Ya review fridge py mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review fridge py mabni ha

    Assalamu Alaikum dear friendjante Hain ke Jharkhand ki jarurat hai aur aap garmiyon ka czn garmiyon Mein Jab tak fridge Na Hoga Gujara bahut Mushkil Hai Kyunki Thande Pani ki jarurat padti hai aur Har chij fridge Mein rakhne ki Jaati Hai Kyunki bye Agar Hai To Har chij kharab ho Jaati Hai To Hamen chahie ke fridge colours mein khariden aur Hamen chahie Jab karen to acchi company ka Karen Hamen chahie ke Ham Bade Fursat office kharidi sake Hamari Duniya Ki Har chij usmein a sake aur aur Iske boss se a fayde Hain Thanda Pani na ho to garmiyon mein bahut Mushkil Hota Hai…


    Advantges..
    Did Har Ghar ki jarurat hai baraf thand pani ke liye Ye fridge ka Hamen istemal use laazmi karna chahie aur Hamen chahie ke Ham Jab Bhi fridge khariden to acchi company ka fridge khariden aur Hamen fridge ko saaf karne ka bahut acche se saaf karna chahie Kyon Ke iski gas leak hone ke bahut se nuksan Hote Hain…

    Disadvantges..
    Fridge aajkal bahut expensive hai Hath Har Koi phone nahin kar sakta agar koi Bade health padh Nahin fridge nahin kar sakta Tumko chahie ki vah Chhote sage rakhle Taki Ghar ki jhuriyan puri ho sake aur Amit Punjabi fish breeding acchi company ka kharidna chahie Kyon Ke aajkal local companies bahut jyada hi Jinse expert jaldi ho Jaate Hain aur Hamen chahie ke fridge Jab Bhi saaf karen to Itihaas se saaf Karen Kyunki Iske gas leak hone ke boss se majbut ha.…
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review fridge py mabni ha

      Ap sub dost janty hain k ghr main jab tk har zurart zindgii ki chez na hn tu ghr main skun ni atta as lay apny skun k lay ghr ki har facilities ko pora krna bhi zurari hota hain main ap dosto k sth fridge par apna experience share kr rha hn k fridge ktna zyda important or zurari chez hain humry ghr main istaml hony wli humry skun k lay electronic ki buht hi achi machine hain jass main hum asani k sth koi bhi chez thandi kr skty hain usy save rkh skty hain krb hony say bacha skty hain expansive zurar hota hain lkn buht zyda fiday mind hota hain garmio main khass tor pay hum thanda pani Barf har aik chez ko fridge main rkty hain jas ka humy buht fida sukan hasil hita hain as main buht si compuny hoti hain asy asani k sth har market say available kya ja skta hain ......

      ADVANTAGES.......

      Dosto fridge main hum Salan food bakri favorite beef icream wgra jesi har aik chez ko rakh skty hain jass say wo kafi din bhi phri rky tu krb ni hotii hum har aik chez ko thanda kr skty hain firdge humri ghr hi buht important zurart hain.......

      DISADVANTAGES........

      disto ap sub janty hain friadg buht zyda expansive hain jass ko har bnda bilkul bhi ni lay skta as k istaml say bajli k a bill buht zyda atta hain as main different company hain jass main har aik apni price hoti hain as lay ya har bandy ki bass ki bat ni k wo as ko lay sky phr ya krb hony pay buht passo k sth dubra repair hota hain...
      • #18 Collapse

        Re: Ya review fridge py mabni ha

        Dears aapane fridge ke bare mein bahut acchi information share Ki hai ya aik electronic machine hai jo har Ghar mein use ho rahi hai yah different companies ki hoti hain ya expensive hoti hai inko buy karna thoda mushkil hota hai Pakistan mein summer season jyada der tak chalta hai is mosam ma thanda pani or thandi chezion ka istemal bahut jyada Kiya jata hai freej ke bahut jyada fayde Hain fridge se aap ice banaa sakte hain Jo Pani mein daal kar use ki jaati hai thanda Pani kar sakte hain ice different ways mein use kar sakte hain aap ismein fruit vegetable kuch din k ley save kar sakte hain aap salan bana kar ismein freez kar sakte hain aap meet vagaira freez kar sakte hain specially bari Eid ke bad log meet ko freze kar lete hain aur bahut arsy Tak istemal karte Hain iske alava aap bahut sari khana peeny ki cheizen es mein freez kar sakte hain es sa aapki chizen save rahti hai khane peene cheizen long time k ley fridge mein rakh sakte hain yah ek useful electronic machine hai jisko har Koi buy bi nahin kar sakta kyunki yah expensive hoti hai Jahan kuchh fayde Hain vahan per kuchh nuksan bhi hai bijali ke chalti hai jiski vajah se aapka bijali ka bill zadha aata hai es mein rakhi Hui chizon ka taste itna achcha nahin hota jitna fresh chizon Ka hota hai ham freej k itne aadi Ho chuke hain ki koi bhi khane ki chiz usmein freez Kar dete Hain jiska salen freez karte hain aur aata ban kar rakh lete Hain aur kafi din usko use karte hain jismein kuchh bacteria shamil Ho jaate Hain Jo hamy naqsan dety hain aur ham bimar Ho jaate Hain hamien bahut thanda Pani bhi istemal nahin karna chahie wo sehat k ley acha ni hota pehly jab koe khana bnta ta tu jo bach jata ta wo ham apny ass pass k garon ma da deta ty jes sa kisi gareeb ka fyda ho jata ta mgr ab freej ma rkh deta hain freej sa electricity bill b zada ata hai
        • #19 Collapse

          Re: Ya review fridge py mabni ha

          G han electronic k chzon m sb se zyada use hony wali or useful chz ek fridge v h roz ki zindagi m electronic products bhut e use ho rhi hn fridge v ek h fridge m bhut c chzain save kr skty hn chzain kharab hony se bach jati h or roz roz baraf nokal k thanda pani v liya jaa skta h har chz save krk hm dobara use kr skty hn qk fridge m koi chz v jharab ni hoti ek achi chz h lekin isko bhut care se use kea jaa skta h iska 2 parts hoty ek cooling k lea or dosra khana or jahby k products ko save rkhny k lea use hota h cooling krk baraf etc nikal k ghanda juice shake etc m daal k pii skty hn or garki door kf skty hn
          Jesy jesy din guzar rjy hn electronics k products hmary lea bhut sarori hoti ja rhi hn jesy jesy din aa rhy hn hmain electronics k chzian use krna nehayat important ho gya h fridge useful chz h or zyada se zyada ustimal krk hm the waste House bacha skty hn qk jesy kesy use zyada hota jay ga or bachata hoti jay g
          • #20 Collapse

            Re: Ya review fridge py mabni ha

            Hum jo khana khaty hain uska taaza hna bht zruri hai. Jo bhi hm pakaty hain agr bch jaata hai tw hm udsy store krna chahty hain aur yehi chahty hain k khana fresh hna chiaye.
            Fridge aik aesi electronic maxhien hai jo hmry khaany ko taaza rkhti hai aur issy khrb nahi hny deti. Hum jo bhi chz rkhty hain wo ussy fresh rkhti hai.
            Fridge k 2 parts hty hain hain.
            Upr waala part jo htaa hai usmy conditioning system htaa hai jo chzn ko thnda krtaa hai aur barf banata hai yh grmiu kilie kafi mufeed hai q k.ismy bottles rkh dien tw paani thnda hjata hai aur brf b bn jati hai jsy hm grmiu mm.use krskty hain.
            Nechy waly part main hum jo bhii rkhty hain wo taaza rhta hai.Q k ismy aik aesi gas htii hai jo khany ko fresh rkhti hai aur khrb nai hny deti kafi din tk.khana stire rhta haii aur safe rhta hai.
            Fridge rozana ki zrurt bn chuki hai aur hm rozana issy use krskty hain yj bs bijli p chlta hai aur ik e brr khrcha krna prtaa hai usky bd ispy khrhca nai hta yh hmsha kilie kaam.aata hai aajkal zasti range m b fridge aa chuky hain aur hr ghr ki zrurt hain.
            • #21 Collapse

              Re: Ya review fridge py mabni ha

              Assalamu alaikum aajbhum jus per baat kar rahe hain fridge ke bare mein hai Farige har Ghar ki jarurat hai aur takreban ghar mein maujud hai fruit ke advantage per baat karte hain, Advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, fridge ka sabse bada advantage hai aap ismein pal sabjiyan aur bahut si chijen do thend ke bagar khrab ho jaati Hain vah aap fridge mein store kar sakte hain fridge ka ek advantages hai kya aap ice bhi banaa sakte hain aur garmiyon mein Pani ko thanda kar sakte hain ya ak kaise device hy jis ko aap Kisi bhi jagah per adjust kar sakte hain yah har Ghar ki zarurat hai fridge ke sath lizer ka istemal hota hai kya agar voltage kam jyada ho to aapke fridge ko koi nuksan Na pahunche aajkal l inverter fridge bi markat mein maujud Hain Jo ke inverter fridge kahlate Hain yah fridge maaf company banaa rahi hain jaisa pel, Orient ,waves, hair hamara shamil hai Ya companiyan market mein available hai yah company apni shop Pakistan ke tamam bade shahron mein available ka Sargodha Multan Lahore Islamabad pindi Peshawar shamil hai inka compresser ki 5 sal tak hoti hai agar in fiat ho jaaye to aap company ko replace kar sakte hain agar aapke pass iska warent card ho paher kam aasani se ho jata hai fridge ke disadvantage per baat karte hain. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,fridge ka ek disadvantage hai ki yah electric city bill ko bahut zyada barha deta hai fridge advantage hai ki jyada din ismein store ki hoi chazyzo ki calories kam ho jaati Hainfridge ka ek disadvantage hai ki is ki safai bahut jyada mushkil se Hoti hai aur aap ko iski safai ka khas khayal rakhna padta hai aisa na karne se kharab ho jata hai agar aap apne fridge ko jyada band kar kar rakhte Hain to yah sumile karta hai hai aur bahut zyada kharab ho jata hai.
              • #22 Collapse

                Re: Ya review fridge py mabni ha


                Assalamu Alaikum guys ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge two guys Hamara bahut hi interesting topic hai Jo k fridge ke bare mein hai two guys aajkal ke Jamane Mein To aajkal ke Jamane Mein To Har Ghar Mein fridge maujud hai aur yah Kafi useful bhi hai two guys is topic Mein Ham fridge ke a advantages a advantages or disadvantages ke bare mein padhte hain......
                Advantages:
                Two guys fridge ke a advantages yah hai ki ek to yah Har Ghar Mein use ho raha hai aur isase bahut sara fayda Hasil Kiya ja raha hai fridge ki help se Ham sab log baraf aur Thanda Pani banate hain Jo ke garmiyon mein bahut jyada aur Kafi Shakun De Hota Hai fridge ke aur bhi Kafi Sare advantages hi fridge ki ki vajah se Aam garmiyon Mein Thanda Thanda Pani Peete Hain aur to aur aur koi Koi fridge Aise Hote Hain jo ki ki price mein bhi Kafi kam Hote Hain aur Unki guarantee warranty bhii Kafi Jyada years hoti hai....
                Guys ab ham fridge ke disadvantages ke bare mein Jante Hain.....
                Disadvantages:
                Guys fridge ke Kuchh disadvantages bhi hain fridge ki vajah se electricity ka BEL bhi Jyada Aata Hai aur vah jyada isliye aata hai Kyunki Agar fridge Kaho bahut jyada time Chala ke Rakha Jaaye to is vajah se fridge ki vajah se hi BEL bahut jyada Aata Hai aur to aur Kabhi kaber fridge ki cooling khatm Ho Jaati Hai Aur fridge baraf hore Thanda Pani banane ke Kabil Nahin rahata to isiliye fridge ka use HS aur Soch Samajh Kar kiya jaaye taka kabhi bhi fridge Mein Koi Bhi problem na bane....
                Two guys yah sab Kuchh fridge ke bare mein main ne aapko Bata Diya abhi ke liye itna Hi Agar aapko Mera thread Achcha Laga to like Jarur kar dena.....
                • #23 Collapse

