Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?
    Assalamualeikum

    Mauzo Ka Naam : " Market Koun Crash Hoti Hai "

    Mauzo Ki Deegar Malomat :

    Aj Mai Jis Topic Ko Ap Sab Kay Sath Behas Pay Laya Houn Wo Ye

    Hai Keh Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai Or Market Kay Crash

    Honay Ki Kia Wajohat Hoti Hain Or Hum Esa KiaKar Saktay Hain Jin Ki Wajah Say

    Market Na Crash Ho..Ya Ye Sirf Market Ki Stratergies Par Hi Depend Karta Hai Or

    Halat Pay..Market Ek Esi Cheez Hai Jis Kay Levels Or Graphs Ko Samghana Har

    Kise Kay Bas Ki Baat Nhi Hai Hamein Agr Market Kay Movements Pay Nazar Rakhni

    Pary Gi Har Din Ki Hamein Detailed Files Banani Paren Gi Tab Hi Hamein Pheley

    Ki Bhi Movements Yad Rahein Gi Or Agy Bhi Hum Markets Ki Movements Ko Save

    Rakhein Gay.Yehi Kuch Sawaal Hain Mery Is Mauzo Say Mutaliq Wo Ap Jawab

    De Saktay Hain..Reply Yani Post Kar Kay..Ap Sab Hi Bhut Acha Kaam Kartay Hain

    Tu Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Sab Ek Dosray Ko Support Karein Takeh Hum

    Sab Ko Faida Ho Nakeh Nuksan.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12466817
    Click image for larger version

Name:	stock-market-crash-of-2008-3305535-v4-5b61eb93c9e77c004fa0a4ad.png
Views:	1
Size:	44.0 کلوبائٹ
ID:	12466818
    Click image for larger version

Name:	51Tovh3XBPL.jpg
Views:	1
Size:	35.3 کلوبائٹ
ID:	12466819


    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

    G dear market kay crash hona kuch bari wajohat ki waja say hota hai kiyu kay market mai aisa khean bar hota hai kay ap kam kartye hain tu es mai jis tarha recent crona walye cases aye hain tu ye creash ho gaye hain es tarha kay cases atye hain tu ye crash ho jatye hain jis mai na sirf custamer balky pai ka kafi nuqsan ho jata hai aur es mai deller ka bhi kafi nuqsan ho jata hai kiyu kay es mai acha kam ap kar saktye hai kiyu kay ap ka kam hai kay ap hamesha news pay kam kiya karwin kiyu kay ap news pay kam kartye hain tu ap kaliye kaci asani ho katye hain aur ap ka kam acha ho jata hai ager ap us time pay market mai entry na katain jis time pay ap kaliye masla ho tu ap kaliye asani ho jatye hsin tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet au rlagan kay sath he ap ka kam acha ho pata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patye hain tu market mai aksar aisa hota hai kay market distrib hai tu ap ka kam hai kay ap us time pay es mai waite kar lain tu zayda acha ho jata hai kiyu kay jald bazi mao tu ap ka kam khrab hota hai aur ap ka kafi nuqsan ho jata hsi tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi jald baxi say kam na kiya karain kiyu kay ap ka kam es mai asan tabhi hota hai jub ap es mai apna mam relex ho kay aur daikh kay kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur relex ho kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha he es mai ap kamyab rhatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur mahnet ayr lagan kay sath he ap ka acha kam mumken hai ager ap mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye sirf masail hain aur ap kaliye kuch nhi hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath hamesha acha kam kiya karain ta kay bad mai bhi ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam ap kaliye sirf kamyabi laye kay ata hai tu ap acha kam kartye rhain aur es mai ap kamyab ho jatye hain tu kam ap ka acha ho ga tu ap kamyab hun gaye na
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
      Assalamualeikum

      Mauzo Ka Naam : " Market Koun Crash Hoti Hai "

      Mauzo Ki Deegar Malomat :

      Aj Mai Jis Topic Ko Ap Sab Kay Sath Behas Pay Laya Houn Wo Ye

      Hai Keh Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai Or Market Kay Crash

