Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain "

    Asslam o alaikum all forex forum members i hope you will be good and bhai jan main apko btana chahta hoon k forex forum aik bahot hi zbrdst online buisness hy and ager baat ki jay trading ki to is mai ap ko bahit c cheezon ko follow kar skty hain and bahot c chezon ka focus krna bahot hi zyada zaroori hota hy jaisa k markeet main chart k oopar candles ki movments. And ager baat ki jay candles ki to 2 candles bahot importent role ada krti hain wo hain bullish and bearish ap na zaroor in k name to suna hi hoga to in k faidy bhi bahot sry hoty hain jaisa k aik sab sa bara faida ya hy k ya apko markeet k baary main btateen hain k ab markeet kaha movr kry gi jis sa apko idea ho jata hy k ap markeet loss ki traf jay gi ya proffit ki trf and us k baad bullish bull k name sa nikli hy jaisa k apko pta hy k bull aik animal ka name hy so ya markeet ko harket main lata hy and isi trha bearish bhi bear animal k name sa liya gya hy. Aik perfect and expert trader banny k liye in ko learn karna bahot zyada zaroori hy. Forex market main demand aur supply kay lehaz say jo move hoti rehti hay us say market main trend bantay rehtay hain. jo kay forex trading main aik khas nam say janay jatay hain. aur forex trader honay kay natay trader ko wo terminologies ka hona boht zarori hay jis say trader kay professional honay ka idea hota hay. market main jo trend oper ko move kerta hay us ko bullish trend kehtay hain. aur is ko up trend bhi kaha jata hay. lakin zayda ter bull market ka lafaz use kia jata hay. aur isi trah say ager donw trend hay to us ko bearish trend kaha jata hay aur down trend bhi kaha jata ahy. ya bearish market ka name bhi use kia jata hay. is kay ilawa aik aur trend hota hay jo side ways hota hay is ko consolidation ay side move bhi kaha jata hay. yeah total 3 trend market main paye jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

      Dear friends forex me bullish aur bearish to bohot commonly used hony wali terms hen askr suna jata hy k market ka trend bullish chal rha hy jiska mtlb hota hy k market oper ki trf move kr rhi hy profit k chances barh rahy hen isi trha bearish market k neechy any ka naam hy market me jab trend slow hota hy ya trading khasaary ki trf ja,rahi hoti hen to kaha jata hy market ka trend bearish hy ye dono market k utaar charhaao k naam hen trading krny waly members janty hongy bullish trend me mostly profit hota hy q k market me mostly tradings oper ki trf move krti hnforex mai buy or sell ky different ko bullish or bearish kahty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik unique business hain Up trend ko ap bullish trend khtey ho aur market key down trend ko bearish trend khtey ho.Es tarah ap jab market mai trade krtey ho tou es waqat bhe ap trend ko follow krtey ho.bullish trend mien aur agar ham as mien jab ye dakhte hien market neche a gi h aur as mien sell ja rahi tu as ka matlab h k ye down trend mien aur as ny bearish trend mien jana h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakhna hota h aur her cheez ka matlan dakh ker as mien kaam kerna hota h. bullish or bearish kar dahk kar mahent sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik inernational business hain
      Last edited by ; 25-08-2020, 03:13 PM. وجہ: Typing error
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain &quot;

        Bhai yah donon candles ke naam hai bullish or bearish iska matlab hai ab wali Jo candle hai jo yah show karti hai ki market aap ja rahi hai usko Ham bullish candle kahate Hain aur vah jo down ja rahi hoti hai hai usko Ham bearish candle kahate Hain candle ka knowledge hona lazmi hai jab bole scandal banti hai to ismein bahut sare pattern hote hain aur pattern ki vajah se ham log ek acchi trade ko open kar sakte hain lekin uske liye hamare pass Na Lage hona lazmi hai barish aur bhole ka bhi pata hona chahie yah aam si knowledge hai jis ke bare mein bahut kam traders ko pata hai bullish aap candle ko kahate Hain awareness down candle ko kahate Hain jab Koi kahta hai ki ab bole scandal banegi to iska matlab hai ki market aap jayegi aur jab Koi kahta hai ki ab bearish candle banegi to iska matlab hai ke market down jayegi isliye hamen soch samajh Kar trade lagani chahie aur aur hamen jitna knowledge hasil ho sake hamen karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi hasil kar sake John ke keral ke nali se Hi patron ka knowledge hota hai baton banta hi kya Dal ke upar hai agar hamen candle ka knowledge nahin hai to Ham pattern ke upar kabhi bhi Kam nahin kar sakte aur pattern hi hamen acchi strategy banane mein madad lete hain aur ek acchi trade open karne mein bahut maar dete Hain jiski vajah se Ham ek achcha munafa Kama sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X