                  Re: Ya review fridge py mabni ha

                  Asalmoalikum kya hal hain dears maira review fridge k bary mai hy jo k aj kal har gar mai r pai jati hy yae pakistan ki har city sy easily mil sakti hy fridge science ki aik bhut achi ejaad hy fridge aik karishma hy jis ny bhut c mushkilat sy chutkra dilaya hy

                  INTRODUCTION
                  Fridge jisy Refrigerators / Freezers english mai bila jata hy
                  Yae aik electonics hai jis ka kam chezo ko cool karna hy
                  Yae bijli py chalti hai
                  Yae mukhtalif compion mai availble hy jis mai
                  Dawlance wave haier kenwood orint etc hain
                  Yae vertical k sath sath hotizantal shape mai b avalble hy
                  Suze k hisab sy gar k ley vertical freezer zaida kameya hy keu k yae kam space laita hy

                  ADVANTAGES
                  Jaisa k is ka main kam cooling karna hy is ley aj kal k mosam mai yae bhut zaida mufeed hy
                  Ap is k zrey thanda pani k ley baraf bana sakty hain
                  Is k sath sath ap fruit sabzi khany peny ka koi b saman is k andar rakh sakty hain
                  Is ki waja sy ap ka bhut khana kharab hony bach jata hy
                  Shoro k wakat mai log aik 2 din ki sabzi laty thy jis ki waja sy bar bar city ka chakar lgany sy kafi kharach ho jata tha or is kharachy ko frezer ny bachaya hy ab zaida din ka saman kaya jata hy or is mai rakh dia jata hy
                  Ap apny dosto or azezo ko garmi mai thandi chezain khany peny ko dy sakty hain

                  DISADVANTAGES
                  Fridge k fawaid k sath kuch nuksanat b hain
                  Jaisa k ya bijli py chalti hai is ki waja sy bill mai kafi izafa hota hy
                  Jis kamry mai isy rakha jata hy us kamry ka tempreature zaida hota hy
                  Yae price mai kafi expensive hy kam price wli fridge jaldi kharb ho jati hain
                  Khana fridge mai zaida store karny sy kafi nuksan dhykny ko mily hain
                  Kam light py yae jaldi kharab ho jati hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Ya review fridge py mabni ha

                    ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                    🔶Topic name: FRIDGE

                    🔸INTRODUCTION :

                    """ FRIDGE """
                    Dear friends Humara aj ka Review Fridge pe mabni hai.
                    Ajkal Fridge mostly har Ghar me hai lekin ham baat Kary gy ky sab sy phli fridge kisny or kab invent ki. Sab sy phly 1748 William Cullen ne the university of Glasgow me artificial fridge system ky about demonstrate Kiya. Lekin unho ne kbhi isy discover nhi kiya. Phir 1805 me US inventor Oliver Evans ne first fridge machine design ki. Phir 1913 me Ghar me use keliye fridge invent ki gae.

                    Fridge K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                    🔸ADVANTAGES OF FRIDGE ✅:
                    Fridge K bht se advantages hain.
                    Fridge cooling k process ko brqrar rakhta hai or ye bacterial developments ko khatam kar deta hai. Kisi bhi khany wali cheez ko fridge me freeze kar ke kuch din mehfooz Kiya ja skta hai . Like meat , vegetables , drinks etc. Ye har kitchen ki zaroori cheez hai.
                    🔸DISADVANTAGES OF FRIDGE ❌:
                    Fridge K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                    Fridge costly hoty hain inhy purchase karna Thora mushkil hai. Ye electricity ko zayada use karti hai isliye isky expenses zayada hain. Agar ham isko care se use nhi Kary gy to ye nuqsan ka bais ban skta hai.

                    ♻CONCLUSION
                    Is topic me hum ne fridge Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k fridge har Ghar me huna zaroori hai kiunky ye daily use me aati hai but ye thoriii expenses hoti hai to isy care sy use krna chahye.


                    THANK YOU 👍
                    • #25 Collapse

                      Re: Ya review fridge py mabni ha

                      ASLAMOALAOKUM DEAR FRIENDS ajka mera topic fridge per mabnii hy dosto fridge aj k dor mn hr ghar ki zroorat hy pehly zamany mn jb fridge nae tha to logon ko bahut preshani hotii thii garmii ki waja logon ki chezeen kharb hojatee thii lkn ab aisa nar hy. Fride ki partition 3 hison mn ki gae hy sb sy oper wala hissa bht zeada cool hota jo baraf bnany k kam aata hy isk ilawa ap agr gosht ziada arsy kly mehfooz krna chahty hen to usko b is hissy mn rakh skty hen .Drmian waly hissy mn ap pani thanda krny kly bottles bhar k rakh skty hen or fridge k main darwazy k inner side pe choty coty sy tray lgy hoty hen jin me aap medicines waghera rakh skty hen or sbsy neechy waly hissy mn ap fruits or vegetables rakh skty hen.Fridge ko hawadar jaga pe rakhna chaheay ta k sahee trah kam kr sky. dosto aj mn apko fridge k faidy or nuksanat btaoonga.
                      ADVANTAGES
                      Dosto fridge k bht sy faidy hen .iski waja sy hamen thanda pani peeny ko milta hy.
                      ismn braff b bntii hy jo k pani thanda krny k kam aatee hy.fridge mn gosht doodh or bht c doosree cheezeen rakh skty hen .Garmi k mosam fruits or vegetables ka kharab hony ka ziada chance hota lkn agr unko fridge mn rakh den to is nuksan sy bach skty hen.
                      DISADVANTAGES
                      Dosto fridge k faidon k sath sath kuch nuksanat b hen . ap agr gosht ya kisi b cheez ko freez krty hen to bht ziada cooling ki waja sy unki asal ghazaiat khatam hojazee hy.iska thanda pani peeny sy dill ki or galy ki beemarian paida hotii hen .Ager ap k fridge ki sealing khrab hojay ya koi or masla aajay to iski muramat pe bht zeada kharcha aata hy.yeh bht ziada expensive hoty hen jiskiwaja sy hr koi isy offord nae kr skta.
                      • #26 Collapse

                        Re: Ya review fridge py mabni ha

                        Introduction:
                        assalamualaikum pyare doston aap sab kaise hain bheed hai aap khairiyat se honge aur thik thak honge ji to doston aaj ka review fridge per hai fridge ko aam zubaan mein refrigerator bhi kahate Hain aur yah ek electronic device hai jiska kaam hai thand maintain rakhna yah kasam ka keval hota hai jiske andar aap apni Marzi ka temperature rakh sakte hain aur Pakistan mein to fridge ka istemal bahut hi jyada Kiya jata hai kyunki Pakistan ek hot country ha aur garmi jyada padhne ki vajah se log fridge ka istemal jyada karte hain fridge ke andar aap baat jama sakte hain aur apni chijon ko Kai dinon Tak store karke rakhte Hain jiski vajah se yah chijen kharab nahin hoti aur bahut 8 lambe harshita ka istemal rahti hai fridge ke bahut se advantages or disadvantages hai jo ki Ham aage chalkar discuss karenge sabse pahle iske advantages ke bare mein padhte hain ki iske kya kya advantages hai aur kya kya disadvantages ka 2G shuru karte hain advantages sei

