kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?
    dear friends mein ny expert tarders aur ju economy analyst hote hein un se suna hai ky corono ki second wave september ya ocotober tak aa sakti hai jis ki vajah se phir se market mein us ka impact pad sakta hai kia asa ho skata hai ya nahi kia ap ky soures hein jin se ap ko is bat ka pata kahin say koi khaber ai ho ya nahi please is bare mein apne jwabat dein ky ager second wave aa jati hai tu phir is ka kia asar padega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

    G han dear corona virus key second wave key any ka be dar majood hay jes tarha se corona virus key wave one ne world ki economy ko barbad kia hay agar second wave es se be zeyada teezi key sath pehlny me kamyab howi to es ki waja se be bahot nuqsan ka samna ho sakta hay, abi tak corona virus key first wave ka khuf be khatam nahi howa hay aur na hi next few hours tak es ka dar khatam ho saky ga es khuf aur dar ki waja se Forex market par be bahot negative asaar howa hay aur overall world ki economy sab key samny hay jes tarha se ye bardbad howi hay aur etna nuqsan world war me nahi howa ho ga jetna key corona virus ki waja se ho chuka hay, agar jald se jald corona virus se bachny ki koi dawa market me available ho jaye to mazeed nuqsan se bacha ja sakta hay, Forex market par corona virus ki waja se jo effect howa hay wo ye hay,

    Crude oil corona virus ki waja se lagny waly lock down lagny se hi negative me chala gia ta aur ab be crude oil ki price 45 point par nahi ja sakti hay, gold ki keemat me esi corona virus ki waja se ezafa howa hay, world ki economy jes tarha se down howi hay ye gold ki price ko increase karny ki waja bani hay, currency prices me kami dekny me ai hay aur ab be agar second wave start howa to es se be badtar halat ka duniya samna kary gi.
    • #3 Collapse

      Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

      ji aapane Sahi Kaha Corona ki second baby bahut hi dangerous Hoti Hai Hamen chahie Yahan per kam Karen Aur market ki situation ko proper analyse Karke kam Karen Jo Banda Yahan per Apna proper analysis ka rahata hai vah definitely Kamyab hota hai so isiliye Ham Sab Ko Yahan per kam karne ki jarurat hai jo Banda Yahan per apni mehnat ke sath kam Karega vah definitely Kamyab ho jaega aur isliye Hamen chahie Forex Pal Apna Kam Karen Aur Dil lagakar kam Karen aur Hamen chahie Forex per apni life friend karne ke liye Yahan Ke steps aur Yahan Ke rules follow Karen because karo na ki 2nd mein bhi Khatarnak Hai Is Tarah Ham Sab Ka bonus vikreed ho sakta hai hamara trading ke andar loss a sakta hai To Hamen Apne losco minimum karne ke liye apni mahine ki jarurat hai jo Banda Yahan per mehnat karega vah hi Kamyab Hoga isiliye Hamen chahie pura per kam Karen aur successful hone ke liye ek dusre ke sath Milkar kam Karen Hamen Ek dusre ko thanks bolna chahie because thanks bolane se Hamara bonus increase hota hai aur bonus increase hone Se Hamare andar confidence aata hai jisse Ham apni field Mein Kamyab Ho Jaate Hain so isiliye Forex per kam karna bahut hi important hai Hamen chahie Forex ko up any life ka ek paath banaa Lena chahie aur Raghu Le Yahan per kam Karke pencil Hasil karne ki koshish Karni chahie ISI Mein Ham Sab Ka advantage hai
      • #4 Collapse

        Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

        G han aapne sahi kaha corona ke second wave aany ka khatra bohat hy jaisa ky aap jante ky first wave ny he world economy ko hila ky rakh diya hy jis ke wajah sy perfect analysis karna kafi tough ho gaya hy lakin phir bhi humko har trade ke achi planning or technical analysis ko bohat soch samaj ky karne ke zarurat hy. Experts ky mutabik corona ke second wave ka khatra october tak ka hy lakin agar hum sab ehtiyaat karain or sehat ka dyhan rakhe tou hum mentally or physically fit rahain gy trading ky liye kyo ky forex mein thori se bhi mistake aapko kafi peechy karti hy isliye pehly market ko achi tarah sy samajhne ke zarurat hy or achi planning ky sath trade karne ke zarurat hy.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

