dear is main yah cheeze discuss karny ja raha k ho k ham ko pta hai k forex aik risky kam hai or ham us main us time tak koi entery nahe laga skaty hai jab tak ham forex k bary main clear na ho to . warna ham ko loss hona koi bary bat nahe hai. to main yahan per yah kahna chahta ho k agr ham ko forex main loss hota hai to us ki kon kon se waja ho sakty hai. jahan tak mera khyal hai k hamary emotion and loss honey ka khouf ham ko nakam karta hai k forex main is lai agr ham forex main achi trading karna hai to ham ko lazmi hai k ham mentally toor per free ho kar kam karin taky ham achi trading kar sakain or ham apny emotion ko b apny control main rakhain to zyda bahter hotah i.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим