ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai
    introduction :
    dear friends roti har insaan ki zarorat hai is k bagair hamara guzara nahi ho sakta sadyon se hamari maye aag par kisi dhat maslan lohe ka tawa ya stove rakh ka roti banati aa rahi hai lekin ab ye technology our scince ka dor hai jaha scinece ne dosri invetion ki wahi kichen k related b bohat sari la jwab invention ki hai esi hi aik bemisal invention Electric slove ya Roti maker hai jis ka use intahai asaan ha our is k sat ham achi c our maze dar gool roti bana sakte hai

    Parts of Electric stove :
    dear friends electric stove ya roti maker ku k bijli se chalta hai is liye is k kuch parst hote hai jo is ko working k kabil bante hai mandrja zail hai
    • Heating elements ( stove ko garm karne k liye )
    • thermostat ( harart ko judge karen k liye oour control karne k lie )
    • Fuses ( over heating se bacahne k liye )
    • Racks ( stove ko pakrne k liye )
    • control knobs ( temperatire ko control karne k lie our achi roti banae k liye )
    • Timer ( jitna wait chahiye ho us k bad khud kar tarike sa band karne k liye )

    Advantages :
    dear friends is k beshumar advantages hai jo k niche diye gay hai
    • electric roti maker se roti ka zayka change nahi hota hai
    • electric roti maker se bani hui roti halki khane main lazeez our gool hoti hai
    • is se bani gai roti ghazyy se bharpor hoti hai
    • is ka use asaan hota hai agr kisi ko roti na banai aye wo b is se chi roti ban sakte hai
    • zayda mehnt nahi karna parti hai
    • kam wakt main zayda roti bani ja sakti hain

    Disadvantages :
    dear friends is k kuch disadvantages bhi hai

    • agr bijli na ho to ham roti nahi bana sakte hain
    • ku k ye electric hoti hain is liye agr is mai koi kharabi ajae our ye short ho jye to jan ka khatra ho sakta hai
    • is se bijli k bill zayda ata hain
    • agr is ko use na krna aye to roti kharab ho jati hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review roti maker per mubni hay dosto roti maker ka boot faida hay or ic cy ap ky time ki boot zaida batch hoti hay or ap ka time bi waset ni ho ta hay
    • #3 Collapse

      Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

      Electric stove roti maker
      Electric stove cooking bhi kar sakta hai aur fry karne ke kam bhi a sakta hai electric store ke bahut sare fayde hain agar aapke pass gas facility nahin hai aur aap ky pas darakht ki lakrian nhi hain to ap log electric stove istemal kr ky jhana bna skty hain electric store different types ke incredible fayde Hain inki price bhi model ke accordingly different hai.
      Advantages:
      Electric stove without gas use Kiya ja sakta hai Jahan per electricity available hai vahan per use Kiya ja sakta hai simply office ko electric board mein connect karke use kar sakte ho.
      Electric stove sy polution phelne ka koi khatra nahin hai.
      acchi company ke electric store sare kam kar sakte hain cooking kar sakte hain fry kar sakte hain aur roti bana sakte hain. Stove sy ap drwing room kitchen sleeping room main places aor khuli jagon py bhi khana bna skty ho just apko switch kga ky connect krna hota hai ao ka khana bn jata hai.
      Disadvantages:
      electric stove electricity bahut zyada consume karta hai jahan per loadshedding ho vahan per aap electric store nahin use kar sakte hain. Is sy current lgny ka khatra brh jata hai ap is py liquid cook nhi kr skty ho agr kro gay to bajot ahteyat krni pary gi.jahan bijli nhi wahan to bilkul nhi use kia ja skta hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

        Dear brother apni bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum Mein yah Ek bahut hi Jabardast section Banaya Gaya Hai jismein Ham Kisi bhi gharelu Saman ke bare mein Apna review share kar sakte hain aur ismein ham Apna knowledge aur experience gharelu Saman ke bare mein share kar sakte hain aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai jismein aapane electric stove Jaane Ke aapane roti maker ke bare mein bataya hai.

        Dear Uske istemal karne se Hamen bahut jyada aasani ho Jaati Hai Kyunki Ham dekhte hain ki ladiss ke liye bahut Mushkil Hota Hai Jab Roti banana Hoti Hai To aur ham ismein yah bhi Chahte Hain Ki Hamen bahut hi acchi Roti Mile jo hoti Jabardast Bani hui ho to iske liye Agar Ham ismein electric roti maker ka istemal Karenge To Hamen uska bahut fayda ho sakte hain Kyunki Ham Agar dekhte hain ki ismein Achanak Hamare ghar mein Mehman aur Jaate Hain Jiski vajah se Ham Roti jaldi Nahin banaa paate To Ham Agar ismein electric roti maker ka istemal Karenge to usse Hamen yah fayda Hoga Ki Ham Hamari Roti jaldi se Ban Jaye gi isase bahut jyada fayda ho sakte hain aur aap ismein Agar acchi company ke electric roti maker ka istemal Karenge to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai.

        Deer is main aapko fayde ke sath nuksan bhi Hote Hain ismein Ham dekhte hain ki agar Hamari bijali Na Ho To Ham ismein Roti Nahin banaa Sakte to uske liye aapko FIR chulhe per Hi Kam karna hoga iske alava aap Jab ismein bijali per Roti banate hain to aap karide si Baat Hai FIR Bil per bhi Asar padta hai to aapko yah baat bhi mind Mein Rakhna Hogi.
        • #5 Collapse

          Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

          assalamu alaikum friend aaj main aapko electric stone ke bare mein badi karunga electric stove and ko ki bhi kar sakta hai aur hi stone ke taur per bhi kam kar sakta hai electric stone se Ham ghante ka kam mantra mein le sakte hain agar aapke pass gas available nahin hai to aap electric satavan use kar sakte hain iske bahut se cards hote hain usmein kyun hota hai breast bahut advantage and disadvantage bhi hai

          Advantages.
          iska sabse bada advantage hai ki agar aapke pass gaya available nahin hai to aap isko use kar ke thode se time mein bahut jyada kam Le sakte hain aap is per roti bhi bana sakte hain usko kam bhi kar sakte hain electric Chauhan se pollution failne ka putra nahin aata aur ismein tumhen flavour available hote Hain electric stovko aap apne room mein kahin bhi mis call kar sakte hain kitchen mein apne bedroom mein kahin bhi aap is se kam Le sakte hain

          Disadvantages..
          Iska sabse bada disadvantage hai kiski price bahut jyada hai aur electricity bahut jyada consume karta hai are se current lagne ka khatra hota haiagar bijali nahin hai to aapas mein roti nahin banaa sakte agar isko use karna Na aaye to aapki ko kya kharab ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasho پيغام ديکھيے

            Ref.yeh review electric stove ya roti maker k bary me hai ...

            Assalam Walekum friends Roti Har Insaan ki jarurat hoti hai Roti Har Ghar Mein Banai Jaati Hai Roti ke bagair hamara Gujara Mumkin Nahin Hai aajkal Roti banane ke liye market Mein Bahut Si electric chijen available hai Jin mein se ek electric stove bhi hai electric stove per roti bnana ab bahut asan ho gia hai electric stove ki madad se a bahut acchi aur gold Roti Banai Ja sakti hai hi hi jo girls Roti Gol Nahin banaa sakti vah is main easily Gol Roti banaa sakti hain electric stove mein Main Banai Gai Roti bahut helices aur Halki phulki hoti hai electric stove Mein Roti bahut jaldi ready Ho Jaati Hai Hamen main bahut jyada wait nahin karna padta electric stove ki vajah se a gharelu vehemence ki Jindagi bahut Aasan ho gai hai is Mein Roti banane ke liye Jyada time Thi spend nahin karna padta market mein bahut acchi quality ke electric stove available han .

