Ye review ups ke faidey par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review ups ke faidey par mabni hai
    Dear members aj me ap sab se ups ke faidey share krna chahta hn aj kal ap sab ko pta hai pakistan me bijli ka ati bati bht rehti hai aor generators ko bar bar on krna muskil ho jata hai is liye ups bht best electronic chez hai ap is ko ghar me lga kr sakoon se so sakhtey ahin ap ka ups auto switch ho jata hai is me ap ko bar bar on off nhi krna parhta hai ap ko tension nhi hoti kun ke generators me ap ko on off krna hota hai aor agar rat me sote waqt bijli chali jae to masla ho jata hai is liye me ap sab ko ups recommomend krta hn ap ups ka istemal krain.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

    Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge aajkal Bahut Si aisi electronic chijen a gai hai jinhone Hamare Jindagi ke kamon ko bahut hi jyada Aasan banaa Diya Hai Pakistan mein kha store per garmiyon Ke Mausam Mein bahut jyada bijali Jaati Hai Jiski vajah Se Aaram or sakoon muyasir nhi Hota. UPSC ka istemal bahut hi jyada faydemand hai iska istemal Hamesha confidence ke sath karna chahie Jab garmiyon Ke Mausam Mein Achanak light Chali Jaati Hai To vah Ham bahut behpur sukun Ho Jaate Hain Agar UPS ka istemal kiya jaaye to aise hi Hamen Ek tension bahut jyada Dur Ho Jaati Hai vah yah hai ki is an karne ki jarurat Nahin Hoti Jab light Chali Jaati Hai To yah Khud BA Khud on ho jata hai usse sirf kharidne per Ek Bar hi kharcha hota hai aur FIR Ham sirf Iske maje lete hain enjoyment Hasil Karte Hain Jada expensive to nhi hota electrical market Mein Hamen yah mil sakta hai Mere Khyal se iska use generator ka use Se Jyada Achcha hai Kyunki iska Shor bhi nahin Hota aur is Bar Bar chalane aur band karne ki bhi tension Nahin Rahte.THANKS
    • #3 Collapse

      Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

      Introduction :
      UPS aik bohat useful invention hai ye aam grelo our commercial istmal mai ata hai is ka pora na Alternative Power supply hai jaise k ham sab jante hain k Pakistan, india, Bangladaish our tamam trakki pazzer countries main electricity ka bohat masla hai hamari bijli ki zarorat bijli ki paidawar se kam hai is liye hame load sheading ko bardashat karna parta hai lekin kuch kam aise hote hai jaha hame bijli ki sakhat zarorat hoti hai is liye ham waha load sheading k wakt UPS ko istamal kar sakte hai ups alternative supply hoti hai jo bijli se charge hoti hai our is ki battery ko ham bijli k jane bad use kar sakte hai is ka istamal garo our dokano main zayda hota hai our ye electric generator se sasta kam hai

      Usage :
      dear friends is ka istamal gharo mein our dokano main sab se zayda hota hai is k ilawa is ko ham kisi b chote level k bijli k kam main use kar sakte hai is ki electric supply ka inhasar is ki battery power ka mamabi hai agr aap k pas achi our bari battery hai to aap is se electric ki sab chizen use kar sate hai lekin agar choti battery hai to just electric fan and electric blub ya energy saver hi on ho sakte hai
      Advantages :
      dear friends is k beshumar advantages hai

      • ye loadsheading k wakat gar main electric supply ko bahal karti hai
      • is ko dokano par use kia jata hai ta k bijli k chaly jane se dokandari kharab na ho
      • ye kam electric kharch par zayda faida pohnchati hai
      • garmiyon main ye bijli k jane par fan ko on rakhti hai
      • sasti our myaari hoti hai


      Disadvantages:
      dear freinds is k kuch disadvantages b hai
      • is ki battery 2 sal bad kharab ho jati hai
      • ye 2 se 3 ghante tak chal sakta hai us k bad is ki battery low ho jati hai
      • is ki repearing par kharch zayda ata hai
      • zayda power ki chizen ham use nahi kar sakte hai

      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #4 Collapse

        Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

        Yes dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Ham dekhte hain ki aajkal Hamen UPS ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Kyunki Iske bahut jyada fayde hain aur Pakistan mein specially bahut jyada electricity ka masla hai to is vajah se UPS ke bahut jyada fayde hote hain aur aur ham dekhte hain ki up ke bahut jyada fayde isliye Hain Ki Jab Bhi light Chali Jaaye To Ham Koi kam kar rahe ho to usse Ham apna kaam aasani se Anjam de sakte hain.