      Honay Ki Kia Wajohat Hoti Hain Or Hum Esa KiaKar Saktay Hain Jin Ki Wajah Say

      Market Na Crash Ho..Ya Ye Sirf Market Ki Stratergies Par Hi Depend Karta Hai Or

      Halat Pay..Market Ek Esi Cheez Hai Jis Kay Levels Or Graphs Ko Samghana Har

      Kise Kay Bas Ki Baat Nhi Hai Hamein Agr Market Kay Movements Pay Nazar Rakhni

      Pary Gi Har Din Ki Hamein Detailed Files Banani Paren Gi Tab Hi Hamein Pheley

      Ki Bhi Movements Yad Rahein Gi Or Agy Bhi Hum Markets Ki Movements Ko Save

      Rakhein Gay.Yehi Kuch Sawaal Hain Mery Is Mauzo Say Mutaliq Wo Ap Jawab

      De Saktay Hain..Reply Yani Post Kar Kay..Ap Sab Hi Bhut Acha Kaam Kartay Hain

      Tu Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Sab Ek Dosray Ko Support Karein Takeh Hum

      Sab Ko Faida Ho Nakeh Nuksan.

      [ATTACH=CONFIG]17610[/ATTACH]
      [ATTACH=CONFIG]17611[/ATTACH]
      [ATTACH]17612[/ATTACH]


      Salam : Market ky Crash hony ki bari waja hai Fundamental analysis , ap heran hon gy mai yeh q keh rha.
      DOSTO: Forex ki market mai fundamental analysis bhut importand role ada krty hain, yani market ko ager koi crash
      kr skty hai tu wo hain news , for example:
      Market ky gold ky rate jab high rate py ponchty hIn yani trader Gold Ko khareed kr ky uper high rate py poncha dety hain
      ab aik news Jari hoti hai jis mai Rates ky down hony ki yani aik Andr ki news forex ky trader ko btai jati hai ky gold ky rates mai kami ka imkaan ,
      us time Market crush hoti hai , yani market upper sy nechy ana shuru ho gi or kuch hi mints mai Aik high level ky rates or analysis kill ho ky nechy aa jaty hain iss mai
      kuch trader faida ly jaty hain jo active hoty hain or jin ki nazar fundamental analysis py hoti hai jo news ko sunty hi trade ko band kr dety hain unhy faida ho jata hai
      or wo log jo dair kr dety hain wo loss mai jaty hain ..
      yhan market crush hoti hai trader ki expectations or un ky technical analysi kill ho jaty hain , jo indicator unhy smj aty hain
      wo sub matti mai mil jaty hain , issy kehty hain market crash.
      • #4 Collapse

        Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

        Assalam o alaikum!sb sy phly to hmy ye smjna hy k forex aik international trading system hy or forex markets kbi b crash ni krti blky aik mulk ki infiradi currency crash krti hy.
        crashes ki 2 aqsam hen
        1-long-term crashes
        2-flash crashes
        long term crashes wo hoty hen jin ka life span years and months ma hota hy or ye aik mulk ki economic situation py b depend krta hy.long term crashes ki bunyadi or main wjh government coup,hyperinflation or massive economic challenges hoty hen.
        jb k is k bar aqs flash crashes wo hoty hen jin ka life span seconds,minutes or hours hoty hen.
        long term crashes aksar developing countries ma hoty hen or ye crashes aik mulk ki economic groeth ma aik bht bara or main hurdle hoty hen
        • #5 Collapse

          Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

          Dear friend Apne Jis Tarah Se market ki crash hone ke bare mein analysis Kiye Hain vah bahut hi jyada informative Hain Agar Ham unko behtarin tarike se samajhte Hue kam Karen To Hamen bahut hi Achcha fayda mil sakta hai Jab Bhi aap trading co Pareshan karen to hamesha market ki condition ko Jarur Dekha Karen Jitna Jyada market ke bare mein analysis Denge apna hi aapko fayda Milega aur aap apne liye Jyada Se Jyada achievement kar sakte hain kabhi bhi Bina soche samjhe trading co perform na Karen Apne skill aur knowledge ke sath market ko Dekhte Hue apni strategy Banaya Karen market ke up or down ko analyse Kiya Karen aur uske bad apni trading co perform Kiya Karen Iske alava Trend ko Jarur follow Kiya Karen aur Market ke Trend ko Dekhte Hue apni trading co perform Kiya Karen