          G han dear ho bhi sakta hai aur nhi bhi ho sakta hai kiyu kay ye aik muzee virus hai aur ye khean pay bhi paga jata hai aur es say khtam karna tu na mumken sa ho gaya hai jis tarha poorye mulk kay halat hai balky poori duniya kay halat es ki waja say khrab howye hain sub ko pta hai tu ap ka kam hai kay ap market mai kam kartye hain tu daikh aur soch kay karain aur ap es muzi marz say bad jain ager ap es muzi marz say bach jatye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye hisab say kam karain aur news pay dhiyan diya karain ta kay bad mai ager ap ka koi trade open kar liya hai tu crona ki waja say ap ko lose bhi ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap soch samjh kay sath kma karain kiyu kay market mai kafi masla bana howa hai ju say ge crona wala seen shuru howa hai kafi masla bana howa hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain aur ho sakye tu ap ka kam hai kay ap crona ki waja say es maj kam na karain ager market mai masla banta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kam zayda na karain ager ap ki zaroorat hai tu ap ka kam hai kay ap es mai soch samjh kay aur daikh kay kam karain ta kay bd mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai acha kam jar pain tu mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko hamesha he kamyabi dilata hai tu ap ka kam hai kay ap kosesh aur mahnet kay sath har aik jagha pay acha kam kar kay ap kamyab ho patye hain tu ap mahnet aur lagan kay sath hamesha apna kam ap achye say acha kiya karain ta kay better work kay bad ap es mai kamyab ho jaim aur ap ka kam bhi acha ho jaye
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

            Ji han bilkul dear brother aapane bahut hi Achcha question poochha hai Ham market mein news sun rahe hain ki coronavirus ki second wave ka bhi Asar ho sakta hai aur first wave aapke Samne hai aur uska result bhi aapke Samne Hain coronavirus ki vajah se market ki jo Halat Hui Hai vah bhi aapke Samne Hain mukhtalif countries ki economy aapke Samne hi coronavirus ki vajah se online market aur trading market bahut jyada effect hui hai aur iski vajah se bahut jyada Logon ke loss bhi Hui Hain Kyunki Ham Dekh Rahe hote hain ki coronavirus ki vajah se Tamam businesses band ho gaye the Jiski vajah se pure countries Mein lock down ho gaya tha aur business band hone ki vajah se bahut jyada down ho gai Thi Jiski ki market mein bahut jyada Asar hua tha.

            Dear Jis Tarah first wave Ne market Ki Halat ko kharab kiya tha Agar second wave bhi aati hai to market Aur Bhi bahut jyada down ho gai thi aap abhi tak Dekh Rahe Hain Ki first wave ka hi Asar khatm Nahin hua hai aap crude oil aur ismein mukhtalif currency pairs ki moment ko hi check kar le specially crude oil per bahut jyada iska effect hua hai aur crude oil bahut jyada down ho gaya tha aapke Samne market ki situation hai kya market Mein firstwave Ka Asar dekh sakte hain Agar Ham second wave ki baat karen to is se market mein bahut jyada tabahi ho jayegi aur ismein online market Mein kam karna bahut jyada Mushkil ho jaega.

