Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

    Click image for larger version

Name:	IIT-JEE-AIPMT-Exam-Strategy-for-the-D-Day.jpg
Views:	1
Size:	130.7 کلوبائٹ
ID:	12329953
    Dear ap ka topic hai kamyab trading ka lay strategy or planning kasy banaty Hain
    Dear forex trading main kamyab hony ka khuch rules and regulations Hain agr ham in ko follow
    Kary gay to maximum chance hai ka ham is system main kamyab ho Jay or acha benifit hasil Kary .
    Dear ye online business hai is main Kam karny ka lay learning or Experience me zurarth hoti hai.
    Us ka bad tenical analysis or fandamantal analysis Kar ka trade open karni hoti hai .
    Dear jab AP ye Kam complete Kar lany gay to ap is system main Kam Kar sakty Hain.
    LEARNING AND EXPERIENCE.
    Dear all Kam AP ko lazmi karna part ga pher he ap is set-up main kamyab ho gay . Sub SC paly ap learning Kary gay us ka lay AP ko YouTube. Website. Trading Book . Article. And Latest news Jo trading ka bary main hain in ko regulary watch karna ho ga pher AP ka Experience gain ho ga or ap ko acha benefit Mily ga . Dear Menath or lagan SC Kam Kary or kamyabi hasal Kary.Knowledge. Dear koi be Kam ho us ko complete karnay ka Kay us ka complete knowledge hasal karna partha hai pher ja ka acha result milta hai. Trading karny ka lay hamy apnay senior SC knowledge hasal karna ho ga . Pher ham us setup main Kam kar sakty Hain
    TENICAL ANALYSIS AND FANDAMANTAL.
    Technical Analysis :Technical Analysis man basically chart reading ki jati ha. Technical Analysis man hamen types of candlesticks aur complete information honi chaheye her ak type ki. Iska ilawa all type of candlestick patterns b pata hon. In sab ko dakh ker ham market ke train ko find Karte Hain technical analysis sirf chat se related Hamen batata hai ki technical analysis ke mutabik market trend kis Taraf Jayegi lekin Agar Ham sirf technical analysis hi Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte Iske alava bhi Kafi factors hote hain aur Iske alava Hamen fundamental analysis bhi lajmi karne chahie.dear forex market main Kam karny ka lay zurarai hai ka ham analysis SC help lay.2. Fundamental Analysis :Fundamental Analysis man ham basically ham forex market ko econimic, Social and Political forces ko analyze kerta han jo hamri trading commodity ya currency pairs per effect kerti han. Economical forces asal man kisi currency pair ya commodity ki demond aur supply ko batati ha. Demand aur supply forces he kisi product ki commodity ya currency pairs ki price decide kerti ha. Fundamental Analysis k updates trader economical calender sa daily basis per hasil kerta han. Is liye ager ham sirf trchnical analysis he ker trade lagaen ga to kabi b market hamara friend ni bana ga.dear main AP SC ye kana chata hon ka apnay Kam ko khoob achi Tara soach samajh Kar Kary or acha result hasil Kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

      Jab bhi ham kisi pair main trade open kerna chahty hain tou hamain sab sy pehly same trade open kerny ky liay planning Kerna perti hai usky bahd hamain planning ky mutabiq trade kerty huey hi acha profit hasil ho sakta hai ya limited loss main trade close ho jati hai tou sab sy pehly ham planning ko discuss kerty hain

      Trade open kerny ky liay planning

      Ham apny account balance ky mutabiq trading ky liay pair select kerty hain aur same pair main spread aur market ki movement ko mind main rakhty huey lot size set kerty hain aur market ky technical aur fundamental analysis kerny ky bahd profit ka target aur loss ki limit ko set kerty hain ky hamari trade profit ka target achieve hony per ya kisi limit tak loss hony per close ho jani chahiay jab ham aesi planning ker lety hain tou hamain phir isi planning ky mutabiq trade open ker ky continue kerny per profit ka target bhi achieve ho sakta hai aur limited loss main bhi trade close kerna perh sakti hai lekin planning ky mutabiq agar ham trade continue kerty hain tou hamara account wash nehi hota ky hamari open trade limited loss main hi close ho jati hai jis ko recover kerna bhi mushkil nehi hota

