Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain "
    Asslamualeikum


    Topic Ka Naam : “ Bullish Or Bearish “


    Topic Ki Deegar Malomaat :



    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn
    Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

    Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th
    Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose

    Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr

    Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate

    Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Forex Trading Mai Bullish Or

    Bearish Kia Hai Or Iska Kia Kaam Hai Or Ye Kis Liye Istamal Kia Jata Hai Or Koun Istamal Hota Hai Or Ye

    Dono Cheezein Kon Istamal Karta Hai Or Kis Cheez Mai Istamal Hota Hai..

    Isy Bhi Ap Ek Trah Ka Sawal Samghein Or Agr Apko Ye Acha Lagay Tu Ap Is Thread Mai Post Kar Dean..



    Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

    Click image for larger version

Name:	images (29).jpg
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12466570

    Click image for larger version

Name:	download (64).jpg
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12466571

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

    Trading mein bullish and bearish trend ko samajhna bahut jaruri hai hi jab tak Ham inko samay nahin sakte Hain to tab tak ham good working nahin kar sakte hain hamen main trading ki basic knowledge hona chahie Jab hamare pass basic knowledge hoga to tab hi Ham successful honge aur agar hamare pass basic knowledge nahin hota hai to Ham successful nahin ho sakte hain....
    Definition of bullish and bearish
    Bullish and bearish ki definition ka hamen pata hona chahie trading ke liye hamare pass bullish and bearish ka knowledge hona bahut jaruri hai tab hi Ham good trading kar sakte hain aur trading se profit Le sakte hain bullish and bearish trend sellers and buyers ped depended hota hai hi Jab kisi currency ko koi oye sale kar raha hota hai to use waqt bear friend banta hai hai aur Jab Koi currency e bi Ho rahi hoti hai hai aur uski price mein demand ban rahi hoti hai hai to Ham usko bullish trend kahate Hain hamen iska samajhna bahut hi jaruri hai hai Jab aam isko samajh jaate Hain to tab ham is benefits Le sakte hain aur agar Ham isko nahin samajhte Hain to Ham ine friend se benefits nahin Le sakte hain isliye Inka samajhna bahut jaruri hai tab hi Ham market mein good working kar sakte hain aur market mein hamare liye profitable trading possible ho sakti hai otherwise jab tak hamare pass a lot of knowledge nahin hoga market mein profitable trading impossible hogi
    • #3 Collapse

      Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
      Asslamualeikum


      Topic Ka Naam : “ Bullish Or Bearish “


      Topic Ki Deegar Malomaat :



      Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn
      Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

      Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th
      Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose

      Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr

      Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate

      Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

      Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Forex Trading Mai Bullish Or

      Bearish Kia Hai Or Iska Kia Kaam Hai Or Ye Kis Liye Istamal Kia Jata Hai Or Koun Istamal Hota Hai Or Ye

      Dono Cheezein Kon Istamal Karta Hai Or Kis Cheez Mai Istamal Hota Hai..

      Isy Bhi Ap Ek Trah Ka Sawal Samghein Or Agr Apko Ye Acha Lagay Tu Ap Is Thread Mai Post Kar Dean..



      Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

      [ATTACH]17048[/ATTACH]

      [ATTACH]17049[/ATTACH]
      Dear members bearish and bullish forex business ki 2 important terminologies hain jin ko samajhna bahut hi important hota hai Kyunki Agar aapko terminologies ka pata nahin hoga to aap kabhi bhi padhaai se related acchi learning Nahin Hasil kar sakte Kyunki aap jitne bhi lectures sunte Hain Aur Main aapko bullish aur bearish Trend ke bare mein bataya jata hai agar aap in terminologies Jisko understand nahin kar sakte to aap Kisi bhi lecture ko samajhne ki capability Nahin rakhte isliye Forex mein mein istemal Hone Wali different terminal jisse aapko Pata Hona chahie.

      Bullish Trend:

      Jab Forex trading Mein Ham bullish trend Ki Baat Karte Hain To iska matlab yah hota hai ki market Mein prices bahut jyada Upar ja rahi hain aur is situation main market Mein buyers ka pressure bahut jyada hota hai aur seller's Market Mein na hone ke barabar Hote Hain yah Aisi tradition Hoti Hai jismein Kisi bhi currency pair ya FIR Kisi specific commodities ki prices top level par Hoti Hai is situation ko aap bullish market Ja bullish trend ke sakte hain.