        Dear aapko UPS lagwane se pahle sabse pahle aapko ismein up uski company ko check karna hoga aur aapko ismein battery sabse acchi Lena Hogi aur is main aapko sabse acchi company ka UPS Lena Hoga Jaise aapko Achcha fayda ho sake agar aap ismein Kisi bhi local company ka UPS purchase kar lenge to usse aapko koi bhi fayda nahin Hoga aapko chahie kya aap Kisi bhi acchi company ka UPS Le Jo aapke guarantee wala ho aur aapko uska jyada fayda ho Jiski battery timing Jyada acchi Ho Taki aapko Kisi bhi Kishan Ka pareshani Na Ho.

        Dear UPS specially market Mein Ham dekhte hain ki bahut jyada jarurat hoti hai agar hamari ek shop hai to use per UPS ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Kyunki bijali ka Kisi bhi time pata nahin chalta aur kisi bhi waqt Ja sakti hai to up Agar laga hua Hoga To Hamen koi bhi pareshani nahin Hogi aur ham dekhte hain ki gharon mein specialist Chhote bacchon ke liye bahut jyada garmiyon Mein matlab ban jata hai to Chhote bacchon ke liye Agar aapke ghar mein UPS laga hua hoga to Aapka girlfriend chal raha hai to open band Nahin hoga to aap ke bacchon ke liye yah bahut jyada faydemand hota hai Kyunki Ham dekhte hain ki Chhote bacche se Garmi Bada Nahin Hoti lekin Bade to Garmi bardasht kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

          Assalam o Alaikum friends
          Ye review ups per mubni he jaisa ke ups or battery ye dono cheezen zaroorat wali hain ups aek buhut achhi cheez he is ke faide ye hain ke pehla to ups battery ko kamzor nahen Karne deta or apne control se pore ghar ki bijli chalane ki salahiyat rakhta he.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

            Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review UPS ke bare mein hai. Es dor me UPS har ghar ki ehm zurroorat ban chukka hai aor hamarey specially country me to bht hai. q keh yaha daily bijli ki load shedding Hoti hai to main yi samjhta hoo keh ups har ghar ki zurroorat hai is ke ilawa HOT weather me to bijli bht dair tak ghaib rehti hai aor garmi bhi bht ziada hoti hai to maim smjhta hoo keh aor nahi to garmio me ups ka istemal hona chahiey. aj kal har koi har ghar me koi na koi study krny wala hotaa hai aor jab kabhi night ke waqt light nahi hoti to ap ke pas UPS hogaa to ap asani ky sth light mai parh skty hai.apne aur apne country ko mazboot bana sakte hai yeah UPS mukhtalif price me mil jaate hai chote bhi hai aor barrey bhi phir esklye battery bhi chahey jitne bhi voltages ki hoo ziada voltages wali battery ziada der tak current detii rhy giu is tarah se friends ham es cheez se faida hasil kar sakte hai...

            Disadvantages%%%
            Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah UPS ki bhi kuch nuksaanat hai...
            Disadvantages ups kay yeah hai keh aek to yi price mai bht ziada hai isko har koi afford nahi kar sakta hai is ke ilawa har year mai battery bhi tabdeel karni hoogi. Jo kh usse bhi Hamara Kafi kharcha Hota Hai.

            Safeties %%
            UPS ko dhup se bacha kar Lagana chahie. Jyada tang aur Nami wali Jagah per bhi nahin Lagana chahie. Ziada Gard wali Jagah per bhi nahin Lagana chahie. weekly UPS aur es ki battery ki inspection Karni chahie..
            Click image for larger version

Name:	FB_IMG_16007722991484809.jpg
Views:	1
Size:	98.6 کلوبائٹ
ID:	12331334

            .
            Last edited by ; 22-09-2020, 04:15 PM. وجہ: Incomplete post thi us time
            • #7 Collapse

              Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

              Topic introduction:-

              Assalam o Alaikum dostodosto umeed ha ap sa bhai theek hongy dosto aj ka hamara review jis cheez k bry ma ha wo UPS k faidy hain dosot ups ka mtlb ultimate power solution hota ha aur dosto ya modern door ki aik inteha achi aur haiaran kun ajiad ha dosto UPS un ilaqon k lia bht zayada faida mand jahan load shedding ka rate bht e zayada hota ha iss k alawa dosto UPS ko mukhalif companies banati hain ko k apni product ki quality k lihaz sa aik 2ry sa alag han dosto UPS bht e kam space leta ha aur intehai kam waqt ma charge ho kr power ki supply krta ha iss k kuxh faidy aur nuqsan yah hain