            agar is k kuch disadvantages ki bat ki jay tu sab se pehla nauksan yeh hai k ye electric yani bijli se chalny wala stove hai tu agar light chali jati hai tu roti nhi bni ja saky gi light ka wate kerna pry ga ...and secondly ye bahut expensive hoty hen her koi afford nhi ker sakta thanks .
            • #7 Collapse

              Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
              introduction :
              dear friends roti har insaan ki zarorat hai is k bagair hamara guzara nahi ho sakta sadyon se hamari maye aag par kisi dhat maslan lohe ka tawa ya stove rakh ka roti banati aa rahi hai lekin ab ye technology our scince ka dor hai jaha scinece ne dosri invetion ki wahi kichen k related b bohat sari la jwab invention ki hai esi hi aik bemisal invention Electric slove ya Roti maker hai jis ka use intahai asaan ha our is k sat ham achi c our maze dar gool roti bana sakte hai

              Parts of Electric stove :
              dear friends electric stove ya roti maker ku k bijli se chalta hai is liye is k kuch parst hote hai jo is ko working k kabil bante hai mandrja zail hai
              • Heating elements ( stove ko garm karne k liye )
              • thermostat ( harart ko judge karen k liye oour control karne k lie )
              • Fuses ( over heating se bacahne k liye )
              • Racks ( stove ko pakrne k liye )
              • control knobs ( temperatire ko control karne k lie our achi roti banae k liye )
              • Timer ( jitna wait chahiye ho us k bad khud kar tarike sa band karne k liye )

              Advantages :
              dear friends is k beshumar advantages hai jo k niche diye gay hai
              • electric roti maker se roti ka zayka change nahi hota hai
              • electric roti maker se bani hui roti halki khane main lazeez our gool hoti hai
              • is se bani gai roti ghazyy se bharpor hoti hai
              • is ka use asaan hota hai agr kisi ko roti na banai aye wo b is se chi roti ban sakte hai
              • zayda mehnt nahi karna parti hai
              • kam wakt main zayda roti bani ja sakti hain

              Disadvantages :
              dear friends is k kuch disadvantages bhi hai

              • agr bijli na ho to ham roti nahi bana sakte hain
              • ku k ye electric hoti hain is liye agr is mai koi kharabi ajae our ye short ho jye to jan ka khatra ho sakta hai
              • is se bijli k bill zayda ata hain
              • agr is ko use na krna aye to roti kharab ho jati hai
              Walekum assalam yes dear aapane bahut acche topic pay review Diya Hai gas stop Har Ghar Mein use Kiya Jata Hai Lekin iske sath sath aaj ka roti maker Bihar Ghar ki jarurat Ban chuka hai Kyunki aajkal ki girls ko Roti Sahi Gol se banana nahin aati Jiski vajah se vah Sharminda rahti hai lekin roti maker Niyam ki yah pareshani Dur Kar Di Hai roti maker main aap acchi aur Gol Roti bana sakte hain ya aapko Ek laziz Roti deta hai jo ki khane mein bhi Mein D***** Hoti Hai yah electricity per Chalta Hai Jahan per science Ne bahut se aur chijen introduce Karvy Hain Vahi roti maker Bhi Ek lajawab invention Hai yah kam time mein jyada Roti Bana deta hai lekin yah expensive hota hai aur Agar aapko iska use Na Aaye To ismein Aap Ki Roti kharab bhi ho sakti hai isliye experience wala Bandar hi is per kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                Assalamu alaikum dear friends review electric stove yeah roti maker par mubny Hy doston aap jante Hain ke insan ko jinda rahane ke liye roti ki jarurat hoti hai iske Bina hamara jindagi ka gujara nahin sathiyon pahle jab se insan aaye Hain is duniya mein tab se Ham roti ka istemal kar rahe hain pahle dur mein log aag bhar roti banate the Tere jaise jaise Taki Hui nai technology ki nai aur gas from Hui aur FIR log gas per rotiyan banana shuru ho gaye lekin ab is duniya mein nai technology samne I ek electric stove doston aajkal bade silicon mein jyadatar electric stove ka istemal Kiya jata hai aaj Ham ISI electric stop ke advantage aur disadvantage Ghar apna knowledge aapke sath share karenge
                Advantage
                Doston electric store ek electronic machine ha iski madad se Ham roti banaa sakte hain electric stove ki madad se a Ham roti ko bilkul gol banaa lete hain iski madad se a har Koi badi Shani se roti banaa sakta hai jisko roti banana nahin aata vah bhi electric stop ke istemal se bahut hi behtarin aur umda roti banaa leta hai electric stove ki vajah se roti ka baccha kharab nahin hota electric stove roti ko bahut hi acche se aur behtarin taiyar karta hai iske andar timer laga hota hai jo roti ko pakane ke liye control karta hai
                Disadvantage
                Doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah electric stove ke vi Kai nuksan hai electric store ek electronic machine hai ya bijali ke hone per Hi Kam karti hai isliye agar hamare ghar light Na Ho to Ham roti nahin banaa sakte aur yah electronic Allah agar kharab ho jaaye to fir bhi Ham roti nahin banaa sakte isase hamen turant bhi lag sakta hai agar kisi ko yah chalane ka tarika na aata Ho tabhi Ham acchi roti nahin banaa sakte doston ek acchi machine hone ki vajah se iski kimat bhi bahut jyada hai isliye jyadatar log ise afford nahin kar paate
                • #9 Collapse