            Ab Ahista Ahista firstwave Ka Asar khatam ho raha hai aur ham Dekh Rahe Hain Ki countries mein lockdown open ho raha hai aur Market Mein business start ho rahe hain Jiski vajah se market Thodi stable ho rahi hai agar second wave aati hai to isase market ki tabahi ho jayegi aur Market ka is per bahut jyada Asar hoga to ismein aapko is Baat Ko Bhi mind Mein rakhkar trading karna Hogi coronavirus ki vajah se long term trader ko bhi bahut jyada losses Hui Hain Kyunki unhone apni long term trading ke hisab se trades open ki hui thi Jiski vajah se market ki Achanak and expected movement ki vajah se unko bahut jyada loss Hua hoga.
            • #7 Collapse

              Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

              Ji Bhai coronavirus gane ka khatra abhi Baki hai hamari to Rona chuki hai Baki hai Malik mein karuna ki second vyavhar chuki hai ab hamare Baki hai lekin ghabrana nahin hai
              • #8 Collapse

                Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                Dear brother coronavirus se related Jo market mein news Chal Rahi Hai Iski second wawe Kuchh month ke bad a sakti hai aur ismein koi confirmation nahin hai Kyunki Iske relevant Kuchh news Is Tarah ah rahi hai ki second wave Kuchh sal ke bad Aaegi 1 Book mein main study kiya hai aur usmein likha hua tha ki coronavirus ki second wave 2030 Mein expected hai tu is Hawale se Agar Dekha Jaaye to to Corona Virus ke bare mein jitni bhi news chal rahi hai usmein koi authentication nahin hai aur dear agar aap is per analysis karen to aap is result per pahunch sakte hain Ki Duniya Mein Koi Aisa Banda Nahin Hai Jo exact Iske bare mein Bata De ki coronavirus a Jayega ya FIR iski second wave ah sakti hai.

                Aur jahan tak iska relation market Ke Sath Hai To usmein Agar coronavirus ki second wave Hoti Hai To no doubt vah market ko negatively bahut jyada effect kar sakti Hai Iski sabse main reason bhi hai ki aapane First Time Dekha Hoga Jab coronavirus aaya tha to usne forex market ko bahut jyada effect kiya tha specially crude oil ki market to bilkul hi crash Ho Gai thi iske sath sath Baki bhi Kafi metal prices bahut kam hui thi aur usne market ko bahut jyada effect diya tha Agar coronavirus ki second wave Aati Hai To no doubt iska market per bahut jyada set Hoga Lekin iski Koi confirmation Nahin Hai pay coronavirus is second wave expected hai ya FIR Nahin.

                Humko is Hawale se apne Kuchh planning or strategy bana leni chahie ki agar Is Tarah Ki Koi situation Hoti Hai To usmein Humko trading Kaise Karni chahie ya FIR trading se divide karna chahie Kyunki Agar is tarah ki kei situation banti hai post mein humko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai agar Ham use situation ke liye koi planning tayar Karte Hain To ismein Ham ko bahut jyada benefits mil sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                  Dear friends Jis Tarah ke halat chal rahe hain covid-19 khatm Hota jaa raha Jitna Jyada coronavirus khatm Hota ja raha hai utna hi Hamen economically fayda Hota ja rahe hain aur bahut sari market Jo iski vajah se close Thi vah open hoti ja rahi hai coronavirus ki vajah se jo loss market ko Hua Hai vah abhi recover Hona shuru ho gaya hai aur Hamen Forex trading se ek acchi e opportunity Milana shuru ho gai hai aur sab currencies aur aur products ki marketing bahut acche tarike se Chalna shuru ho gai hai agar Ham covid-19 ke a a second wave Ki Baat karen to yah To Ham Nahin kah sakte hain ki yah kab Shuru Hogi but Hamen Jyada Se Jyada care karne ki jarurat hai Hamen Jyada care Karni chahie ki Ham apne aap ko save rakhte Hue trading co perform Karen ghar baith ke Jyada Se Jyada Apne kam ko perform karne ki koshish karen aur apne aap ko bhi save rakhe aur Ghar Baithe Jyada Se Jyada earning karne ki koshish karen

