Trading kay doraan greed say door reh kar kaam karny mein hi kamyaaabi hai.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading kay doraan greed say door reh kar kaam karny mein hi kamyaaabi hai.....

    han bhai lalich buri balla hy, main aksar lopug lalich main aakar bara trade lagaty hain aur market ka andaza nahi hota k kis side par jayega to simple see baat hy jitna bara trade hoga utna profit aur loss ka movement tez hoga, to jab barra trade lagaye lalich main aakar to kasar pata B nahi chalta aur account wash kr dety hain apny to koshish karain k lalich sy bach k trading karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading kay doraan greed say door reh kar kaam karny mein hi kamyaaabi hai.....

      hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamy loss ho jy ga forex aik amm business jasa nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet kartyy hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik international enterprise hain hum isy apna lifestyles time profession be bana sakty hain yai all international mai bohat taze sy famous ho raha hain

      اب آن لائن

      Working...
      X