What is pips mean in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is pips mean in trading

    hum market main boht hi achi pips main move kar sakty hain hamain trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k achi trade karny main koi bi masla na ho skay aur greed ko avoid kar k hi earning ho saky gi Pips wo hoti hain jab app order lagaty hain to app app ye sochtay hain ka mugay kitnay ka profit ho aur kitna loss ho ap app aik fasla muntkhib kartay hain us ko app pips khtay hain.
    Example: Gold ka rate ha 1210.10
    aur app ne 200 pips ka order lagana ha to app 1212.10 ka take profit lagatay hain.in dono ka darmiyaan jo farq ha us ko app pips khatay hain. Well brother har currency men pips hote he, For example Eurusd ki market 1.1203 he to jo last wala digit he woh pips men count hoga, har jab market men movement hoti he woh pips men movement hoti he, aur high movement news ke release hone per hoti he...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is pips mean in trading

      Dear forex me pip sy murad aik basic terminology Hy aur wo ye Kay aik point ki movement hoti Hy pip market men kam se kam price ko kehty hna for example agar usdjpy ki currenct price ha 110.11 aur usd jpy move kar k 110.10 par aa jati ha to ham keh sakty han k usdjpy ne aik pip down move kiya ha yehi pip ki basic defination isky sath sath Market ko measure krny ki aik aquiy hai jesy hum lenght wieght etc ko meqsure krty hain aisy he hum market ki movement ko meqsure krty hain ky market kitni pip up gai hai ya down gai hai. Forex trading ma learning ky bad earning hai.pip ka pocha hy tu pip market ke points ko khty hy jaisa ke hum khty hy k market 50 pip move hoe hy forex mai is ko pip khty hy pips bas aik terminology hai trading ki pips ko bhi keh sakte hain yaani price jitne points up and down jaati hai us ko pips kehte hain yaani agar gold ki price 1250.50 hai aor wo 1250 pe aa jaati hai to ham kehte hain 50 pips down aa gai asal main forex trading main choty se choty move ko kahtay hai k yah pair aik din main atny pips move karta hai ya averge pips . to lamzi hai k jab ham trading start karain to pahly us ki averge moving or pips ko daikh kar he trade lagian market main trade pips main move karty hain aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur is main achi trade kareinforex market ki moves ko pips main count kea jata hay so agar hum theak say market kay bary main learn karen gay to humara knowledge enhance hota hay so humay esmain har cheez kay bary main read karna chahiey
      • #18 Collapse

        pip kea hai aur is ki value

        pip ka matlab hota hai percentage in point or price interest point. Forex ma pip ki bhot zayada importance hai. Kio b trader pip ko trading ma ignore ni kar sakta. Forex trading ma aksar trader ko ap ye kehty sunay gy k unko etny pip profit howa hai. Stop loss k lae or tak profit k lae pip ka hi intakhab karna parta hai. Market ko exactly ham pip ki value sy he understand karty hain. Secondly pip ki value sy he ham profit or loss ko b calculate karty hai.
        Lot size ko ham pip sy multiply karyn to hamy pata chal jata hai k etny pip k bad hamy etny dollar profit ya loss ho sakta hai. Market jb ik pip up ya down move karti hai to etna profit ya loss hamary account ma show ho rha hota hai. So eska matlab hai k pip value sy ham account ki value ko find karny ma help ley sakty hain. Pip forex ma measurement value k tor par use hota hai. Misal k tor par ik dollar 3.512 sy 3.513 pae move kar jata hai es ka matlab ye hota hai k eski value ik pip barh gae hai.
        Kuch trader ko ye value bhot small lagti hai but ye small values bhot matter karti hai or enko ignore karyn gy to account wash ho jae ga. So trader market ma ik ik pip ko dehan sy measure karty hain or unki khosis hoti hai k profit zayada sy zayada pip ma jae or loss ko kam sy kam pip tak ley kar aya jae. Ask price or bid price ko pips ma calculate kiya jata hai or es ko spread. Forex ma har kisi ko pata hai k pip ki bhot zayada value hai or eska har aspect forex ma importance ka hamil hai. Pip ki importance ko ham kisi single system ma b ignore ni kar saky
         
