Ya review shampoo py mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review shampoo py mabni ha

    Yah review shampoo pay mein apni hai lekin kaun se shampoo pe mewni hai ki aap nahin aapane nahin bataya chalo Ham kisi bhi shampoo ke bare mein vah aapko Bata dete Hain market mein bahut se aur mukti price mein shampoo available hai market mein bahut se shampoo mil jaate Hain aur har shampoo hi apni jagah mein achha hota hai lekin Indian Post ki mukhya categories hoti hai aur in shampoo uski mukti price hoti hai har shampoo apni ahmiyat rakhta hai har har shambhu har kisi ke balon per suit nahin karta aur har kisi ko shampoo ek jaisa use nahin karna chahie badal ke Jo usko suit karta hai vahi choose karna chahie Meri najar mein jo sabse achcha shampoo hai vah dam hai uske bad loreal hai loreal shampoo bhi bahut achcha hota hai aur dam bhi bahut achcha hota hai hamen ine donon shampoo mein se kisi ekdum ka intekhab karna chahie agar jis ke sath mein khushki bahut jata hai usko chahie ki vah header and shoulder shampoo ka istemal Karen aur agar jiske Bahar bahut jyada damage hai usko chahie ki vah painting ka shampoo ka istemal Karen aur agar jiske Bal lambe nahin ho rahe usko chahie keva loreal shampoo ka istemal Karen is tarah agar jiske balon mein shining nahin hai usko chahie keva Dan shampoo ka istemal Karen isliye bahut se market mein shampoo hain aur shampoo uski apni hamen hai aur categories hai har shampoo shahar tarah se Mil jata hai aur ladki mein asani se Mil jata hai har shambhu ki maruti price bhi bahut jyada acchi hoti hai aur vah har Koi phone kar sakta hai lekin kuchh aise shampoo Jo branded hote Hain vah har Koi phone nahin kar sakta aur vah bahut acche hote Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review shampoo py mabni ha

      Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic hamara sath discuss kiya hai jo k shampoo ki related jaise kya aapko pata hai ki har Koi different shampoo istemal karta hai jiska balon per Jo shampoo suit karta hai vah vahi shampoo istemal karta hai ISI tarah aapko hamesha vahhi chij istemal karni chahie jisse aapko fayda Ho ISI tarah jaise ke har Koi different shampoos karta hai aur ham hamesha bole shampoo use karna chahie jisse hamare Bal shiny aur majbut Ho jaaye to main aapke sath lifebuoy shampoo ke related bata rahi hun ki game bahut hi accha shampoo hai.
      ISI tarah hamen hamesha wow shampoo use karna chahie Jo Ham shuru se karte Hain ek hi shampoo ka jawab istemal karenge to usse hamare Bal ki growth be jaldi hogi kafi strong bhi ho jaenge aur shiny aur lengthy bhi ho jaenge jaldi increase Ho jaenge is tarah aapko hamesha vah chij use Karen jo aapko fayda De na ke nukan.

      Ishita remember iske advantages ke sath uski Koi disadvantages bhi hai jaise ki aap ko pata hai ki har kisi ko pasand nahin karta har kisi ke bal uske growth unka sab kuchh different hota hai ISI tarah aapko hamesha vahi chij use karne chahie Jo aapke liye perfect Ho jo aapko fayda de jisse koi nuksan na ho isliye aapko chahie Kya hamesha acchi company ki hi chij istemal Karen specially apne second per apne balon per aisi local chijon ka istemal Na Karen se kafi jyada nuksan ho sakta hai aapke balon ko aise aapke Bal girna start ho jaenge aur shining bhi khatm ho jayegi dandruff a jayegi sar mein isliye aapko chahie Kya hamesha acche hi shampoo ka istemal Karen.
      • #18 Collapse

        Re: Ya review shampoo py mabni ha

        Assalam u alaikum dear forex members!!
        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
        Hamara aaj KA review ha""Shampoo"".
        Dosto jis trah ham apny dosry parts of body ki care krty Hain Same usi trah hamary bolon ko bi care ki zrorat hoti ha. Kun k Bal hamri shakhsiat main aik ehm kirdar add krty Hain or khobsoorati main b izaafa krty Hain .Jo loog apny baloon ki care bhi krty or jald hi ganjy ho jaty hain or phr saari zindgi pachtawy ky elawa unky pas kuch ni rahta .
        Aik acha shampoo Balon ki care ky lye bohat zrori ha.
        Kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain Jo apky Balon ki growth or nashunuman main EhM Kirdar adda krty Hain . Shampoo ky bohat zyada faidy hain jin main sy Kuch main apky sath share krta hn.

        Shampoo ky faidy (ADVANTAGES) :-
        1) Shampoo apky Balon ki care krty Hain
        2) Ye apky Balon ki achi growth krty Hain.
        3) Baloon ko khushki sy Mahfooz rakhty hain.
        4) Balon ko CHAMKDAAR bnaty Hain.
        5) Shampoo main maujood protein or zinc apky Balon ko mszboot krty Hain.

        Jahan pr shampoo ky faidy hain wahin isky kuch nuksaanaat b hain.

        Shampoo ky nuksaanaat (Disadvantages):-
        1) Kuch shampoo apko suit nhi krty or ye apky Balon ki tabahi ka baes bnty Hain.
        2) Achy shampoo bohat expensive hoty hain islye har koi afford nhi kr skta .

