Kon se Analysis zeada important han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon se Analysis zeada important han
    786 Assalam U Alaikum Friends ak question ha keh forex Trading men Analysis kitni aqsam ke han or inn men sab se best or qabl e ietbar Analysis kon se keh agar jinn ko 100 % mukammal kar liya jaey tu dosre Analysis ko nazar andaz bhi kar den tu Trading men successful raha ja sakta ha mere kheyal se kissi bhi qissam ke anlysis ko chorna nahen chahiay or tamam qissam ke analysis ko complete karne ke baad hee trade order open karna chahiay aap ka keya kheyal ha agar sirf fundamental analysis ko camlete kar liya jaey tu keya profitable forex Trading business kiya ja sakta ha wasey technical analysis men kitne options hote han yani 100% Technical Analysis kitne stdps ya marahil se guzar kar complete hote han or inn ko kasey best tareen andaz men mukammal kiya ja sakta ha issi tarrah fundamental analysis agar complete karne keh jiss ke baad 100 % yaqeen ho keh iss se zeada fundamental analysis ki mazeed zaroorat nahen ha kin kin factors ya steps se guzar kar tamam Analysis complete hote han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kon se Analysis zeada important han

    According to my mind concept hamare pass candles ko analyse karne bhtt zaroori hay es business mein isliye Kamyab ho sakte hain kyunki Puri market candles per depend karti hai isliye candles ka analyse zarori haay AGR haam chahty Hain kaay hemiyen profit mn aiyen kyunki agar hamare pass candles ko anaylise karna nhi aata hoga to tab Ham profit mein nh a sakte hain magar jab hamen candle ko anaylise karna aata hoga to tab Ham profit bhi gain easily Kar leyin gayin isliye hamare liye zaruri hai ki Ham candle s related knowledge gain karna chaiye jaab hamara candle se knowledge gain hoo jiye gaaa too haam easily Earning kaar sakhty Hain or khud Koo Kamyab bnaa sakhty Hain forex hemiyen unlimited earnning Dyta haay AGR haam es mn mehnaat keryen gayin or khud Koo Kamyab baniyen gayin hemsha wahii Kamyab hoty Hain Joo hemat nhii harty or apna work Koo continue rakhty Hain B's hemiyen sbr kaay sath work karna chahie aur hemat nhii harnii chaiye aik din asa zaror aiy gaa jaab Hamrii earnning start hoo jiy gee aur ham log khud ko forex mein Kamyab banaa lenge hamen apni earning start karne ke liye bahut zyada hardworking ki zarurat hoti hai aur jab hamari earning start Ho jaati hai To hamen apni struggle ka fruit Mil jata hai isliye hamen kabhi bhi himmat nahin harnii chahie aur Sabar ke sath work karna chahie Taki Ham acchi earning kar sake aur khud ko Forex Ki duniya mein Kamyab banaa sake Forex mein bahut acchi earnning deta hai agar hamesha haam es mn work Karen aur Sabar se kaam leyin.
    • #3 Collapse

      Re: Kon se Analysis zeada important han

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
      786 Assalam U Alaikum Friends ak question ha keh forex Trading men Analysis kitni aqsam ke han or inn men sab se best or qabl e ietbar Analysis kon se keh agar jinn ko 100 % mukammal kar liya jaey tu dosre Analysis ko nazar andaz bhi kar den tu Trading men successful raha ja sakta ha mere kheyal se kissi bhi qissam ke anlysis ko chorna nahen chahiay or tamam qissam ke analysis ko complete karne ke baad hee trade order open karna chahiay aap ka keya kheyal ha agar sirf fundamental analysis ko camlete kar liya jaey tu keya profitable forex Trading business kiya ja sakta ha wasey technical analysis men kitne options hote han yani 100% Technical Analysis kitne stdps ya marahil se guzar kar complete hote han or inn ko kasey best tareen andaz men mukammal kiya ja sakta ha issi tarrah fundamental analysis agar complete karne keh jiss ke baad 100 % yaqeen ho keh iss se zeada fundamental analysis ki mazeed zaroorat nahen ha kin kin factors ya steps se guzar kar tamam Analysis complete hote han
      G dear ager ap nay forex mai kam karna hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap ka kam hai kay ap es mai har aik anylsis kiya karain kiyu kay achye anylsis ki waja say he trader ko profit milta hai aur un ka k acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hsin tu ap ls ksm hai kay ap es mai anylsis kay sath he acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar kay he ap kamyab ho patye hain jub kay ap es mai achye anylsis kay hisab say ap kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye haim tu ap ko pta ho ga kay aik acha trader hamesha kam karta hai tu wo es mai acha kam karts hai aur achye anylsis kay hisab say ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kar kay he trade liya karain kiyu kay ap bina anylsis kay es mai kam karain gaye tu ap kaliye es mai kamyab hona kafi mushkil ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hao aur ap es mai easy kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap la kam hai kay ap es mai anylsis achye kiya kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap esai achye anylsis karta rha karain ta kay bad mai ap ko es mai kafi acha profit mil jata hai tu ap acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap ka acha kam ap ko kamyabi dilata hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Kon se Analysis zeada important han