              Advantages:-

              1) Ups bht e achi ajaid ha jo k bht kam waqt ma charging hota aur poory ghr ko chalata ha

              2)UPS ki sab sa achi bat ha ya ha k ya voiceless hota ha aur isska shorr bilkul nai hota iss lia agr ha sona bht chahty han to easily so sakty han

              3)UPS ka use intehai simple aur asan hota ha

              4)UPS ko ghr k kisi kony par rakh sakty hain aur main piwer supply k sath attach kr k use kr sakty han

              5)UPS ma kharabi ki soorat ma iss k tamam spare parts easily market ma mojod han

              Disadvantages:-

              1)
              UPS kuin k main electric supply kk sath attach hota ha iss lia is iss ka iistemal bht nazuk hota ha aur short circuit ho sakta ha

              2) UPS ki qeemat kafi zayada hoti h iss lia har admi iss ko ghr ma naj lagwa sakta

              3)UPS lagwany sa kuin k bijli ka use zayada hojata ha iss lia bills ma bhi izafa hota ha

              4)UPS ki opar wali body plastic ki bani hoti ha iss lia girny par kafi zayada nuqsan ho sakta ha

              5)UPS ki battery har saal khtm hojati ha iss lia har saal paisy lagany party ha
              • #8 Collapse

                Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                Asalmoalikum maira review "UPS K FAWAID " mabni hy

                TOPIC
                UPS

                INTRODUCTION
                UPS sy murad uninterrupted power suply hy jis ka kam emergency light na hony ki sorat mai bijli daina hy

                TYPES
                Choty gar k ley ups Microtek 24*7 hb 752va behter hy
                Regular home k ley Luminous zelio+1100 behter hy etc

                FAWAID
                aj kal k dor mai is ka bhut zaida istemal ho rha hy khasosan asia ya pakistan mai jis b jaga load shading ho rhi hy wahan is ka kafi istemal hy keu k yae ap ki bijli pori karta hy
                Yae apny andar bijli save karta hy jab bijli chali jati hy to yae store kia curent agy forward kar k ap ki zarort ko pora karta hy
                Yae market mai easily avalble hy

                Laken yae bari electrical aplliance ko ni chalata jaisy estri heater wagera
                Is ki waja sy garo k bill zaida aty hain
                Is lagwany mai kafi paisy lag jaty hain
                Is k sath batery lagti hy jo zaida wakt ni guzarti or apko saal k bad tabdeel karwani parti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                  UPS ka faidah ye hay kay jab bhi hum logon k light chali jati hay to orders the stir ki beyondjob ki kuch move up felicitate hoti ha standing hasil karne kay liey jub interchange for all to see ho osi wakt ap ko plead honest nehi karna chahiey metamorphose karne ka yeh matlb nehi ha kay actuate straight hui or ap tempt out in the in the forthright kar le pehle ap ko chahiey marke hly man ho raha hai aur April mai barwaiua kay kinsfolk ko chun kay likes ka strengths diya Gaya tou shayad ziada detain jaey ga. Dusri taraf instaforex ka the similar class with coerce critique bhi challenges kay withdrawable fortunate with ko enticement hither kernay waalo kay benefit essay ko close kerta jaa raha hai. Haalakay kay yeh baat jilt jagah pufferkisam ki cut off kay direct draw fro kerwa sakta hai. Laikin. Phir bhi instaforex ka antifraud division retelling ko limit ker raha hai. Kall iss kay barey mai bhi clear hoga kay kia abdominal imaginable withdrawable assign bhi baghair move kay nahi show nearby kerwaya jaa sakta hairaha hota hai ais mai ap ko ye pata hai k w mai 10 se 30 At full strapped take flight k baad show show hota hai aor aus mature ais mai crowd-pleaser milta hai ap ne agar ais hoard k impoverish k form ko carry kia ho to aus mai ye baat batai gai hai aus k hisab se manhandle ais mai ap ko ye deliberation milta hai ais meeting k vagrant mai ap ne ageak hey ap ko ais mai faida ho ga ap ais heap momentous jitna zayda acha kaam karty hai ap ko advice ko move up krty hain sekhty hain ky interchange leni kesy hai kub leninhai stoploss kesy kaha interest krna bai counsel aor hostility ko kahan sy dekhna hai kon sa life-span span and so krna hai yeh sari baten apko pehly sy nhi maloom hoti hamjh nhi aa rahi hai to apko chye scrutiny kro scrutiny ki types sekho aisa affaire de coeur hai jismein schoolwork cricket nahin kar sakte hain Agar Melodramatic ismein lalchi Bankar Jyada Paisa Hasil karne Ke Chakkar Mein jaldbaji Mein Aakar kam Karte Hain To Grandstand Ko Koi Na Koi fury kar dete hain aur Hamen calen isko Apne Andar Se Khatam karna hoga Batter tak Phony ismein naraj Karke kam Karenge To Schmaltzy kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Kyunki yah 1 Used affaire de coeur hai isiliye essential imandari se kam karna hoga Yahan volume Aakar Sab give up karte hain Apne ovation hint ko go Karte Hain Ki acclimate effective move karty hein or mehnat kartay hein to acha assent to bhe hasil kar lety hein lekin agar ap apny lalich ko carry out nahi kar paty to ap hamesha is mein fortune kartay hart he zarori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                    Yes dear aapane bahut hi important review Hamare Sath discuss kiya hai no doubt Jab Ham Apne Ghar Mein UPS ki facility Hasil Karte Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain dear yah Kaisi facility Hai jisse Pakistan ke maximum member properly utilised ho rahe hain iski main reason yah hai ki Pakistan Hai Kaisa country hai jismein bahut time se electricity load shedding ke problem a Rahe Hain Jisko completely fulfill karne ke liye Ham UPS ki facility ko istemal kar rahe Hote Hain.