      Bearish Trend :

      Bullish ka opposite trend bearish trend hota hai iska matlab hai Jab Forex trading Mein Ham bearish trend Ki Baat Karte Hain To iska matlab yah hota hai ki market Mein prices bahut jyada neechy ja rahi hain aur is situation main market Mein seller's ka pressure bahut jyada hota hai aur buyer's Market Mein na hone ke barabar Hote Hain yah Aisi tradition Hoti Hai jismein Kisi bhi currency pair ya FIR Kisi specific commodities ki prices low level par Hoti Hai is situation ko aap bearish market Ja bullish trend ke sakte hain.

      Jab market me bearish aur bullish trend hota hai aur ham is trend ko acchi Tarah dekh sakte hain to use situation kay bad Ham apni trading kar sakte hain jisse Humko bahut jyada fayda ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

        G han dear basicaly maqsad ye hai kay ap es mai kam kartye hain tu ap es mai buy aur sell khaitye hain tu ap es mai market mai bull aur briesh khaitye hain tu ap ka kam hai kay ap usi hisab say kam karain bis ye languege ka faraq hota hai baki same hai yani kay ap ka kam hai kay ap market mai daikh kay kam karain aur bull aur brerish kay hisab say ap kam kartye hain ya es mai ap es mai sell ya buy kar kay kam kartye hain bat same he hai bus pa nay kam karna hai aur mahnet kay sath kam karna hota hai ap ka kam hai ikay ap market mai daikh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai ap anylsis kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain aik anylsis he tu hain jis mai ap kafi acha kam kartye hain aur sub say barh kay ap es mai kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu mahnet kay sath kam karna kafi zaroori hai jo basic kam hota hai har tarha say wo ap ka mahnet kay sath acha kam karna hai tu ao es mai mahnet ayr lagan kay sath acha kam kiya jarain zindagi mai ap kabhi himat na harain aur ap es mai hamesha apna kam mahnet aur lagan kay sath kiya karain pher jub market ap ko ashra daitye hai kay market bullish ho gaye tu ap usi side pay kam kar kay es mai kamyab ho patye hain jub kay market bearish ka khaitye hain tu ap ka kam hai kay ap usi side pay apna trade move iar laitye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha jam karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

          Dear jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko sabse pahle market Mein Mukt currency pairs aur ismein Mukhyalay terminologies ka Samna karna Hota Hai to Inko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai market Mein bullish or bearish kya chij hoti hai isko samajhna bahut jaruri hai.

          Dear forex market Mein Do kism Ki candles banti hai ek isme hamare pass Bula scandal hoti hai aur ismein hamare pass bearish candle hoti hai bullish candle Hamen market ke uptrend ko Shauk karti hai aur bearish candle market ke downtrend ko show karti hai aap market Mein candle ki shape Ka Intezar tab Laga sakte hain Jab market mein hua candle different time ke hisab se close Hogi Kyon Ke market ki movement up and down hoti rahti hai to is vajah se aap candle ke strot mein hi andaza nahin Laga Sakte ke market mein kaun si candle banne ja rahi hai aap Jab candle close hoti hai to aap usko Idea Le sakte hain Diye aap in candles ke colour ko Apne hisab se size kar sakte hain.

          Jab Bhi market Mein uptrend Hoga To Ham isko Kaise sakte hain ki market Ab Bhi bullish trend mein hai agar market is main continuously ab word ja rahi hai to usko Ham bullish trend ka naam Dete Hain jisse Ham apni trade friend ke hisab se laga sakte hain Agar Ham ismein against the trend koi bhi trade lagaenge To Hamen ismein vah Soch sakta hai isliye market ko follow karna aur ismein Bole friend ke sath koi bhi chij ya currency pair ko purchase karna fayda hota hai agar aap ismein sale ki trade lagaenge to aapko ismein loss ho sakta hai.