        Walekum assalam dear Apne analysis se related Kuchh information Unchi Hai To Uske Jawab Mein Main aapko Kuchh jawab Baat Dena chahta hun aur ummid karta hun ki meri post ko study karne ke bad aapke answer automatically clarify Ho Jaenge sabse pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki trading Mein analysis ki 3 different types Hoti Hai jinko Ham fundamental analysis technical analysis aur sentimental analysis ke naam se Jante Hain Inki detail mein aapke Samne Rakhna chahta hun Taki aapko Inki isliye samajh a sake.

        Fundamental analysis :
        Essay analysis Jo market Mein different news per depend kar rahe hote hain unko aap fundamental analysis ka naam Dete Hain.

        Technical analysis :
        Market Mein banne wali different candlestick ko Bass banaa kar Jab aap Kuchh analysis karte hain aur Market ki movement ko jaj karne ki koshish Karte Hain To usko technical analysis Kaha jata hai.

        Sentimental analysis :
        Yah analysis Hamesha expert traders karte hain aur sentiment ki bases per analysis complete Karte Hain.

        Assurance of Analysis :
        Dear aapane apni question Mein yah bhi poochha hai ki kaun se analysis Humko hundred percent market ki moment ke bare mein bata sakte hain to is Hawale se main aapko yah batana chahta hun ki koi bhi aise analysis Nahin Hote Jo aapko hundred percent market ki moment ke bare mein confirmation de sakte Kyunki bahut sari Aisi situation Hoti Hai jismein market apni e regular movement ko chhodkar unexpected movement start kar deti hai aur usmein aapke technical analysis aur fundamental analysis wrong Ho Jaate Hain aur aap ko nuksan bhi ho sakta hai isliye aap apne Man Se yah Baat bilkul khatm kar den ki agar aap market ki Tamam learning Hasil kar lenge to Uske bad aapko hundred percent profit hi hoga profit ke sath sath aapko nuksan hone ki bhi chances equally market Mein Rahte hi hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kon se Analysis zeada important han

          Dear ap nay best information de hay agar ham nay forex men taraki karni hay to hamen apna kam tasali say karna ho ga kyn kay gar ham apna kam tasali say nai karen gay to hamen aismen loss ka andesha ho sakta hay agar ham nay analysis karnay men susti ki to ham ko market kay trend ka pata nai chalay ga aor aisi trade lagay ge kay jo profit bhi lea ho ga wo bhi loss men change ho jaye ga kyn kay agar ham nay withdrawal nai karwaya to hamen loss ki sorat men intizar karna ho ga apnay profit ki rakam withdrawal karwanay men to hamen aisa kam karna ho ga jab ham aismen ais bat ko yakeni kar len kay hamn aismen loss kam ho ga oar jo trade laganay lagay hen wo profit men ho ge aor ye sab tab he mumkin gay jab ham market ko best way say analysis kar kay trade karen gay jab ham analysis karen gay to khob tasali say karna ho ga aor agar koi masla ho to hamen kisi seniors say mashwara lay kar analysis karna chaye, analysis ki Fundamental and Technically dono way say analysis karna chaye ksisi ek mothod ko bhi ignore ni karna chaye kyn kay agar ham kisis ek method ko bhi ignore kar len gay to yakenan loss he ho ga so hamen loss say mehfoz rehanay kelye trade karnay say pehlay best analysis karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Kon se Analysis zeada important han

