markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?
    dear for informations mairaa aap sab say yeh sawal hay k jub forex markeeet move karty karty overbought ho jaty hay to aisi situations main hamain kia faida milta hay aur jub hamain is main nuksaan hota hay entry ya exit say to usk liye hamain konsa step use kartay huway markeet ko sahi samjhtay huway kia deceioun laina chaye jis man agar ham usay sell kartay hain to tab bhi ham faida hasil kar sakain aur jub ham usay buy kartay hain to usk lose say hamain kaisay bachtay huway apni trading ko kamyaab banana chaye is k baray main wazahat kar dain taa k ham har kisam k lose say bhi bach sakain aur sath sath hamko is say kuch experience bhi mil jayae?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

    Market ki overbought hone se a a Hamen fayda ya nuksan Hamari planning aur trading strategy Ki Desh per hota hai agar humne a market Karnal se acche liye hai aur Market Court judgement ke sath Dekhte Hue apni set ko perform kiya hai to market ke overboard hone se Hamen Jarur fayda hoga Agar kabhi umarkot bahut jyada mood ke sath overboard Ho Jaaye aur aapane buy ki trade Lagai hui ho to aapko usmein Jarur fayda Milta Hai Jab Bhi market aur board hone ke chances ho to aap market ke bare mein Aisi strategy Banaya Karen ki jisse aapko Achcha profit milane ke chance Hai Jo Kabhi Bhi market ko overboard hone Ki Surat mein sell ki trade Na Lagaya agar aap aise trade lagayenge to aap ka account wash ho jaega Hamesha trading karte hue Apne account ko save rakhen Jitna Jyada aap save rakhte hue trading Karenge utna hi aapko fayda Milega kabhi bhi Bina soche samjhe aur Bina plan aur Bina Kisi strategy e k Kabhi bhi kam na Karen Hamesha knowledge ke sath market ke analysis ko judgement ke saath dekhne ke bad apni ticket ko perform Karenge to aapko overboard hone se fayda milega

    Jab Bhi entry yah exit main trade jaati hai To Hamen market ko bahut acchi tarike se samajhne ke bad apni trade ko perform karna chahie kabhi bhi Bina soche samjhe kam na Karen entry-exit ko acchi tarike se analyse karne ke bad trading co per form Kiya Karen Agar aap candlestick ki movement ko acche tarike se judgement ke bad dekhne ke bad trading ko perform Karenge to aap to Jarur fayda Milega aur apne liye acche se Accha fayda Utha sakte hain aur marketing karte hue Jyada Se Jyada fayda Le sakte hain

    Jab Bhi aap trading co perform Karte Hain To Hamesha koshish Kiya Karenge ke market ko acche tarike se analyse karne ke bad trading co perform Karenge Itna Jyada aap positively kam Karenge aur Jyada hard work Karenge to yah aapke fayda Milega kabhi bhi Bina soche samjhe kam na Karen Jab bi trade entry ya exit Mein Jaaye to market ko tarike se analyse karne ke bad aapki trade Lagaya Karen tabhi aapko market Se Achcha result mil sakta hai aur aap apni trading Se Jyada Se Jyada profit gain kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

      Doston Kyon Ke Ham market ko analyse karte hue Apna trade Karte Hain Agar market over by yah overselling Karti Hai To is se Hamen yah loss hota hai ki Hamara account is se wash ho sakta hai ya FIR Hamen isase Jyada profit bhi ho sakta hai isliye aapko Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Apna trade ko kam Jab banane ke liye apni acchi earning Karni chahie jisse aapko kamyabi mil sake aur Achcha trading ke Kajal Ban Saken aapki Mahila Tor Jyada Se Jyada time trading co Kamyab banata hai aur Achcha profit deta hai isliye aapko market ko analyse karte hue aur Soch samajhkar trade karna chahie aur apne emotions per control karna chahie jisse aapko kamyabi mil sake aur Achcha profit Hasil Karke Ek acchi income Hasil karne Ke Kabil banaa Saken. Trading means aapko Tamam sakta score points ko Apne mind mein rakh kar apni trading ko start karna Hota Hai Is Tarah aap kam Jab Bhi ho sakte hain aur acchi earning bhi kar sakte hain. Acchi trading aapki acche analysis Se Hoti Hai isliye aapko chahie ke Sabar ke sath daily basis kar market ko analyse karte hue Jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aapko kamyabi mil sake aur acchi ab Nahin karne ka mauka mil sake
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