          Market Mein Jab Bhi downtrend Hoga to isko aap kaise sakte hain ki market bhi restrained mein hai aap ismein apne trade Trend ke hisab se le sakte hain Jab Bhi market downtrend Mein Munh kar rahi Hogi musalsal aap market ko down side Dekh Rahe hote hain to aap kya sakte hain ki market cut and bearish Hai To is hisab se aap apni trade Le sakte hain lekin aapko main analysis Karke apni trade Lena Hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
            Asslamualeikum


            Topic Ka Naam : “ Bullish Or Bearish “


            Topic Ki Deegar Malomaat :



            Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn
            Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

            Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th
            Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose

            Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr

            Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate

            Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

            Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Forex Trading Mai Bullish Or

            Bearish Kia Hai Or Iska Kia Kaam Hai Or Ye Kis Liye Istamal Kia Jata Hai Or Koun Istamal Hota Hai Or Ye

            Dono Cheezein Kon Istamal Karta Hai Or Kis Cheez Mai Istamal Hota Hai..

            Isy Bhi Ap Ek Trah Ka Sawal Samghein Or Agr Apko Ye Acha Lagay Tu Ap Is Thread Mai Post Kar Dean..



            Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

            [ATTACH]17048[/ATTACH]

            [ATTACH]17049[/ATTACH]
            Assalam o Aluikum! Dear forex members, bullish aur bearish asal man market ki 2 condition han. Market man ya to commodities ki price kum hoti ha perhti ha. Ager prices man increase a raha ho iska matlab ha k market bullish ha, aur ager market man prices man decrease a raha ha to market bearish ha. Ager market ko candle chart sa dakha jae to wo candle jis man marekt prices increase hoi han us candle ko bullish candle kehta han. Aur asi candle ko market k ander low prices ko batae to bearish candle kehlati ha.

            History of Candle chart pattern:


            First time candle chart pattern ko Japanese na apni rice ki prices ko show kern k liye istemal kia. Bad man iska result itna acha aur accurate tha k ab sari financial instruments ki market man candle chart pattern ko use kerta han. Candle Chart pattern man pehli bar ye 2 term use hoen i.e Bullish and bearish.

            Bullish aur Bearish k word kahan sa derived howa han?


            Bullish ka word "Bulls" derived kia gya, q k bull ager kisi cheez ko hit kerta ha to apna head nicha ker k oper uthata ha. Is liye market man price k increase ko bullish market kehta han. Aur bear hamashaager kisi cheez ko hit kerta ha to oper sa paker ker zameen per gera k kerta ha. Is liye ager prices markwt mn nicha a rahe hon to isko bearish market kehta han.

            Bullish Market hamen kia batati ha?


            Bullish market man market prices oper ja rahe hoti han. Iski waja ye ha k bullish market man Buyer strong ha. Aur jitni b sell hobrahe ha sari ki sari buy ker leta han. Is liye demand zayada ho aur supply kam to market price oper jati ha.

            Bearish Market hamen kia batati ha?

            Bearish market man market prices nicha a rahe hoti han. Iski waja market man seller strong position man market man jitni pehla seel hoti ha wo aur market man le ata han. Aur market price supply zayada hona ki waja sa aur demand kum hona kii waja sa bnich gerti rehti ha.

            Trade Entry in Bullish market:

            Bullish market man ager ham trade entry len to hamasha "BUY ki trade leta han. Q k jab market price berha gi to hamen usa zayad qeemat man sell ker den ga. Buy aur sell man difference hamara profit hoga.

            Trade Entry in Bearish Market:


            Bearish Market man ager ham trade entry len to hamasha "SELL ki Trade leni chaheye. Q k market price kam ho rahe hogi to ham usko zayada price man sell ker deta han aur kam price man Buy ker leta han. Aur is sell aur buy ki price ka difference hamara profit hota ha.

            Bullish Candle kia hoti ha?

            Candle chart pattern man market ki prices man up aur down candle ki shakal man hoti han. Ager market prices berh rahe hon to isko ham jis candle sa repesent karen ga wo candle Bullish Candle kehta han.

            Bullish Candle ka Color konsa hota ha?

            Bullish candle ka color first jo Japanese na kia tha wo tha ""WHITE" tha. Lakin aj kal heher user apni merzi ka color use kerta ha.

            Bearish Candle kia hoti ha?


            Candle chart pattern man market ki prices ko candle ki shakal man dekhaya jata ha. Ager market price decrease ho rahe hoti h to isko Bearish Candle kehta han.

            Bearish Candle kis color ki hoti ha?


            Bearish candle ka color jo first time Japanese na use ki tha wo "Black" color tha. Ajkal zayada ter "Red color use kerta han. Lakin iski koi hard and fast rule ni ha k red he uae kerna ha. Jo user color use ker le.
            Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	7
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12329832Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	6
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12329833
            Candle Market man kis time ko represent kerti ha?