            Bhai hmae har trah se analysis krna chahye r ham forex main support r resistance r fandamental analysis r technical analysis krna chahye tb hi hmae forex main trade open krne ka pta chaly ga q k success k liye hame jitna ziada analysis kren ge otna hi ziada hame profit mily ga r jitna ziada analysis kren ge otna hi ziada ham forex main expert ban skte han es k elwa ham forex main kamyab nai ho skte hame har trah ka analysis ana chahye hame tarh ka fandamental ka pta hon chahye r ziada se ziada profit lene k liye hame market pe nazar rakhni parry gi r acha profit nikalne ki koshsh kren ge hame ksi b pair pe analysis krna ho to google se sarcg kt k ham analysis kr skte han r acha profit gaen kr skte han
            • #7 Collapse

              Re: Kon se Analysis zeada important han

              I think candle stock ziada,imporant ha ha
              • #8 Collapse

                Re: Kon se Analysis zeada important han

                Han technical analysis hote hain vah bahut jyada important hote hain technical Mein FIR aage se aata hai chat petrol price aur indicator movie average ke hisab se yah Aur Kisi Ka apna hai Andaaz Hai Har Koi Apne Andar Se trade lagata hai aur Har Koi market ko Apne Najar se dekhta Hai Ham Agar Kisi Ki Najar se Dekhenge To Ham jyadatar nuksan hote hain hamen bhi chahie ki Ham bhi ine chijon ko Sikh kar Uske bad market ko apni Najar se dekh kar Uske bad Ham trad lain Taki Hamen experience jyada ho aur Hamara Jo experience Hai vah Tabhi ho jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: Kon se Analysis zeada important han

                  Hmain markeet ka different analysis krna chay jesa k markeet ki move,ment markeet me candkle ki movement or hmain different metals ki movement jiss sy hmain trading ker k faida hota hy es liay hmain apny kam sy acha rehan chay jitna hmara kam acha hota hy utna hmain profit milta hy es liay hmain apna sochna chay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kon se Analysis zeada important han

                    Hamen se Business mein kam karte hain market analysis Hamesha acche tarike se karna chahie without analysis ke market mein bilkul winter Nahin Hona chahie market analysis bahut jyada Jaruri hota hai Hamen market ko acche tarike se samajhne ke liye market Karnal message karna chahie tha kya Mein acche tarike se trading Laga sake result
                    • #11 Collapse

                      Re: Kon se Analysis zeada important han

                      Walaikum salam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear agar aap chahte Hain ki aap apni trade ko bahut hi jyada successful banaa sake to aapko 3 Kishan ke andar se karna bahut hi jyada important hote hain kyunki agar aap apni trade call karne se pahle Apne 3 Kishan ke a Karke apni trade ko lagate Hain to aap is se yakin acchi profit hasya kar sakenge to aapko sabse pahle bahut hi jyada jo aapko important hote hain ki aap apne a fundamental sentimeter aur technical analysis ko bahut hi acche knowledge ke sath karya ke aap apne trade ko laga kar bahut jyada kamyab trade kar sakte hain.
                      Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Kon se Analysis zeada important han

                        Hamen si business Mein kaam karte hue Apne analysis ko strong banane ki koshish Karna chahie market Mein Teri Tarah ke alag se Soch hote hain ya 3 analysis bahut jyada Jaruri hota hai main analysis ko acche tarike se samajh raha tha Hamen Apne kam ko Hamesha acche tarike se karna chahie aur trading rules ko Chitra Kaise Palan karna chahie trading Mein jazbaati Nahin Hona chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kon se Analysis zeada important han

                          bahut hi Achcha question poochha hai dear friend aise hi simple aur informative trade Lagane chahie jisse dusron Ko fayda Ho aur information bhi mile they are trading mein jo Uske market ko analysis karna hai vah analysis bahut important hai Hamen trade open karte waqt Uske market ka khayal rakhna chahie aur uski market ko Har Hal Mein zaroor Aana licence karna chahie FIR Uske bad bahut Soch Samajh Ke Hamen trade open Karni chahie Kyunki de yaar trading cake risky business hai is business Mein hamare pass experience Ka Hona bahut jyada jaruri hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X