      Successful trading stretigy kesy banai jati hai

      Jab ham achi planning kerny ky bahd trading ky liay pair select ker lety hain aur trade open kerny ky liay hamari planning complete ho jati hai tou usko bahd hamain kisi na kisi stretigy ko utilise kerna hota hai ky ham baghair kisi stretigy ky trade open ker ky acha profit hasil nehi ker sakty kyun ky jab bhi ham baghair stretigy ky trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai isliay hamain trade kisi na kisi successful stretigy ko utilise ker ky open kerni chahiay taky hamain sure ho ky jo trade ham open kerny ja rehy hain is main profit ky chances hain tou forex market main successful trade kerny ky liay bahot sari trading stretigies hain jin ko ham differnet situations main use kerty huey market main achi trade kerty huey acha profit hasil ker sakty hain tou best trading stretigy hamain market ki situation ky mutabiq apply ker ky hamain trade open ker leni chahiay ky ham trade kerty huey acha profit hasil ker sakain
      • #18 Collapse

        Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

        786 Assalam U Alaikum Friends forex Trading platform par kaam keliay kamyab Trading strategies ya plannings keliay sab se pahley tu internet men YouTube or Google par vedios mojod hoti han jin se istefada kiya ja sakta ha iss ke ilawa PDF books bhi download kar ke learning ho sakti ha jo Forex Trading men kamyab strategies or plannings tayyar karne men madaddgar hoti han iss ke baad jin mukhtalif marahil se guzar kar strategies ya plannings build ki jati han woh mandarja zal han (1)Market trend time= Market trend ke bare men mashahoor ha keh trend is your friend yani agar market trend men ha tu trading behtar hoti ha Trading shuru karne se pahle dekha jata ha keh uss waqat market ki movement keya ha Market trend men ha side par ha ya slow phir uss ke baad faisla kiya jata ha keh market men trading karni ha ya nahen agar market trend men ha tu trading ki jati ha or agar side par ho tu ruk jana behtar hota ha.(2)Time Frame =Market movement charts par mukhtalif times frame ki candles hoti han 1 minute ,5 minutes,4 hours , 1 day , 1 week waghera tu traders ne jin signals ya indicators ke mutabiq Trading karni hoti ha un keliay best time frame keya ha woh time frame set kar diya jata ha (3) Fundamental Analysis = trading shuru karne se pahle traders jiss mulk ki currency par trading karni hoti ha uss mulk ki mueeshat economy ko dekha jata ha keh wo behtreen han ya nahen agar best hon tu currency buy wagarna sell .issi tarrah uss mulk ke political halat ko bhi dekha jata ha , (4) Technical Analysis = Technical Analysis darassal woh marhalla hota ha jiss men koey trader istemal karta ha apni design karda strategy ya koey or mashahoor or qabl e ihtemad strategy jiss se market men kaam ke doran traders Market movement ko samanghne keliay mukhtalif indicators or signals waghera use kartey han jinn se andaza lagana hota ha keh market men kissi pair ya commodity ki price up ho gi ya down phir uss ke mutabiq sell ya buy kiya jata ha . Friends indicators 2 qissam ke hote han leading indicators or logging indicators jo keh market ki mojoda or feature ki situation zahir kartey ha
        • #19 Collapse

          Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

          Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ji han bhai jaan Agar aapane Kamyab hona hai to Aapka kam hai ki aap is main Apna Kam mehnat aur Lagane ke sath Karen aur aapka kam hai ki aap ismein acche se kam Karen Taki aapko Achcha result mil sake Agar Ham Kamyab trading tarike kar apna na Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham dalit ko Dur Karen Apne pure confidence ke sath kam Karen aur Soch Samajh Kar kam Karen aur lalach bilkul na Karen ki ko jo Banda isme lalach karta hai usko Hamesha loss hota hai aur loss bhi hota hai aur usko bhi Nahin Milta Agar mere bhai agar aap acche tarike Ka se trading karna chahte hain to aapko chahie ki aap daloge ko Dur Karen acche se kam Karen agar aap acche tarike se kam karte hain bahut hi pyar tarike se kam Karte Hain To aap Jarur kamyabi Hote Hain Kyunki Pakistan Forex forum specially new members Ke Liye Is Tarah Ki cost bahut faydemand ho sakti hai Kyunki ismein new member se bahut jyada hote hain jinko trading ke bare mein hi knowledge aur learning Nahin Hota aapane bahut hi Achcha tarike se trading tarike kar aur planning ke bare mein bataya Hai der Ham Jab ismein koi bhi kam Karte Hain To Hamen is main proper planning ke sath kam karna Hota Hai Jab tak Ham ismein planning Nahin Karenge To Ham Kabhi bich Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte hain Kyunki trading Sa business hai jis mein Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap Itni hi jyada learning Karenge aapko ismein itna hi jyada fayda Hoga planning bahut jyada jaruri hai aur trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye jab tak aap Kis Mein planning Nahin Karenge to aap kabhi bhi kam Yad Nahin Ho Sakenge tarike kar ka istemal karne ke liye aapko ismein sabse pahle planning ke sath kam karna Hota Hai Jab ab aap ismein learning Karte Hain To aap Kis chij Ko learn karte hain aur uske mutabik aap Uske bare mein knowledge Hasil karte hain dear aapane kaun se tarike kar ke upar kam karna hai aur products example aapane moving average ko use Karke kam karna hai to charge Patan ko use karna hai to price action ko use karna hai To fir aapane ismein market ki allocation news per trading aur ISI Tarah ke tarike kar ko Apne use karna hai iska naam Ham trading Mein tarike kar ko kaha jata hai
          • #20 Collapse

            Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

            Assalamoalikum doston ummid karta hun ke aap sab khairiyat se Honge doston yah platform bahut hi Bada aur unique Hai Park 4x Ek International online business hai ismein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko bahut hi mehnat aur Lagane ke sath Apna Kam karna hoga Jyada Se Jyada Waqt is platform ko Dena Hoga Jyada Se Jyada practice karni Hogi is platform per kam karne ke Kuchh rules Hai Dil Ko Phoolon karna bahut hi jaruri hai agar Ham aur roscoe Phoolon karte hue kam Karte Hain To Ham Kamyab trader Ban sakte hain na sirf Achcha profit Hasil kar sakte hain balki unlimited bonus begin kar sakte hain Hamen chahie ke is platform Ke Jo Bhi rules hai usko follow Karen Yahan per Achcha knowledge or experience share Karen Yahan per planning Karke kam start karen kam start karne se pahle demo count per acchi practice kar len Taake hamare pass Achcha knowledge or experience Ho is platform per lalach karne se jyadatar log loss Ka Shikar Ho Jaate Hain Hamen Sabar ke sath kam karna hoga Yahan per Kamyab hone aur profit Hasil karne mein aur ek Achcha trader banne Mein Salon lag Jaate Hain ya Ek bahut hi unique business hai agar Ham usko Samajh Kar kam karte hain Dil Laga kar mehnat se kam Karte Hain To Ham Kamyab ho sakte hain Hamen apni mehnat ka fal surur Milta Hai doston Mere Khyal Se To Agar Ham Kamyab trader Banna Chahte Hain Ek acchi statutory aur planning Kaise Banai Jaaye yah Janna Chahte Hain To Hamen is platform ko Jyada Se Jyada time Dena Hoga Din Raat mehnat karke hi Ham Kamyab ho sakte hain ya platform Hamari mehnat ka fal surur Deta Hai Hamari madad kar raha hai Ham Ghar Baithe yahan se bahut profit Hasil kar sakte hain Agar Ham mehnat aur Lagane se kam Karenge To Ham Chahe Din Ko Aur Raat Ko kam kar sakte hain lekin Ham Jab Tak mehnat Nahin Karenge Ham acche trader Nahin Ban Payenge aur na kamyabi Hasil kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