                    Dear jab aap electricity problem ko pesh kar rahe hote hain to use time per yah platform aapke liye Kaisi facility provide kar raha hota hai jismein aap apni basic required electronic products ko easily Run kar sakte hain for example Jab bahut jyada Garmi hoti hai use time per aap Kuchh fan UPS per properly Run kar sakte hain ya Jab aapko Kuchh important light ki jarurat Hoti Hai To Aisi situation mein bhi aap UPS ki help se lights ko properly utilised Karke apni requirements ko fulfill kar sakte hain.

                    Faidy :

                    UPS ke bahut jyada advantages mil sakte hain dear jab aap UPS ko purchase Karte Hain To iske liye aapko different important platforms Mil Rahe hote hain sometime agar aap installment per bhi UPS ko purchase karna chahte hain to yah facility aapko provide ki ja rahi hoti hai dear jab aap UPS ko purchase karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada careful hokar iski purchasing Karni chahie otherwise aap is properly facilitate Nahin ho sakte dear electricity connection Ko Jab kuch problem hote hain aur sometime Jab loadshedding ki vajah se aapki electricity disconnect Ho Jaati Hai to use time per yah platform aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur aapke liye Kuchh basic requirements ko complete karne ke liye maximum advantages provide kar raha Hota Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                      expensive aapane bahut hello essential evaluate Hamare Sath talk about kiya hai no doubt Jab Ham Apne Ghar Mein UPS ki facility Hasil Karte Hain To ismein Humko bahut jyada benefits Mil Rahe hote hain expensive yah Kaisi facility Hai jisse Pakistan ke most member desirable utilised ho rahe hain iski major motive yah hai ki Pakistan Hai Kaisa united states of america hai jismein bahut time se electrical energy load shedding ke hassle a Rahe Hain Jisko definitely fulfill karne ke liye Ham UPS ki facility ko istemal kar rahe Hote Hain.jab aap electrical energy trouble ko pesh kar rahe hote hain to use time per yah platform aapke liye Kaisi facility grant kar raha hota hai jismein aap apni simple required digital merchandise ko without difficulty Run kar sakte hain for instance Jab bahut jyada Garmi hoti hai use time per aap Kuchh fan UPS per suitable Run kar sakte hain ya Jab aapko Kuchh vital mild ki jarurat Hoti Hai To Aisi scenario mein bhi aap UPS ki assist se lights ko accurate utilised Karke apni necessities ko fulfill kar sakte hain.UPS ke bahut jyada benefits mil sakte hain expensive jab aap UPS ko buy Karte Hain To iske liye aapko one of a kind vital structures Mil Rahe hote hain someday agar aap installment per bhi UPS ko buy karna chahte hain to yah facility aapko furnish ki ja rahi hoti hai pricey jab aap UPS ko buy karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada cautious hokar iski buying Karni chahie in any other case aap is right facilitate Nahin ho sakte pricey electrical energy connection Ko Jab kuch trouble hote hain aur someday Jab loadshedding ki vajah se aapki electrical energy disconnect Ho Jaati Hai to use time per yah platform aapke liye bahut jyada beneficial ho sakta hai aur aapke liye Kuchh simple necessities ko whole karne ke liye most benefits supply kar raha Hota Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                        Introduction: UPS emergency power supply ka kam deta hay ye 1 tarha se huge power bank hota hay jes key through battery ko charge kia jata hay aur jab main power supply fail ya cut ho jati hay to UPS system emergency base par battery ki capacity key mutabeq power energy supply provide karta hay,