                        Advantages:
                        kiske bahut se advantages hai sabse pahla advantage to yah hai ki aap agar garmi se thake a rahe ho to aapko thanda Pani peene ko milega yah aapke liye aapke ghar mein hi aapke liye waqt ja Mar sakta hai hai uske alava aap ismein mukt chijen road sabjiyan dudh aur aur chandi ko Kai dinon Tak store karke save karke rakh sakte hain aur jab aapka Dil Kare aap use istemal kar sakte hain uske alava II iske andar chijen rakhkar bahut se kida makoda aur Jara simo se bhi bacha sakte hain kyunki yah bahut hi jyada band hota hai jiski vajah se koi bhi kida makoda ya jaraseem iske andar dakhil nahin ho sakte aur aap ki chijen kasrat se main poochh rahti hai aur gandgi se Bach rahti hai please garmiyon mein ek bahut badi nemat hai kyunki jaise hi insan Bharat mein aata hai sabse pahle use thande Pani ki jarurat padati hai aur fridge yah kam bapu ki karta hai aur thanda Pani provide karta hai ya to the iske advantages ab baat karte hain iske disadvantages ki

                        Disadvantages:
                        jeetu pyare doston is electronic device refrigerator ke bahut se nuksan hai sabse pahla nuksan to yah hai ki yah aap kis sehat ke liye bahut hi jyada nuksan de hai kyunki jaise hi Ham garmi se aate Hain to thanda Pani peete Hain jiski vajah se hamari health kharab hoti hai hamen najla jukam vagaira lagta hai uske alava ham ismein proof sabjiyan handy vagaira ko Kai dinon Tak store karke rakh lete hain jiski vajah se unki freshness khatm Ho jaati hai aur aam fresh net chijen khate Hain jinki vajah se hamari health per negative impact padhte hain aur hamari sehat kharab ho jaati hai kyunki taaja sabjiyan aur taaja dudh aur taaja haddiyon mein prashn aur vitamins bharpur hote Hain uske alava fridge ka sabse bada nuksan yah hai ki yah bahut jyada electricity ke jivan karta hai jiski wajah se aap ki bijali ka bil jyada hota hai aur uske alava yah chlorofluorocarbon bhi chhodata hai jo ki ozone layer ke liye bahut hi jyada khatarnak hai jiski wajah se ultraviolet trailer jameen per pahunch jaati Hain aur hamari skin ko nuksan pahuncha aati hai shukriya
                        • #27 Collapse

                          Re: Ya review fridge py mabni ha

                          Salam dear members ji aapane a bahut achcha top commercial dress uski hai jokes related to jaise ki aap ko pata hai ki aajkal company ki praja rahe ho sab bahut best hoti hai jo jis company ke prayas kar raha hai uske uske bare mein information is tarah main aapko fridge ke related batati hun kya kar sakte ho.

                          Advantages .

                          ji member jaise kya aapko bataya ki fridge bahut jyada jarurat ki chij hai Jo aur Ko istemal Kare sitaram mein aakar aap to batao unke Ham is main ghar baith ismein aapane sakte hain Mil jata hai aap garmiyon mein sakte hainISI tarah hare company ki fridge bahut best roti tarakote acchi company ka fridge sambhal karta ke vah kuchh time aapke sath gujar Le isliye aapko chahie acchi company ki chijen Karen jismein aapko fayda Ho.

                          Disadvantages .

                          har chij advantages and disadvantages bhairu hote sitare uski Koi disadvantage ab hamen uske sath use karte hain to ISI tarah aap ko pata hai ki uske andar hamen Koi aisi chij mein nikalne ke liye kyunki nuksan sakta hai aapki bhi ho sakti hai ISI tarah aapko baat karne par haibahut baat karni padti hai bacchon ka bekar hona padta hai kyunki aap bacchon ko current lag sakta hai isliye is katiyar wala rakhiya rakhna padta hai bahut jaruri hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Ya review fridge py mabni ha