            Candle market market man apn jontime frame choose kia hota ha us particular time man prices ko represent kerti ha. For example ager apna H-1 time frame select kia ha to her candle one hour k time man prices k bara man batae ga.

            Conclusion:


            Bullish aur Bearish dono market k two possible trend han. Jis k baghair hamara pass 3rd koi rasta ni hota ha. Market y to bullish hogi ya bearish. Bullish man hamasha BUY ki trade aur Bearish market man hamasha SELL ki trade leni chaheye. Click image for larger version

Name:	images (89).jpeg
Views:	16
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12329831
            • #7 Collapse

              Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

              Forex trading me bullish or bearish candlestick sy bohat faida hota hai bearish engulfing bullish engulfing , bearish or bullish tweezers , all types of doji, evening star ya morning star, bullish ya bearish hammer, shooting star, spinning top , three black crows, three inside up , three white soliders, ye tamam bullish or bearish candlestick pattern ky kuch misalay hain behtr profit book karny ky liay or in pattern sy behtreen profit kama skty hain agr roozana ky bunyad pr kaam karein gein or target srf $ 2 sy $ 20 ya $ 50 tk ka target bna lein tu kbi b loss ni ho ga esliay eik khas target bna lein kh bearish or bullish sy kitna profit book kia ja skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                Dear members Forex Mein bullish and bearish candle Hoti Hai Jisko Dekhte Hue Ham trading karte hain Hamen Forex ko join karte hi trading ki tum second stand karne ki koshish karni hai Jitna Jyada Ham Tumko understand Karenge aur Market ke different tools contest and Karenge Ham easily Kamyab Ho jaenge Hamen mehnat karni hai aur Forex ko Jyada Se Jyada understand karna hai Jitna Jyada Ham Forex ko understand Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge bullish candle Hamen upward ka batati hai aur bearish candle Hamen downward ka batati hai Ham easily candles ki helps a profitable trading kar sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Hamen candlesticks ko understand karna hai aur koshish karni hai ki Har candle ko Ham study Karen research Karen aur apni earning ke liye Jyada Se Jyada minut Karen Jitna Jyada Ham candles ko understand Karenge Ham easily profitable trading kar sakte hain bearish candle py hum sell ka trade lagty hain or or bull candle py buy ki S A trader Joe candles ko understand kar le vah Hamesha Kamyab hote hain senior aur expert Rider prefer Karte Hain Ki Ham Forex ko join karte hi candlestick contest and Karen Kyon candles ki 56 types hai Hamen understand karte hue apni earning ko increase karna hai profitable trading ke liye candlesticks ko understand karna bahut jyada jaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                  Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay aur phir uss Kay mutabiq trade open kernay ki koshish kerni chahiye aor iss Kay liye haumay hamesha trading terminal pay indicators aur tools ko different times may different purpose Kay liye istamaal karna parta hay haumy hamesha trading may candal sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay Candal Sticks patterns haumay trading may market ki movement ko monitor karney Kay liye bohat zayada help full hota hay isi tarah jab haum forex trading may BEARISH movement aur BULLISH movement ki bat kartay hay to haumay trading kartay hoye pata hona chahiye Kay yeah kya hotay hay
                  Dear friends forex trading may BEARISH movement aur BULLISH trend bhi candal sticks patterns hi hota hay jiss may market ki movement aur trends ko judge Kia jata hay achay aur experienced traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal kartay hay hovay market may trends ko judge kartay hay phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to zayada faida hasal hota hay aur zayada achay tareekay say trading ki jati hay forex trading may traders market may BEARISH candal aur BULLISH candal ki direction ko samjh Kar aur knowledge ki base pay trading set kartay hoye trading kartay hay aur market ki movement ko musalsal information ki base pay watch kartay rehtay hay jab unko lagta hay ya unko koi indications milti hay tou tab wo market may enter laytay hay aor kamyab aur behtareen strategy Kay saath secure trading kartay hoye trading may zayada kamyaabi aur zayada earning hasal kartay hay.

                  Dear friends haumay Forex trading may hamesha market ki movement ko judge karna hota hay aur market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey trading karni parti hay jab market ki movement upwards jati hay tou market may bullish trend chal raha hota hay tab market may buyers buy ki trade laga kar profit kama saktay hay aur jab market ki movement down wards chal rahi hoti hay tou iss situations may market may bearish trend ho raha hota hay iss situations may sellers trading may selling ki trade laga kar profit hasal kar sakty hay magar dono condition may traders ko fundamental analysis kartay hoye trading karni parti hay takay market ki movement unko clear hoti nazar ati rahy.

