabi be na aye, es key ley risk ko manage karna be zarori hota hay aur money management be zarori hoti hay, esi key sath hamari achi planing aur strategy be hamy margin call se bachany me help de sakti hay, margin call account wash hony ka 1 tarha se indication hota hay jo key ghalat aur over trading ki waja se kesi be traders ko a sakta hay jab ye indication ajaye to per traders aur to koch nahi kar sakty market ki movement hi us ko account wash hony se be bacha sakti hay aur margin call se be bacha sakti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                  Trading karte hue Jab hamara account wash ho jata hai to fir hamen broker ki taraf se margin call mil jaati hai agar ham good working karte Hain aur apni trading mein rules ko follow karte Hain to fir hamare liye Mar jaen cal ke bahut hi kam chances hote Hain aur agar Ham rules ko follow nahin karte Hain to fir hamara trading mein successful hona bahut hi he mushkil ho jata hai aur ham loose Ho jaate Hain aur ISI vajah se hamen margin call milati hai...
                  Margin call se kaise bacha jaaye
                  Hamen trading money management ke sath karni chahie jyada Ham money management ke sath trading karenge aur apne emotions per control karenge to tab hi Ham reading mein successful Ho sakenge aur jab tak hamari money management nahin hogi aur hamara apne emotions per control nahin hoga to Ham kabhi bhi successful nahin Ho sakenge aur na hi Ham margin cal se baat sakte hain agar humne apne account ko sirf rakhna hai to hamen always ji money management ke sath chalna hoga tab hi Ham apni trading co safe and sound bana sakte hain otherwise hamare liye successful hona bahut hi mushkil hai kyunki yah risky business hai aur ismein success kam aur loose hone ke chances jyada hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                    Dear forex members forex trading may Jab haum trading kartay hay aur hamara account balance itna zayada nai hota hay Kay haum iss balance ki base pay ake say zayada trade open kar sakay aur lot size bhi doble Kar sakay to agar kuch traders esa kartay hay to unko loss honey ki waja say balance minuses may Chala jata hai aur account bhi wash ho jata hay to iss situations may unko margin call ko face karna parta hay haumy hamesha trading kartay hoye apna account balance secure rakhtay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye apna account wash na karwa lay Jab traders ka account wash ho jata hay to unko kafi zayada tension hoti hay agar app bonus account say trading Kar rahay hotay hay aor pher appka account bhi wash ho jata hay to appko phir zero say start karna hoga aur bohaut zayada mehnut kartay Hoye apna account balance increase karna hoga iss liye zayada behter yeahi hota hay Kay haum trading kartay hoye bohaut zayada such samjh Kar trading karay aur kamyaabi Kay sath money management ko dekhty hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay takay haum trading kartay hoye zayada say zayada Profit hasal Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada zarori hota hay Kay haum trading say pehlay market ki movement ko monitor kartay rahay aor phir uss Kay mutabiq trading set kartay hoye Kam kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur hamara account balance bhi safe and sound rehta hay haumay trading may hamesha market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open kernay ki koshish kerni chahiye aor pher trading strategy tarteeb daytay hay to haumay kamyabi Kay sath trading may zayada profit hasal hota hay aur hamara account balance bhi increase hota hay.

                    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus karna hoga aur apni skills Kay mutabiq trading strategy tarteeb dayni hogi phir hi haum kamyab trading Kar saktay hay aur haumay hamesha money management kartay hoye trading karni chahiye takay haum zayada behter tarikay say trading kartay hoye trading may zayada tar Profit hasal Kar sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                      What is margin call ?
                      Jab Ham Forex trading ke andar koi bhi trade open karte hain aur Market Hamari against Chale jaati hai aur Hamari equity Hamare balance se bahut jyada kam Ho Jaati Hai to ose Waqt humen margin call masool hoti hai .

                      Identify margin call ?
                      Margin Call Jab Hamen Masool Hoti Hai To Jis box ke andar Hamara balance, equity ,free margin show ho raha hota hai vah tab completely red Ho Jaati Hai jisse Ham is baat ka andaza Laga sakte hain Ki Ab Hamara account wash hone ke kareeb hai aur Hamen ismein Maszid deposite karna chahie ,