                  Covid-19 ki wajah se jo market ko nuksan Hua Hai hai vah abhi recover ho sakta hai agar Ham abhi Forex per Jyada Se Jyada knowledge or experience ke sath kam Karen To Hamen bahut hi Achcha fayda mil sakta hai Kyunki bahut sari market Jo iski vajah se close Thi vah open ho gai hai aur Hamen market Se Achcha response Milna shuru ho gaya Iske alava dollars be strong Hota ja raha hai day by day dollar ki analysis karen to aap ko pata chalega ki yah strong Hota Ja Rahe aur Hamen market Se Achcha fayda Dega Hamesha Hamen fundamental analysis per Najar rakhni chahie Jyada Se Jyada unko analyse karna chahie aur sab country ke bare mein Hamen information lete Rahana chahie Jaise Jaise coronavirus khatm Ho Raha Hai Hamen utna hi jyada Khud Ko improve karna chahie aur Jyada Se Jyada sikhane ki koshish Karte Rahana chahie aur apne kam ko perform karna chahie

                  Agar coronavirus ki second waves Kabhi Shuru Hoti Hai To Hamen Pahle Se Iske bare mein main planning kar leni chahie Jitna Jyada Ham planning ke sath aur ek acchi Si strategy banate Hue kam Karenge itna hi Hamen fayda Hoga Hamesha future planning Karte Raha Karen aur aur save tarike se trading ko perform Karte Raha Karen Jitna Jyada aap fundamental analysis and technical analysis ko judgement ke sath Dekhte Hue trading Karenge utna hi Aap Ko fayda Hoga positively Apne kam ko pura Kiya Karen aur Itihaas ke sath kam Karen aur covid-19 ki vajah se Paida hone wale Halat se Mukabala karna sikhen aur koshish Karenge Jab Bhi Dobara Aisa Koi Khatra ho to aapko save tarike se trading karne ka ka mauka mil sake Apne account ko save Rakha Karen aur Jyada Se Jyada opportunity Lene Ki Koshish karte Raha Karen aur positively Apne kam ko pura Kiya Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
                    dear friends mein ny expert tarders aur ju economy analyst hote hein un se suna hai ky corono ki second wave september ya ocotober tak aa sakti hai jis ki vajah se phir se market mein us ka impact pad sakta hai kia asa ho skata hai ya nahi kia ap ky soures hein jin se ap ko is bat ka pata kahin say koi khaber ai ho ya nahi please is bare mein apne jwabat dein ky ager second wave aa jati hai tu phir is ka kia asar padega.
                    Corona virus ny tou puri world ky sath sath forex market ko bhi bahot effect Kia hai jis ki waja sy market main previous tamam records break ho chuky hain ky market ki kei pairs main jo maximum aur minimum movement ka record tha woh corona ki waja sy break ho gia jis ka effect tamam countries ki stock markets per bhi hua tou abhi tak kuch countries main tou corona ko control nehi kia ja saka ky daily basis per previous day sy zyada corona ky cases positive ho rehy hain aur death ratio bhi increase hoti ja rehi hai jis waja sy ab bhi forex market apni normal position per nehi aa rehi aur agar isi terha sy crona ka second spell bhi ata hai tou market ki position jo kuch behter hona shoru ho chuki hai phir sy bahot kharab ho sakti hai lehaza hamain isky liay bhi ready rehna chahiay

                    Corona aik dangerous virus tha jis ny na sirf human life ko effect Kia balky tamam counties ko economically bhi bahot effect Kia ky puri world ky countries main economical crises aa chuky hain aur ap tamam countries ki economy by grow kerna shoru ker dia hai siwaey un countries ky jin main crona virus control nehi ho raha tou second spell agar ata hai tou yeh pehly sy bhi zyada dangerous ho sakta hai kyun ky pehly tamam coutries ki economical condition behter thi tou corona zyada effect nehi ker saka lekin an bahot sary coutries economically weak ho chuky hain tou agar second spell ata hai tou bahot bara loss ho sakta hai isliay hamain dua kerni chahiay ky tamam humanity corona virus sy mehfooz ho jaey aur corona virus khud hi khatam ho jaey aur dobara kabhi na aay
                    • #11 Collapse