              Wa alaikum salam my brother aapane bahut hi good topic ko share kiya hai aur main aapse fully agri hun main main agar Ham successful strategy aur successful planning banakar working karte Hain to hamari working always hi successful ho sakti hai aur ham apni trading se good amount mein earning kar sakte hain successful trading aur successful earning hasil karne ke liye hamen kafi hardworking karni padati hai hai tab hi ham good amount mein earning kar sakte hain agar hamari successful working nahin hogi to Ham good amount mein earning nahin kar sakenge isliye successful working ka hona bahut hi jaruri hai iske liye hamari strong straight ji honi chahie aur hamare pass good planning honi chahie Jab hamari planning good hogi aur hamare pass strongest rate ji hogi to tab hi hamari working good ho sake gi otherwise hamari working good nahin ho sakti hai isliye hamen chahie ki ham good planning ke sath working Karen aurJab hardworking hogi to tab hi good planning hogi aur board strategy Ban sake gi.
              Good planning and good strategy
              Good planning and good strategy hamare liye bahut important hoti hai humse jitna possible ho sake hamen apni strategy ko strong karna chahie kyunki state ji jitni strong Ho bhi prophet hasil karna utna hi possible hoga aur agar hamari state ji strong nahin hoti hai to Ham kabhi bhi market mein profitable working nahin kar sakte hain Jab hamari continue practice Ho jaati hai hai to tab hi hamari working good ho sakti hai aur agar kanta nahin practice nahin to kabhi bhi profitable working nahin ho sakti hai isliye kanta new practis karna hamare liye bahut important hai tab hi hamen success mil sakti hai Jab kanta nahin practice Ho jaati hai to experience automatically increase ho jata hai experience increase hoga to tab hi hamare pass strong strategy hogi agar experience nahin hoga to kabhi bhi strong strategy nahin ho sakti hai...
              Reading se pahle hamari planning jarur honi chahie aur jab planning powerful hoti hai to trading bhi good hoti hai aur agar planning powerful nahin hoti to trading kabhi good nahin ho sakti hai isliye firstoffall hamen apni planning ko good karna chahie tabhi hamari trading good hogi aur agar hamari planning board nahin hogi to trading kabhi bhi good nahin ho sakti hai isliye hamen apni planning ko approved karna chahie kyunki planning ka approved hona hamare liye bahut hi best hai isliye planning ko approved karna chahie Taki hamare pass strong strategy ho aur hamari working good ho sake agar planning approved nahin hogi aur planning strong nahin hogi tujhse ji nahin banegi
              • #22 Collapse

                Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
                Assalam Aalekum !Dear friend agr Forex py kamiyabi chahie tu aap apne liye aik best strategy banaen Forex strategy banane ke liye aapko bahut sari cheazon ko dekhna padta hai technical analysis ko judgement ke sath dekhna padta hai technical Analysis kia Han aur kis tarike se judgement ky sath trading co perform karna hai Iske alava fundamental Analyses ko kaise Dekhte Hue trading perform karna hai aur apni strategy Kaise banani hai yah sab cheazain dekhne ke liye jaruri hai ki Ham Forex ke about bahut jyada Se Jyada knowledge experience gain karain aur Kamiyab planning ky lye Market Analysis ko zarur Follow karain

                Technical analysis:
                Jab Ham New Trade Lagate Hain To Ham jo candlestick movement Koi Judge karte hain ya Kisi bhi country ki currency per trading Karte Hain To Ham use country ki condition ko dekhte hain ya Uske bare mein jo information lete hain aur for example hum Us country ke bare mein yah Pata Hona chahie ki Uske economically Kaise situation Hai wo economically Kitna strong ha To Jab Ham Aise analysis karte hain trading ky lye tu us ko Ham technical analysis Kahate Hain ismein Ham market ki condition ko judge karte hain Iske alava candlestick ki movement ko judgement ke sath Dekhte Hue trading ko perform Karte Hain aur ham Jyada Se Jyada is per focus Karte Hain Ki technical analysis se humain kitna faida mill skta ha aur usko focus karna bahut hi zaruri hota hai trading ko successful banane ke liye

