ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..
    dear hamko is pakistan main sab mousam naseeb hotay hain yani k hamain sab say achi sardi ka milna aur sath sath sab say achi garmi ka milna hamaray liye kisi nemat say kam nai hay jis main har wakt hamko kuch kaam karnay k liye ya sath sath apni faslon k liye hamin mousam ki reports ki zarurat hoty hay k kab kahan pay barish ho sakty hay ya kab kahan pay barish k imkanaat nai hain to aisi situations ko made nazar rakhtay huway ham apnay kaam ko behtar tareekay say najaam day saktay hain aur apnay naffay aur nuksaan ko sath sath rakhtay huway ham weathers ki reports ko hasil kar skatay hain.
    ADVANTAGES;
    dear agar ham weathers k reports ko jannay k liye is mehkma ki baat kartay hain to in say hamain bahut ziada faida milnay ki umeed ham akr skatay hain wo is liye k agar ham koi aisa kaam kartay hain jis main ham labours ka kaam bhi karwatay hain to sath agar hamain achanak barish ki koi report nai hay to aisay main agar ham is mehkma ki khidmaat hasil nai akrtay hain to hamain nuksaaan bhi ho sakta hay aur agar ham aisa kartay hain to haamra bahut ziada faida bhi ho sakta hay jis main ham agar koi news channel nai bhi daikh saktay hain to ham khud bhi internet ki help say isay google say youtube say weathres k channel k zariey say yeh daikh kar bahut ziada faida hasil akr skatay hain k kab kahan pay kini barish ho sakty hay aur kab kahan pay barish k koi chances nai hain aisa karnay say ahm bahut sara faida hasil is liye kar skatay hain k hamaaray pass aik acha knowledge hoga k kab barish k chances hain to ham apnay kaam main changing akrtay huway usay change kar saktay aur har aik nuksaan say bach saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear is mehkma ki help lainay say hamian koi bhi nuskaan nai hay qk hamain inform sirf iski wjha say milty hay k kab mousam kharrb honay wala hay aur kab mousan sahi aur saaf rehnay wala hay to jis say hamain har tarf say faida hay aur ham pehlay say he yeh jaan jatay hain k kab mousam kaisa rehnay wala hay to hamain bhi usi hsiaab say he allert rehnay say ham har nuksaan say bhi bach saktay hain aur faida bhi utha saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..

    Yes dear aapane Ek bahut hi accha topic Apne review ke liye select Kiya Hai Kyunki Pakistan Ek agriculture country hai ismein Met Department bahut hi acchi information Hamare Agriculture Department ke liye provide kar raha hota hai Kyunki Pakistan mein almost 70% formers Hote Hain Jo apni total earning ka is per depend kar rahe Hote Hain. Isliye Sare formers Met Department ki services ko acchi Tarah utilise karne ke bad Apne agriculture reforms ko utilise karke apni income Mein ijafa Karte Hain.

    Dear jab aap Met Department ke sath attach Rahte Hain To ismein aapki agriculture strategies aur planning bahut hi perfect ho sakti hain Kyunki specially vah formars Jo apni crops ko increase karna chahte hain to uske liye unko properly yah Idea Hona chahie ke kab raining session start ho raha hai aur kab iska and ho raha hai agar agar Ham ine chijon Ka Khyal Nahin Rakhenge Aur Main department ki instruction per focus Nahin Karenge to Hamari agriculture Department ko bahut jyada nuksan ho sakta hai.

    Isliye Humko apni Puri koshish Karni chahie Ke Jab Ham Agriculture Department Mein kam kar rahe hain to Humko Met Department ke sath closely attach Rahana chahie aur is se related jitni bhi information Humko Mil Rahi Hain Ham unko apni agriculture reforms per apply karne ke sath sath usmein different advantages aur benefits Hasil Karen sometime raining aapki Kisi specific kar aapke liye bahut jyada dangerous hoti hai aur sometime training ki bahut jyada jarurat hoti hai jisse aap ki taraf perfect ho sakti hai isliye aapko Met Department ke sath closely attach Rahana bahut faydemand ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..

      Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Humko is Pakistan mein Sab Mausam Naseeb hote hain Bani ke Hamesha sabse acchi Sardi Ka Milana aur saath saath sabse acchi Garmi Ka Mahina Hamare liye Kisi Ne Namak Se Kam Nahin Hai jismein Har Waqt Humko Kuchh kam karne ke liye saath saath apni faslon ke liye Hamen mausam ki report ki jarurat Hoti Hai Ke kab kahan se barish ho sakti hai yah kab kahan par Barish Ki and Ka Naat Nahin Hai To is relation ko made Najar rakhte Hue Hamen Apne kam ko beta tarike se saranjam de sakte hain aur apne Nashe Aur nuksan Ko sat sat rakhte Hue Ham vedar ki report ko Hasil kar sakte hain
      Advantage
      Bhai jaan Agar Ham weather ke reports ko janne ke liye is mehkma Ki Baat Karte Hain To in se Hamen bahut jyada fayda milane ki ummid Ham are kar sakte hain vah isliye ke Agar Ham isko kam Karte Hain To jismein Ham level ka kam bhi Karvate Hain To Sath Agar Hamen Achanak Barish Ki Koi report Nahin Hoti To Aise mein agar Ham is Mahak Mein ki khidmat Hasil Nahin Karte Hain To hamen nuksan bhi ho sakta hai aur Agar Ham Aise Karte Hain To Hamara bahut jyada fayda ho sakta hai jismein Ham agar koi news channel Nahin bhi Dekhi sakte hain to To Ham Khud bhi internet ki help se Aise Google se YouTube se weather ki channel ke jariye se yah Dekhkar bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain ki kab kahan per Kitni barish ho sakti hai aur sab kab kahan par Barish ke Koi chance Nahin Hai Aisa karne se Yahan bahut Sare fayde Hasil kar sakte hain isliye hamare pass Ek Achcha knowledge Hoga Ke Jab Ham Barish ke chance Hain To Ham Apne kam Mein changing karte hue use Che change kar sakte hain aur Har ek nuksan se Bach sakte hain
      Nuksan

