ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..
    dear jis tarha say poori dunya main corona virus ki wjah say tabah kaari hue hay jis main sab k karobaar khatam ho janay k barbbar ho chukkay hain aisay main hamain pakistan main aehsaas parograam k zariye say prime minister nay ham sab ki help ki hay jis main jitnay bhi log aisay thay jo k daily basic pay kaam kartay thay jink pass har dink hisab say rozi kamany k ilawa aur kuch bhi nai tha unk liye aisa he aik parograam banay gaya jis main unko unk id card k zariey say hamain bahut ziada help ka miln abhi kisi khidmat say kam nai hay.
    ADVANTAGES;
    prime minister k is parograam say bahut saary aisay gharon ko help mily hay jo is kabil bhi nai thay k unk pass kuch aur cheez ka hona mumkin ho sakta is liye jis hisaab aur jis tarha say mange kartay huway ham sab ki yeh khidmat ki gai hay hamain isk baray main bahut shukria ada karna chaye jis main agar yeh help na bhi ki jaty to hamaray pass ya kuch aisay gharon k logonk pass kuch nai tha jis say wo aisi situations main guzara karaty ya apni rozi roty k baray main sochtay yeh aik bahut he acha step tha jis main hamari help ki gai jis main hamko 12000 rupees say help mily hay aur aaj bhi wo help wakfay wakfay say sab ko mil rahi hay qk yeh step bahut he barra tha jisko manage karna bhi bahut mushkil kaam tha is liye isko takseem karnay main bahut sara wakt lag chukka hay.
    DISADVANTAGES;
    dear friends is khidmat aur is help k takessm karnay main koi bhi nuksan ki baat nau hay agar is main kaam karnay wala staff imandaari say kaam kar raha hay to is main koi bhi kisi ka koi hak nai khaa sakta hay wo is liye k jisk paisay aye hain ya anay hain usay sirf uska he thumb laganay say paisay mil saktay hain agar koi is kaam main kisi k sath na insaafi karta hay to us main na samjhdaar logonka he nuksaan hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

    Covid-19 Jab Aaya to Pakistan ki government ne ek bahut hi Achcha program start Kiya jismein uska main purpose Pakistan mein jitne bhi poor families Thi unko support karna tha aur is critical situations Mein Unki help karne ke sath sath on Tak necessities of life provide karna tha. Ismein procedure yah tha ki Har member ko Apne National identity card number ke sath Ek text karna tha jismein aapko properly verification karvane ke bad confirmation message aata tha jismein aapko allowed Hota tha aur usmein aapko 12000 Pakistani rupees mil Jate the aur aap is service ke entitled Ho Jaate the agar aap is ko avail Nahin Karte The Park sample of prime minister program ke level ko achieve Nahin Karte The aur uski verification ke andar Nahin Aate the to aapko iski payment Nahin Mil sakti Thi Aur aapko iska Koi confirmation message Nahin a sakta tha.

    Is program ke through Pakistan ki government Ne Pakistan mein bahut jyada family ki help Ki Hai no doubt yah Ek minimum amount Thi lekin se bahut sari family ke liye survive karna possible hua tha iske sath sath agar aap Iske negative point ko follow Karte Hain To ismein bahut jyada corruption bhi Hui Hai no doubt yah corruption lower level per hui hai aur bahut se Logon Ne iska misuse bhi kiya hai aur ismein Kafi log arrest bhi Hui hain aur unke against government Ne action bhi Liya Hai Kyunki vah poor peoples ki ya payment could receive Karke Unse just sign Karva lete the aur unko Puri payment Nahin Karte The just 4000 pe Karke unko move on kar dete the
    • #3 Collapse

      Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

      Assalam walekum Pyare bhai jaan Jis Tarah Se pure Din Mein Puri Duniya Mein coronavirus ki vajah se Kaba Kari Hui Hai jismein Sab ke Karo Baat khatm Ho Jaane Ke Karan Bar Ho chuke hain aise hi Mein Hamen Pakistan mein Ehsas program ke jariye se Prime Minister Mein Ham sab ki help Ki Hai jismein jitne bhi log Aate Hain Jo ke daily basic pay kam karte the gym Koi pass Har Din hisab Se rori Hamare ke alava aur kuchh bhi nahin tha unke liye Aisa Hi program Banaya Gaya Hai jismein unko Unki add card Kesariya se Hamen bahut jyada help ka Milana abhi Kisi Se Kam Nahin Hai
      Advantage

      Prime Minister ke is program se bahut Sare Aise gharon ki help Mili Hai Jo Ke Kabil bhi nahin the unke pass Kuchh Aur chijen Ka Hona monkey ho sakta hai isliye is hisab se aur Jis Tarah Se manage karte hue Ham sab ki yah khidmat ki gai hai Hamen Iske bare mein bahut Shukriya Ada karna chahie jismein Agar yah help nabhi ki jaati to hamare pass yah Kuchh Aise gharon ke pass 12000 rupees se help mile hain aur Aaj Bhi vah help Logon ke pass Kuchh Nahin tha jisse wo Aisi solution Mein Gujara Karte apni Rogi Rock ke bare mein sochte yah Ek bahut hi accha sa kam tha Jisne Hamari help ki gai hai jis mein humko 12000 rupees Shahar to Mili hai aur Aaj Bhi vah help Waqt se Waqt Se Sab Ko mil rahi hai Kyunki yah sadaiv bahut hi Bada tha Jisko manage karna bhi bahut Mushkil kam tha isliye isko taqseem karne ke liye bahut hi Sara Waqt lag chuka hai

      Nuksan 8

      Pyare bhaijaan is Kismat Ho is help ki taqseem karne mein koi bhi nuksan ki baat nahin hai agar is Mein kam karne wale imandari se kam kar rahe hain to ismein koi bhi kisi ka koi Hak Nahin Kaha sakta ke vah isliye Jiski paise Aaye Hain yah Aane Wale Hain Use sirf Uska Hi Lagan Se Kaise mil sakte hain agar koi is kam Mein Kisi ke sath na insafi karta hai to usmein na samajhdar logon ka nuksan ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

        Dear koi jab covid -19 corona virus aya tu apko pata hai k poori duniya mein lock down gaya tha aur pakistan aik bahut ghareeb country hai is mein lock down ki waja se wo log jo bahut poor hain jo daily wedges par kam karty thy aur Labour community jo dihari dar hain wo log bahut zayada effect hoye tu hamary prime minister ne aik programe nikala jis prime minister ehsaas programe introduced karwaya jis k through har haqdar ko 12000 rupy mily aur ye bahut acha program tha is system ko poori duniya mein appreciate kiya gaya is k liye simple aik no par sms karna hota tha apna nic card no likh kar aur auto par verification hoti thi nadra se aur sms bhi aa jata tha k ap ahl hain ya nahi aur ap qareebi centr se ja kar ly lyn

        ADVANTAGES (faidy)
        Is system k kafi advantage hain individual k liye koi process ki zaroorta nahi thi just sms par confirm karna aur ja kar paisy ly lena aur is se kafi poor logon ki help hoi hai aur ghareeb logon ko faida pohncha ha poori duniya par aik acha message pohncha hai k pakistan ki hakoomat apny logon ka ehsaas karti hai

        DISADVANTAGES (nuqsan)
        Dear har system k kuch faidy aur kuch nuqsaan hoty hain aur is system ka ye disadvantage hai k jo log un educated hain ya back word area k hain jin ko mobile use ka nahi pata tha k sms kis no par karna tha tu wo log is facility se reh gaye hain
        • #5 Collapse

          Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Devil-forex پيغام ديکھيے

          Ref: yeh review Prime minister Ehsas program per mabni hai ....

          Assalamu Alaikum Jab government Ne coronavirus ki vajah se lock down ka ka Elaan Kiya to lock down ki vajah se bahut se log Bahut Si families Aisi Thi jinko support karna bahut jaruri tha Bahut Si families Jo ke daily wages per kam karne wale log the the vah lockdown ki vajah se bahut jyada survive kar rahe the a situation ko Dekhte Hue Mari government Ne Ehsaas program Ko start Kiya.

          Ehsaas program mein Main Jo families bahut jyada poor thi unko 12000 rupees Dene Ka Elaan Kiya Gaya iska procedure Jetha ke aapane mobile se ek message karna tha aur jab vah verify ho jata tha to Uske against aapko Ek government ki taraf se message aata tha aur aapko bataya jata tha ki aap aap is Jagah se jakar apne paise receive kar sakte hain 12000 Kisi bhi poor family ke liye bahut hi hi healthful sabit hue iske sath sath dusri needs ko bhi pura Kiya Gaya yah Ek government ki taraf se bahut hi Achcha package tha Jiska men maqsad Garib family's ko lockdown ke halat mein gharon mein khane Peene ki chijen provide karna tha.

          Iske sath sath Kuchh Logon Ne ismein ismein Hera Feri karne ki bhi koshish ki 12000 ke Bajaye 10,000 Logon Ko dete Rahe Jab government ko is bare mein inform kiya Gaya to unhone action liya aur bahut se Logon Ko police ne apne custody mein le liya.

          Ehsaas program Ek bahut Achcha program tha Jiska main purpose garibo ki help karna tha bahut se Logon Ne ismein government ko tang karne ki bhi koshish ki but was successful na ho sake a aur yah paise Har Ghar Mein Main Har family ko Milte Rahe.
          • #6 Collapse

            Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

            prime minister k is parograam say bahut saary aisay gharon ko help mily hay jo is kabil bhi nai thay k unk pass kuch aur cheez ka hona mumkin ho sakta is liye jis hisaab aur jis tarha say mange kartay huway ham sab ki yeh khidmat ki gai hay hamain isk baray main bahut shukria ada karna chaye jis main agar yeh help na bhi ki jaty to hamaray pass ya kuch aisay gharon k logonk pass kuch nai tha jis say wo aisi situations main guzara karaty ya apni rozi roty k baray main sochtay yeh aik bahut he acha step tha jis main hamari help ki gai jis main hamko 12000 rupees say help mily hay aur aaj bhi wo help wakfay wakfay say sab ko mil rahi hay qk yeh step bahut he barra tha jisko manage karna bhi bahut mushkil kaam tha is liye isko takseem karnay main bahut sara wakt lag chukka hay.
            DISADVANTAGES;
            dear friends is khidmat aur is help k takessm karnay main koi bhi nuksan ki baat nau hay agar is main kaam karnay wala staff imandaari say kaam kar raha hay to is main koi bhi kisi ka koi hak nai khaa sakta hay wo is liye k jisk paisay aye hain ya anay hain usay sirf uska he thumb laganay say paisay mil saktay hain agar koi is kaam main kisi k sath na insaafi karta hay to us main na samjhdaar logonka he nuksaan hay.
             
            • #7 Collapse

              Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

              covid -19 corona virus aya tu apko pata hai k poori duniya mein lock down gaya tha aur pakistan aik bahut ghareeb country hai is mein lock down ki waja se wo log jo bahut poor hain jo daily wedges par kam karty thy aur Labour community jo dihari dar hain wo log bahut zayada effect hoye tu hamary prime minister ne aik programe nikala jis prime minister ehsaas programe introduced karwaya jis k through har haqdar ko 12000 rupy mily aur ye bahut acha program tha is system ko poori duniya mein appreciate kiya gaya is k liye simple aik no par sms karna hota tha apna nic card no likh kar aur auto par verification hoti thi nadra se aur sms bhi aa jata tha k ap ahl hain ya nahi aur
               
              • #8 Collapse

                Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                Assalamoalaikum dear member ap ny bahot he acha review discuss kiya hai premium manistar ehsas program k bary main

                Advantage:

                Dear member jb covid19 ayea puri world main tb pakistan main government prime minister nay bahot he acah ehlan kiya k pakistan main jitny bhi gareeb log hain un ki ehsas program k tehat help kijaye iska sb sy bra faida yeh hua k jitny bhi gareeb log lockdown k drmean muhtaj ho chuky thy hr cheez k liye un k liye is program k teht bahot help ki gai is program k tehat is musibat k waqat unki bahot zyada help ki gai hai pakistan government ehsas program main apply krny k liye id card number message k trough verification krwani prhti hai jis sy haqdar family member ko 12000 rupees diye gaye is main confirmation message ka hona zruri hota hai ehsas program k trough pakistan main bahot c family ki help ki hai

                Disadvantage:

                . Dear member isk bahot sy disadvantage bhi hain is main kafi logon ko in pasoun ka wait krna prha kafi zyada bahot sy asy log jo faver main thy unko kafi wait krna prha jis ka unhen kafi zyada nuksan hua jis sy wo lockdown k drmean kafi arsy tk bhouky rahy aur bahot c city main ajent ny government sy pury pasy ly k logon ko km taqseem kiye yeh issue mostly city main tha aur is k ilawa bahot sy logon ny misuse kiya hai..
                • #9 Collapse

                  Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                  yeh aik bahut he acha programme hae jis ne bahut se ghareebon ke madad ke hae is corona virus ke waja se jo yeh lockdown laga tha is main prime minister ne sab ghareeb logonko is mprogramme ke through financially support kiya hae to ab hum bat karte hain is programme ke advantages or disadvantages ke bare main yeh aik bahut he bara programme hae
                  Advantages
                  is programme ke bahut se advantages hain ke is programme ke waja se har family ko 12k mile hain jo ke bahut bare bat hae to yeh hamare PM ke bahut bare kawish hae or is ke madad se yeh pore bhe howe hae ke sab logon ko 12k paise bhe mile hain jis ke waja se yeh aik bahut he bara or acha system hae or is programme ke sath or bhe bahut se ehsas programme hain aik ehsas scholarship bhe hae jo ke kafi sare students ko finanically support kar rahe hae to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main se faida hasil karne ke koshsih kara karen take hum is main se kamyab ho saken
                  Disadvantages
                  is main ab bat karte hain is programme ke disadvantages ke to is main bahut kuch bura howa tha bahut se logon ke sath na insafi howe the kuch logon ko mila tah or kuch ko nhe mila tha or kafi ese logon ko bhe mila tha jo ke is criteria main ate he nhe the or bahut se ameer logon ko bhe mila hae to is wajas e is main in ka koi khas acha criteria nhe tha logon ko paise dena to jis ke waja se yeh kuch khas kamyab nhe ho saka hae
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                    Yeh review Primem minister Aehsas parograam par mabni hai ;

                    Dears , Ajj ka hamara review hai Primem minister Aehsas parograam .
                    Introduction ;

                    Covid-19 Jab Aaya to Pakistan ki government ne ek bahut hi Achcha program start Kiya jismein uska main purpose Pakistan mein jitne bhi poor families Thi unko support karna tha aur is critical situations Mein Unki help karne ke sath sath on Tak necessities of life provide karna tha. Ismein procedure yah tha ki Har member ko Apne National identity card number ke sath Ek text karna tha jismein aapko properly verification karvane ke bad confirmation message aata tha jismein aapko allowed Hota tha aur usmein aapko 12000 Pakistani rupees mil Jate the aur aap is service ke entitled Ho Jaate the agar aap is ko avail Nahin Karte The Park sample of prime minister program ke level ko achieve Nahin Karte The aur uski verification ke andar Nahin Aate the to aapko iski payment Nahin Mil sakti Thi Aur aapko iska Koi confirmation message Nahin a sakta tha.
                    Is program ke through Pakistan ki government Ne Pakistan mein bahut jyada family ki help Ki Hai no doubt yah Ek minimum amount Thi lekin se bahut sari family ke liye survive karna possible hua tha iske sath sath agar aap Iske negative point ko follow Karte Hain To ismein bahut jyada corruption bhi Hui Hai no doubt yah corruption lower level per hui hai aur bahut se Logon Ne iska misuse bhi kiya hai aur ismein Kafi log arrest bhi Hui hain aur unke against government Ne action bhi Liya Hai Kyunki vah poor peoples ki ya payment could receive Karke Unse just sign Karva lete the aur unko Puri payment Nahin Karte The just 4000 pe Karke unko move on kar dete the . Ehsaas program mein Main Jo families bahut jyada poor thi unko 12000 rupees Dene Ka Elaan Kiya Gaya iska procedure Jetha ke aapane mobile se ek message karna tha aur jab vah verify ho jata tha to Uske against aapko Ek government ki taraf se message aata tha aur aapko bataya jata tha ki aap aap is Jagah se jakar apne paise receive kar sakte hain 12000 Kisi bhi poor family ke liye bahut hi hi healthful sabit hue iske sath sath dusri needs ko bhi pura Kiya Gaya yah Ek government ki taraf se bahut hi Achcha package tha Jiska men maqsad Garib family's ko lockdown ke halat mein gharon mein khane Peene ki chijen provide karna tha.Iske sath sath Kuchh Logon Ne ismein ismein Hera Feri karne ki bhi koshish ki 12000 ke Bajaye 10,000 Logon Ko dete Rahe Jab government ko is bare mein inform kiya Gaya to unhone action liya aur bahut se Logon Ko police ne apne custody mein le liya.Ehsaas program Ek bahut Achcha program tha Jiska main purpose garibo ki help karna tha bahut se Logon Ne ismein government ko tang karne ki bhi koshish ki but was successful na ho sake a aur yah paise Har Ghar Mein Main Har family ko Milte Rahe.

                    Advantage:

                    Dear member jb covid19 ayea puri world main tb pakistan main government prime minister nay bahot he acah ehlan kiya k pakistan main jitny bhi gareeb log hain un ki ehsas program k tehat help kijaye iska sb sy bra faida yeh hua k jitny bhi gareeb log lockdown k drmean muhtaj ho chuky thy hr cheez k liye un k liye is program k teht bahot help ki gai is program k tehat is musibat k waqat unki bahot zyada help ki gai hai pakistan government ehsas program main apply krny k liye id card number message k trough verification krwani prhti hai jis sy haqdar family member ko 12000 rupees diye gaye is main confirmation message ka hona zruri hota hai ehsas program k trough pakistan main bahot c family ki help ki hai .

                    Disadvantage:
                    Dear member isk bahot sy disadvantage bhi hain is main kafi logon ko in pasoun ka wait krna prha kafi zyada bahot sy asy log jo faver main thy unko kafi wait krna prha jis ka unhen kafi zyada nuksan hua jis sy wo lockdown k drmean kafi arsy tk bhouky rahy aur bahot c city main ajent ny government sy pury pasy ly k logon ko km taqseem kiye yeh issue mostly city main tha aur is k ilawa bahot sy logon ny misuse kiya hai.

                    • #11 Collapse

                      Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                      Dosto jesa k ap sub log janty hain pakistan Samat dunia bar main corna virus ki waja say economy ki tabii hui hain jesa k ap sub dost janty hain k as ki waj say har country buht pachy cahal gia hain jass ki wja say pakistan ki economy ko buht bhra nuksan hun sth hi as main barozghri ki bahad tk shara main izfa hun as lay humry country ko or us ki economy ko corna virus ki wja say buht zyda nuksan hun jab k jan Leva nuksan bhi hun us k sth hi humry prime Minister ny corna ki asi tabii ki surat hall ko mady Nazir rakty huy barozghr logo k lay no javan logo k lay ahsas propgarm ko shuroo kya hain jass pay lago ko government ki tarf say asani k sth buht kam parentage pay qarza mily ga jass say wo asani k sth apna koi bhi pakistan k indr business shuroo kr skty hain Jab k as ki instamnt par mnth pakistan government k rolls k mutabik apny city k kesi bank main jama karnii hogie.......

                      ADVANTAGES......

                      Dosto Mary khayl say government ka ya iqdam buht hi acha hain jass pay hazro lakho logo ko rozghr mily ga log apna karobar shuroo kr lay gay jab k as say hazro ghro k logo ko zurart zindgii ki facilities achi life education basic khorak mily gie jab k as main apni marzi k mutabik 1 lakh say lay kar 1 qaror tk jatna zyda lay skty hain qarza mil skta hain ya lone sceem wala program buht hi acha stup hain government ki tarf say as say greeb logo ko rozghr mily ga as say asy ghro ko asy lgo ko pasya mily ga jen k lay atna passa kamna ya us pay krobar karna buht mushkil ya na mumkain tha wo log bhi asani k sth qarza lay kr apni life ko asan say asan tar bina skty hain Jab k as aya mulk main barozghri kam hogie logo ko rozghr mily ga bukh khtm hogie buht say issue hal hogay log achi zindgii guzr sky gay......

                      DISADVANTAGES....

                      government ka jha tk ya iqdam acha hain whii kuch issue bhi hain jesa k government ya qarza bilkul muft dety as pay zero parcnt sod na hota jab k as ka proces buht taff hain Jab k as main logo ko Marit pay qarza ni mily ga jab k as qazra say agr aik mnth ki instamnt ni pay ki tu us say ap pay government ki tarf say karvii ho skti hain Jab k as qarza say greeb logo ka fida ni hoga ku k ya qarza bhi ameer log jan Pachan wly log shafirsh pay lay jaye gay......
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                        Assalamu alaikum dear friends koi jab covid -19 corona virus aya tu apko pata hai k poori duniya mein lock down gaya tha aur pakistan aik bahut ghareeb country hai is mein lock down ki waja se wo log jo bahut poor hain jo daily wedges par kam karty thy aur Labour community jo dihari dar hain wo log bahut zayada effect hoye tu hamary prime minister ne aik programe nikala jis prime minister ehsaas programe introduced karwaya jis k through har haqdar ko 12000 rupy mily aur ye bahut acha program tha is system ko poori duniya mein appreciate kiya gaya is k liye simple aik no par sms karna hota tha apna nic card no likh kar aur auto par verification hoti thi nadra se aur sms bhi aa jata tha k ap ahl hain ya nahi aur ap qareebi centr se ja kar ly lyn

                        ADVANTAGES (faidy)
                        Is system k kafi advantage hain individual k liye koi process ki zaroorta nahi thi just sms par confirm karna aur ja kar paisy ly lena aur is se kafi poor logon ki help hoi hai aur ghareeb logon ko faida pohncha ha poori duniya par aik acha message pohncha hai k pakistan ki hakoomat apny logon ka ehsaas karti hai

                        DISADVANTAGES (nuqsan)
                        Dear har system k kuch faidy aur kuch nuqsaan hoty hain aur is system ka ye disadvantage hai k jo log un educated hain ya back word area k hain jin ko mobile use ka nahi pata tha k sms kis no par karna tha tu wo log is facility se reh gaye hain
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                          Assalamu alaikum dear members..

                          aaj ka jo aapane topic review ke liye select Kiya hua bahut hi achcha hai hi..
                          Covid-19 Pakistan government ne ek bahut bra decision liya tha ..jismein har family is ko 12000 rupees diye gaye the the ..kyunki tab har Banda Ghar mein band Ho Gaya tha.. jiski vajah se unke liye survivor karna bahut difficult ho gaya tha tha.. is mushkil time mein main government of Pakistan mein main yah bahut achcha yah kam kiya tha han..

                          ya Pakistan ki government mein main pehli baar itna Bada amount Diya gaya tha..ye un logun ko Diya Gaya tha Jo deserveing ty proper amount t own logon ko Diya Gaya tha.. aur rape amount deserve karte The kyunki covid-19 mein main har log jo tha berojgar ho gaya tha han aur apne ghar walon ke liye Jo chezain chahie thi provide karna difficult ho gaya tha is mushkil time mein main government of Pakistan ne yah decision liya keva poor families ko 12000 rupees diye jaenge is tarah unhone yah 12000 rupees har poor families ko diye..