        • #19 Collapse

          Re: pip kea hai aur is ki value

          ji members kya hal hai aap kya ummid karte hain ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aaj Jo baat ki gai hai vah happy ke bare mein paper reading mein percentage ke bare mein batata hai akshar aapane trading karte hue traders se suna hoga ke PayPal take profit aur loss profit take profit aur last date per ke liye lagaya jata hai ki trading mein bahut jyada hi nahin hoti hai paper ke bagair Ham trading nahin kar sakte bahut jyada important hota hai kisi bhi tractor ke liye aur trading karne ke liye ke bare mein hamen forex se Judi information hone chahie FIR bahut jyada important hote Hain v ke bare mein jaane ke liye jaroori hai ki Ham experience hasil Karen aur hamen bhi upset experiential karne ke liye jaruri hota hai ki information hasil Karen aur bahut jyada hard work Karen aur hardworking ke sath mein apna Kam Karen gram is tarah se karenge to Ham kamyab honge program is tarah se nahin karenge to Ham tumhen aap nahin honge isliye main chahie ki Ham ke bare mein information hasil Karenaur apne naal ishq mein bhi ja karna chahie aur hard-working karne chahie aur focus hokar kam karna chahie aur chhapra Express jyada se jyada time Dena chahie aur ine sab karne ke liye jaruri hota hai kya apne senior ko follow Karen aur unse guard 99
          • #20 Collapse

            Re: pip kea hai aur is ki value

            G bilkul dear members 😇 forex main pip ki bahut zayda importance h
            • #21 Collapse

              Re: pip kea hai aur is ki value

              a pip in forex pip kise bhi trade ki movement hai jab koie bhi trade move karte hai aur is se ham ko loss ja profit hota hai is ki ek darja movement ko one pip and the kids together with you about the job and get back to the house yet so I'm going baby doll is the rent for the month of March to get my hands to the mall to you tomorrow with a few other items I will send it out to is hard for you to meet you at the office at this time I am going to have the money for my birthday but it will get the money from work today but will get it to you tomorrow n is logon mein hard work is mein mehnat Na Karen is mein kamyab don't want rihc to you on the phone so we can find a time to meet you at the office at this one is mein mehnat Na Karen is logon mein hard time getting back to me so quickly I can talk now and I will be in town on the business r forward to seeing the kids together for you guys from you soon thanks again and I'll be there in about it but orntry to you on the phone so k ajj ka fayda utha the world and get it to you on that day so we can find a time for me to do that for me and let me know what is mein mehnat Na Karen I have the money and i is logon mein kamyab hona have to go to work tomorrow too so I can talk to you tomorrow morning at work and dedication is the rent in full swing u you as soon for you guys to come home to me and let me know when your on your hips h the gym and regulation to be y h is a good idea for the kids together for a drink and a half and then we can get the money for it and let me know what time works u I will send it in a few minutes ago but it is still not feeling better soon o know what time works u I will be there in case of emergency I will be there in case of any queries and get work Karen is mein mehnat ki have been a great weekend acchi learning more and I will send it to you tomorrow at church today to get my refund is logon mein hard to get a good time for the next two about how much do I owe you and your mom and regulation of the day I was going too far for the weekend but we can get the money for it and I will be there in case of any queries and get it to you on that day but if it doesn't get the chance can you please let me try again later but it is mein mehnat Na Koi time I can find a time to meet you and I will send the other side of the world
              • #22 Collapse

                Re: pip kea hai aur is ki value

                Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha question poochha hai pip kya hai aap agar koi bhi kamran karte ho koi bhi pesh nazron karte ho to use business ko samajhne ke liye ke usmein kitna Fark aaya aapke pass ek language honi chahie jisse aap kisi bhi parche sar yah kisi bhi sala ko yah describe kar Sako ke aaj ke din mein is specific mata ki yah price hai yah is aaj ke din special commodity mein itna a profit hua to kyon ke Forex trading ek international business hai aur ismein Muslim countries ke log trade karte hain waqt lake country ke log business may involve hote hain to logon ko aasani ke sath samjhane ke liye yah ka discribe hua iska matlab yah hai ki jab bhi aapki commodity ki price ek chhota sa change a jaaye vah profit ka ho ya loss ka change ho to usko Ham ek paper hote Hain jab bhi aapki kisi specific amount ATI kisi bhi entity ki shares ki volume mein ya kisi bhi aapke pass currency mein ek chhote se chhota change jaega to use chhote se chhote change ke 1 unit ko Ham ek PIP bolenge
                • #23 Collapse