          Jab Bhi market crash hoti hai to uski Kuchh Na Kuchh waja Hoti Hai Kabhi economical problem ki vajah se market crash hoti hai aur Kabhi Political situation ki vajah se market crash Hoti Hai maujuda Halat jaise covid-19 ki vajah se market car crash Hona Bhi Ek International political problem hai jisse ham apni market se a bahut jyada nuksan Utha rahe hain Hamesha Hamen Halat ko Dekhte Hue trading ko Pareshan karna chahie Agar market crash Ho Rahi Hai To Hamen market ko acchi tarike se analyse karna chahie Hamesha indicators ko follow Karte Raha Karen Kitna Jyada indicators ko follow karte hue trading co perform Karenge utna hi aapko fayda Milega Hamesha Apne kam ko profitable banane ke liye Jyada Se Jyada hard work Karenge tabhi aapko fayda Milega aur aap apne liye acchi achievement kar sakte hain

          Market ki Kare sone ki vajah criminal activities bhi ho sakti hai isliye Hamen Hamesha market ko Khush rakhne ke liye criminal activity Se Dur Rahana chahie Iske alava kabhi bhi rules Ko Nahin Todna chahie Garam rules ko todte Hain tab bhi aapko market crash ho sakti hai kabhi bhi Hamesha Apne kam ko profitable Banaya Karen Jyada Se Jyada Mein Puri Kaise trading co perform Kiya Karen acchi market tabhi aap ko fayda de sakti hai jawab rules ko follow Karenge Jitna Jyada aap rules ko follow karte hue trading Karenge Apna yah aapko Achcha fayda Milega aur aap Jyada Se Jyada apne liye achievement kar sakte hain hard work Karen aur apne senior member se advice lete Raha Karen aur Bar Bar practice Karenge to aapko Jarur fayda Milega demo account Jitna Jyada use kar sakte hain use per Apna practice Karen aur apne liye fayda Hasil karne ki koshish karte Raha Karen
          • #6 Collapse

            Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

            No doubt dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai Kyunki Jab Ham Forex trading se attach Hain To Ham Ko is baat ka bhi Idea Hona chahie ki market kin reasons ki vajah se crush kar sakti hai Kyunki Jab market crash kar Jati Hai To usmein bahut Sare traders ko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham Ko iska Idea Hona chahie ki market ke Crush karne ki kya reasons ho sakti hai aur ham usko Kaise control kar sakte hain Jiski vajah se Hamara nuksan Na Ho. Market crash hone ki Kuchh reasons main aapke Samne indicate karna chahta hun jisse aapke mind Mein yah question clarify ho jaega.

            Political Issues :

            Dear market ke crash hone ki bahut sari reasons ho sakti hai UN mein se 1 important reasons political instability bhi Hoti Hai Jab Kisi country Mein political instability Hoti Hai toss time per bhi use country ki ki online trading effect ho sakti hai aur uski market bilkul khush ho sakti hai.

            Natural disaster :

            Natural disasters ki ek bahut badi reasons ho sakti hai Kisi market ko crash karne ke liye Kyunki Jab Kisi country Mein Koi natural disaster aati hai to use country ki trading mein bahut jyada negative effect ho sakta hai for example agar aap covid-19 ko dekhte hain to aapko acchi Tarah idea ho jata hai ki is ne Puri duniya ki market ko Kis Tarah crash kar diya tha is na crude oil ki market ko bahut jyada effect kiya tha.

            Demand and supply :

            Agar Kisi specific commodity ki demand bilkul reduce Ho Jaati Hai aur uski demand bilkul na hone ke barabar Ho Jaati Hai to use time per bhi us commodity ki market crash ho sakti hai for example Jab covid-19 pass time per crude oil ki demand bahut hi kam ho gai Thi Jiski vajah se uski market crash Ho Gai Thi Is Tarah Agar Kisi Spencer feet commodity ki demand mein balance Na Rahe aur demand aur supply ka aapas mein comparison na ho sake to us condition mein bhi market crash ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