                            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                            I hope ap sab fine hon gy guys ap roz bohatt sy new topics hmary sath bohatt achy sy share karty hain in topics sy hmary post viewers ko bohattt faaida hota hai Allah sy dua hai ky ham sab doosro ky liye asaaniyan banten ameen sum ameen to chalyn ab ma apny aj ki topic ki jaanib chalti hun.
                            Introduction:
                            Mera aj ka jawab aik bohatt important domestic and electronic cheez jo ky ''Fridge'' hai par mubni haii fridge har ghar ki eham zarurto ma sy aik bari zarurat hai fridge pichly zamano ma log drying process or canning ky zariye food ko preserve karty thy kyun ky tab fridge jesi koi technique available nahi thi lekin aj kal takreeban har ghar ma mojood hai sab sy pehly ma apko btaany ki kaushish karti hun ky fridge kia cheez hai fridge ko ''Referigerator'' kaha jata hai ye thermally insulated compartments or heat pump par mushtamil hoti haii jo ky is ky andar ki heat ko external environment ma bhejti haii taa ky iska inner thanada reh saky iska temperature below the room temperature hota haii yeh food saving techniques ma sy aik bohatt bari technique haii regrigerator ky 2 parts hoty hain aik part bara hota hai jin ma different foods,vegetables,fruits ko store kiya jata hai or paani bhi thanda karny ky liye rakha jata hai isky elawa iska aik chota part hota hai jisy ''Freezer'' kaha jata hai is ma temperature bohatt cool(low) hota hai yaha par baraf jaamaany ki liye rakhi jati haii or foods ko long time ky liye preserve karny ky liye store kiya jata hai dono parts ky door elehda hoty hain or outside khulty hain referigerators two types ky hain;
                            1.Main door with the freezer on top...
                            2.Side by side door fridges jin ky aik side par freezer hota or aik side par ordinary main fridge...
                            Ab ma apko apny experience or knowledge sy fridge ky fawaaid or nuqsanat ky baary ma btaon gi.
                            Advantages :
                            Fridge ky bohatt sy faaidy hain is wajah sy yeh har ghar ki zarurat ban chuki hai Ab ma apko fridge ky advantages ky baary ma btaon gi;
                            1.Fridge ka sab sy bara advantage yeh hai ky yeh hmari cheezo ko kharab hony sy bachata hai...
                            2.Iska freezer part hmary foods ko long time ky liye decay sy bacha leta hai kyun ky iska tempertaure low hota hai ye foods ko jama kar in ka process ko decay ko kam kar deta hai....
                            3.Isky freezer part ma ham easily icecream ghar par bana sakty hain...
                            4.Fridge ka cooling temperature hmary foods such as vegetables,green vegetables,fruits and meat ko long time ky liye khrab hony sy bacha leta hai....
                            5.Market ma fridges ki huge variety and sizes available hoty hain ham apny ghar ki zarurat ky mutaabiq inhy khareed sakty hain...
                            6.Fridges sy hmary ghar decorative bhi lagty hain....
                            7.Agar ham fridge ki price range ky baary ma bat karen to inki prices zayada to hain lekin ye hmari payment ko worth bhi krti hain kyun ky yeh hamy bohatt sy fawaaid sy nawazti haii wesy bhi market ma different ranges ki fridge hoti hain ham apny budget ky mutaabiq fridge khareed sakty hain...
                            Disadvantages:
                            Agar fridge hamy faaidy ppohnchata hai to ye hamy kuch nuqsaan bhi pohnchata hai jo ky ab ma apny knowledge sy apko isky nuqsanaat ky baary ma btaon gi;
                            1.Achy fridges ka sab sy bara disadvantage yeh hai ky yeh bohatt costly hoty hain har koi inhy khareed kar apni zarurat poori nahi kar saktaa....
                            2.Side by side fridges ky nuqsaan yeh hai ky yeh bohatt zayaada jagah gherty hain..
                            3.Fridges ma chlorofluororcarbons gass use hoti hai jiska release hmary ozone layer ko bohatt tezii sy khatam kar raha haii jo ky hmary skin cancer ky masaaiil ko barha rahy hain...
                            4.Glass door waly fridges ko zyada ehtiyat sy rakhna parta hai ky bachy koi cheez maar kar inhy tor na dain...