                  Re: pip kea hai aur is ki value

                  Assalamu Alaikum to all Forex member kaise hain aap I hope ki aap sab khairiyat se Honge Aaj aapane Hamare Sath bahut hi acchi information pic ke about discuss ki hai Tu Aaja Main aapko bataenge keep ka kya matlab hai aur Forex Market Mein pipe ki kya value hoti hai Forex Mein kam karte hue hamare pass Forex Mein maujud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Forex Mein maujud Tamam chijon ka aur Tamam pattern ka Achcha knowledge Hoga To Ham market main acche tarike se kam kar sakte hain peep ka matlab yah hota hai ki percentage in point or price interesting point Forex ki market mein pip co bahut jyada importance Di Jaati Hai Jo trader forex market Mein Pipal ko ignore Karte Hain To unhen Apne kam Mein Hamesha loss hi Hota Hai To Aise trader ko chahie ki vah Pipa ko ignore na Karen Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Pip Forex Mein measurement value ke Taur per use Hota Hai

                  Ham pips value ki madad se Ham Apne account key-value ko find kar sakte hain forex market Mein PIP ki bahut jyada value hai peep ki importance ko Ham Kisi single system may behi ignore nahin kar sakte Kuchh trader Aise hote hain Jeenhy peep ki value bahut jyada samal Lagti Hai peep ki kam value bhi bahut jyada matter rakhti Hai Hamare Liye Hamen Hamesha Apne kam ko mehnat ke sath karna chahie Jab Ham Apne kam Mein mehnat Karenge To Ham Forex Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah se understand kar Payenge Jab Ham Apne kam ko Jab ham Apne Karm ko samajhdar ke sath Karenge To Ham Apne is business Mein Achcha Se Achcha bonus Hasil kar lenge
                  • #24 Collapse

                    Re: pip kea hai aur is ki value

                    Ji to meray dost aap ka kia hal hay aur kaisy mizaj han aap k aur aap ka aj swal aaya hay k pip kia hay aur is ki valu kia hoti main apny asan alfaz main aap ko batany ki koshesh karta hn kaam to mushkil nahi aur na hi samjhna mushkil hay bus aap ko thori si tawjau ki zarorat hy agar aap thora sa mehnat karo gy to aap ko kaam ki samjh aa skti hay aur pip ka forex duniya main bahut ziyada aham kirdar hota hay aur phir yeh har broker ka apna hi hota hay k wo kistarah sy aap k sath deal karta hay jaisy kuch jo broker hain wo aap ko wazh likh kar dyty hain 1.12348 is main jo last 5 number pr hay yeh udher chota sa likha hota hay is jab yeh 10 complate hota hay to aap ko 1pip ka profit hota hay agar aap nay 0.10 lgai ho to aap ko 1$ ka profit ho ga aur dosra jo wo is aakhri figure ko hiddan kar dyty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: pip kea hai aur is ki value

                      Pip forex trading me ikaai ko kehte hen aur is ki value account ke size ke hisab se hoti he ahar account micro he to pip $1 ke baraber he agar mini he to pip $10 ke baraber aur agar standard he to pip $100 ke baraber hogi.is liye in tamam batoon ko samajna bht zarori hai. pip sy murad price ka aik point hota hai jo up ya down hota hota hai jisky waja sy price up ya down hoti hai aur ham ko trading mai profit ya loss hota hai. for example agar ham ny eurusd ka pair 1.0123 py buy kiya ho to jab isky price 1.0124 ho ge to ham ko 1 pip ka profit mily ga aur agar price 1.0122 ho ge to ham ko 1 pip ka loss ho ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: What is pips mean in trading

                        information Hasil karna Jaruri Hota Hai Jab different countries Ke Log Forex trading Mein kaam kar rahe hote hain to unko Samjhane ke liye ki market ki movement Kis Tarah movement karti hai to use purpose ke liye ek quantity ko set Kiya gaya hai jismein aap yah note kar sakte hain ki market ki movement Upar aur niche kis Speed ke sath ho rahi hai aur use unit ko aap pip Kahate Hain.
                        agar hamen iske bare mein pata nahin hai to fir bhi Ham trading nahin kar sakte hain kyunki market ki price ki reading ke liye ye hamen iske bare mein Janna bahut jaruri hai aur hamare pass iski information honi chahie tab hi Ham market mein Koi order laga sakte hain aur market mein Ham munafa Kama sakte hain agar hamen iske bare mein pata nahin hoga aur information nahin hogi to fir market mein kam karna bahut mushkil ho jaega
                        Market ka andar unit move ko hum pips kahtye hai ya trade ka aik basc item hai js ma sb loss and profit amal daramad krta hai pip kehtay hain or humen forex main pip k hisaaab se hi profit yaaa loss hotaaa hai q k forex main humaari jo bhi lott size hotaa hai woh multiply by ten hotaa hai or ussi hisaab se hi humen per pip nuqsaan yaa faaida hotaa hai to humen is main kaamyaab honaa hai to mehnat jaaari rakhni chaahiye or jo bhi trade lagaanu ho us main lott size bhi apnay trading accpunt capital k mutaabiq humeshaaa safe hi rakhna chaahiye q k jitni jaldbaaazi se kaam karen gy hum utnaa hi humen nuqsaaan hogaaa or humari trade agar loss main chali gayi to bhot jaldi hi humaara account wash ho jata hai js sa insan ko bhut loss hota hai aur wu forex sa dishurt ho jatye hain
                        • #27 Collapse

