Ye review Ser o tafreeh ka shook par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Ser o tafreeh ka shook par mubni hay
    Ser o tafreeh ka shook be bahot se afraad ko hota hay esy afrad achy place ki ser zaror karty hey agar me apni bat karon to mujy be ser o tafeeh karna bahot hi acha lagta hay, worldwide se bahot se afraad jo key ser o tafreeh karny key bahot shooken hoty hey ye Pakistan ka zaror visit karty hey, Pakistan me bahot se achy place esy hey jes ki ser o tafreeh ki ja sakti hay, achy place ki ser karny key shook key faidy be bahot hey aur nuqnsanat ki bat be hamy karni chaye,

    Advantages: agar ham kesi jaga ki ser ko jaty hey to hamari walking aur exercise be ho jati hay aur different maqamat ko dekny ka hamy muqa be mil jata hay, esy place ka visit karny se hamari maloomat me be bahot ezafa ho jata hay, jes ko ser o tafreeh ka bahot shook hota hay esy people out of county jany se be khud ko nahi rok sakty hey aur har achi jaga par jana ye zarori samjty hey, hamary Pakistan me be bahot se achy places majood hey jes ki ser o tafreeh agar ham karna chahty to ham asani se kam kharchy par kar sakty hey,

    Disadvantages: Ser o tafreeh ka shook esa hay key es shook ko pora karny key ley money aur time ki bahot zeyada zarorat hoti hay agar kesi key pass time ki aur money ki be kami ho to esy afrad kabi be apna shook pora nahi kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Ser o tafreeh ka shook par mubni hay

    Asslam Alaikum dear g bilkul ser o tafrih k hmari zindgi pr bht hi achy asrat muratb hoty hn jo log ser o tafrih k shoqeen hoty hn vo baki logon k muqably me zyada khush bash energetic active or tandrust o twana hoty hn ser o tfrih se insan ka mood acha ho jata h insan kuch der k liye stress free feel krta h apni fikron or preshanion ko bhool jata dil o dimag light feel hoty isky ilawa jis jga ser o tafrih k liye jaen us jga k bary me information milti h us jgaya k bary me new new chizen pta chlti hn lekin kuch log ser o tafrih pr zyada tvja nhi dety blky isko sirf waqt or pesy ka zya smjhty hn esy log nisbtn zyada snjeeda sust or chirchiry hoty hn is k ilava un k pas mukhtlif jghon ki information bhi km hoti h is liye sb logon ko ser o tafrih krni chahiye

    اب آن لائن

    Working...
    X