                  Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                  Assalamoalaikum dear member ap ny hamary sath bahot acha review share kiya electric stove k bary main .

                  Advantage:

                  Electric stove k bahot sy faidy hain science k is jadeed dor main hamen bahot c facilities mil rahi hain jin sy hamary time ki saving ho sakti hai especially ladies k liye bahot bri asani ho gai hai jo ladies office going ya school going hain in k liye bahot bri asani ho gai hain wo jaldi sy electric stove py roti ready kr sakti hain gas na hony ki surat main hum asani sy use kr sakty hain yeh iska sb sy bra faida hai electric Stove bahot he allawa kisam ki machine hai jisy hum bijjli k sath connect kr k use krty hain agr kahen jldi jana ho ya koi bhi mehman a jaye tou hum jldi sy roti tyar kr sakty hain kisi bhi waqat agr bahot zyada bhook lg rai ho tou hum is py roti tyar kr k hum apni bhook mita sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k is py bahot jldi roti bnti hai hum bahot km time main is py bahot c roti bna sakty hain aur jo office going aur school going ladies hain unhen chaye k wo is electric stove ko use kr k apna time save kr sakti hain yeh Markeet main different quality aur different price main available hai hum apni gunjaish k mutabik ly sakty hain isy aur asani sy use kr sakty hain..

                  Disadvantage:

                  Electric stove k faidy k sath nuksan bhi bahot hain isko light na hony ki surat main hum use nahi kr sakty aur is main kafi carefull rehna prhta hai agr zra c bhi careless ki jaye tou jani nuksan ho sakta hai aur yeh markeet main km price main available hai jo jldi khrab bhi ho sakta hai phir bar bar thek krwana prhta hai aur expensive bhi hai jisy normal insan afford nahi kr sakta...
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                    Hi members... 🙂Me aj apse jis bry me discuss krnga wo topic ya review kitchen k related h... Or apse me is k faidy nuksan dono ko discuss krnga...
                    "Electric Stove". 📛
                    Electric stove tou nam se e pta chl ra h k yeh electronic or kitchen product h.. Ap sb gas wle stovee k bry me tou jante e honge k unka istemal kia hta h keee istemal hote hyn pr aj hmne apko jis bry
                    Me btana h wo h electric stove... Yani bijli se chlne wla choolha...