                          Re: What is pips mean in trading

                          Dear Mate Forex Trading main kam karty hoay aap ko Small Point Ko be Lazmi Cover Karna Chaye or Jab Tak aap Small Point Ko Cover up Nahi Karty hain aapn kay Knowledge Main kami rehti ai or aap ki information Increase nahi Hoti Hai Jiss Waja Say aap Kay profit or loss per Boat Zada Effect Hota Hai is liy aap Ko Forex Trading kay bary Main Knowledge Hasil karny say pely Forex Kay bary main proper training Lazmi kar Lyna Chaye Jab tak Aap Forex Trading Ko Demo per He practice kiya karein or Real Trading Say Avoid Karein ku kay aa ka Knowledge Complete naho hota hai is liy Is Baat ka Khas khyal Rakna Chaye..

                          Aap jab Be Forex Main profit Ke Baat Karty hain Toh aap Profit Ko Money Main Calculate Nahi karty iss Kay liy aap Ko Kuch Values kay bary main Knowledge Hona Chaye Ye iss Liy kay aap Trading main Difference Currency ke Sath Deposit kar Kay Trading ko Continue kar Sakty hain Or jab Forex main Different Currency Kay Sath Aap Different Pairs per Trading kar Sakty hain Toh ap Ka Profit Or Loss Different Traders Kay sath Same Nahi Ho ga iss Kay liy aap ko Market Ke Value Ke Movement ko understand Karna Parta hai orr Un Values mainApna Profit or Loss Calculate karna Hota hai..

                          Market Main In Values ko Hum pips Kehty hain Ku kay market Ke Movement In Pips Kay Uper Hoti hain or Pips Kay Ander be Kuvh values Hoti hain Jiny Hum Pippets Khety hain in ko Calculate karny kay liy Hum Point Ka Sahara lyty hain or 10 Point Main Ak Pip Banta hai or One Pip Ke madaad Say humara Profit or Loss Calculate hota hai Jiss Hissab Say hum Nay apni Lot size le hoti hai Per Per Pip Usi Value kay Sath Humy Profit Ya loss Dyty hain Iss Tarh Say Hum Market Main profit Or Loss Calculate karty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: What is pips mean in trading

                            Forex market main hum jo bhi trade lagaatay hain us main market jesay jesay move karti hai wesay wesay humen nuqsaan ya faaida hotaaa hai or is main market k unit move ko pip kehtay hain or humen forex main pip k hisaaab se hi profit yaaa loss hotaaa hai q k forex main humaari jo bhi lott size hotaa hai woh multiply by ten hotaa hai or ussi hisaab se hi humen per pip nuqsaan yaa faaida hotaa hai to humen is main kaamyaab honaa hai to mehnat jaaari rakhni chaahiye or jo bhi trade lagaanu ho.
                            pip kya hai
                            Pip ka matlab price of percentage haijab bhi Ham kisi peer ko dekhte hain to uski reading Ham jarur karni padati hai kyunki jis point per uski price movement kar rahi hoti hai to hamen usi hisab se treat karni padati hai aur FIR hamen apne take profit aur stop loss ko bhi usi tarike se manage karna padta hai agar ham price ki value ko nahin dekhenge aur nahin samjhe ayenge to fir hamari trade kam jab nahin hogi aur ham apne account ko theek tarike se manage nahin kar payenge account ki managing ke liye ine baton ka Janna jaruri hota hai tab hi Ham account ko apne age kar sakte hain.
                            • #29 Collapse

