Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?
    Forex business me agar kesi traders ko loss ho jata hay to bahot din tak wo esi keefeyat me hi rehta hay key us ko trading me bahot zeyada loss howa hay esi keefeyat bahot hi dard nak hoti hay aur loss key bad koi be trader acha feel nahi kar sakta hay aur na hi us ka dil kesi aur kam me lag sakta hay mera sawal ye hay key Forex business me agar big loss ho jaye to es keefeyat ko kesy khatam kia jaye aur es keefeyat ko ham kesy kam kar sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

    dear forex market main jub ham kaam nai kar rahay hotay hain ya ham is main demo pay kaam kar rahay hotay hain to hamko is main lose bhi kam say kam hota hay aur hamari har aik trades hoty bhi ziada tar profit main hay uski wjaha yahi hoty hay k ham is markeet main jub tak apnay mined ko set rakhtay hain hamain na koi nuksan ka dar rehta hay aur na he hamko is makreet main koi nuksaan ho raha hota hay jiski wajha say ham is main kaam karnay main kamyabi samjhtay hain aur jub ham aisa he sochtay huway iski real markeet main enter hotay hain to hamko nuksaan bhi ziada honay lagta hay aur ham is main earning bhi kam say kam karna start kartay hain jiska apnay aaap he result yeh nikalta hay k forex markeet main wahi traders achi earning kartay hain aur wahi traders kma say kam lose kartay hain jink pass is markeet main kaam karnay ki sahi skills hoty hain aur jinko unka mined set karna ka pata hota hay,sab say pehlay aur sab say ziada important baat yahi hay k ham is markeet main kam say kam risk aur kam say kam reward main kaam karnay ko apna mined bana kar agar ham kaam kartay hain to ham is makreet main har tarha k lose ki kaifeeat ko kam bhi kar saktay hain aur sath sath ham is markeet ko samjhtay huway bahut jald kamyaab bhi ho saktay hain aur agar ham in ka sahara nai laitay hain to ham is makreet main kabhi bhi nuksaan ko kam nai akr saktay hain jiski wajha yahi hay k jub ham lalach say kaam ko start kartay hain to hamko yeh baatain bhool jaty hain k hamain kam say kam earning pay bhi sabar say kaam lain akitna ziada behtar hota hay aur agar ham is markeet mains abar say kaam akrtay hain to hamain apany aapny he lalach say peechay hatn aparr sakta hay jisk liye hamain is markeet main sab say pehlay apnay mined ko set karna lazmi samjhtay huway ham kam kar saktay hain aur is main honay walay lose ko bhi har din k hisaaab say ham kam say kam kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

      Hi friends umeed umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review trading main loss ki keefeyat ko khatam karna hay dosto ap jatni zaida manat krain gay to ap ko atna hi zaida profit ho gi ap zaida say zaida manat krain
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

        dear bhai hume pta ha k hume is business mn lose be hota ha ur profit be hota ha kew ye busines rik risky business ha is mn wohi kameyab hote hein jo sahi samjdari ur menat se kam krte hein hume is mn kameyabi knowledge se hi milt ha agr lose hota ha tu phr hume apni mistake ko fallow krna chaiye mistake ko fallow krne se hi hum is mn eik achy onlines trader ban sakte hein lose is business ka hisa ha hume lose se gabrana nai hota ha balkey hume os ka samna krna hota ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

          asslam o alikam dear ye business eik risky business ha is mn hume lose be hota ha ur profit be hota ha jab hume lose hota ha tu phr hum kafi tension mn aa jate hein dear is business mn hume sab se zada lose ka samna krna parta ha hume is mn kameyabi menat kr k hi milti ha daily is business mn kam krein analysis ko fallow kr work krein hum asani se kameyab ho sakte hein trading mn hume lose hota ha tu phr apni mistake ko dekhna hota ha os ko fallow krna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

            Assalamu Alaikum doston Forex Aisa business hai jismein nuksan bhi Hota Hai aur profit Mein Hota Hai Agar Ham sirf profit Hasil Karte Rahe aur Hamen thoda sa nuksan ho jaaye To Ham Kahate Hain Ki Kismat Hamara Sath Nahin de rahi Kismat Har Waqt Sath Nahin Deti agar aap aap yah Chahte Hain Ki Har Waqt profit kamate Rahe to aap ho Niyat hi hi jimmedari ke sath kam karna hoga jo train chal raha hun usko Sahi Soch Na samajhna Hoga Jab trend ko samajh jaenge tab hi aap apne nuksan ka Hath Mein kar sakte hain aur aur Jyada Bade pair per trade Lagane Ki jarurat Nahin lot size Hamesha kam Rakha Karen Taki aap ko nuksan kam se kam ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