              Dear member ap nay Market kay bary men nice information pass ki hen market kay crash honay ki different wajohat ho sati hen agar ham market ki soratay hal pay nazar rakhen to hamen loss na authana pary jab bhi trade karni ho to hame soch smjh kar kam karna ho ga jab he ham aismen kamyab ho sakty hen agar ham nay Forex men kayab hona hay to Market kay barmen fully information ko rakhna ho ga aismen political reasons bhi hen aor economical bhi hen agar ham aor wabai waja bhi ho sakti hay recently corona virus ki jo waba pheli hay aiski waja say bahi Forex ki marekt pay all over the work kafi bad effect para hay agar ham OIL #CL ki he example lay len to pata chalta hay kay OIL zero tak ho gaya tha ais ki main reason yehe the kay international level pay tamam mumalik ki movement band ho gai the aor koi import and export ni ho rahe the jis ki waja say tamam industry bhi stop the koi production ni the ais lye OIL ki demand zero ho gai the to Forex ki mareket men OIL zero tak ho gaya tha to aisay he kuch halat hotay hen jin ki waja say hamen market men loss ko bare karna par jata hay to hamen soch smjh kar kam karna ho ga aor international level pay tamam halat pay nazar rakh kar kam karna ho ga jab he ham Foex ki market men kayab hon gay other wise loss ho ga. aor loss say safe rehany ka sab say best tareka yehe hay kay ham aismen apna kam fully learning kar kay karen gay to ham loss say safe reahen gay aor hamen aismen kamyab ho ge.
              • #8 Collapse

                Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                Jab Bhi market crash hoti hai to uski Kuchh Na Kuchh waja Hoti Hai Kabhi economical problem ki vajah se market crash hoti hai aur Kabhi Political situation ki vajah se market crash Hoti Hai maujuda Halat jaise covid-19 ki vajah se market car crash Hona Bhi Ek International political problem hai jisse ham apni market se a bahut jyada nuksan Utha rahe hain Hamesha Hamen Halat ko Dekhte Hue trading ko Pareshan karna chahie Agar market crash Ho Rahi Hai To Hamen market ko acchi tarike se analyse karna chahie Hamesha indicators ko follow Karte Raha Karen Kitna Jyada indicators ko follow karte hue trading co perform Karenge utna hi aapko fayda Milega Hamesha Apne kam ko profitable banane ke liye Jyada Se Jyada hard work Karenge tabhi aapko fayda Milega aur aap apne liye acchi achievement kar sakte hain
                Market ki Kare sone ki vajah criminal activities bhi ho sakti hai isliye Hamen Hamesha market ko Khush rakhne ke liye criminal activity Se Dur Rahana chahie Iske alava kabhi bhi rules Ko Nahin Todna chahie Garam rules ko todte Hain tab bhi aapko market crash ho sakti hai kabhi bhi Hamesha Apne kam ko profitable Banaya Karen Jyada Se Jyada Mein Puri Kaise trading co perform Kiya Karen acchi market tabhi aap ko fayda de sakti hai jawab rules ko follow Karenge Jitna Jyada aap rules ko follow karte hue trading Karenge Apna yah aapko Achcha fayda Milega aur aap Jyada Se Jyada apne liye achievement kar sakte hain hard work Karen aur apne senior member se advice lete Raha Karen aur Bar Bar practice Karenge to aapko Jarur fayda Milega demo account Jitna Jyada use kar sakte hain use per Apna practice Karen aur apne liye fayda Hasil karne ki koshish karte Raha Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                  Market crash hone ki bahut sari pigeon ho sakti hai forex market Mein Ham jitni Jyada Soch samajhkar trading Karenge itna hi Hamen fayda Hai To Hamen chahie ki Ham market key Trends ko Jarur follow Karen Jab Ham trading karte hue X ko follow Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hota hai aur Hamari working skills isase Jyada baithe ho Jaati Hain aur Hamara profitable trading hoti hai isliye market ki UN rules ko follow Karen Jinke bare mein aapko time over practice karvai Jaati Hai Jab tak Ham market ke rules ko follow Nahin Karenge To Hamen fayda Nahin Hoga isliye Hamen chahie ki market Purush ko follow karte hue apni working Karen aur trading Karen jab tak Ham rules ko Sholay Nahin Karenge Hamen profit Nahin Milega To Hamen profit lene ke liye market ki rules ko Jarur follow karna chahie aur is Baat per focus Karenge Ham market ke rules ke against answer hai aur most market crash hone ki vajah yah Hai Ki new news ki vajah se market mein bahut jyada loss ho jata hai costly news Aise a jaati hai ki market Mein Logon ke account post Ho Jaate Hain isliye Hamen Soch samajhkar trading Karni chahie aur no news ko bhi follow Karte Rahen
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                    Doston market ke crash hone chahie Kai wajoohaat ho sakti hain ismein ismein natural disaster Ho Gaya political issues Aur Is Tarah matlab hai ke aur bhi Bahut chijen Hain Jo ke market per set Karti Hain Asar Andaaz Hoti Hai latest abhi coronavirus Ne market per bahut jyada dala hai aur usko crash Kiya Hai hai ISI Tarah jo bhi political Koi issue hota hai ya koi kis sim 1 country ka Kisi dusre country ke sath jawab it kharab ho Jaate Hain dollar ki kimat aap yah down Hoti Hai Tu Is Tarah Meri market crash ho sakti hai isliye aapko chahie ki Jyada Se Jyada time trading co Den mehnat Karen aur apne trade ko Kamyab banane ke liye market ko analyse Jarur Karen Agar aapke pass Jyada se jyada mehnat hai aur knowledge hai to aap acche trading bhi kar sakte hain aur Achcha experience bhi Hasil kar sakte hain aur ek kam Yad trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sakte hain aapki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment aapki kamyabi hoti hai. Jab Bhi Koi natural disaster Hota Hai Koi Sailab aata hai koi Bimari Aati Hai To uske liye aapko chahie ki Hamesha Soch Samajh Kar aur aur Market ko analyse karte hue apni trading Karen Taki aapko acchi karne ka mauka mil sake aur aap Kamyab trade Karke Ek accha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken Agar aapke pass Jyada time nahin hai to aap aap acchi earning nahin kar sakte aur aap Kamyab trader bhi nahin Ban Sakte aap ki mehnat aur acchi trading hi aapko accha profit Deti Hai
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                      Assalamo alkum dear forum friend ap ne bahut acha sawal poocha hai k market kyun kar jati hai aur market k crash karny ki wajoohat ham sab ko pata honi chahoyn kyun k jab forex market crash karti hai tu bahut sary traders k account wash ho jaty hain jaisa k ap ne dekha hoga covid-19 ki waja se oil ki market crash kar gai thi tu bahut sary traders k account wash ho gaye thy is liye hamyn market mein kamyab hony k liye over all world ki news sath tuch rehna hoga kyun k normaly market technical analysis par movement kar rahi hoti hai but achnak kuch wajoohat hoti hain jin ki waja se market crash kar jati hai tu is ki kuch khas waja hoti hain jo main ap k sath shar kata hon
                      POLITICAL ISSUES OR CRISES IN COUNTRIES:-
                      Dear agar kisi country mein political issues chal rahy hon jaisa k election hon ya apas mein political parties k crisis chal rahy hon ya apas mein kisi 2 countries k war chal rahi ho crisis chal rahy hon tu market crash kar sakti hai kyun k aisy crisis se currency par kafi bura asar parta hai is liye jis bhi currency par ap trade open karyn tu us currency ki country k halat ko zaroor mad e nazar rakhyn aur news k sath aur political issues ko sath zaroor tuch rahyn
                      QUDRATI AFAAT :-
                      Tu dear market k crash karny ki apko doosri waja bta don k kuch natural disaster hoti hain jin ki waja se kisi country k economic halat kaharab ho jaty hain tu market crash kar jati hai jaisy k ap ne dekha hoga k corrona virus aik qudrati afat thi jis ki waja se poori dunia mein lock down lag gaya aur tamam business band ho gaye import export band hogai trafic bhi band hogai even k poori dunia gharon tak mehdood hogai tu is waja se bhi market crash jati hai kyun k tijarat khatam ho jati hai aur currency weak ho jati hai tu world mein agar koi natural disaster ho jaye jaisy koi beemari aa jaye ya koi flood aa jaye ya earthquake aa jaye tu is waja se bhi market crash kar jati hai
                      DEMAND KA KAM HONA YA SUPPLY ZAYADA HONA :-
                      Dear agar kisi cheez ki demand zayada ho jaye tu uski market up ho jati ha aur agar demand kam ho jaye tu us cheez ki market crash kar jati hai ya supply zayada ho aur buyer na hon tab bhi market crash kar jati hai ap ne dekha hoga covid-19 mein poori dunia mein lock down tha aur traffic band thi jis ki waja se oil ki demand nahi thi aur oil companies k pass storage ki jaga nahi thi aur koi country oil nahi ly rahi thi tu crude oil market crash kar gai thi tu demand and supply par bhi focus kiya karyn is se market par bahut asar hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                        Dear brother aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki forex market kimat wajohat ki base per crash ho sakti hain dekhte hain ki forex market Mein Jab kam Kiya Jata Hai To ismein kam karne ke liye aapke pass sabse pahle market ki information honi chahie hai aur aapko ismein market ke bare mein pata Hona chahie ki ismein Kis Tarah work Kiya jata hai aur ismein Kis Tarah Se Sansad ki Ja sakti hai agar Ham ismein kis trading Kahate Hain To Ham Ko kis chij ke bare mein knowledge or experience Hoga To Hamen uska fayda ho sakta hai.

                        Market Jab Bhi crash Hoti Hai To iski bahut sari vah Jo Hath ho sakti hain for example Kisi bhi Mulk ki account Mein Jab ab khush ho Jaati Hai yah Mulk Mein dekhte hain ki ismein bahut Sare missile Paida Ho Jaate Hain To iski vajah se bhi market Karen ho sakti hai aapke pass Ek previous condition coronavirus hain jismein aap dekhte hain ki covid-19 ki vajah se market per bahut jyada Asar hua tha aur Market abhi tak stable Nahin Hui.

                        Forex market crash hone ki bahut sari vajah hoti hai Kyunki market ki Munh mein kisi bhi Vatan expected ho sakti hain Ham dekhte hain ki Jab Saudi Arabia aur China ke Darmiyaan Jab oil crisis per baat hui thi to ismein bahut jyada oil per effect Pada tha Jiski vajah se market per bahut jyada Asar hua tha.

                        Dear brother recently aapke pass Ek example Samne hai ki covid-19 ki vajah se crude oil ki market bilkul crash Ho Gai Thi aur ham dekhte hain ki crew dial mines Mein Chala Gaya Tha iski vajah Kya Hai Ki Rasiya aur Saudi Arabia ke Darmiyaan oil prices per baat cheet ho rahi thi Jiski vajah se bahut jyada market per effect vah aur Halki market Karen ho gaye lekin ab a star aftermarket stable ho rahi hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawaal : Market Kin Wajohat Ki Wajah Say Crash Hoti Hai...?

                          G dear market kay crash hona kuch bari wajohat ki waja say hota hai kiyu kay marketplace mai aisa khean bar hota hai kay ap kam kartye hain tu es mai jis tarha current crona walye cases aye hain tu ye creash ho gaye hain es tarha kay instances atye hain tu ye crash ho jatye hain jis mai na sirf custamer balky pai ka kafi nuqsan ho jata hai aur es mai deller ka bhi kafi nuqsan ho jata hai kiyu kay es mai acha kam ap kar saktye hai kiyu kay ap ka kam hai kay ap hamesha information pay kam kiya karwin kiyu kay ap information pay kam kartye hain tu ap kaliye kaci asani ho katye hain aur ap ka kam acha ho jata hai ager ap us time pay marketplace mai access na katain jis time pay ap kaliye masla ho tu ap kaliye asani ho jatye hsin tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet au rlagan kay sath he ap ka kam acha ho pata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patye hain tu market mai aksar aisa hota hai kay marketplace distrib hai tu ap ka kam hai kay ap us time pay es mai waite kar lain tu zayda acha ho jata hai kiyu kay jald bazi mao tu ap ka kam khrab hota hai aur ap ka kafi nuqsan ho jata hsi tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi jald baxi say kam na kiya karain kiyu kay ap ka kam es mai asan tabhi hota hai jub ap es mai apna mam relex ho kay aur daikh kay kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur relex ho kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay hamesha he es mai ap kamyab rhatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur mahnet ayr lagan kay sath he ap ka acha kam mumken hai ager ap mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye sirf masail hain aur ap kaliye kuch nhi hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath hamesha acha kam kiya karain ta kay awful mai bhi ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam ap kaliye sirf kamyabi laye kay ata hai tu ap acha kam kartye rhain aur es mai ap kamyab ho jatye hain tu kam ap ka acha ho ga tu ap kamyab hun gaye na

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X