                      Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                      Dear friend is ky bare mein kuch bhi exact khna possible nahi hai humein chahie ky jab tak hum is kaam mein mehnat se kuch hasil kr sakty hain karny ki koshish karen aur Allah pak se dua kren ky dobara aisa na ho warna economy ko bohat nuqsan ho Jae ga aur Market last time bhi crash ho gai the aur Har dafa countries ky liye loss ko face krna possible nahi hai kyun KY ye loss itna kam nahi hota ky jis ko easily recover Kiya ja sake mein ne bhi waise suna hai ky jab cold season start ho GA to corona ky increase hone kaa khata ho GA lekin is bare mein kisi ky pas bhi accurate information nahi hai is liye humein chahie ky aisi Baton Mein Apna time lgany ki bjae mehnat kren aur is kaam se ache earning hasil krny ki Har Mumkin koshish kren ta ky hum apni problems apni needs ko Har tarha se fulfill krny ki koshish kren is mein hmara apan he faida ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                        Yes my brother you are right coronavirus ki second wave ka bahut hi danger hai hai aur bahut se a people iski vajah se afraid bhi hai kyunki coronavirus ek bahut hi dangerous virus hai jiski vajah se a death bhi ho sakti hai aur abhi tak bahut se countries mein many people coronavirus ka shikar Ho chuke hain aur bahut se log coronavirus ki vajah se death ho chuki hai aur bahut si pipal ka coronavirus ki vajah se business khatm ho gaya hai hai isliye abhi fast wave coronavirus ki chal rahi hai aur aur jo expert log Hain unke mutabik second wave ne abhi aana hai hai aur iske liye bahut hi danger hai.
                        second wave of coronavirus
                        Fast wave ne whole world mein main bahut jyada nuksan kiya hai aur bahut se logon ki death hui hai coronavirus ki vajah se bahut se logon ka economically loss hua hai aur abhi old world second wave ke liye bahut hi friend hai hi kyon ki Jo second wave hogi uska impact fast wave se double hoga isliye second wave ke liye log bahut hi afraid Hain kyunki abhi second aana hai aur iska kafi danger hai Jin countries mein coronavirus control nahin hua hai unke liye bahut bada challenge hai kyunki fast bhi bhi abhi tak control nahin ho chuki hai aur aur firstwave abhi tak continue chal rahi hai aur aap second wave ka danger bhi start ho chuka hai isliye hamen chahie ki ham SOP per Amal Karen Taki Ham is dangerous virus se bachne ke agar Ham hamen nahin karenge to yah dangerous virus se hamen kafi nuksan hoga isliye hamen chahie ke Ham sop Amal karte Rahe ta ke hamen coronavirus se kam se kam danger ho aur hamara kam se kam coronavirus ki vajah se nuksan ho
                        • #13 Collapse

                          Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                          Aapki baat theek hai bahut se doctor aur Mahireen ka kahana hai ki coronavirus ki second bhi bhi Puri duniya mein fail jayegi aur ISI bhi bahut jyada nuksan hone wala hai isliye hamen iske liye taiyar hona chahie kyunki jab Ham kisi kam ke liye mentally taur per taiyar hote Hain to vah Kam Ho Gaya hamare liye aasan ho jata hai aur yah ek bahut badi musibat hai aur iske liye hamen jarur taiyar hona chahie aur iske liye hamen itihaas jarur karni chahie unki unke yah ek bahut hi buri bimari hai aur iski vajah se bahut se log Mar chuke hain aur agar second bhi aur jyada strong Hui to fir bahut jyada nuksan ho jaega aur economy ke liye bhi bahut sara nuksan ho raha hai
                          hamen is ka khyal karna chahie aur hamen per agar kisi maksad ya kisi kaam ke Ghar se Bahar nahin Dena chahie aur jo bhi hai hamen UN per Amal karna chahie kyunki Jo log bhi Amal karte Hain to vah log bata sakte hain isliye hamen bhi koshish karni chahie ki Ham bhi bagair kisi kam ke Ghar se Bahar na nikale aur aur coronavirus ko failane ka sawab Na bane kyunki yah ek bahut hi hi bura virus hai jiski vajah se bahut se log Mar chuke hain aur hamen is ka khyal karna chahie Taki Ham apne aap ko bhi bacha sake aur dusre logon ko bhi bacha sake iske economically bhi bahut bure asrat murattab hone wale Hain.
                          💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                          • #14 Collapse