        Forex trading main jab bi market overbought hoti ha to is sy hum andaza laga sakty han k market ny wapis jana ha par wahan pe humy resistance level ya koi candle sy confirmation karni ho ge ni to humy loss ho sakta ha is ley both ahtiyat sy trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken or behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken forex trading main humy ziada sy ziada behtar planning or strategy bana k trading karni ho ge jis sy hum log ache earning kar saken gy
        Forex trading main planning or strategy ki both ziada importance ha jab tak hum log sahe tahra strategy or planning sy trading ni karty han to humy loss k chance ziada hoty han or hum apna account bi wash karwa sakty han is ley humy both ahtiyat proper money management or risk management sy trading karny gy to hum log kamyab ho saken gy
        Forex trading main jtni ziada mehnat karny gy or proper analysis kar k trading karny gy to hum log ache earning kar saken gy jtny ache analysis hon gy utni he ache planning or strategy sy trading kar k ache earning kar saken gy forex trading main mehnat karna lazmi ha warna humy loss bi ho sakta ha forex trading main humy behtar sy behtar planning or strategy bana k trading karni ho ge or har trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humara account safe ho or hum ache earning kar saken
        • #5 Collapse

          Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

          G han dear market mai kafi time aisa hota hai kay ap es mai trade open kartye hain tu ye aik side pay move karti hai jis mai ager ap nay us side pay trade open kiys hota hai tu ap ka kafi faida ho jata hai jub kay ager us side pay move nhi kartye hain tu ap kaliye masla ban sakta hai ap ka kam hai kay ap us time pay es mai daikh kay kam karain jis time pay ap ko pta hia kay ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha aur mahnet kay sath kam kartye hain tu ap kaliye kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay hai kay ap acha kam karain aur ap es mai acha kam us time pay kar saktye hain jub ap es mai achye anylsis kay hisab say kam kartye hain ap kay anylsis achye ho jatye hain tu a kaliye kafi faida hai kiyu kay ap nay trade bhi usi side pay lagna hota hai jis side pay ap ka trade move karta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar saktye hain aur ap es mai kamyab ho katye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet aur lagan kay sath he ap ka kam acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap trade open kartye hain tu ap es mai daikh kay he acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain jub kay ap es mai bina anylsis kay kam kartye hain tu ap kaliye masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap kaliye kafi asani ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu wo ap ka kam hai kay ap es mai achye anylsis kay sath he acha kam kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam he ap kaliye kamyabi hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

            Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab market overbought situation Mein Hoti Hai post Mein Ham bahut jyada benefits aur advantages Hasil kar sakte hain lekin is Wapas ke liye Ham Ko sabse pahle yah Pata Hona chahie ki overbought situation kya hoti hai aur ham isko Kaise dekh sakte hain ki market mein aap overbought situation chal rahi hai.

            What is Overbought situation :

            Dear jab market Mein prices level bahut jyada increase ho jata hai aur Market Mein prices Bahut uptrend Mein Ho Jaati Hai to use situation ko overbought situation Kaha jata hai is situation mein aapko yah pata chal jata hai ki market Mein buyer's ka pressures hai aur Market Mein sellers bilkul Bhi Nahin Hai.