                          Jo 12000 rupees Jo the vah ID card ek message aata tha aur FIR uski verification ki jaati thi aur agar Jo family deserving thi the bus unko hi yah amount dijiye aati thi the.. lekin is dauran bahut jyada corruption bhi Hui or bd me ki gi curruption k logun ko arrest bhi Kiya gya..
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                            Assala mu alikm my all friends umaid h k ap sb kheriat sy hongy
                            Allah pak ham sb ko apny hifzo amn m rakhy ameen jaisa k ap sab janty hn k 2020( Covid19) jaisi dukhi aur museebat bhari mozi marz crona virous laya h is museebat ny dunya m tbaahi macha di takreeban andazy k mutabik pori dunya m 1 karor sy b ziada log hlaak hoye hn aur is tadaad sy b zida log mutasir hoywe hn
                            hamary apny mulk pakistaan joky phly hi bht saari aazmaishon sy guzar rha h isy aik aur burri museebat crona ki wbaaa ny gheer lia h jiss m lakhon logon ny b jaan sy haath dhoye hn aur iss wbaa ki wja sy jo ghurbat ni inthai khofnaak had tak janam lia who btany kkaabil ni h hmara mulk trakki pazir mulk h economic(معیشت) bht kamzor h jiski bdolat ghrbat ny dairy daal lye aur log hand to mouth ho chukky hn aaj k dor jadeed m crona ki tbaaahi ny jeeena muhaaal kar rakha isky bawjood internationaly satah py government ki bht mad hoi taky government(حکومت )mulk m ghareeb tabky ki madad kar saky
                            is haalat k paise nazar mojoda priminister(وزیر اعظم) imraan khan ny aik ahsaas program ka mansoba btaya taky isky zareye logon ki imadad ho saky
                            ahsaas program k zareye logon ko per faimily 12000 rpy dye gye taky wo is mozzi bimari ka mukaabla kar saky .

                            ADVENTAGES:

                            corona virus aik khofnaak bimari h jiny hazaaro janeen nigal li hn isky koi adventages ni hn sirh iski wja sy nuksaan hoye hn .

                            DISADVENTAGES:
                            corona jaisy naam khofnaak h isky nusanaaat b bht khofnaaak hn iski wja sy by pnaaah ghurbat ni janam lia aur is ghurbat ny mazeed khofnaaak msail ny janam lia

                            ECONOMIC CRISIS(معیشت کا فقدان)
                            crona ki wja sy pakistan even pori dunya ka economec sistem dameg howa h log ghurbat ki bheent char gye hn aur sb kuch khtam hogya
                            FOOD CRISIS(خوراک کی کمی)
                            kany ki khoraak jiski wja sy jisam m sansin chalti hn who b khtam hogye hn ataa bilkul khtam hogya h logg bhok ki wja sy khud khushian kar hy hn

                            EDUCATION SISTEM (تعلیمی نظام)

                            crona ki wja syhamary taleemi nizaaam ko brbaad kar dia h bachon k skoll colleges aur uoniversities is bimari ki wja sy band ho gye hn logon ny parishani k aaalam m bachon ko gharon m kaid kar lia

                            PRICE INFLAION (مہنگائ میں اضافہ)

                            jistrah mulki aur ghair mulki mueeshat ka istahkaam tota h to usky nuksaan m mehngai ny janam lia roz marrah m istemaaal hony wali asshya bht mehngi ho chki hn log khareed tak ni sakty medicine(ادویات) ki keemton m izaaafy ny aur zindgyon ko cheen lia ahsaas prograaam sy milni waali rakom is mehngi ki bheent char gye is rakam ny logon ko koi faida ni dia
                            ghair mustehkm treeky sy ahsaas peogram ki rakm takseem hoi jiski wja sy ksi famili ki rakam mili aur koi reh gye
                            is gahir munsifaana takseem ny logo k darmiyan adam istahkaam paida kar dia .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review primem minister aehsaas parograam par mubni hay..

                              dear G Han Lockdown Men Btrozgar Afrad Kay Lia Imdad Or Madat Ka Zryea Hai Goverment Ko Gareeb Logon Ka Ahsas Hai Hamen Is Men Apply Krny Kay Lia Apni Personal Information Dyni Hoti Ha.Advantage:Prime Minister Kay Isi Madat Sy Bhot Sy Gareeb Logon Ki Help Hoi Ha Har Mustahiq Insan Men Paisy Taqreem Krna Mushkil Ta Sub Ko Masg Kia Goverment Ny Or Maqsoos Jagha Pay Jahan Sy Paisy Mil Rhy Thy Wahan Sy Ja Kay Paisy Lay Lia Sb Ny.Disadvantage : G Han Is Naik Kaam Men Koi Bhi Burye Nahi Hai Agar Sb Apna Kamm Imandari Sy Kren Gy To Sb Ka Haq Un Taq Pohonch Jaye Ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X