                            Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
                            dear friends mein ny expert tarders aur ju economy analyst hote hein un se suna hai ky corono ki second wave september ya ocotober tak aa sakti hai jis ki vajah se phir se market mein us ka impact pad sakta hai kia asa ho skata hai ya nahi kia ap ky soures hein jin se ap ko is bat ka pata kahin say koi khaber ai ho ya nahi please is bare mein apne jwabat dein ky ager second wave aa jati hai tu phir is ka kia asar padega.
                            May bee
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia corona ki second wave ane ka bhi khatra hai ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
                              dear friends mein ny expert tarders aur ju economy analyst hote hein un se suna hai ky corono ki second wave september ya ocotober tak aa sakti hai jis ki vajah se phir se market mein us ka impact pad sakta hai kia asa ho skata hai ya nahi kia ap ky soures hein jin se ap ko is bat ka pata kahin say koi khaber ai ho ya nahi please is bare mein apne jwabat dein ky ager second wave aa jati hai tu phir is ka kia asar padega.
                              Assalam Walekum dear Forex member aapane Aaj Hamare Sath bahut acche topic ke bare mein apni information share ki hai aur Main Bhi aapke sath is topic ke bare mein apni Kuchh information share karna Chahunga. Dear chronic a first wave Ne To Duniya Ko tabah karke rakh diya hai isliye jitne bhi investor's hai aur jitne bhi sala Persia Hai vah second wife ki ki 3rd ki vajah se Ghabraye hue hain isliye market ke andar ki Haas moment Najar Nahin a Rahi different rumours bhi market ke andar plot kar rahe hain ki Corona Kuchh manth ke bad Wapas a Jaega aur kuchh acche writers aur aur scientist ne apni books Mein yah bhi likha hai ke coronavirus 2030 mein Re Touch Jarur Karega.

                              Covid-19 ke first spell se to Puri duniya ki economy Buri Tarah damage Hui Hai isliye is ko Dobara Apni Jagah per Wapas aane ke liye Kuchh time Ki Zaroorat Hai Kuchh commodities to apni original prices per Wapas a gai hai Kyunki jyadatar countries ke andar lockdown Khul Gaye hain aur organisation apni working positions per a gai hai isliye Unki consumption Usi Tarah Hona shuru ho gai hai Jis Tarah Khurana se pahle ho rahi thi isliye Main Apni trading Chander Fir Bhi is chij ka khayal rakhna chahie ki Ham is crisis se bachne ke liye apni trading ke andar bahut jyada mote mote Ho Jaaye aur Pahle Se Jyada acche tarike se apne trade analysis Karen aur risk for money management ko hundred percent follow karke hi apni trade ke andar inter ho to tab hi Ham apne aap ko Apne account ko secured Rakh sakte hain.

                              Isiliye expert Deda Kahate Hain Ki market ke sath intouch mein rahe aur kabhi bhi apni learning aur apni hardworking Na Chhodenge Kyon ke jaise abhi vah traders Jo bahut jyada expert the aur apne aap ko bada expert Kahate the aur jab karo na aaya aur unhone up-to-date apni e unhone apni up-to-date study Nahin Ki Jiski vajah se unko korona ki vajah se shuru Shuru mein bahut jyada loss bhi Hua isliye Hamen apni trading study aur apni learning ko continuous Rakhna chahie aur Hamesha market ka student Ban Ke Rahana chahie to tab hi ham har kisam ki situation ke sath Mukabala kar Sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X