            How to Check Overbought Situation :

            Agar aap market Mein overbought situation ko Measures karna chahte hain to use situation ko observe karne ke liye aapko different indicators bahut jyada help kar sakte hain specially is purpose ke liye aapko relative strength index indicator bahut jyada help karta hai aur aapko is situation ke bare mein proper indication Deta Hai Kyunki usmein Jab Bhi Mujhse 70 level ko cross Karta Hai To iska matlab yah hota hai ki market ab overbought situation mein hai ab aap market Mein sal ki trade lagakar bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

            Agar aap Forex trading karty hui is situation ko proper learning Hasil karne ke bad judge kar lete hain to aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Kyunki Iske bad market Mein Hamesha to ho to down Aana hota hai agar aapko is stage per conformational candlestick inform kar deti hai ki market mein aap bearish movement Hone Wali Hai To aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

              Forex trading Mein Jab Ham market ko open Karte Hain To usmein analysis bahut Soch Samajh Kar Karni chahie market ki overbought se Hamen yah fayda hota hai ki Hamara profit bhi bahut Achcha ban jata hai agar Ham Soch Samajh Kar Kisi bhi indicator ke bi ko check Karte Hain To Hamen bahut fayda hota hai Kyunki Jab Hamara profit Aata Hai To vah Hamen bahut jyada Mil Jata Hai Agar Ham acchi trading Karenge aur trade ki analysis karke hi working Karenge To Hamen bahut Achcha profit Mere sakta hai vah jisse hamara bonus bhi increase ho jaega aur ham use profits ko Arun kar sakte hain isliye Hamen chahie ke apni working per bahut jyada focus Karen Taki Hamara profit increase Hota Jaaye aur Hamen bahut acchi aur nahi milti Rahe to uske liye jaruri hai ki market ko Soch Samajh Kar Hi working karna Jitna Ham Soch samajhkar market Mein working Karenge itna hi Hamen fayda hai
              • #8 Collapse

                Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                Overbought condition me jab market ho jes ka indication hamy RSI indicator se mil sakta hay to es ka matlab ye hota hay key market reversal point par move kar rahi hay aur kesi be time market upside me ja sakti hay es situation me traders ko buying orders place karny key ley best entry point ka wait karna chaye, oversold condition ka matlab ye hota hay key market downside me move karny key ley tayaar hay, RSI indicator agar use kia jaye aur traders ko overbought aur oversold condition key bary me proper information na ho to RSI indicator use karny ka koi faida nahi hota hay, RSI indicator esi condition me traders ko fadia de sakta hay key es key indications ko understand kar key follow key jaye, sab se achi trading strategy ye ho sakti hay key agar overbought condition ka signal mil jaye aur es indication ko economic news se conform kia jaye to hamari market me esi entry 100% hamy profit de sakti hay, agar overbought indication ko baghir sochy samjy hi es par trading me action leya jaye to ye big risk ho sakta hay market key strong support level key break na hony ki conformation be hasil karni chaye agar ye level break ho jata hay to RSI ka dia gia overbought indication ghalat be ho sakta hay jes ko follow karny me traders ka bahot loss ho sakta hay, koi be technical indicator ho es key signals ko bahot soch samaj kar aur minimum risk le kar hi follow karny chaye ye signals weak be ho sakty hey jes ki waja se trading me loss ka samna ho sakta hay.
                Click image for larger version

Name:	be6ee821aa386fe4ce31e87d9ea868cd.jpg
Views:	1
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12330046
                • #9 Collapse

                  Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                  Dear brother aap forex market Mein dekhte hain ki market Jab Bhi overbought Hogi to usse aap ki jo purchase wali trade hoti hain unko aapane close karna hota hai Kyunki market ke chances down aane ke 70 to 80% hote hain aap ismein kam kar rahe hote hain to aapki trade Jo Lagi hoti hain market Mein purchase ki to aapko chahie Kyon trades ko close kar den.

