Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?
    Asslamualeikum

    Mazmoon Ka Naam : “ Trading App Mai Candles Kitnay Kism Ki Hoti Hain “

    Mazmoon Ki Deegar Malomaat :

    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Klay Liye Sawal Lay Kar AyA Houn Wo Ye Hai Keh Trading Kartay Waqt Hamein Kitni Kism Ki Candles Dekhnay Ko Milti Hian Or In Sab Ka Kaam Kia Hot Hai Or Ye Hamein Kia Faida Deti Hain Or Hum Kis Trah Kaam Kar Skaaty hain Esi Candles Ko Mande Nazr Rakhtay Howey.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

    Candles ki different types hain
    Candles ki different types hain apko forex trading ma candle stick chart pattern bahot he important hai aor is ki madad sy ham technical analysis kr skty hain aor trading market ko 50 percent understand kr skty hain trading ky leay hamari approach best hono chye tb he ham achy perfect trader b skty hain market ma important factors ko study krty huy knowledge experience aor trading work plan ing krni hai fundamental analysis ky leay aoko waqtn fawaqgn market ma new trading tolls ko smjh ky un py kam krna chue aor un ko demo account ma practice krna chye tb he ham achy trader bn ky oerfe t method use krty huy market ma kamyabi hasil kr skty hain.
    Forex tradingg ky leay hamry pas strategy aor planning achi ho hamari approach achi ho tb he kamyabi milti hai otherwise trading ky leay tips tricks aor decesion ooweruse krty huy kam kren to hamary leay best hai trading market aik perfect trading source hai jis sy ham market ko understand krty huy best method sy trading kr ky apny account ko safe rakhty huy management kr skty hain hain sss take profit entry exit use kr skty hain market ka rujhan dekh ky he ham kamyab ho skty hain aor skills strategy ko istemal kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

      Forex trading main candles ki do qismeen han aik bull or dosri bear forex trading main candles k pattern both ziada han is ley humy candle chart ko ache tahra samj k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he kamyab hon gy forex trading main candles chart ki madad sy hum ache trading kar sakty han q k trading main candles chart main different patterns banty han jin ko seek or samj k trading karny to ache earning kar sakty han forex trading main ache earning k ley humy both ziada mehnat karni ho ge tab he hum log kamyab hon gy jtni ziada mehnat karny gy or practice karny gy utna he knowledge or experience ziada hota ha forex trading main pehly ache learning karni ho ge forex trading karny k ley humy demo account ko istamal karna ho ga behtar planning or strategy ko shamil karna ho ga is humy chae ha jtna ho saken humy apni learning or practice ko jari rakhen ta k hum log kamyab hon behtar trading sy ache earning kar saken or forex trading main proper candles pattern ko follow karny candle chart main pin bar or doji candle best han in ko samj k is pe trading karny to hum both ziada fayda hasil kar sakty han par jab tak hum in candles ko seekty ni han to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy apni mehnat learning or practice jari rakheni ho ge
      • #4 Collapse

        Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
        Asslamualeikum

        Mazmoon Ka Naam : “ Trading App Mai Candles Kitnay Kism Ki Hoti Hain “

        Mazmoon Ki Deegar Malomaat :

        Aj Me Jis Topic Pe App Sab Klay Liye Sawal Lay Kar AyA Houn Wo Ye Hai Keh Trading Kartay Waqt Hamein Kitni Kism Ki Candles Dekhnay Ko Milti Hian Or In Sab Ka Kaam Kia Hot Hai Or Ye Hamein Kia Faida Deti Hain Or Hum Kis Trah Kaam Kar Skaaty hain Esi Candles Ko Mande Nazr Rakhtay Howey.

        Candlestick ki different types ho sakhti hain en ka kam hum ko markit ki indications dena hota hai. Ya bahut important hoti hain is liye enki learning or knowledge hasil krna hamary liye must hota hai. Kuch important candlestick ap ka samny share krny ja rha hun.


        Marubuzu Candlestick:

        Ya aik important candlestick hoti hai or iski bhi further kuch types hoti hain iski long body hoti hai or iski long body ni ho ge tu wo marubuzu candlestick ni ho sakhti.


        Tweezer top:

        Ya aik esi candlestick hoti hai jo 2 different candlesticks ki basis per banti hai js ma back to back aik bullish or aik bearish candlestick banti hain. Phly wali candlestick ka agaist dosri candlestick zyda bri hoti hai.


        Hammer Candlestick:


        Dear ya bhai important candlestick hoti hai Ya aik esi candlestick hoti hai js ko body bilkul choti hoti hai or iski wick is sa babut zyda long hoti hai. Or iski hamesha body sa upper wali side per honi cheye. Ya market main bullish trend ko show krti hai.

        Hanging Man:

        Dear members Ya candlestick Hammer candlestick sa kafi resembles krti hai or enki shakal bilkul same hoti hai just is ma ya difference hota hai kay ya bearish pattern show krti hai.

        Shootring Star:

        Ya aik bahut important candlestick hoti hai ya hammer candlestick ki tarah hi hoti hai js ki body bilkuk na hony ka baraber hoti hai or iski wick kafi lambi hoti hai likn iski wick downside per hoti hai or hammer ki wick upper wali side pa hoti hai.

        Conformational Candlestick :

        Ya candlestick trading kay liye bahut zyda helpful hoti hai hum ko is candlestick ka intezar krna cheye or isk bad hum acha profit hasil kr sakhty hain. Ya him ko trend ki confirmation deti hai.

        Bullish candlestick:

        Dear Easi candlestick js ma markit ka trend prices ma increment show kr rha ho usko ap bullish candlestick keh sakhty hain.

        Bearish candlestick:

        Yah candlestick ap ko market ma price main down trend show krti hai js sa ap idea lga sakhty hain kay price kam hony ka chances hain.

        Doji Candlestick:

        Dear members Yah bhi aik important candlestick hai js ki further kuch types hain ya markit main apko reversal trend show krti hai iska size bhi kafi chota hota hai likn es candlestick ka shadows ni hota.

        Bearish Engulfing candlestick :

        Ya bhi aik important candlestick hoti hai jo hum ko bearish trends kay hawaly sa kuch important information share krti hai hum isko properly utilised kr kay achi trading kr sakhty hain.
         
        • #5 Collapse

          Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

          candle stick ke bohat saari iqsam hay or yaqenan sabko discuss nahi kiya jaa sekta lekin main pehlay kuch naam bataata hu phir function kee traraf jaatay hain dear is ke jo ahm iqsaam hain un mian yeh hain

          The Bullish Engulfing. ...
          The Piercing Line. ...
          The Morning Star. ...
          The Three White Soldiers.
          Hammer or Inverted Hammer
          or aik or hay The Bottom Line
          in sab kay ilawa Shooting star
          Pin Bar
          Bearish Engulfing Candle
          Doji
          Hanging man waghera shaamil hain

          Dear trader yeh sab bohat achay patterns hain yaqenan sab ko aik jaga bayaaan kerna koi asan amal nahi hota to lihaza mian apko aik chart dikhata hu jaha pehlay chaar patterns aap easily trace ker sektay hain or dear forex trading main candlestick ke movement ko samajana bohat mushkil Amal hai or is main agr ap Regular Kam Kary gay to ap ko acha benifit Mily ga or ap ka Experience be gain ho ga . Candlestick ke help SC ham trading main Kam karthy Hain or in ke help SC trade open karthy Hain pher he Hy humhy acha response milta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

            Candles kaaaafi iqsaaam ki hoti hai or candles ko samajh kar kaaam karnay se kaaaafi faaaidaaa haaasil kiyaaa jaaaa saktaaa hai or is se hum loss se yaaa account wash se bhi khud ko bachaaa saktay hain to humen is main mehnat se kaaaam karnaaa chaahiye or jo bhi candlestick use kar rahay hain us main humen market ko mukhtalof timeframes main check karnaaa chaahiye or achi tarhaaa check karnay k baaad hi koi bhi step lenaaaa chaahiye or is cheez ki humen wesay offline yaaa demo par bhi practice kartay rehnaaaa chaahiye q k is se humen hi faaidaaa hotaaa hai or humaaaari earning main bhi kaaafi had tak izaafa hotaaa hai or humen market ko check karnaaa yaaa achi tarhaaa market ko analise karnay k baaad trade lagaaana bhi aaaa jaata hai to humen is main khaaas tor par jo bhi trade lagaaani ho woh jaldbaaazi main nahi lagaaani chaahiye balke soch samajh kar or market ko achi tarhaaa observe karnay k saath saath news ko bhi check kartay huay kaaaam karnaaa chaahiye or humen news k impact kaaa bhi ptsaa honaaa chaahiye k konsi news market par asar andaaz hoti hai or konsi nahi or konsi news market ko buy main move karwaati hai or konsi sell main humen in cheezon k baaray main ptaaa honaaa chaahiye q k jab tak hum in cheezon ko samjhen gy nahi hum trading main kaamyaaab nahi ho saktay to humen is main kaaamyaaab honay k liye candlesticks ko samajhnaaa chaahiye or mehnat jaaaari rakhni chaahiye or aik baaat kaaa humen laaazmi khyaaal rakhnaa chaahiye k demo ko har haaal main time denaaaa chaahiye or demo account par practice agar real account main balance naaa bhi ho to demo par practice jaaaari rakhni chaahiye is se himen kaaaafi achaaaa experience ho jaaaey gaaa or market main kaaam kar k hum achaaa khaaasa profit kamaaa saken gy.
            Last edited by ; 07-08-2020, 05:59 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

              Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye terminal chart pay mojod Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Phir uss Kay mutabiq trading market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open kartay hay to haumay market may movement aur trends ko judge Karney may easiness hoti hay Kyu Kay Agar dekha Jaye to usually traders ko iss bat ka knowledge nai hota hay Kay kisi special time frame may prices ki next movement ya next soorat kya hogi tou iss situations may traders ko previous ake ya chand candals ko judge karna hota hay har Candal Sticks patterns apney andar makhsoos time frames Ki mukamal information aur history rakhti hay Kay iss doran may traders ka rujhan kya raha hoga yeah sab points candal sticks ki different types say zahir hoti hay Candal Sticks ki in different states ko price action kaha jata hay.

              CANDAL KYA HOTI HAY?

              Forex trading may haumay Kam kartay hoye pata hona chahiye Kay Candal Sticks patterns hota kya hay haumay knowledge hona chahiye Kay Candal Sticks Kay different types kitni hoti hay tou friends candal sticks Kay four parts hotay hay

              Open, HIGh, Low, Close.
              Agar candal open say oper close hoti hay tou usually Khali hoti hay aur White bhi ho sakti hay traders appni marzi say color change Kar saktay hay agar candal open say neachay close hoti hay tou CANDAL full hoti hay traders apni marzi say color change Kar saktay hay Candal Kay full ya khali parts ko Real BODY ya sirf Body kehtay hay.

              TYPES OF CANDALS:

              Candals ki 18 types hoti hay 6types market may BULLISH movement ko show karti hay aur 6type market may BEARISH movement ko show karti hay Baki 6 types market reversal aur corrections ko mention karti hay.

              TRADERS ko chahiye kay candal sticks aur price action ki mukamal information aur learning achay level par Gain kartay hoye trading karni chahiye aur market ki movement ko monitor kartay rehna chahiye aur demo practice Kay doraan candal sticks seekhnay say earning aur income may izafa Kar saktay hay.
              • #8 Collapse

                Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                G dear jhan tak bat ki jaye canlde kay barye mai tu candle ki kafi sari aqsam hai es mai ap ye nhi khaye saktye hain kay ap es mai count kar saktye hain candle ki kafi sari qismay jin ka ap ko pta hai jub kay kafi sari aisye bhi hain jin ka ap ko pta hai per ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap candle kay hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai kiyu kay candles pay ap nay kam kiya hai tu ap ko pta ho ga kay ap es mai kam kar kay achi tarha anylsis bhi kar laitye hain matlab kay ap kay anylsis mai bhi izafa ho jata hai air ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap kosesh karain kay ap es mai har aik candle kay barye mai kam kiya karain kiyu kay ap es hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur pa kamyab bhi ho jatye hain tu aik acha trader hamesha candle kay hisab say kam karta hai tu wo es mai kafi acha kam kar laita hai aur es mai kamyab ho jata hai tu ap nay kam ager acha karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai candle kay barye mai jananye kay bad he es mai acha kam jar patye hain jub ky ap es hisab say kam kar kay es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam hamesha karain ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu jo mahnet kay sath kam kartye hain aur candlestick kay hisab say kam kartye hain wo es mai kabhi nakam nhi hotye hain kiyu kay es mai kam kar kay un ka kam kafi acha ho jata hai aur wo es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhaib aur ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap hamesha he kamyab ho jatye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                  My dear friend candles ki bahut si types hoti hai aur hamen ine types ko samajhna bahut jaruri hai aur hamara inke related knowledge bhi hona chahie tab hi ham market mein main successful working kar sakte hain kyunki jatakam market ke chat ko nahin samajh paate Hain aur jab tak hamen analyses karna nahin a jaate Hain tab tak Ham successful nahin ho sakte hain isliye hamen market ki types ka knowledge hona chahie Jab hamen market ki types ka knowledge hoga to tab hi hamari trading successful hogi aur agar hamen market ki types ka knowledge nahin hota hai to hamari trading successful nahin hoti hai hamen market ki type ka knowledge hona bahut jaruri hota hai hi hai kuchh candles ke related mein bhi apna nali share karna chahta hun Tata Baki logon ko bhi mere naal ishq se benefits mil sake....
                  Types of candles:
                  Vaise to candles ki bahut si tarikh hai lekin UN mein se puchta information main aapko Dena chahunga....
                  No.1 Pin bar candle
                  Pin bar candle aik aisi candle hoti hai jo ki hamari trading ke liye bahut hi important hai aur agar yah candle kisi e trend ke bottom ja top banti hai to yah hamare liye tabhi important hoti hai aur tab Ham is pay easily hi trade Le sakte hain aur hamari trade successful ho sakti hai hai aur aur ham is candle se bahut hi good profit Le sakte hain kyunki yah candle hamari trading ke liye bahut hi helpful hai...
                  Hammer and inverted hammer candle:
                  Market ke chart paper kuchh aisi candles banti Hain jinko Ham Hema yah inverted hammer candles kahate Hain ine candles ki shakal Hema jaisi hoti hai hai Inka ek lamba suicide hota hai hai aur chhoti si body hoti hai inko ham amarja inverted hammer candle kahate Hain aur ine candles per bhi Ham bahut acchi trading kar sakte hain kyunki yah candles bhi hamari trading ke liye ek good signal ka kam karti Hain aur agar arm right entry lete hain tu board profit mil sakta hai...
                  Marubozu candle:
                  Yah candle ki aisi type hai jiska Shadow bilkul bhi nahin hote Hain aur jiski big body hoti hai yah candle Jahan se start hoti hai to iska lo nahin hota hai aur yah candle Jahan jis point per close hoti hai to iska hi nahin hota hai iska hai iska close hota hai yah candle bhi hamare liye bahut profitable hoti hai aur agar yah candle bullish banti hai hai to trend ke bullet jaane ke bahut se chances hote Hain aur aur agar yah candle bearish banti hai hai to fir friend ke Bera jane ke bahut se chances hote Hain....
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                    Assalamu Alaikum dear Forex members bahut acche se Bal ki aapane is new Mein bus ko bhi bahut Achcha knowledge Mil Jayega aur Sawal bahut Achcha hai ki candle ki Kitni type Hoti Hai To candle ki total 18 types Hoti Hai jismein 6 alag Hoti Hai jisse Ham bluish pleasure ke naam se Jante Hain aur alag type hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham apni trading per focus Karen aur jab Ham trade market open Karte Hain To Hamen Har EK chij par focus karna padta hai Jaise ke indicators ki movement ko dekhna padta hai pairs ko aur candles ko Jarur dekhna padta hai isliye Jab Ham trade lagaen to uske liye mind fresh Hona bahut jyada jaruri hai Aur Subah Mein Hi trade Lagani chahie Kyunki Subah mein bahut acchi trade lag sakti hai aur mostly profitable trading hi hoti hai isiliye Hamen emotion ko control karke hi aur Soch Samajh Kar Hi trading ke gane chahie Taki Ham acchi aur profitable trading kar sake aur kisi bhi Kisan ka lost na ho isliye koshish Karenge apni trading co 72 banaen Taki Ham Bhi Ek acche aur expert trader Ban sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                      Dear brother aap Jab forex market Mein kam Karte Hain To aapke pass ismein bahut Kishan ke candlestick patterns hote hain jinki Mata bich aap kam karte hain aur ismein aap market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aap Jab ismein kam Karte Hain To aapke pass Agar market ka knowledge or experience hoga to aapas Mein tabhi Kamyab ho sakti hain aur aap candlesticks ki information Hogi to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai Kyunki market Mein candle sticks aapko bahut Kuchh hand deti hain aur candlestick pattern ko dekh kar aap market mein Main acchi trade ventures kar sakte hain jisse aap acha profit kar sakte hain.

                      Candlestick:

                      Dear brother candles ki kind ko batane se pahle main aapko yah batana chahta hun cake candle Asal Mein hoti kya hai aur Market Mein candle kaise banti hai candle use shape ko kaha Jata Hai Jab market ki price Ek Jagah se open hoti hai aur maarpeet usse niche jaati hai aur Wapas reversal Leti Hai Maa Ki Upar Chali jaati hai aur Market ka ek point opening hota hai aur dusra point closing hota hai ismein candle ke 4 points Hote Hain jismein aapke pass Ek opening closing high aur low market mein jo bhi kantal aap Dekhenge usmein aapke pass yah Najar aaega ki market ka ek hi hoga Ek Lo Hoga aur Market Mein scandal ki body Hogi isko proper 1 candlestick Kaha jata hai aur aage main aapko iski Kand ke bare mein batata hun.

                      Kinds of candlesticks:

                      Doji candlestick:

                      Dear brother forex market mein aap ek candle dekhte hain ke Jiski ki body bahut hi Chhoti hoti hai aur iski bich bahut jyada lambi Hoti Hai market Mein Jab Bhi Aisi candle Banegi to isko aap do ji ka naam Dete Hain Kyunki yah Ek Aisi candle hoti hai jo aapko market ke reversal ke bare mein batati hai aur Market Trend ke bare mein aapko confirm karti hai dear brother aap Jab Bhi prapt Karte Hain aur Jab Bhi market mein kisi bhi support or resistance level per Aisi Maar candle Banegi to aapko is Candle ke bad wali confirmation candle Ka vate Karna hota hai aur uske bad aapko apni trade enter Karni Hoti Hai To Ji ek hoti famous kind of candlestick pattern hai jismein aap Agar iska knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai.

                      Shooting star candlestick:

                      Dear brother forex market Mein Ham Sab kam Karte Hain To Hamen ismein Ek shooting store pattern bhi Milta Hai jisse Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki market Mein continuous downtrend rahata hai ismein aapko confirmation candle Ka vate Karna hote hain aur uske bad apni trade inter Karni Hoti Hai shooting star pattern se bhi aapko Achcha profit ho sakta hai lekin isko aap proper place iski check Karenge aur uske bad aap ismein apna target set Karenge downtrend Jab market Karegi to aapko ismein apna Prophet Hasil karna Hote Hain Jab market continuous a friend main ja rahe ho aur shooting star pattern Bane to aap ismein apni trade intraday sakte hain confirmation candle ke bad aur sath mein agar aap koi bhi indicator use kar rahe hain to is indicator ke batane ke bad bhi aap apni trade Le sakte hain.

                      Engulfing candlestick:

                      Dear brother forex market match engulfing candlestick pattern be hota hai aapko is pattern ke samajhne ke liye ismein market Ko samajhna Hoga Jab Bhi market mein aap dekhte hain to ismein do types of candles Banti Hain in Kalpa candlesticks Mein Do candle Ek Sath Bunty Hain jismein aapke pass first of all candle Ek Chhoti hoti hai aur second candle usse Badi candle hoti hai ismein aapke pass do kism ki kinds ho sakti hain jismein Ek aapki bearish engulfing Hoti Hai jisse market ka downtrend hota hai aur aapke pass ismein bullish engulfing candlestick pattern hota hai Jiske bad market ka uptrend short hota hai to aap apni trade jismein kar sakte hain.

                      inverted hammer candlestick:

                      Dear brother is main aapke pass Ek candle Aisi Banti Hai Jiski Vivek bahut badi hoti hai aur uski body bahut hi Chhoti hoti hai dear brother aapki ismein opening or closing market ki Chhoti hoti hai lekin market ki aap bich dekhte hain to vah Ek bahut badi ho sakti hai dear is Main Jab Bhi Ek inverted hammer Banega uska opening market ka Upar Hoga aur closing niche ho sakti hai aur aap iski bech dekh sakte hain ab word ho sakti hai to aap ismein aap apni trade inter kar sakte hain is market ka down front start ho sakta hai.
                      Click image for larger version