        Islye shampoo ky intekhaab main hamesha ahtiyaat krni chahye or Jo shampoo Apky Balon ko suit kry hamesha wohi shampoo istemal krna chahye. Shukrya ❣️❣️
        • #19 Collapse

          Re: Ya review shampoo py mabni ha

          Assalam walekum pyare doston aap sab kaise hain ummid hai aap sab khairiyat se honge aaj Ham jis chij ke bare mein knowledge hasil karne ja Rahe Hain vah hi shampoo

          Introduction:
          Shampoo ek bahut hi purani ijazat mein se ek ijazat hai iska istemal balon ko majbut aur Ghana karne ke liye aasan hota hai hota hai duniya mein sabse pahle shampoo India mein banaya Gaya tha aur aur yah aaj bhi badi milta mein India mein banaya jata hai shampoo mukhtalif kismis ke hote Hain har EK ka kam different hota hai jaisa ke hair fall rokane wala shampoo khushki dur karne wala shampoo aur jivan ko marne wala shampoo harsh shampoo apne hath se yoni aur apne result ke liye r se hota hai har shampoo ke kuchh Na kuchh disadvantages and advantages hote Hain
          • #20 Collapse

            Re: Ya review shampoo py mabni ha

            Introduction....


            shampoo liquid form main hota hai. shampoo different chemicals sy mil ky bana hota hai.is main bht sy ingredients add hoty hain.shampoo humry balo ko nourish krta hai. market main different brands aa chuki hain, jesy k lifebouy head and shoulders bio amla, sunsilk etc. har brand quality k hwaly sy infaradiyat rkhta hai. shampoo different type k hoty hai.. kch sy balon ki dryness khtam hoti hai. kch sy bal lamby hoty hain. shampoo balon ko clean krny k lye istemal hota hai. isko istemal krny ka apna tareeka hota hai. har brand ny shampoo maain istimal hoey vay ingredients k hisaab sy istemal ka tareeka hota hai. istemal ka tareeka bottle ki backside py discription box maain diya hoa hota. Jahan py ik cheez k bht faida hoty hain wahan nuksan bhi hoty hum unko ik nazar dekh lty haain

            Advantages.....

            shampo ki brands har hwaly sy infaradi hoti hain. mukhtalif shampoo mukhtalif fawaid rakhty hain. kuch shampo balo main shine latey hain. kuch shampoo ap k balo ko moisturise karty hain. kuch sy apk balo ki dullness khatam hoti hai. or kuch shampo humary bal lamby karny main madadagar hoty hain. iska ik sb sy unique faida yeh hota hai k kuch shampo ki bht achi fragrance hoti hai. yeh haamain bht dair tak tazgi ka ehsas dilata hai. is sy din bhar sy balo maain jo paseeny ki waja sy badbo sebum paida hota usko dor karta hai. yeh humry balo ko long or strong krty hain. balon main dandruff khtam karny k liye bhi shampo bht eham kirdar ada karta hai. aj kal market maain balo ki mukhtalif bemariyon k lye shampo asaani sy mil jaty hain jo k bht faidamand hoty hain. joen khatam karny wly shampo bhi market main available hoty hain...........

            Disadvantages....

            jahan kuch cheezon k fawaid hoty hain wahan nuksanat bhi hoty hain. sub kuch perfect kbhi bhi nahi ho sakta. shampo sy jahan bal grow or shinner hoty hain wahan py is sy bal demgh hoty hain. balon ki qudarti rangaat khrab hoti hai or wo safeed hona shuru ho jaty hain. kuch shampo k ingredients suit na krny ki wajah bal girna shuru ho jty hain. balon ki growth ruk jati hai. kuch tu brands ki copy hoty hain or jo balon ko nuksan dty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Ya review shampoo py mabni ha

              Shambhu Ek bahut acchi chij hai ye aap ko balon ko clean karne mein help karta hai
              * shampoo Mein Aise zinc protein Paye Jaate Hain Jo ke aapke balon ko protect karte hain unko dost Dur karte hain aur unko lengthy shayari hone Mein help Karte Hain
              * agar aap ke baal Girte Hain yah aapke balon Mein dress dress hai to aap acchi company ka shampoo use Karen jisse aapka hair fall bhi stop Hoga aur aapke Bal Lo mein se dandruff bhi khatm ho jayegi
              * shampoo use karna bahut hi Bhi Hai Har Koi Isko easily juice kar sakta hai yah affordable price band company ke shampoo market Mein available hai Inko aap Leke easily use kar sakte hain aur apne balon ko Achcha banaa sakte hain
               
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Ya review shampoo py mabni ha

                aap acchi company ka shampoo use Karen Jaisa aapka hair fall bhi stop Hoga aur aapke Bal Lo mein se a dandruff bhi khatm ho jaenge4 shampoo use karna bahut hi acchi baat hai isko easily join kar sakte hain yah affordable price band company ke shampoo market Mein available hai Inko aap Lekar easily use kar sakte hain aur apne balon ko Achcha banaa sakte hain,, isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham yah shampoo istemal Karen Kyunki Agar Ham yah shampoo istemal Karte Hain To Hamen iska bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki Agar Ham Achcha shampoo istemal Karenge to hamare Bal bhi acche Honge Kyunki local company ka shampoo vaise to Sasta hota hai aur acchi company ka shampoo yah Sahi baat hai ki nahin hota hai lekin uske sath Hamare Bal majbut hote hain silky hote hain aur Hamare balon se Khushboo aati hai isliye main yah shampoo istemal Karen
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X