                  Kyunki forex market Mein Ham dekhte hain ki Ham Agar Kisi bhi indicator ya FIR moving average ka istemal Karte Hain To usmein Agar Hamen hamare pass ke and a Jaaye ke market ab overbought ho gai hai Jaisa ke relative strength index indicator Ek bahut hi Jabardast indicator Hai Jiska aap istemal karte hain to market Mein Jab Bhi overbought ya oversold hote hain to vah aapko market Mein Ek level de deta hai Jaisa ke uska aur board ka level 70 hota hai to ismein aap market Mein Jo Bhi purchase wali trade hoti hai usko aap close kar sakte hain aur Jab Bhi market 30 level per Jayegi to market ka down pressure khatm Ho Jaega To isase aap purchase wali trade Laga sakte hain aur sale her wali trade ko close kar sakte hain.

                  Dear market Jab Bhi overboard hoti hai to market Mein bhaiya Kiska pressure kam ho Jaate Hain aur Market kis situation Mein down Hona start ho jaati hai to aap Jab Bhi ismein kam karte hain to aapko chahie kya aap sabse pahle market ke bare mein knowledge or experience ke sath kam Karen Taki aapko market ki vah mat ke bare mein idea ho chuke hain Kyunki Ham ismein dekhte hain ki market Mein kam karne ke liye aapke pass Jab Achcha experience aur aapke pass Jab Achcha knowledge hoga to aapko iska fayda ho sakta hai otherwise aap kabhi bhi trading Mein Kamyab Nahin ho sakte..

                  Market Mein kam karne ke liye aapko chahie kya please mein kisi bhi indicator yaar trading tool ka result check karna chahte hain to aapko Uske bare mein knowledge Hasil karna hoga aur uske bare mein aapko practis karna Hogi Kyunki Jab Bhi aap Kisi bhi indicator Koi practice demo account Mein Karenge to aapko usko Jyada fayda Hoga Agar Ham market ki movement Ko Agar soche samjhe trade Laga Denge to aapko isase bahut ho sakta hai isliye bahut jaruri hai kya kis Maine Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein aap Jyada Se Jyada Main karen to aapko iska Jyada fayda hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                    bhai jan forex trading main jub market overbought situation dikha rahi hai tu es ka mtalb yah hota hai k market still abhi buy main hai or es main kafi time se yai tredn chalny walal hai basically market jub aik bari impulse deti hai jis k bad aghr wo apny higher or higher lw ko braek karti jati hai tu os main hum yah dekh skty hain k market over bought chali ja rahi hai or es main abhi market sellrs ki situation main nahi a rahi hai market ki es sort e hal ko smjhy k liye ap RSI indicators ka bhi use kar skty hain jis ki help se ap market main achi tarha dekh skty hain k market over bught hai yah over seller hai q k es indicator ki help se aghr market 70 level ko touch kar gai hai yah karny wai hai tu es ka yahi mtalb hai k market over bought hai jis main trade krna aik challenge hota hai jis ko achi trah se smjhna or pher osko profit main lay kar jana yah ap sub ki trading ability par hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main trading krna chahty hain or ayse sort e hal ko smjhna chahty hain tu hmain inficators ki help se pata cahl jata hai jis k bad hum apni trading k liye koi faisla kar skty hain or forex main ach trading kar sky hain jis se hmain faida milta hai
                    Click image for larger version