                  Forex trading may jab traders bearish trend ya bullish trend ko analysis kartay hoye trading kartay hay to unko profit bhi ziada hasal hota hay aur iss Wakat traders SCALPING TRADING bhi Kar saktay hay aur thoray time may market ki movement ko monitor kartay hoye trading Kar saktay hay aur profit hasal kar sakty hay kisi bhi trading method ko utilize Karney Kay liye bohat zayada lazmi hota hay Kay appki trading strategy aur planning aur appki trading observation kitni strong hay Kyu Kay appko market ki movement ko pehlay observe karney ki zarorat hoti hay phir uss Kay mutabiq app apni trade open kartay hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                    Yeh dono market k up yaaaa down trends hotay hain or news main bhi traders ki aaaasani k liye isssi name se hi up yaaa down yaaani k bullish yaaa bearish k naaaam se hi news bfeak hoti hain to humen in ko samajhnay k liye news ko dehaaan se parhnaaa chaahiye or saath main humen is baaat kaaaa bhi khyaaal rakhnaaa chaahiye k jo bhi trade lagaaaai jaaaey woh news ko follow kartay huay hi lagaaaani chaahiye q k jaldbaaaazi main lagaaai gai trade se humen aksar nuqsaan hi hoga to humen chaaahiye k is main mehnat se kaaam karen or jo bhi trade lagaaani ho us main news ko check karnay k saath market k technical analysis karnay bhi bhot zaroori hain q k market main kaamyaab honaaa hai to himen market ko technicay or fundamentally dono tarhaaa achi tarhaaa analise karnay k baaad hi trade lagaaani chaahiye is se hum kaaaafi aaaasani k saaath forex main kaaaam kar k kaamyaaab bhi ho jaaaen gy or apni earning main bhi izaafa kar saken gy.

                    Or saaath main humen news k liye kisi achay platform ki selection karni chaahiye q k jitni achi or othentic news hoon gi or jitni detail k saath mention ki jaaaaen gi utnaaaa hi traders ko samajhanay main aaasani hog or news ko samajh kar aaaasani se koi bhi faisalaaa liyaaaa jaaaa saktaaa hau to humen market main kaaamyaaab honaaa hai to news k liye investing.com bhi aik achi site hai or us se bhi hum baaa aaasani tamaam news or ideas haaaasil kar saktay hain market k baaray main or kaaaam kar kaaaasani se kaamyaaabi haaasil kar saktay hain or loss se bhi bach saktay hain.
                    Last edited by ; 07-08-2020, 12:12 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                      Dear ap ka topic hai bulliesh or bearish .
                      Click image for larger version