Name:	patter-candlestick.jpg
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12329900
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                        Candle ki bahut SI exsam hoti haiaur hamen har kism kiye handle ke bare mein pata hona chahie ke kaun si kandel ka kya fayda hai aur kaun si candle ki hoti hai tab hi ham trading kar sakte hain jab tak hamen candle ki shakal ke bare mein pata nahin hoga aap chahat ko nahin samay sakenge isliye hamen chahie ke ham acche tarike se samjhe jab Ham samajh jaenge to tabhi hamen munafa hoga aur acchi trading hogi aur jab tak Ham nahin samjhe ayenge to hamari trading acchi nahin hogi
                        Candle ko kaise samjha jaaye
                        hamen candle ko samajhne ki bahut jarurat hai aur candle ko samajhne ke liye hamen baqaidgi se kaam ki se kam karna padega jab Ham mehnat se kam karenge to tab hi Ham kamyab Ho payenge aur agar Ham mehnat se Kam nahin karenge to fir kamyabi ki mumkin nahin hogi hamen candle ko samajhna chahie tab kamyabi hogi aur hamen ishq ki shakal ke bare mein bhi jarur samajhna chahie bahut hi candle hoti hai jaise doji candle pan Bahar candle Maro boson ka dal aur is kism ki bahut hi aur bhi candle hoti hai aur hamen MP trade karke achcha munafa kamaya ja sakta hai isliye hamen chahie Kendra jarur trade kiya karo aur unke bare mein learning honi chahie jab hamari in ke bare mein learning hogi to tabhi munafa hoga aur agar Ham unke bare mein acchi learning nahin karte Hain to fir hamen achcha to jarur bar nahin Mil sakta aur na hi kamyabi mil sakti hai achcha tajurba tab hi mil sakta hai jab ka dal ke bare mein hamen acchi tarike se pata hoga.
                        💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                          Asslamualeikum

                          Mazmoon Ka Naam : “ Trading App Mai Candles Kitnay Kism Ki Hoti Hain “

                          Mazmoon Ki Deegar Malomaat :

                          Aj Me Jis Topic Pe App Sab Klay Liye Sawal Lay Kar AyA Houn Wo Ye Hai Keh Trading Kartay Waqt Hamein Kitni Kism Ki Candles Dekhnay Ko Milti Hian Or In Sab Ka Kaam Kia Hot Hai Or Ye Hamein Kia Faida Deti Hain Or Hum Kis Trah Kaam Kar Skaaty hain Esi Candles Ko Mande Nazr Rakhtay Howey.
                          Assalam o Aluikum! Dear forex member, aj apna bhot acha topic hamara sath share kia ha. Sab pehla man apko candle k bara thori si history batana chahta hon, k candles ko first time 300 to 400 year pehla Japan k Rice Former na rice ki price k utar cherhao ko smajhna k liye use kia. Aur pher uska bad isko Steem Neemson na US man Taojao aur Stock Exchange man use kia aur bari kamyabi hasil hoi. Aur candle chart ko all financial Assets k liye use ki jata ha.

                          What is a Candle?

                          Ak candle asal man Market price ko show kerna wala chart ha jo hamen market k High, Low, Open and Close k bara mana ak spacific time k liye batati ha. Jo hamen technical analysis man market trend ko find kerna k liye bhot helpful hoti han.


                          Types of Candle:


                          Candle chart k ander hamen two main candle nazer ati han. Kisi b market man Prices k ander inrease ya decrease ata ha. Is price k increase aur decrease k liye candles ka use candle chart kehlata ha.

                          1. Bullish Candle:

                          Ager market man prices oper ki taraf jaen to isko ham bullish candle sa repesent kerta han. Is candle ka color first time Japanese na ""WHITE" use kia tha. lakin aj kal iskoisko different cocolor man trader use kerta han.

                          Bullish candle ka name is liye rukha gya ha q k Bull hamasha jab kisi cheez ko hit kerta ha, to apna head nicha ker oper uthata ha aur bullish candle market man b price k oper jana ko represent kerti ha. Is liye iako bullish candle kehta han.

                          2. Bearish Candle:

                          Ager market man prices nicha ki taraf j rahe hon to isko batana k liye ham Beariah Candle ka istemal kerta han. Bearish candle ka color first time Japanese na "BLACK" use kia tha, lakin aj kal trader zayada ter RED COLOR use kerta han was commonlly koi b color use ker sakta han.