Name:	rsi kamal.png
Views:	3
Size:	99.4 کلوبائٹ
ID:	12330072
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear for informations mairaa aap sab say yeh sawal hay k jub forex markeeet move karty karty overbought ho jaty hay to aisi situations main hamain kia faida milta hay aur jub hamain is main nuksaan hota hay entry ya exit say to usk liye hamain konsa step use kartay huway markeet ko sahi samjhtay huway kia deceioun laina chaye jis man agar ham usay sell kartay hain to tab bhi ham faida hasil kar sakain aur jub ham usay buy kartay hain to usk lose say hamain kaisay bachtay huway apni trading ko kamyaab banana chaye is k baray main wazahat kar dain taa k ham har kisam k lose say bhi bach sakain aur sath sath hamko is say kuch experience bhi mil jayae?
                      Market apni normal movement continue rakhti hai kabhi support ki taraf aur kabhi resistance ki taraf ly bar bar trend change hota rehta hai market aik specific time period ky liay apni limitations main hi movement continue kerti hai lekin jab market per koi fundamental effect hota hai tou aesi situation main market kisi bhi direction main bahot bari movement ker leti hai tou yeh maximum movement market main overbought ya oversold situation creat ker deti hai jo trade entry ky liay best time hota hai ky jab bhi market main aesi situation ban jaey tou hamain reverse order main trade open kerny per bahot acha profit hasil ho sakta hai lekin yahan per ham in main sy sirf overbought ko discuss kerny ja rehy hain ky overbought hota Kia hai aur is sy kis terha faida hasil kia ja sakta hai

                      Market overbought

                      Jab market main price increase hoty hoty apni maximum limit tak ponchti hai tou aesi situation ko overbought kehty hain kyun ky jab market ki limit meet ho jati hai tou usky bahd market mazeed movement same direction main continue nehi ker sakti tou aesi situation overbought situation hoti hai

                      Overbought ko read kesy Kia jata hai

                      Market jab uptrend main movement kerty huey apni maximum resistance tak poch jati hai tou aesy time per Ham RSI indicator ki madad lety hain ky RSI main kia situation ban rehi hai agar RSI main market 70 ko cross ker chuki ho tou it's mean ky market main overbought situation creat ho chuki hai

                      Overbought sy ham kesy faida hasil ker sakty hain

                      Jab bhi market main overbought situation creat ho chuki ho tou hamary pas best chance hota hai ky aesy time per Ham market main sell ki trade enter kerain lekin jab bhi market RSI main 70 ko cross ker chuki ho tab bhi hamain sell ki trade enter kerny main jaldi nehi kerni chahiay hamain kuch time period ky liay wait kerna chahiay ky jab overbought situation ky bahd market reverse trend start ker ky tab ham sell ki trade enter kerain warna overbought situation ky bahd bhi market ky upward movement continue ky chances hoty hain Jesy ky last month main gold main continue overbought situation rehi hai aur market overbought main bhi reverse nehi hui tou aesy time per overbought per trade kerny walon ko bhi loss hua hai isliay overbought situation sy ham faida tab hi utha sakty hain ky overbought situation ky bahd ham trend reversal ka wait ker lain
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                        W.Salaam