      Bhaijaan is Mahak Mein ki help Lene se Hamen Koi Bhi nuksan Nahin Hai Kyunki Hamen inform sirf iski vajah se milati hai ke Kab Mausam kharab Hona wala hai aur kab Mausam Sahi aur sath Rahane Wala Hai To jisse Hamen Har Taraf se fayda hi fayda hai aur ham Pahle Se Hi yah Jaan Jaate Hain ke Kab Mausam Kaisa Rahane wala hai to hamen bhi usse hisab Se Hi alert Rahane se ham har nuksan se bhi baith sakte hain aur fayda bhi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..

        Dear ap ne weather report k bary acha brief kiya hai but main bhi apna kuch knowledge share karna chahata hon jis se tamam doston k knowledge mein izafa hoga
        INTRODUCTION :-
        Dear weather report k liye har country mein aik idara hota hai jo apni country mein daily base par weather ki updates deta rehta hai aur latest machines ki zariye weather check karty hain tu hamari country mein bhi METEOROLOGICAL DEPARTMENT hai jo weather check karny k liye har waqt on duty hota hai aur phir different news chanels aur internet k throgh logon tak weather updates di jati hain

        ADVANTAGES (faide)
        Dear weather updates ka ye faida hota hai k hamari country mein jo zameendar (kisaan) hain aur especially jo baran area hain jahan nehri nazam nahi hai tu un logon ko crops ki kashtkari k liye barish ki zaroorat hoti hai aur katai k time par barish nuqsaan de hoti hai so aisy log weather ki updates lety rehty hain aur apni strategy according to weather forecast update kar k us k mutabiq planing kar k achi pedawaar hasil kar lety hain
        Aur dear jo hawa bazi ka idara hai like civil aviation aur fighter jets un ko bhi weather forecast ki zaroorat hoti hai kyun k thunderstorm ya barish mein us k according wo apni flying schedule banaty hain tu met department hamyn bahut achi facility provide kar raha hai jis ki peshan goi kafi had tak sahi sabit hoti hai aur pakistan ki official met department ki site bhi hai jis par weather check kar sakty hain www.pmd.gov.pk

        DISADVANTAGES(nuqsaan)
        Dear weather updates ka koi nuqsaan nahi hai met department hamary liye he kam kar raha hai hamyn weather updates k mutabiq apny kam ko karna chahiye lekin at the end bat ye hai barish barsany waly ki marzi se saary weather change hoty hain us ki marzi k bina met department ki sari technology fail ho jati some time met department ki forecast k mutabiq rain nahi hotiClick image for larger version

Name:	images(1).jpg
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12330261
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: ye review weather reports ki khidmaat par mubni hay..

          Assalamu Alaikum real member aapane Hamare Sath bahut acchi knowledge share Kiya Hai hai aur ek informative topper discuss Kiya Hai Re Jaise kab Sab Jante Hain ke weather report Ek alag se department hota hai jo Vahi Rakhta hai aur Vahi vedar ki report deta hai ki kab running honi hai aur kab Nahin honi to yah Ek alag alag se department hota hai jo Hamen Vada ki situation batata hai aur condition bhi batata hai To Hamen main chahie ke idli weather report check Karni chahie Ab To itni jaldi Technology Hai Ki Ab unko news dekhne ki jarurat hi nahin padati Har mobile mein yah ab system ho chuka hai weather report ka Hamen aasani se vedar Maloom ho jata hai ke Kab Mausam kaisa hai raining honi hai ya cloud hai ya FIR Mausam saaf Hai To iska Jada sirf weather department hi Rakhta hai


          dear agar ham weathers k reports ko jannay k liye is mehkma ki baat kartay hain to in say hamain bahut ziada faida milnay ki umeed ham akr skatay hain wo is liye k agar ham koi aisa kaam kartay hain jis main ham labours ka kaam bhi karwatay hain to sath agar hamain achanak barish ki koi report nai hay to aisay main agar ham is mehkma ki khidmaat hasil nai akrtay hain to hamain nuksaaan bhi ho sakta hay aur agar ham aisa kartay hain to haamra bahut ziada faida bhi ho sakta hay jis main ham agar koi news channel nai bhi daikh saktay hain to ham khud bhi internet ki help say isay google say youtube say weathres k channel k zariey say yeh daikh kar bahut ziada faida hasil akr skatay hain k kab kahan pay kini barish ho sakty hay aur kab kahan pay barish k koi chances nai hain aisa karnay say ahm bahut sara faida hasil is liye kar skatay hain k hamaaray pass aik acha knowledge hoga k kab barish k chances hain to ham apnay kaam main changing akrtay huway usay change kar saktay aur har aik nuksaan say bach saktay hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X