                    Advantages :.😍✔️

                    Electric stove k bht se beshumr faidy hote hyn... Sbse phla faida iska yeh h k yeh gas wle stove ki bjye apko use krne me asani deta h.. Jese k sardion me gas wgera ka bht ziada issue hota h.. Hr jgah gas ka issue hota h.. Aisy me ap k kaam. Electric stove e ata h.. Ap isy kiis b wqt istemal kr skte agr gas na ho tou...
                    Yeh un logo k lye best h jo k aisi jgahon pe rhte jahan gas wgera ni ata... Wahan un k lye yeh bhht madad gaar sabit hta h..👍✔️
                    Electric stoves k tops or surface bjt zjada smooth hote hyn yeh sfai krne me. Bht asaanj deta hyn.. Ap easily iski sfai kr skte is k lye apko ziada mehnt ni krni prti...
                    Electric stoves emergency me apki bht madad dete hyn.. Jese emergency me kisi ko ana ho tou ap ispe essily cooking kr skte kisi b time.. 😍

                    DISADVANTAGES : ❌

                    Electric stoves k beshumar faidon k sth kuch is k nuksanaat b hote hyn.. Jese k yh bijli se chlte hyn tou apko bijli ka bht ziada loss hota h.. Yeh bht ziada electricitu ko consuem krte hyn.
                    Or yeh bachon ki phnch se door e rkhne chahye q k yeh bijli se chlte or bht ziada realiable ni hote... Islye bijli wgerw current lgne ka bht ziada darr hta h.. ⚠️
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                      Dear friends Assalam Walekum aaj ka Hamara review electric stove roti maker per hai Roti ke Bajar to Gujara hi Nahin Har Ghar Mein Roti Banai Jaati Hai aur Har Banda Zinda Roti ke sath hi rahata hai roti maker bijali se chalne wali Ek machine hai jisse Ham aasani bahut hi rotiyan ek hi Vakya Mein banaa sakte hain Pakistan mein bhi roti maker machine disturb hai womens ke liye yah Ek Jiddi chij hai Pahle pahle Waqt on mein Main auraten Ghar Mein rotiyan banaa Banakar thak jaati thi aaj ka roti maker Aaj karo Re maker karwa de hai ghar mein main use ho raha hai hai yah bijali se chalne wali Ek machine hai aapke ghar jitne bhi Mehman aaye ho aap aasani roti maker se a Inko khana banaa kar de sakti hain roti maker Ek Chhoti Si chij Hai Jo aapke ghar mein thodi si jagah use karti hai ghar ke kisi bhi kitchen mein rakh sakti hain roti maker ka istemal aapko bahut jaldi Ferrari kar deta hai hai aur aap dusre kam bahut jaldi hi nice kar sakti hain yah Ek Bijli se chalne wali machine hai lekin se bahut pyar se istemal kiya jata hai roti maker Jani electronics dog ke istemal se a aap Kisi bhi time Apne bacchon Ko khana banaa kar de sakti hain main Ye Iske ke aap to LA and Karen aur FIR rotiyan Banaye roti maker se of 2 minut Mein switch Laga kar apni roti e banaa sakte hain kitchen ko Khubsurat banane ke liye roti maker ka bhi Hona bahut jaruri hai Har Ghar Ki Ek jarurat hai roti Roti ke bagair ko Insan Jinda Nahin rahata isliye aap aap ek accha Sa roti maker khariden Aur ghar mein main ise use Karen Iske fayde hi fayde hain nuksan to bilkul Bhi Nahin bus aap se bacchon ki kaun se Dur rakhen aur Apna Kam Aasan banaen roti maker Ek bahut acchi chij hai kitchen ko Khubsurat banane ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                        Assalam walekum Pyare bhai jaan aaj ka review electric roti maker per Mein Apni Hai Doston aap Jante Hain Ki Insan ko Jinda Rahane ke liye Roti ki jarurat Hoti Hai Iske Bina Hamara Jindagi Ka Gujara Nahin Hota pahle Jab Se Insan Aaya Hai Is Duniya Mein Tab Se Ham roti ka istemal kar rahe hain pahle door Mein log Aag Bhar Roti banate the Tu Jaise Jaise Dur Badalta Gaya Technology card aur a Gaya to Lo FIR log gas per rotiyan banana shuru ho gaye lekin ab Is Duniya Mein nai Technology Samne I hai ki 1 electric stove doston aajkal Bade log jyadatar electricity top ka istemal Kiya jata hai aaj Ham is electricity ke advantage aur nuksan per baat karte hain