                        Dosto agar market over buy kare yaa sell to hame chahiey keh ham lot ko smaal rakhe aor har situation me apne account ko safe rakhne me ehm aqdamat kare first hame market ka jaiza lena chahiey agar market ki movement bht fast hai to hame chahiey keh market me jo pair choose kia hai us ke baarey me news updates hasil kare aor phir trade lagaey stop loss lazmi add kare taa keh apka account safe reh sake dosto yeah forex trading aek bht acha aor munafa baksh business hai is m hamari mehnat hi hame kamiaabi de sakti hai aor jab market me koi trade over hoo yani buy yaa sell aek barri had tak jaey to ap kisi tarah se bhi apne bonus ko bachaey aor ziada lalach na kare munasib profit par trade ko closed kar dena chahiey tabhi ap achi earning karne me kamiaab hoonge.
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                          My dear brother aapka topic bahut hi good hai market ke over baat hone se hamen Koi benefits nahin milte Hain aur na hi hamara Koi loss hota hai jab tak hamari Koi trade open nahin hoti hai agar hamari Koi trade market mein open hoti hai aur market over baat Ho jaati hai to tab hamen profit yah loss hota hai aur agar hamari koi bhi trade open nahin hai to market over bath Ho jaaye to hamen koi bhi profit jallosh nahin hota hai.
                          Market ki overbought situation
                          Market ki overbought situation hamare liye beneficial ho sakti hai kyunki agar Ham analyse kar lete hain ki market aap peak point per aaj Kar chuki hai aur market ne ab parivar se Lena hai to Ham market ki is movement se bahut hi gotrade Le sakte hain aur is trade se hamen bahut good profit mil sakta hai isliye hamen market ki aisi situation ko jarur analyse kar lena chahie Jab Ham market ki aisi situation ko analyse kar lete hain to market se hamen kafi good profit mil sakta hai isliye hamen market mein jarur aisi situation ko analyse kar lena chahie kyunki aisi situation hamare liye bahut beneficial hai aur aisi situation se Ham market mein bahut hi gold trading kar sakte hain isliye hamen aisi situation mein good working karni chahie tha te hamari working bhi best ho sake aur ham is situation se kafi go good amount mein earning jile saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                            han dear price break aksar hota rhata hai ap market mai kam kartye hain tu ap ko es mai pta ho ga kay aksar aisa ho jata hai jub koi bari news atye hai ya koi bara kam hota hai tu es mai ap kaliye kafi masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai usi time pay price action change kar kay es mai acha kam kiya karain ta kay bad mai ao es mai acha kam kar saktye hain tu price action kay hisab say kam karna har aik achye trader ki nishani hai kiyu kay market mai masla banta hai tu ap ka kam hai kay ap us mai foran action kar diya karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho sakta hai acha kam ap ko kabhi nakami nhi daita hai ye bat tu hai kay ap ka kam acha ha tu ap es mai in time pay he acha price action kar saktye hain kiyu kay ap es mai in time pay action kartye hain tu ap kmayab ho patye hain jub kay ap es mai in time pay kam nhi kar patye hain tu ap es mai aik nakam trader ki tarha he kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kiya karain aur ap es mai achye anylsis kay hisab say acha kam kiya kartye hain tu ap es mai kbhi nakam nhi hotye hain ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain ta kay bad mai ap es mai aik achye trader ban saktye hain tu ap ka acha kam he ap kaliye kamyabi hai ager ap ka kam acha nhi hai aur ap es mai mahmet say hat kay kam kartye hsin tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain jun kay ap ka acha kam ap ko kamyabi daye daita hai tu ap acha kam kiya karain aur kamyabi hasil kiya karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet k overbought honay say hamain kia faida ya nuksaan hota hay?

                              FOREX TRADING BUSINESS
                              dear forex friend forex trading bohat he behtreen business hai lekin is ky saath saath humein yeh baat bhi apny mind Mein rakhni chaheye KY yeh business behtreen hone KY saath saath bohat zayada risky bhi hai aur is Mein profit Hasil krny KY liye humein khud ko Har tarha ki situation ky liye tyar rakhna ho GA phir Chahe humein profit ho ya nuqsaan hum kabhi bhi Pareshan ya over confident nahi hun ge jis se hum apny kaam ko agy continue rakhny mein Kamyab ho sakty hain Agar Hum yahan just profit ka Soch kr kam kren ge to definite baat hai hum loss se ghabra jaen ge jis ky baad hmare liye acha profit hasil krna mushkil ho Jae ga
                              OVERBOUGHT
                              dear aik baat Yad rakhen ye market hai yeh kabhi bhi apni conditions ko change kr sakti hai na to ye hmare according sell direction Mein move kre ge aur na he yeh hmare analysis KY according but direction Mein move kre ge market hmesha situation ky according move krti Hai aur Agar humein nuqsaan se khud ko bcha a hai to phir humein chaheye KY jab bhi trading kren to koshish kren ky sab se pehle markeet ki history ko ache tarha se observe kr Lyn kyun KY markeet ki history humein bohat ache information aur ache trading techniques provide krti Hai aur humein market ko ache tarha samajhny ky baad koi proper decision lyty Howe trading krny ki koshish krni chaheye aur sab se important humein kabhi bhi apny decisions ko ignore nahi krna chaheye us se bhi humein nuqsaan ka samna karna par sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X