                Fundamental analysis:
                Trading ko perform krna hota ha jb to Ham Kisi country Ki Kisi products par ya currency pair py trading Karte Hain To Hamen uski Jo political situation ke bare mein information hoti hai uski Base par trading karte hain usko fundamental analysis Kahate Hain unko bhi acche tarike se judgment ke sath dekhna bahut Jaruri Hota Hai Tabhi Ham apni trading Mein successful ho sakte hain kabhi bhi Bina soche samjhe Apna Kam ko perform na Kiya Karen Hamesha positively Apne kam pura Kya Karen aur fundamental Analysis ko zarur follow Kiya Karen Iske alava indicates ko bhi Jarur follow karna chahie
                indicators: Kamyab strategy banane ke liye aur planning ke liye zaruri hai ky hum indicators ko bhi zarur follow Karen aur in ko follow karte hue Hamen trading ko perform karna chahie aur Hamesha Jab Bhi Koi new trade Lagate Hain To bahut zyada carefull rehty hoe humain kaam krna hota ha Taa'ky humaim km se km Loss ho aur zyada Se zyada profit gain kar payen aur apni planning sy kamiyab hun.
                Bhai ap ne thread planing aor trading strategies ke hawaley se banaya hai to sab se pehley me ap ka shukria ada karoo gaa keh is thread se mujhe bht achi information milli hai jab me ne issey read kia hai to dosto ab me is ke baareey me apne khayalaat batata hoo
                Kamiaab planing woh hai jo ap time ke mutabiq work out kare agar ham time ko waste nahi karte apna aek aek minute ko qeemti samjhe ge to khud ba khud ham good bante chale jaaey ge q keh jab bhi ham free hoonge ham apna time apne task ko den ge taa keh ham is me jald az jald kamiaab hoo sake
                friends forex aek bht acha business hai is me ham mehnat kare aor trading experience demo par practice kar ke hasil kare q keh forex me hamarey pas jitna acha experience aor knowledge hogaa ham utne hi kamiaab trader hoonge is liey ziada focus demo par kare j
                • #23 Collapse

                  Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                  Assalam o alaikum! kamyab trading strategy aur planning bnanany k liye chand cheezon ki zarurt hy jin ma sb sy phly trend ka analysis hy,agr ap trend ka achy sy analysis kren or to ap aik achi or kamyab strategy bna k apni planning ma kamyab ho skty hen.
                  secondly,achi strategy k liye experiance ka hona bht zaruri hy aur experience ap With the time being working kr k ups and downs sy seekh k hasil krty hen.
                  Thordly, achi planning k liye zaruri hy demo account banaya jaye aur phr us demo account py ziada sy ziada practice krni chaye.Demo account exactly real account ki trh functioning krta hy or ap us sy experience or trend k analysis ma grip hasil kr skty hen is liye kamyab aur achi plannng k liye in cheezon ko zehn ma rkhna bht zaruri hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                    Walaikum salam planning ka hona bahut jaruri hai kyunki jab tak hamari planning acchi nahin hogi to Kam job trading kabhi bhi nahin ho sakti hai koi bhi trader planning ke bagair kamyab nahin hota hai aur koi bhi trader is market se munafa nahin utha sakta hai agar kisi trader ki planning acchi nahin hai to vah kabhi bhi market mein munafa nahin Le sakta hai kyunki yah market bahut hi khatarnak hai aur ismein jo log theek tarike se Kam nahin karte Hain to vah log bahut hi kam dinon mein apna sab kuchh dete Hain isliye hamen chahie ki Ham jaruri is market ko samjhe aur acchi planning ke sath kam Karen kyunki jis trader ki acchi planning Na Ho to yah market uska bahut jyada nuksan karti hai isliye hamesha hi acchi planning ke sath kam karna chahie tha ki Ham nuksan se baat kar achcha kam kar saken is market mein vahi log hi behtar kam kar sakte hain Jo is market ko behtar tarike se samajh Kar kam karna shuru karte hain aur jo log behtarin tarike se samajhkar kam karna shuru nahin karte hue UN logon ke liye is markeet mein kamyabi nahin hai
                    jitna planning ko Ham behtar banate jaate Hain hamari trading ki itni hi behtar hoti jaati hai isliye planning ko jarur beta Karen kyunki planning Bata dungi tu kamyabi hogi aur agar planning batana bhi to Ham bhi kabhi nahin milegi kamyabi hamari planning se hi milati hai aur hamen apni banane ko jitna ho sake behtar rakhna hai
                    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                    • #25 Collapse