                        Advantage

                        Doston yah electric 701 electronic machine Hai Iski madad se Ham Roti bana sakte hain electric stop ki madad se Ham Roti ko bilkul Gol banaa lete hain iski madad se ham har Koi Badi Shani se Roti banaa Sakta Hai Jiski Roti banane nahin aati vah bhi electricity ka istemal karke bahut hi behtarin aur Anda Roti banaa leta hai electric stop ki vajah se roti Kabhi kharab Nahin Hoti electric Roti ko bahut hi acche se aur Vitran taiyar Karta Hai Iske andar time Laga hota hai jo Roti pakane ke liye control karta hai

                        Nuksan

                        Doston aap Jante Hain Ki Har chij ke fayde ke sath Uske nuksan bhi Shuru hote hain ISI Tarah electric stop Ke Bhi nuksan hain electric store Ek electronic machine Hai yah bijali ke hone per Hi Kam karti hai isliye Agar Hamare ghar light Na Ho To Ham Roti Nahin banaa Sakte aur yah electronic machine hai agar kharab ho jaaye to Fir Bhi Ham Roti Nahin banaa Sakte isase Hamen front bhi can't Bhi lag sakta hai agar Kisi Ko yah jalane Ka Tarika na Aata Ho tabhi Ham acchi Roti Nahin banaa Sakte doston Ek acchi machine hone ki vajah se iski kimat bhi bahut hi jyada hai isliye Jyada kar log kaise phone nahin kar sakte
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review Electric stove ya roti maker par mambi hai

                          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                          Yeh review Electric stove ya rotti maker per mabni hai ;
                          Dears , Ajj ka hamara review Electric stove ya rotti maker per mabni hai .
                          Introduction ;
                          dear friends roti har insaan ki zarorat hai is k bagair hamara guzara nahi ho sakta sadyon se hamari maye aag par kisi dhat maslan lohe ka tawa ya stove rakh ka roti banati aa rahi hai lekin ab ye technology our scince ka dor hai jaha scinece ne dosri invetion ki wahi kichen k related b bohat sari la jwab invention ki hai esi hi aik bemisal invention Electric slove ya Roti maker hai jis ka use intahai asaan ha our is k sat ham achi c our maze dar gool roti bana sakte hai

                          Parts of Electric stove :
                          dear friends electric stove ya roti maker ku k bijli se chalta hai is liye is k kuch parst hote hai jo is ko working k kabil bante hai mandrja zail hai
                          • Heating elements ( stove ko garm karne k liye )
                          • thermostat ( harart ko judge karen k liye oour control karne k lie )
                          • Fuses ( over heating se bacahne k liye )
                          • Racks ( stove ko pakrne k liye )
                          • control knobs ( temperatire ko control karne k lie our achi roti banae k liye )
                          • Timer ( jitna wait chahiye ho us k bad khud kar tarike sa band karne k liye )

                          Advantages :
                          electric roti maker se roti ka zayka change nahi hota hai .
                          • electric roti maker se bani hui roti halki khane main lazeez our gool hoti hai .
                          • is se bani gai roti ghazyy se bharpor hoti hai .
                          • is ka use asaan hota hai agr kisi ko roti na banai aye wo b is se chi roti ban sakte hai .
                          • zayda mehnt nahi karna parti hai .
                          • kam wakt main zayda roti bani ja sakti hain .

                          Disadvantages :
                          • agr bijli na ho to ham roti nahi bana sakte hain .
                          • ku k ye electric hoti hain is liye agr is mai koi kharabi ajae our ye short ho jye to jan ka khatra ho sakta hai .
                          • is se bijli k bill zayda ata hain .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X