                              PIP kya hoti hy? jaiza

                              AoA dear forex members umeed krta hun ap sb kheriat se hungy mera aj ka topic hy PIP kya hy?
                              Dear members Aam taor pe jb hmen trading krty hen to hmen Currency ka rate eshariyaa men nzar ata hy aur eshariya k bad 4 hindsy hoty hen yeni k 1.2345 kisi currency ka rate ho aur agr wo 1.2346 hojaye to iska mtlb hy 1 PIP rate ziada hoa hy
                              1 PIP ka rate alag alag hota hy kisi ka 1 cent kisi ka 1 PIP 1 dollar ka hota hy agr kisi ka PIP 1 dollar ka ho to 5 PIP k jump se trader 5 dollars kama lega
                              imranhaider
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: PIP kya hoti hy? jaiza

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
                                AoA dear forex members umeed krta hun ap sb kheriat se hungy mera aj ka topic hy PIP kya hy?
                                Dear members Aam taor pe jb hmen trading krty hen to hmen Currency ka rate eshariyaa men nzar ata hy aur eshariya k bad 4 hindsy hoty hen yeni k 1.2345 kisi currency ka rate ho aur agr wo 1.2346 hojaye to iska mtlb hy 1 PIP rate ziada hoa hy
                                1 PIP ka rate alag alag hota hy kisi ka 1 cent kisi ka 1 PIP 1 dollar ka hota hy agr kisi ka PIP 1 dollar ka ho to 5 PIP k jump se trader 5 dollars kama lega
                                dear friend Pips basically aik value hoti ha jo 2 currencies kay darmiyan ki aik measurement kay liye istemal hoti ha as a example agar Gbp/Usd na 1.3536 se 1.3537 tak move kiya to hum kahen gay kay is na 1 pip up side move kiya currency mein 0.001 pip ka izafa hua Hy is ko percent in points ko short form mai pips khtay hai or hmay jo b profit or loss hota hai wo inhi pips ki base pr hota hai.isi liye lot size set krnay say phlay money management ko zroor calculate krna chahiye or chart k mutabik pips value ko calculate krnay k bad hi trade place krni chahie agar small lot per agar app 5 pips ka take profit lagatey hain to us hisab say appko per pips 1$ profit aey ga jo bhi spread ho ga har pair ka nikal kar us kay bad aur app jitney pips per apna take profit lagey gey appko us hisab say har pips per profit earning hoga price point agy barhti hay yani 1.3325 ho to hum kehty hay keh aik pip ka azafa huwa hay Traders umoman loss aur profit ka hesab pips kay kam ya ziada honay say lgaty hay har trader kay pip ki value alag alag hoti hay kisi ka pip 1 cent ka hota hay kisi ka pip 1 dolor ka kisi ka 10 dolor ka hota hay maslan aik trader ka pip 10 dolor ka hota hay to sirf 5 pip say wo 50 dolor kama lay ga point kay bad mazeed 4 hindsay hoty hain ye hisay jo hoty hain is main ziada ya kami hoti hay jis say maloom parta hay kay pip main izafa hoa hay ya kmi hoti hay har currency ka pip ka frk hota hay jis main kisi ko aik pip main 10 dollar tk ka b faida ho sakta hay or kisi main boht km hota hay Pip ki keemat ka andaza lot size ya pair selection key se hi lagaya ja sakta hay, agar gold me trading ki jaye aur lot size 0.05 use kia jaye to 1 pip ki value ye keemat 50 cent ho ga, esi tarha agar currency pair EUR/USD me be same lot size use kia jaye to pip ki value be same 50 cent la loss aur profit ho ga jab key silver me agar 0.05 ka lot size use kia jaye to 1 pip ki value 2.50$ ho jati hay agar silver me traders 10 pips earn karen gey to un ko profit 25% ka profit ho ga aur agar 10 pips loss karen gey to 25$ ka loss be ho sakta hay ne ais mai lot bari use ki hai to ap ko aus mai her pip par profit aor loss aus lot k hisab se ho ga, agar apne ais mai koi trade choti lagai hai to ap ko ais mai aus k hisab se profit aor loss ho ga. jaisy hum baat karty hai Eurusd ki to ais mai agar ap ne insta forex k account par 1.00 ki lot lagai hai aor aus time price 1.1400 thi aor ap ne aus ko buy kar lia aus k baad market ne moment ki aor market oper aa gai aor ais time market ki price agar 1.1455 par hai to ais mai ap ko 55$ ka faida ho ga kun k ais mai market ne jab 55 pips moment ki hai to ap ko her 1 pip k badly mai 1$ ka faida ya loss ho ga ais mai ye hai.
                                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X