                      Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                      Forex trading mai jab trading market open hoti hai tou uss waqt planning aur strategies bananay aur unhain verify kernay ka itna time nahi milta hai. Kiyu kay market mai trading ho rahi hoti hai tou usay watch kerna bohat laazmi hota hai. Agar hum wekend pay apnay aglay week ki trading ko plan ker lain tou market open honay kay baad humain kaafi help mil jaati haitrading kay baray main ager hamain pta nhi hay tu ham ko youtub aor gogle per iss k bary main serch kerna chaiey jiss say ham ko jab iskay bary main mukmal pta chal jay ga tu phr ham is kay bary main achaq plan bhi teyar ker lain gay aor maheenay kay akhir main yeah plan bnana chaiey Forex member sabse pahle To Hamen Apne bonus ko maintain Rakhna chahie jab tak Hamara bonus account capital Mein Nahin Gata Hamen Kacchi trade Nahin Laga Sakte agar tu Hamara bonus account capital Mein Nahin Hai To fir Hamen chahie ki Ham Chhoti Chhoti trading Karke Apne bonus ko increase Karte jaen aur FIR Uske bad Ek acchi Uske bad hi Ham Ek acchi trading kar sakte hain isliye Hamen chahie kya Ham unexpected signals ko follow na Karen Kyunki unexpected signals ko follow karne se Hamen bahut jyada loss ho sakta hai to koshish karen ke signals ko follow Karen jo aapki Samajh Mein Aaye sirf on signals per hi trading Karen aur jitni Jyada Ham Soch samajhkar trading Karenge itna hi Hamen fayda Hoga Agar Ham apni trading ko Paisa banana Chahte Hain To Apne senior se contact Mere hi aur Unki guidelines roulette a Rahe Yahi sabse best strategy hai ki Ham planning ke sath hi trading ko Karen Agar Ham bagair planning ke trading ko open Karte Hain To Hamen bahut jyada loss ho sakta hai Amazement chahie the ham trading ki planning jaldi na Karen Taki Hamen jaldi Jyada nuksan Na Ho Hamen chahie ke Hamen do teen din ke bad trading ki planning Karni chahie tab jakar Hamen Jyada nuksan Nahin Hoga aur Hamen chahie kya Hamen is Mein Kabhi Bilal Chunav Karen Hamen trading acchi Tarah Se karna chahie Agar Ham ismein lalach Karenge To Hamen nuksan Hoga bahut hi jyada munafa karne ke liye mehnat karo
                      • #26 Collapse