                          Bearish candle k name is waja sa ha k BEAR hamasha apna shikar ko nicha gira ker marta ha. Is liye market man prices down ko b bearish candle sa batya jata h. Click image for larger version

Name:	images (95).jpeg
Views:	8
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12329915

                          3. Hammer Candle:

                          i. Hammer candle ager bearish ho ya bullish ho to isko tab he bearish reversal candle pattern ha, jo candle sa bnti ha , jo hamen financial assets k candle price chart man nazer ati ha.

                          Hammer candle ki hammer ki terha one side shadow (wick) long aur dosri side per shadow small ya hota he nahe, aur real body short hoti ha. Iska long shadow price rejection ko batata ha. Jo hamen signal deta ha k next term man price oper jae gi. Aur hamen stop loss long shadow k nicha set kerna chaheye.

                          ii.
                          Hammer candle bullish ho ya bearish ho lakin shadow ager oper wala long ha to long shadow price rejection batati ha aur next term man price nicha ae gi is liye isko bearish reversal candle kehta han.

                          4. Doji Candle:


                          Doji candle man candle k dono shadow extra long hota han aur body bilkul ak line hoti ha. Some time open close same hota ha aur kabi open close man thora fasla hota ha. Ye bullish ho beariah ho ye jab b longbterm k bad ati ha to markwt reversal ka sign deta howa marketbko reverse trend man ker deti ha.
                          i. Dragonfly Doji man candle ka High, Open aur Close same hota ha.

                          ii.
                          Gravestone Doji
                          man candle ka Low, Open aur close same hota ha.

                          iii.
                          Long Legged Candle man candle k open close samne hota ha.

                          5. Marubozu Candle:

                          Marubozu Candle bullish aur bearish ho sakti ha. Is candle man High, Open, Low aur Close ak he level per hota han. Matlab jahan per market open hoti ha udher sa he aga berhti ha aur close ho jati ha. Iska koi shadow ni hota.

                          6. Hanging Man Candle :

                          Handing man candle man candle k one side ka shadow long hota ha aur dosri side ka shadow nose hoti ha yani very small hoti ha. Ye b hamen trend reversal ka sign deti ha.

                          7. Spinning Top Candle:

                          Spinning Top Candle k dono shadow bara hota han aur real body bilkul small hoti ha. Doji candle aur Spinning Top man main difference yahen h k Doji ka open aur close same hota ha aur Spinning Top Candle ka Open aur Close thora fasla pa hota han.
                          Click image for larger version

Name:	images (87).jpeg
Views:	3
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12329916
                           
                          Last edited by ; 09-08-2020, 03:29 AM.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                            Asslamualeikum

                            Mazmoon Ka Naam : “ Trading App Mai Candles Kitnay Kism Ki Hoti Hain “

                            Mazmoon Ki Deegar Malomaat :

                            Aj Me Jis Topic Pe App Sab Klay Liye Sawal Lay Kar AyA Houn Wo Ye Hai Keh Trading Kartay Waqt Hamein Kitni Kism Ki Candles Dekhnay Ko Milti Hian Or In Sab Ka Kaam Kia Hot Hai Or Ye Hamein Kia Faida Deti Hain Or Hum Kis Trah Kaam Kar Skaaty hain Esi Candles Ko Mande Nazr Rakhtay Howey.
                            Maximum traders forex market main trade kerny ky liay candle stick pattern ko use kerty hain ky same pattern as an indicator bhi use ho raha hota hai ky hahanboer her creat hony wali candle apna knowledge rakhti hai aur market ki next movement ki prediction bhi provide ker rehi hoti hai agar Ham tamam candles ka complete knowledge hasil ker lety hain tou phir ham forex market main bahot achi scalping ker sakty hain aur maximum trades main hamain profit hasil ho sakta hai kyun ky jab koi candle close hoti hai tou next movement ki indication bhi provide Kerti hai tou ham same indication ko follow kerty huey trade open ker ky profit hasil ker lety hain tou hamain yeh pata hona chahiay ky konsi candle close hony per market ki next movement Kia hoti hai tou ham yahan per maximum candles ko discuss kerty hain jin per market ki konsi movement expected hoti hai

                            Hammer candlestick

                            Hammer candle stick aesi candle hoti hai jis main body upper side per hoti hai aur wick thori si upper side per body ky braber hoti hai jabky body ky teen guna lower side per wick hoti hai tou jab bhi hammer candle close hoti hai tou us per market ki bullish movement expected hoti hai