Name:	Bullish-And-Bearish-Post-696x902.png
Views:	1
Size:	131.2 کلوبائٹ
ID:	12329899
                      Dear ap na bohat he acha topic select kia hai Jo ka trading main bohat zaida use hota hai
                      Or us ke help SC ham acha benefit hasil karthy Hain
                      Dear agr to ap trading market main Kam karna chaty Hain to AP ko is setup me complete learning karni ho ge pher he ap is setup SC acha faida hasil jar sakaty Hain.
                      Dear forex market main Kam karny ka lay forex ka khuch tenical matter Hain Jin ko study karna hota hai or
                      Us ka motabik Kam karna hota Hain .
                      Ab main AP ka sath bulliesh or bearish ka bary main bath kartha hon .
                      Ka kasy ham bulliesh or bearish SC help lay ka apna Kam karthy Hain
                      BULLIESH MOVEMENT
                      Dear different types ke web site apny analysis show Karthi Hain or wo apnay analysis main market ke movement ka Zakir Karthi Hain
                      Agr to market ke movement upward ho ge to wo bulliesh use karthy Hain .or in ka analysis ka bad maximum chance hota hai ja market upward move Kary ge.
                      BEARISH MOVEMENT
                      Dear bearish movement opposite to bulliesh movement.
                      Is main be woi rules apply hota hai jab AP analysis party Hain to is main AP ko bearish lika hoa milta hai .
                      To consider Kar lay ka abi market downward move Kary ge.
                      Dear forex trading main Kam karny ka lay AP ko learning ke zurarth hai .
                      Agr ap acha benefit chaty Hain to Regular study Kary or acha benefit hasil Kary.
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                        Bullish or bearish ke bare mein Janna bahut jaruri hai agar hamen Inka pata nahin to Ham trading kabhi bhi nahin kar sakte hain kyunki trading karte hue sabse pahle hi hamen bullish or bearish ka pata hona chahie tab hi ham trading kar sakte hain aur tab hi Ham treating ki market ko samajh sakte hain trading ke bare mein jab tak hamare pass aisi informations nahin hoti hai to tab tak Ham trading ko nahin samajh sakte hain isliye hamare pass aisi informations ka hona jaruri hai tab hi hamara kam chal sakta hai aur agar hamare pass hai aisi informations nahin hai to fir hamara kam kabhi bhi nahin chal sakta isliye hamen aisi informations ke bare mein main jarur pata hona chahie tab hi Ham apne kam ko behtar banaa sakte hain
                        bullish or bearish kya hai
                        Main aapko bullish or bearish ke bare mein information Dena chahta hun market mein job market ki price niche se upar ki taraf ja rahi hoti hai aur jab lagatar hi market niche se upar ki taraf jaati hai to Ham is a bullish kahate Hain aur ham is per jo bhi trade lete hain vah by keytrade lete hain aur bi ki trade se hamen profit milta hai aur ham market se a achcha munafa hasil kar lete hain
                        Job market ki price upar se niche ki taraf aati hai aur lagatar hi market ki price upar se niche aana shuru Ho jaati hai to Ham isko dheeraj kahate Hain aur is per hamen sal ki trade uthane padati hai aur hamen market mein kisi bhi ko sale karna padta hai hi tab hamen market se munafa milta hai Jo market niche se upar ki taraf jaaye usko bullish kahate Hain aur jo market upar se niche ki taraf hai isko Ham virash kahate Hain bullish or bearish ko dekhkar hi hamari trading kamyab hoti hai aur ham market mein order Le sakte hain isliye hamen ine ke bare mein samajhna chahie to hi kamyabi hai aur agar Ham inko nahin samajhte to fir hamare liye kamyabi bilkul bhi nahin hai
                        💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                          Bullish market and bearish market, bullish trend and bearish trend
                          forex trading market members assalamualaikum aapko maloom hai ki trading market main market ki up and down movement ki vajah se trade open karne per hamen profit milta hai is movement ko bullish movement and bearish movement kaha jata hai market aap jaaye to usko bullish movement kaha jata hai market down jaaye to usko bearish movement kaha jata hai. agar trading market mein trend maloom karna ho to iske liye hamen bullish and bearish forex trading market ka andaza lagana hota hai aisy he agr hamen mqrket ma kisi bhi currency pair ky opper trade lgqni ho to dekhen gay ky trend kya hai jub hamen maloom ho jay trend ka tb ham trade open krty hain us ko manage krty hain phr trading shuru kr dety hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                            Asslamualeikum


                            Topic Ka Naam : “ Bullish Or Bearish “


                            Topic Ki Deegar Malomaat :



                            Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn
                            Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

                            Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th
                            Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose

                            Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr

                            Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate

                            Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

                            Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Forex Trading Mai Bullish Or

                            Bearish Kia Hai Or Iska Kia Kaam Hai Or Ye Kis Liye Istamal Kia Jata Hai Or Koun Istamal Hota Hai Or Ye

                            Dono Cheezein Kon Istamal Karta Hai Or Kis Cheez Mai Istamal Hota Hai..

                            Isy Bhi Ap Ek Trah Ka Sawal Samghein Or Agr Apko Ye Acha Lagay Tu Ap Is Thread Mai Post Kar Dean..