                      Click image for larger version

Name:	Screenshot_119.jpg
Views:	1
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12329901


                      margin call se Kis Tarah Ham bache sakte hain ?
                      Forex trading ke andar Agar Ham Margin Call Se Bachana Chahte Hain to hamare liye zaruri hota hai ki Ham Forex trading ke andar jab Bhi Koi trade open Karte Hain To Ham Forex trading ke rules ko follow karte hue aur money management ke sath forex trading main work Karen Agar Ham ismein money management Ka Khiyal Nahin rakhte hain aur apni trade ke andar lot size aur stop loss ko emotion ke sath use karte hain to ais Tarah Hamen bahut jald hi margin call a jaati hai bahut jyada trader Aise Hote Hain Jo money management ki importance ko jante Hain but oske bavjud bhi vah money management ko follow Nahin karte hain Jiski vajah se unhen Forex trading ke andar loss ka Samna karna padta hai . forex trading aik aisa Business jis mein hum agar chhoti si bhi mistake Karte Hain To ismein Hamara account minut Mein wash ho sakta hai Hamen Forex trading ke andar relax mind hokar aur knowledge ke sath kam karna Hota Hai Agar ham Forex trading Mein Ek Bada profit Hasil karne ke liye lalach karte hain aur ismein emotion ke sath Ham kam Karte Hain To ismein Hamen FIR bahut hi jald Margin call mil Jaati Hai Jiske bad Hamara account wash ho jata hai ya FIR Hamen Apne account mein Mazid deposit karne ki zarurat padati hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                        riends ham sab jante hai k traidng business ek risky business hai lekin agr ham is me mehnat karen or trading ko seekh kar our experience hasil karne k bad trade kare to ham trading main loss se bach sakte hai our traidng business main achi earning kar sakte hai
                        so isis topic ko agar barhate huy mera apne seniors se question hai k please bate k agr ham mehnat kare tab be loss ho jey to ham kia kare kis trha ham margin call se bach sakte hai misaal de kar wazyah kar den
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...7#post10350037
                        Multi-Quote This Message


                        Pips-Humter said:
                        08-03-2020 08:40 PM
                        Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?
                        Dear aapane bahut hi technical question poochha hai aur is question ke answer se bahut Sare junior members Ke knowledge main ijaafa ho sakta hai aur main aapse yah advice Karta Hun Ki is point ko aapane bahut hi carefully study karna hai kunk aapki trading mein bahut jyada important hota hai aur aapko Hamesha margin Call Se Bachana chahie lekin isase pahle Ki Main aapko Bataun ke Margin Call Se Kaise bache Hain usse pahle main aapko yah batana Jaruri samajhta Hun Ki margin cal Hota kya hai Kyunki bahut Sare members ko is baat ka idea Nahin Hoga kay margin call kya hoti hai.

                        Margin Call ko samajhne se pahle aap ko pata Hona chahie ki leverage kya hoti hai Kyunki Jab aapki leverage khatm Ho Jaati Hai To Uske bad aapko Margin Call aati hai ki aap ko further deposit karvane ki jarurat hai agar use path per Ham father deposit nahin kar Payenge To Ham Apna account wash Karva Denge aur apne nuksan ko cover nahi kar Sakenge.

                        Leverage and Margin Call:

                        Aapki account ke against aapko Ek limit de di jaati hai jismein aap bike aur selling kar sakte hain for example Agar aapka account 1000 US dollars ka hai to Uske against aap 1000 US dollars ki purchasing kar sakte hain Kuchh broker aapko aapke account Se Jyada bhi leverage Dete Hain aap 1000 account ki against 10000 US dollars ki bhi purchasing kar sakte hain aur jab aap ke account ko nuksan ho raha hota hai aur aapke account balance ke barabar nuksan ho jata hai to aapko Majid investment karna hoti hai aur aapka free margin bilkul zero ho jata hai use situation main aapko further investment Karni Hoti Hai Isko margin cal kaha jata hai.
                        Aur Yahan per mehnat karna bahut hi jaruri hai jo Bandar mehnat Karega usi ko kamyabi Milegi Soumen Karya ke kamyabi Hasil karna hi person Ki Nishani hoti hai so mehnat bahut hi important hai Hamari life mein
                        Margin Call aap easily keh sakte hain ki aapke account ka wash hone ka indicator Aata Hai Jab aapka account balance bilkul Nahin ho jata hai aur aapki trade automatically close Ho Jaati Hai To usmein aapko further investment karna hoti hai agar aap isase Bachana Chahte Hain To aapko Aisi strategy se kam karna chahie ta ke aapko Hamesha nuksan Na Ho aur aap bilkul safe trading kar Saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                          Margin call se bachkar trading karna hamare liye bahut hi behtarin hota hai kyunki jab tak ham thik tarike se apne account ko nahin chalate Hain tab tak ham margin cal se nahin bus sakte hain aur yah waqt hamare liye bahut hi bura hota hai jab hamen broker ki taraf se a margin cal milati hai agar Ham theek tarike se kam Karen aur apne account ki acche tarike se management karen to amir se baat sakte hain
                          margin call se kaise bachana hai
                          Margin call hamen tab Hi milati hai jab Ham apne account key management nahin karte hain aur ham theek tarike se trading nahin karte hain aur lalach ke sath kam karte hain tab yaseen hamare samne hota hai isliye hamen chahie ke Ham aisa kam bilkul bhi Na Karen aur ham apne balance ko dekhkar kam Karen jab Koi trader apne balance ko dekhkar kam karta hai to tab uska kam behtar ho sakta hai aur agar koi trader apne balance ko dekhkar Kam nahin karta to uska kam bilkul bhi behtar nahin ho sakta hai isliye kam ko hamesha dekhkar karna hi hamare liye kamyabi hai aur agar Ham apne kam ko theek theek a se dekhkar mukmmal nahin karte hain to kamyabi hamare liye nahin hai hamen apne kam kothi ki kaise dekh Kar mukammal karna chahie tab kamyabi hamare liye hogi hamen koshish karni chahie kya Ham jitna mumkin ho sake management aur tajurba ke sath kam Karen tab hi Ham margin kal se aaj sakte hain hamen trading se pahle apna ek plan tarteeb Dena chahie aur use per Shakti se Amal karte hue reading karni chahie taake hamari trading kamyab ho sake
                          💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                          • #14 Collapse