                            In sab baton ko in focus rakh kar hamy ye conclusion milta hai ky fridge hmary ghar ma laazmi honi chaye yeh aik bohatt eham zarurat haio isky bgair hmary food bohatt jald decay hojaty hain i hope ap meri post ko like karen gy JazakAllah !
                            • #29 Collapse

                              Re: Ya review fridge py mabni ha

                              Assalm o alaikum.
                              Aj hm refrigerator matlab fridge ki bat krein gy.
                              Sab sy pehly ye dekhtay hain k ye hai kya.

                              What is Refrigerator?
                              Ye eak appliance hai jo artificially bani hui hai or iska purpose food, drinks wagera ko low temperature pay cool rakhna hota hai. Is main eak insulator or heat pump hota hai. Heat pump i side heat to bahir ki trf transfer krta hai jis sy is ka temperature below room temperature rehta hai or foods store ho skti hain.

                              Principle of refrigerator:

                              Refrigerator ka principle basically heat pump pay hai jis main refrigerant compressed hota hai to the condenser or capillary tube temperature increase kr deti hai or sath main pressure b increase hota hai jis sy refrigerator ka cool down hota hai.

                              Advantages:
                              Isk advantages ki bat ki jaye tou hmarey pas kafi points hain isk benefits k.
                              1) Cooling purpose: Jo iska 1sy faida hai wo hai is k cooling ka. Hm bht c foods ko kafi days tak is main store kar skty hain kyun k garmi main food ka khrab honay ka dar hota hai lakjn jesy hi ap usko kisi cool place pay rakhtay hain tou foods save reh akti hain.
                              2) Space and desgin: Refrigerators main bht sy size or desgin market main available hotay hain . Ap apni marzi ka size ly skty hai. Agr apk pas ghar open hai or ziada space hai tou ap large size b ly skty hain otherwise small size fridges b available hotay hai.
                              3) Price: jesa k day by day technology ki age hai har naye din k sath har cheez update hoti hai isi trah ab fridges bht sy brands main availanle hain ap k pas agr km money hai or afford nhi kr skty tou apko low rate main b mil jati hai otherwise apko bht high price m b mil jati hai.

                              Disadvantage:
                              1)Energy requirement: Refrigeraor eak electricity pay chalnay wali appliance hai jo huge amount main electric power ko consume krti hai or electricity utilise honay k chances ziada ho jatay hain. Without power ye nhi chal skti.
                              2)Not enviornment freindly: (CFC) chloroflourocarbon ki waja sy fridge environment friendly nhi hai . Ye fridge sy remove hony wali gas air k sath mix ho k ozone layer depletion ka cause banti hai.
                              3)Common repairs: Users ko kafi ziada repairing ko face krna parh skta hai jo k bilkul b significant nhi hai jesy k icing, ice maker malfunctioning, cooling problems etc
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ya review fridge py mabni ha

                                G dear members fridge ajj kal har ghar ki zarort hai. Pichle for mein yeh use nahi ki jati thi log dry kr ke apni chezen ziada der ke lye safe rkhte the. Lekin ab asise lgta hai jase is ke bgyr guzara hi nahi hi. Is ke bohat se faede hain. Yeh hmare food ko ziada der ke lye save rkhti hai khane ke qabil rkhti hai. Yeh foods ko thnda rkhti hai. Is ka kam low temperature par foods, drinks aur dosri chezon ko thnda rkhna hai. Is ko refrigerator ni kaha jata hai. Yeh cooling purpose ke lye istimal hoti hai. Yeh food ko kafi days ke lye preserve rkhti hai. Is ke bohat se design aur colours market mein available hein ap apni pasand ka koi bi colour aur design but kr skte ho. Is ka nuksan yeh hai ke yeh electricity ko consume krti hai. Is mein chloroflurocarbon use hoti hai Jo ke a one ko ahsta ahsta khatm kr ryi hai Jo ke hmare lye nuksan da hai.
                                Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X