                        Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                        Dear forex me trading strategy and planing ki bhtt zada importance hoti Hy kyun Kay aik acha trader hamesha trading sy pehly aik achi planing ki development me focus krta Hy aur ye tab hi possible hota Hy jab wo is me Kam kry aur acha kam kry strategy banatey hein to usko check karne keliye apko market ke jo previous days hotey hein un mein jana hota hey aur kam se kam aap aik saal pichey ja kar jo seperator wala option hota hey jis se apko har days aur har week ka alehda alehda seperate market mein show hota hey us ko aap laga kar apni strategy ko pichle sarey month mein check kar saktey hein aur is par apka bohot sara time bhi spend hoga kioun keh is mein apko kafi kuch find karna parta hey apni strategy ke mutabiq jo trades hoti hein unko bhi apko check karna parta hey tab hi aap is mein apni strategy ko achi trha se pehchan sakengey keh mery jo strategy he woh kis simat ja rahi hey aur kitne time mein mujhey yeh kitne pips de rahi hey is trha se aap fully analysis karke hi is mein work karen to aap kamiyab ho saktey hein forex me stretigy banani chahiay ky hamain agar same stretigy per trade kerty huey profit hasil hota hai tou acha profit hasil ho jaey lekin agar loss hota hai tou hamain phir itna loss na ho jisko recover kerna hamary liay bahot mushkil ho jaey hamain her stretigy ko account management aur risk management apny account balance ky mutabiq ker ky design kerna chahiay ky ham forex sy achi earning ker sakainStretigy ky apply kerny per jo results aty hain unko zarur check kerna chahiay ky her stretigy her trade main profit nehi deti lekin hamain kisi bhi stretigy ko apply kerny per jo profit ya loss hota hai tou overall profit aur loss ki percentage ko banain carter kerna chahiay ky agar profit acha hua hai previous trades main tou hamain same stretigy faida dy rehi hai agar overall loss zyada hua hai tou same stretigy hamary liay useless hoti Hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                          Forex mein achi trading ke liye ache plan ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading ache plan ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ache plan ki wajah se ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein ham kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex trading mein achi plan ke sath sath ache experience our knowledge ka hona bhi bahut zaruri hai isliye forex mein work our trading se pahle jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko bhi increased karna chahie kyunki forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga forex mein hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye achi strategy ka hona bhi bahut zaruri hai isliye forex mein hamen trading achi strategy ke sath karni chahie aur forex main achi trading ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex mein jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karna chahie tha jiske liye forex main hamen demo account ka use karna chahie aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut zaruri hai isliye forex main trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis bhi hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum kamyab trader ban sakte hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                            Dear friends Forex trading Mein kam karte hue aapko Jyada Se Jyada time trading ko Dena chahie Jyada mehnat Karni chahie aur agar aap acchi planning aur strategy ke sath kam karte hain to aapko Jyada Se Jyada profit Milta Hai. Aapko chahie Jyada Se Jyada time trading ko de mehnat Karen aur acchi running karne ki koshish karen aapka Achcha trade aapko Kamyab banata hai aur Achcha experience deta hai isliye aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karenge aur Jyada time trading co Den Taki aapko acchi karne ka mauka mil sake doston Jo log trading Mein mehnat karte hain Vahi log Jyada Se Jyada aapko acchi earning ke liye bhi time nikaalte Hain isliye aapko chahie ke planning ke sath kam Karen mehnat Karen Taki aapko Achcha trade karne ka mauka mil sake aur Achcha income Hasil kar Saken.Aap Jab ismein planning karte hain to aapko Apne account capital ko Samne Rakhna hote hain aur aapane ismein money management ko Samne Rakhe kam karna Hota Hai Jab aap ismein planning Karte Hain To uske liye bahut jyada Jaruri hota hai ki aap apni sari chijen Samne Rakhe Apne knowledge Apne experience aur apne account capital ko aap Agar Samne rakhkar planning Karenge to aapko ismein bahut jyada fayda ho sakte hain aap Agar ismein timetable banate hain aur uske mutabik kam Karte Hain To yah bhi chij aap ki planning Mein Shamil honi chahie aapane kis planning ke tahat kam karna hai kis timetable ke mutabik apne kam karna hai to aap Agar is routine ke sath kam Karenge to aapko usmein jyada fayda ho sakta hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                              Aoa.
                              Eak successful planning time taking hoti hain. Planning kuch log 2 min main ho ati hai lakin wo planning nhi hoti wo just formality hoti hai or strategic planning wo planning hoti hai jis main ap apny steps ko unique or excellent way main describe krtay hain . Or jin ki pla ning achi hoti hai unko kam pay km time dena parhta hai or planning pay time invest kr k wo apna kam asaan kr lety hain

                              Hmesha planning krtay waqt apna steps ko define kr lain

                              Un steps ko observe krein k kya market ko study krnay k according yhi hony chahye.
                              Apny plan ko deeply analyse krein koi changing required ho tou wo krein.
                              Apny seniors ko b apni planning zaroor check krwayein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kamiyab Trading Strategy aur Planning kaisy bnaaty han:

                                Assalamu Alaikum dear friend kamyab trader acha profit Hasil karne ke liye ye unke pass trading ka experience or knowledge hota hai market ki movement ki samajh hoti hai apne experience aur knowledge ke sath wah trading karte hain soch samajh Kar market ko acchi tarah analysis karke sab aur planning ke sath trading karte hain wahi members kamyabi Hasil karte Hain Jin ke pass market ki samajh hoti hai market ki movement ki samajh hoti hai isiliye candle ki pahchan hoti hai wahi soch samajh Kar planning ke sath trading karte Hain agar Forex trading mein kamyabi Hasil karni hai aur unlimited nahin karni hai to ek kamyab trader ki tarah kam Karen jaldbazi yah tuky ki trading bilkul na Karen jaldbazi yah tuky kyunki trading karenge yah Lalach karenge to aapka apna hi nuksan hoga agar unlimited earning karni hai to soch samajh Kar maar ki ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko satrog banae jitna acha aapka analysis hoga utna hi acha aap profit Hasil kar sakenge achha profit acha analysis se milta hai isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat ke sath kam karenge to aap ko bahut accha profit hoga isiliye agar successful trader banna hai to Daliy time invest Karen aur zyada learning Karin learning karenge to acchi earning kar sakenge aur planning ke sath trading Karen apne pure confidence ke sath apni Puri responsibility ke sath overtrading ya tension mein trading karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account ko Safe rakhen money management ke sath trading Karen ek kamyab trader ki tarah

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X