                            Morobozoa candlestick

                            Morobozoa candle aesi candle both hai jo both sides sy wick ky baghair hoti hai ky mukamal body hi hota hai aur aesi candle jab close hoti hai tou us time per market jis direction main movement ker rehi hoti hai tou same direction main movement kerty huey next candle bhi close hoti hai

                            Pindar candlestick

                            Pindar candle stick aesi candle hori hai ky jis main body hammer sy kuch zyada hoti hai lekin inverted hanginman ki terha downside per wick thori hoti hai jabky upper side per bari si wick hoti hai tou aesy candle close hony per market main bari movement expected hoti hai

                            Hangingman candlestick

                            Aesi candle stick inverted hammer ki terha hoti hai lekin jab aesi candle stick close hoti hai tou us per market ki downtrend main movement expected hoti hai

                            Doji candlestick

                            Doji candle stick is terha ki candle hoti hai jis main body na hony ky braber hoti hai aur wick kisi bhi side per choti bari ho sakti hai aur jab aesi candle close hoti hai tou ham iski wick sy indication lety hain ky jis side per wick kam hoti hai market usi direction main movement continue kerti hai

                            Candle stick pattern main aur bhi bahot sari candles hoti hain kuch bearish hoti hain aur kuch bullish tou bearish main close hony per market ka behavior aur terha ka hota hai aur bullish main close hony per market ka behavior aur hota hai tou agar ham candle stick pattern ko hi as an indicator use kerty hain tou hamain tamam candles ka complete knowledge hasil kerna chahiay ky konsi candle kis position main close ho tou is per market ka kesa behavior Hota hai tou jab ham yeh tamam Knowledge hasil ker lety hain tou usky bahd hamain forex market main without any indicator candlestick pattern sy hi market ko prediction kerty huey trade open aur close kerty rehty hain aur hamain acha profit bhi hasil hota rehta hai lekin candle stick pattern ko use kerty huey ham market ki long term prediction nehi ker sakty ham sirf candles sy market ki prediction ker ky scslping ker sakty hain aur thora thora profit bar bar hasil ker sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawaal : Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain...?

                              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan kelly's heroes se type shopping hain aur Hamen in types ko Samjhana bahut hi Jaruri Hota Hai Hamara in keralathil knowledge bhi Hona chahie tab hi Ham market Mein successful working kar sakte hain Kyunki Jyada kam market Ke Chat Ko Nahin Samjhe Na padhte hain aur jab tak ka Hamen MLC karna Nahin a Jaate tab tak Ham Safal Nahin ho sakte hain isliye Hamen market ke type kar knowledge Hona chahie Jab Hamen market ke type kar knowledge hoga to tabhi Hamari trading cetaphil Hogi aur Agar Hamen market ke type ka knowledge Nahin hota hai to Hamari trading Safal Nahin Hoti Hai Hamen market ke type kar knowledge Hona bahut Jaruri hota hai aur Kuchh Bhi candlestick calculated main bhi apna Nahin share karna chahie Aur Ka Ke Baki logon ko bhi mere knowledge se benefits mil sake

                              Type of candle kandali

                              Vaise to uski bahut se tarike hain lekin UN mein se puchta hai information main aapko Dena Chahunga

                              Number Van bar candle

                              Pin bar candle Ik Aisa kandali hoti hai jo ke Hamari training ke liye bahut hi important hoti hai aur Agar yah Kendriya Kisi hi trend ko Gotham Joker top banti hai to yah Hamare liye tabhi hi important hoti hai aur tab Ham kis per isiliye hi train Le sakte hain aur Hamari tracer full ho sakti hai aur ham is kandali se bahut hi good profit Le sakte hain Kyunki yah Cadbury Hamari trading ke liye bahut hi helpful hoti hai

                              Market Ke Chat proper Kuch Aise cadburys Banti Hain jinko Ham Yahi inverted Hamare canneries Kahate Hain aur in kandali uski Shakal Hamen Aisi hoti hai ki ine ka ek Lamba Shahkot hota hai aur Chhoti Si body Hoti Hai Inko ham Ham Mar Jaaye invested Ham Mar kandali kaise hain aur in candle is per bhi Hamen bahut acchi trading kar sakte hain unke yah kandali bhi Hamari trading ke liye ek good signal ka kaam karti hai aur Agar Aaram right entry lete hain to board profit mil sakta hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X