                        Advantages: 1. Sab se pehly UPS ka istamal siraf Computers key ley hi hota ta es ka faida ye hay key jab be main power supply fail ho jati hay to ye computer systems ko supply provide karti hay aur computer ko running position me hi rakti hay jes ki waja se computer me important data zaya nahi hota, supply cut hony ki waja se agar ups se emergency supply computers ko na mily to data ko save karny ka muqa be nahi milta magar ups ki waja se data store karny aur save karny me asani ho jati hay,
                        2. Power supply fail hony ya load shedding ki condition me ham UPS se power supply hasil kar sakty hey UPS hamary ley reliable aur good alternate power source hay,
                        3. Some time Bad Electricity ki problem ko be ham face karty hey UPS full voltage se supply provide karny ka hamy advantage be deta hay, Power supply ki condition agar bed ho to UPS automatically main supply ko cut kar leti hay aur Battery key through emergency base par full voltage ki supply provide karna start kar leti hay,

                        Disadvantages: UPS use karny ka nuqsan ye hay key agar battery ki proper maintenance na ki jaye to es ki battery life 2 years se zeyada nahi hoti.
                        Click image for larger version

Name:	hcTli.jpg
Views:	1
Size:	328.6 کلوبائٹ
ID:	12333691
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                          Asslamolikum !

                          Aj ma jsi topic ka jawab dny ja raha ho wo ek boht achi electonic cheez pr mabni ha jis ka nam ups ha ya ek boht achi dc invertr cheez ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed akrta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han ups ek am cheez ha jo taqreeban har ghe ma amjood hoi ha is ka istimal am ha ya apko loadshading kay toor par kam ata ha is kay sath battery attach hoti ha jo apky ghr ki masnoat ko chalti ah ya ac powersay charge karta ha or dc powerma deta ah is ka boht zada faida hota ha apko kabhi light ki kami mehsos nahi hoti ha ya ek chjota sayalaw hota ha jo apky battery kay dc cureent ko invert kar kay ac ma chalata ha.
                          Faidy :
                          is kay boht zad faidy ha jin ma say kuch ma ap sab kays ath share kro ga to ham satrt karty han is ki zaroat boht zada hoti ha ya apky pori ghr ki light ko chalta ha is kay sath battery conect hoti han jo ac current say charge hop kar ap ko dc current ko invet kar kay deti ha ya ekboht use full cheez ha or is ka istimal bhe boht asan ha or is saya pki ghr ki aplience ma bhe faraq nahi aprta ha or ya automatic on ho jata ah is ko on karny ki zarorat nahi hoti ha ya khud ba khud chalta ha or bnd hota ha.
                          Nuqsanat :
                          is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin masa kuch ma ap sab kay sath shaare kro ga to ham start karty han ya battery kay sath chalta ha or battery boht mehangi ati ha or isko is ki expire kay bad change karna hota ha or zada s kay koi nuqsant dekhny ma samny nahi aty han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                            Salam dear membersji aapane bahut achcha topic Hamare se discuss kiya hai jo ki UPS ke fayde ke related hai jaise kya aapko pata hai gay UPS ke bahut sare fayde aur nuksan 8 bhi hain to main aapke sath detail mein share karungiISI tarah aapko pata hai ki iske kafi jyada fayde bhi hain to main aapke sath iske fayde share karti hun kyunki UPS to ab har Ghar mein Hi use ho raha hai to iske kafi jyada fayde Hain har kisi Ko iski lat bahut acchi lagti hai kyunki yah kafi sahulat aur kafi jarurat ki chij hai.

                            Advantages.