                            Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

                            [ATTACH]17048[/ATTACH]

                            [ATTACH]17049[/ATTACH]
                            Forex trading ki jo market Hai yah yahto uptrend ke andar move karti hai ya downtrend ke andar move karti hai ya pher side way move karti hai agar market uptrend ke andar move kar rahi ho to ose hum bullish trend Kahate Hain aur jab market niche ki taraf down trend ke andar move kar rahi hoti hai to ose Waqt Ham ise bearish trend Kahate.
                            Forex trading ke andar Ham Koi trade open Karte Hain To Hamen trend ko follow karte hue trade Lagane hoti hai agar Ham trend line ki against trade Lagate Hain To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota aur Hamari investment loss Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie ki Ham ais market Mein trend ko follow karte hue trade lagaen Agar Ham trend ko sahi tarah se follow karna chahte hain aur iski strongness find karna chahte hain to oske liye Ham bahut jyada indicators ka istemal bhi kar sakte hain ais market ke andar Aise Aise indicators maujud Hain jisse Ham market ke up yah downtrend ki strongness ko find kar sakte hain aur Usi hisab se ais market ke andar Ham trade Laga sakte hain Hamen kabhi bhi Forex trading ke andar lalach Nahin Karni chahie Hamen market Mein money management ko follow karte hue trade Lagane chahie .
                            Bullish Trend aur bearish trend kab banta hai .
                            Jaisa ke Ham aur aap Jante Hain Ki forex trading ke andar buyer aur seller ke Darmiyaan mein fight Hoti Hai Jiski vajah se market Upar ki taraf ya pher niche ki taraf move karti hai aur jab buyer aur seller ki tadad equal hoti hai to ose Waqt market sideway react Karti Hai To Jab market ke andar buyer ki tadad Jyada hoti hai to market Upar ki taraf karti hai aur bullish trend banta hai .
                            jab market ke andar seller ki tadad Jyada hoti hai to market down trend Mein move Karti Hai jisse Ham bearish trend bhi Kahate Hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                              Asslamualeikum


                              Topic Ka Naam : “ Bullish Or Bearish “


                              Topic Ki Deegar Malomaat :



                              Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn
                              Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

                              Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th
                              Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose

                              Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr

                              Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate

                              Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

                              Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Forex Trading Mai Bullish Or

                              Bearish Kia Hai Or Iska Kia Kaam Hai Or Ye Kis Liye Istamal Kia Jata Hai Or Koun Istamal Hota Hai Or Ye

                              Dono Cheezein Kon Istamal Karta Hai Or Kis Cheez Mai Istamal Hota Hai..

                              Isy Bhi Ap Ek Trah Ka Sawal Samghein Or Agr Apko Ye Acha Lagay Tu Ap Is Thread Mai Post Kar Dean..



                              Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

                              [ATTACH]17048[/ATTACH]

                              [ATTACH]17049[/ATTACH]
                              Market hai bhi kisi direction main movement ker rehi ho tou same movement ya bullish main hoti hai ya bearish main tou hamain bullish aur bearish ko alag alag samjhna hoga ky ham agar isko collectively discuss kerain gy tou ham confuse ho jaey gy ky upward aur downward main bullish konsa hota hai aur bearish konsa hota hai tou sab sy pehly ham bullish ko discuss kerain gy then ham bearish ko discuss kerain gy

                              Bullish

                              Forex market main jo movement upward direction main hi rehi hoti hai usko bullish kehty hain ky agar market continuously kisi bhi pair main upward direction main movement ker rehi hai tou aesy main ham isko bullish trend kehty hain ky market bullish trend main hai tou aesy time per hamain buy ki trade open kerny per profit hasil ho sakta hai tou market ki upward direction main movement ko bullish movement ya bullish trend kehty hain then agar kisi bhi time frame main koi candle down sy start ho ker upward main close hoti hai tou aesi candle ko bhi bullish candle kehty hain

                              Bearish

                              Jab market downward direction main movement ker rehi hoti hai tou usko ham bearish movement kerty hain Agar market continuously downward movement ker rehi ho tou aesi direction main market ko movement ko bearish trend kehty hain ky market bearish trend main hai aur aesy time per Ham sell ki trade enter ker ky profit hasil ker lety hain so market ki downward movement ko bearish movement ya bearish trend kehty hain aur agar kisi time frame main candle up sy start ho ker downward direction main close hoti hai tou aesi candle ko bhi bearish candle kehty hain

                              Forex market tou hamesha dono directions main apni movement continue rakhti hai tou aesy main bear aur bull ki fight chalti rehti hai tou market agar upward trend main breakout kerti hai tou aesy main bull win kerta hai aur agar market downward trend main breakout kerti hai tou aesy main kehty hain ky bear win ker gia hai market ki upward aur downward movement aur bearish sur bullish ko mind main rakhny ky liay ham yeh consider kerty hain ky bull bara hota hai height main tou upward ko ham bullish kehein gy aur best choonky chota hota hai bull sy height main tou downward ko ham bearish kehty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X