                            Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                            The forex market mein agar of margin cal Se Bachana Chahte Hain To aapko is market Mein Apne account Per money management ko follow karte hue trade Lagani hoti hai aap apne account per kabhi bhi overtrading mat karo agar aap apne account per overtrading karte hain to aapko ismein Kafi jyada nuksan ho sakta hai aap apne account per Agar trade Lagate Hain To aap ismein yah dekhna hota hai ki aapke account per Agar trade running chal rahi hai to aapki trade jab tak safe Nahin Ho Jaati aap apne account per Koi newtrade open mat Karen agar aap apne account per trade Lagati baccha bahut sari trade Ek Sath Laga Dete Hain To aapko ise Kafi jyada nuksan ho sakta hai is market mein aapane agar ek hi time per bahut jyada trade open kar dete Hain Ab Koi se Kafi jyada nuksan ho sakta hai is market Mein aapane Apne account ko Dekhte Hue trades open Karni hoti hain agar aap apne account ke liye Hath se trade open Karte Hain To aap case market Mein Kafi Jyada profit ho jata hai jo Tradus market Mein Ek Hi time per Jyada trade open kar rahi hote hain unko Jab nuksan hota hai to Unka account per Margin Call a jaati hai aapki equity jitni kam hoti jaati hai aapko itna hi jyada hota hai Margin call ka.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading market main margin call se is tarha bacha ja sakta hai ?

                              Forex trading ki market ke andar agar aap margin call Se Bachana Chahte Hain To iska sirf ek hi Tarika hai ki aap Forex trading ke andar Forex ke rules ko follow karte hue aur money management ke sath ismein trade lagaen . Agar aap money management ko follow Nahin Karte Hain To aap is market Mein Margin call se Nahin Bach Sakte .
                              Margin Call aapko ose Waqt Aati Hai Jab aapka balance bahut hi kam Rah jata hai aur broker aapko Mazid deposit ke liye Margin Call provide Karta Hai osmein Hota yah hai ki aapki equity wali bar Hoti Hai vah red colour Mein hoti hai aur yah is baat ka signal deti hai ki aapko Maszid deposite ki jarurat hai agar aap Mazid deposit Nahin Karte to Aapka account wash ho sakta hai .
                              Margin Call se bachne ka Ek Aur simple Tarika yah bhi hai ki aap ismein Sabar ke sath kam Karen aur emotion ke sath aap trade na Karen aur knowledge or experience ka istemal karte hue trade lagaen bahut jyada trader Aise Hote Hain Jo money management ki importance ko samajhte Hain Magar Uske bavjud vah money management ko follow Nahin karte hain aur ek Bada profit Hasil karne ke liye Big Lot size ka istemal karte hain aur apne trade Mein stop loss ka istemal Nahin Karte Jiski vajah Se Jab market thoda sa Unki against Jaati Hai To fir unko margin call receive Ho Jaati Hai Aur Agar vah ismein deposit Nahin Karte to Unka account wash ho jata hai aur vah is market Mein Mazid trade Nahin Laga Sakte .
                              Aisi condition Se bachne Ke Liye Ek To Hamen money management ke sath work karna hoga dusra Har trade ke andar Hamen stop-loss ka istemal lazmi Mein karna hoga stop loss Hamare account ke protection ke liye hota hai yani Ham Jitna loss baradshat kar sakte hain ose hisab se Hamen Har trade Mein stop loss Lagana jaruri hai stop-loss na to Itna Bada Ho ki market trend ko change kar le aur Hamara stop loss hit Na Ho Aur na hi Hamara stop loss Itna Chhota Hoke market thoda sa against Jaaye aur Hamara stop loss hit kar de margin call Se bachne Ke Liye aapko ine chijon ko lazmi mein sahi karna hota hai aur sahi tarah se istemal karna Hota Hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X