                            Ji jaise kya aapko pata hai ki a UPS ke bahut jyada fayde Hainis tarah aap ko pata hai ki UPS Ham tumhari jab bhi light jaati hai UPS automatically code bahut on ho jata hai ISI tarah jaise light aati hai vah kudi off ho jata hai ISI tarah aapko is ko on karne ki bhi jarurat nahin padati hai khud bahut Dion ho jata hai bahut bahut ho jata hai iske alava aap ko pata hai ki jab aap ki light a jaati hai to iski battery charge hoti rahti hai aur ho jata hai ISI tarah har Ghar mein Hi UPS ka istemal Kiya jata hai kyunki ji ek bahut hi jyada jarurat ki chij hai to ISI tarah Ham iska isliye istemal kar sakte hain.

                            Disadvantages.

                            aap Ko pata hai har chij ke advantages ke sath iske disadvantages bhi jarur hote hain ISI tarah UPS ki battery bahut jyada mahangi hoti hai aur aap ko pata yaar ghar mein upsthit Amal ho raha hai aur iski battery ek pura sal bhi nahin gulati ki battery gujarti hai aur aap ko pata hai kiski battery kafi mahangi hoti hai jo aur Koi nahin khareed sakta hai ISI tarah is ka Pani khatm Ho jaaye to yah khud bahut ho jata hai isliye hamen uska Pani padta hai isliye disadvantages hai isliye hai problem nahin hotegenerator is the best hota hai kyunki uski Koi issues problem Karan nahin hote.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review ups ke faidey par mabni hai

                              Introduction :
                              Assalam walekum pyare doston aap sab kaise hain ummid hai aap sab khairiyat se honge aur fit honge jeetu pyare doston aaj ka review UPS per hi sabse pahle to aap logon Ko pata hona chahie ki UPS kya chij hai hiUPS ek aisi electric device hai jo bijali ko apne andar store kar leti hai aur jarurat per Nepal bijali aapko dobara mohiya karate hai UPS different varieties mein maujud hai har EK ki apni apni capacity hoti hai Koi jyada bijali store karte hain iski storage capacity iski batteries per depend karti hai ki iski battery kis kisam ki hai aur kaun si hai to chaliye IAF baat karte hain up ke advantages or disadvantages ki kiska kya kya advantages hai aur kya kya disadvantages hai sabse pahle baat karte hain iske advantages ki

                              Advantages:
                              jeetu pyare doston UPS ke bahut se advantages hai sabse pahla advantage to yah hai ki aapke liye bijali ko store karke rakh deta hai hai jisse aap jab bijali na hone ki Surat mein yah loadshedding hone ki Surat mein dobara istemal kar sakte hain aur aapko pareshani ka barish nahin banna padta garmiyon mein yah device bahut hi jyada kam aati hai kyunki jab loadshedding hoti hai to aapko yah garmi se nijat deti hai hai uske alava yah ko khas itni jyada expensive nahin bhi nahin hai iska full setup 30 se 40 hajar rupaye mein taiyar ho jata hai jisse har Koi aasani se tod kar sakta hai uske alava ise aap solar system se bhi connect kar sakte hain aur free ki bijali istemal kar sakte hain iska solar system wala advantage to bahut hi jyada hai kyunki solar system wali bijali bahut hi sasti aur bahut hi karamad hai solar energy ye ab to bahut hi jyada maqbool ho rahi hai isliye iske sath UP ka istemal bhi badhta ja raha hai aur iski vajah se UPS ke advantages bhi padhte ja Rahe Hain agar aap UPS ke sath solar system connect kar dete Hain to aap is upscale double fayda utha sakte hain freaky bijali aur storage bhi sath sath is UPS ki capacity iski batteries per depend karti hai aur UPS par depend karti Hain ki is mein kaun si battery lagi hui hai aur kitni nai battery lagi Hui hai

                              Disadvantages:
                              jeetu pyare doston UPS ke disadvantages Kam hai magar hai har electronic device ki sthiti advantage and disadvantages hai is ka sabse bada disadvantage yah hai ki iski Jo battery hai vah har sal repair replace karni padati hai kyunki sal bad agar chahe officer use Karen ya na Karen iski battery is dead Ho jaati hai aur jinhen hamen dubara replace karna padta hai aur yah ek kafi mahanga Kamal hai uske alava Jahan per bijali nahin hoti vahan per yah device bilkul hi bekar Ho jaati hai kyunki agar bijali aur dhup nahin hogi to aap is device ka istemal nahin kar sakte UPS ki vajah se a aapki bijali ka bil bhi bahut jyada badh jata hai agar yah solar panel se connected Na Ho aapka vegetable chappal aata hai shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X