              Assalamu Alaikum ummid hai ki aap khairiyat se Honge ji Ham Forex Mein lose ki kefiyat ko khatm karne ke liye Hamen apni knowledge aur apni learning Mein izafa karna hoga.
              hamare pass Jyada knowledge Hogi aur Jyada hamare pass information Hogi learning Hogi learning se Ham Achcha kam kar Sakenge Aur Is Tarah ham loss ki kefiyat ko khatm kar sakte hain.
              Loss se bachne ke liye zaroori hai ki Ham demo account ko join Karen Kyunki real account mein pahle Hamen Kisi bhi trade ko open nahin karna chahie.
              sabse pahle Hamen demo account mein practice karni chahie.
              ismein experiments karne chahie Uske bad hi real account mein kisi bhi trade ko open karna chahie yah investment Karni chahie Aur Is Tarah ham loss ke chances ko kam Karke Achcha profit hasil kar sakte hain.
              loss ki Kefiyat ko kam karne ke liye Hamen chahie ki Forex ke rules ko follow Karen rules follow karne se hi Ham ismein best trading kar sakte hain .
              aur loss se bhi bacha sakte hain is se Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain.THANKS
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

                Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge hai kiya hai aur informative topic discuss Kiya Hai unke Sath kam Karenge To Ham kabhi bhi ismein loss nahin kar sakte Hamen trading Soch Samajh Ke Karni chahie aur apne knowledge Aur expedients Ke Dekhte Hue kanche tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain aur Ban sakte hain hamare pass Jyada knowledge Hogi aur Jyada hamare pass information Hogi learning Hogi learning se Ham Achcha kam kar Sakenge Aur Is Tarah ham loss ki kefiyat ko khatm kar sakte hain.
                Loss se bachne ke liye zaroori hai ki Ham demo account ko join Karen Kyunki real account mein pahle Hamen Kisi bhi trade ko open nahin karna chahie.
                sabse pahle Hamen demo account mein practice karni chahie.
                ismein experiments karne chahie Uske bad hi real account mein kisi bhi trade ko open karna chahie yah investment Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

                  Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai to members aap ko pata hai ek din mein bus ko loss hota hai unko apni galti ki vajah se Hi trading mein loss hota hai isliye agar aap jaate Hain Kya aapko loss Na Ho to uske liye aapko chahie ki apni trading aisi trading Karen kya aapko kabhi bhi loss Na Ho 70 members ko loss trading mein apni galti ki hi wajah se hota hai .

                  isliye agar aap chahte Hain Kya aapko lost Na Ho to iske liye aapko chahie ki achcha kam Karen trading hamesha soch samajh ke Karen Bina planning ke trading kabhi start Na Kare jab ham log Bina planning ke trading karte Hain to Ham us mein hamesha na kam hote hain isliye aapko chahie ki Bina planning ke kabhi bhi trading na Karen hamesha soch samajhkar trading Karen fir se aapko kabhi loss nahin hoga .

                  ISI tarah main hamesha yah soch samajh ke trading karne chahie aaj abhi aapko trade upar karni ho to pahle aapko confirm kar lena chahie kijiye aapko signal confirm Mila hai matlab ki aap ismein achcha profit hasil kar sakte hain ki nahin aur jyadatar jaldbaji ki vajah se bhi aapko loss hota hai isliye aapko kabhi jaldbaji nahin karni chahie agar aapki train last mein bhi hai to aapko thoda vate kar lena chahie main bhi vah profit mein a jaaye isliye market ki movement ka pata nahin chalta per aapko trading mein vate karna chahie tabhi aap logon se bus sakte hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

                    Forex mein nuksan bhi Hota Hai aur profit Mein Hota Hai Agar Ham sirf profit Hasil Karte Rahe aur Hamen thoda sa nuksan ho jaaye To Ham Kahate Hain Ki Kismat Hamara Sath Nahin de rahi Kismat Har Waqt Sath Nahin Deti agar aap aap yah Chahte Hain Ki Har Waqt profit kamate Rahe to aap ho Niyat hi hi jimmedari ke sath kam karna hoga jo train chal raha hun usko Sahi Soch Na samajhna Hoga Jab trend ko samajh jaenge tab hi aap apne nuksan ka Hath Mein kar sakte hain aur aur Jyada Bade pair per trade Lagane Ki jarurat Nahin lot size Hamesha kam Rakha Karen Taki aap ko nuksan kam se kam ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss ki keefeyat ko kesy khatam ki jaye?

                      When we invest without checking or analysis the market then face loss condition so we should want to save or face the loss then we will invest in open market chek the ups and downs of market.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X