dear hamko is pakistan main sab mousam naseeb hotay hain yani k hamain sab say achi sardi ka milna aur sath sath sab say achi garmi ka milna hamaray liye kisi nemat say kam nai hay jis main har wakt hamko kuch kaam karnay k liye ya sath sath apni faslon k liye hamin mousam ki reports ki zarurat hoty hay k kab kahan pay barish ho sakty hay ya kab kahan pay barish k imkanaat nai hain to aisi situations ko made nazar rakhtay huway ham apnay kaam ko behtar tareekay say najaam day saktay hain aur apnay naffay aur nuksaan ko sath sath rakhtay huway ham weathers ki reports ko hasil kar skatay hain.
ADVANTAGES;
dear agar ham weathers k reports ko jannay k liye is mehkma ki baat kartay hain to in say hamain bahut ziada faida milnay ki umeed ham akr skatay hain wo is liye k agar ham koi aisa kaam kartay hain jis main ham labours ka kaam bhi karwatay hain to sath agar hamain achanak barish ki koi report nai hay to aisay main agar ham is mehkma ki khidmaat hasil nai akrtay hain to hamain nuksaaan bhi ho sakta hay aur agar ham aisa kartay hain to haamra bahut ziada faida bhi ho sakta hay jis main ham agar koi news channel nai bhi daikh saktay hain to ham khud bhi internet ki help say isay google say youtube say weathres k channel k zariey say yeh daikh kar bahut ziada faida hasil akr skatay hain k kab kahan pay kini barish ho sakty hay aur kab kahan pay barish k koi chances nai hain aisa karnay say ahm bahut sara faida hasil is liye kar skatay hain k hamaaray pass aik acha knowledge hoga k kab barish k chances hain to ham apnay kaam main changing akrtay huway usay change kar saktay aur har aik nuksaan say bach saktay hain.
DISADVANTAGES;
dear is mehkma ki help lainay say hamian koi bhi nuskaan nai hay qk hamain inform sirf iski wjha say milty hay k kab mousam kharrb honay wala hay aur kab mousan sahi aur saaf rehnay wala hay to jis say hamain har tarf say faida hay aur ham pehlay say he yeh jaan jatay hain k kab mousam kaisa rehnay wala hay to hamain bhi usi hsiaab say he allert rehnay say ham har nuksaan say bhi bach saktay hain aur faida bhi utha saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим