Siyasat ka market per asrat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Siyasat ka market per asrat.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Azankhan
    Assalamu Alaikum ji aapane FIR kya acchi baat share Kiya Hamare Sath Pakistan Forex make a jab Ham Laga Rahe Hote Hain To Hamen dusre Ke Karan se ke bare mein ho jata hai ki kasam work kitne currency currency aur unke message kya hai aur kya hai kya hai kya hai aur is ho jata hai
    bhai ap ko ik choti c bat batao ga ap asani se samaj jao gy. ap ko bata do woh cheezain jin ki ap ki economy mai fark parta hai like woh up ya down hoti hai woh ap ki trading pay asar andaz hoty hain. siyasat ki bat karain gy tu high impact ki news woh ap kay kam ayain gi har news ko us ki follow karo gy tu ap ko kuch nahi mily ga es se. esleye apny pair kay hisab sy news ko follow karain or us pay trade karain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Siyasat ka market per asrat.

      Assalam o alikum dear forex member g han bilkul theek kaha hai siyasat ka forex business par asar parta hai mulk ki siyat agar achi hai tu ap ki currency bhi achi ho gi aur dollar bhi acha ho ga .jab dollar himaray mulk main sasta ho ga tu humari currency ki value bhi achi ho gi jab dollar ki kimat ziada ho gi tu humari currency ki value kam ho gi siyasat ka forex market par asar hota hai siyasat kay halaat achay tu mulk kay halat achay hotay hain
      • #18 Collapse

        Re: Siyasat ka market per asrat.

        Siyasat ka talud in direct ap kay economy se hota hai.esleye koshish karian kay jab ap es mai trade krian gy tu ap ko pata hona cheye ap kay pair ki economny kaisi hai or kaisy ap es mai trade kar skaty hian or us ko manage kar skaty hian.eslye koshish karia aisi trades ko na open karain jo ap kay analysis kay mutabiq suit na karti ho. ap jo trade karty ho ap ko cheye ap scalping karian. ap ki scalping jis kadar achi hogi ap us kadar us mai bhout kam time mai profit kama sakty hian or sath koshish karain kay aisi trades open karain jis mai ap ko economy ko sahi se samaj kar us ka trend find karty hain.
           
        • #19 Collapse

          Re: Siyasat ka market per asrat.

          Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course siyasat ka bhe markeet pe assar parta hai. Q keh kuch loog marketing me bhe siyasat se kaam leetey hain. Is se ghareeb loogo ko loss or preshani hooti. Is lye hoona to yahi chahye keh siyasat ko markeet se door rakha jae or saaf saaf work kia jae.
          • #20 Collapse

            Re: Siyasat ka market per asrat.

            jab ap bat karty hain mulk kay halat ki tu ap kay mulk kay halat mai siyasat ka kafi asar hai. jis kadar achi news release hogi us kadar apki economy strong hogi new projects jab start hoty hain ya un ka elan hota hai tu phir ap ki currency mai power hoti hai woh bullish jati hai lekin jab he kuch news achi release na ho tu ap ki currency ko bearish work karna parta hai.
               
            • #21 Collapse

              Re: Siyasat ka market per asrat.

              Dosto siyast ka market pa assar hota lakin is ka ya Matlab nhi k thory bohat siyasi maslon ka market pet assr hoga balky siyast us waqat market pa assar Kerti hay jb halat bohat zayada khrab hoty hein tu market pa assar perta hay or market ka trend down jany k bohat jyada chances hoty hein. But during normal circumstances market ka trend siyasat sy mutasar nhi hota balky market ka trend jyada acha hota hay jb siyasi log mil k Kam kerty hein or market k logon k liyay halat achy hoty hein than market teeraki Kerti hay or traders k halaat achy hoty hein.....
              • #22 Collapse

                Re: Siyasat ka market per asrat.

                Jaisa ke Hamen Maloom Hai Ki politics ki vajah se economical changes bahut jyada effect hote hain Agar Kisi chij Ka bahut jyada effect hota hai to vah political chij Hai political change send na sirf market ki situation Badal kar raha sakti hai balki market bahut jyada up and down Ja sakti hai isliye Humne yah Dekha Hai Ki Political situation market per bahut jyada Asar Andaaz hoti hai aur bahut jyada Yahan per chij ka Samna karna padta hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki political changes bahut jyada jaruri hai ki Ham unko acche tarike se lekin aur samjhe Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Siyasat ka market per asrat.

                  Politics is a big factor who influence the forex trading platform.Because jb political issues country wide chal rhy hoty haen to market pa bhot affect hota ha ya to ek dam sy market nechy gorti ha ya pher thora bhot up hoti ha .so politics is a big factor who influence the forex
                  • #24 Collapse

                    Re: Siyasat ka market per asrat.

                    Siyasat ka economy pr bht asr hota ha q k ap Ki economy mulk Ki leadership ka decisions pr hoti ha agr leadership mulk ma achi policies intoduce krwain ga to hi investor ap k mulk ma invest kraun ga r economy grow kra gi lkn agr yahi leadership foreign loans hi leti raha gi to na to investment aye gi blka apna mulk k reserve b loan return ma nikal jain ga to economy nicha jaye gi
                    • #25 Collapse

                      Re: Siyasat ka market per asrat.

                      Forex ke market par siyasat ka both asar h. Country ke financial aur politics ka both asar hota h. Agr ap ke mulk k economy strong ho ge aur politics bhe strong ho to duniya k top trader pa k mulk ma investment kare gy jis ke wja sy ap ke mulk ma employment bhe hoge aur development bhe ho ge
                      • #26 Collapse

                        Re: Siyasat ka market per asrat.

                        Umeed krta hon sab khairiyat se hongy aur siyasat ka marekt par bahut ziyada asar prta hai is mein jab siyasat waly jb mulk mein lock down krty hain ya koi aur kaam krty hain to bahut asar prta hai jab brookman lockdown karte Hain Na to fir pura mulk mein Sara nizam dharam bharam Ho jata hai to fir ISI vajah se humko bahut mushkil raat ka samna karna padta haiaur FIR ghar baith kar Koi Kam nahin hota to fir ISI vajah se vahan bahut hi pareshan Ho rahti hai to ghar mein koi Kam nahin hota business vagaira thakur jaate Hain to fir is vajah se insan bahut hi mushkil raat ka samna karna padta hai to fir ISI vajah se siyasat ka market per bahut jyada asar padta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Siyasat ka market per asrat.

                          Siayast mai ap ki jo goverment hoti hai kafi achy or bury some time deicision laiti hai jis ka asar ap ki economy pay parta hai or us ka nuqsan yeh hota hai kay ap ki economy down ho jati hai. esleye trading mai bilkul aisa hai. ap ka ager pair eurusd hai tu ap ko cheye kay ap euro ki countires or usd ki economy ki news ko follow karian. aisi news na follow karian jis ka result autenic na ho or na he aisi trades karain jis se ap ko loss hota rahy.loss ki waja yeh be ho sakti hai kayap galat news ko galat jaga pay trade open kar rahy hain
                             
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Siyasat ka market per asrat.

                            jo politician government chila rahy hoty hain.us time un kay decision hoty hian woh kafi important hoty hian. khas kar jab project new issue hoty hian ya phir un ka ilan kiya jata hai.tu woh market pay kafi asar andaz hoty hian. es kay alawa jo party main nahi hoty hian un ki normal ehtijaj karty hian tu us ka koi khas fark nahi parta hai.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X