Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?

    asslam.o.aliakum dosto ji boht hi acha sawal Kiya hai unsuccessful trading ka reason kya hota hai to doston agar aap ke pass experience nahin hai ap market ko samajh nahin sakte yah aap jaldbazi karte ho ya lalach karte ho market ko analyse nahin karte Bina soche samjhe trade open kar dete ho aur apne account balance ke mutabik trade nahin karte ek time mein ziyada trade open karte ho ya big lot use karte ho to aapko loss ho sakta hai isliye aap achi trading karna chahte ho to hamesha market ko analyse kar ke hi apne account balance ke mutabik trade open kiya karo kabhi bhi lalch jaldbazi mat karo apne mind ko fresh rakh Kar Sabar ke sath market ki movement ko samajh Kar entry lo tabhi aap achi trading kar paoge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?

      Har Kam k apny methods r rules and regulations hoty haen jin ko follow krna parta ha r agar inko follow na Kya jy to os ma bnda kbhi successful nh ho salta ese trah he pak forex k apny rules and regulations haen Jo k har kisi kalya lazim haen r inko follow krna parta ha r Jo osko follow NH krta wo fail ho jata ha ese trah he forex pa trade lagaty waqt log loss face kr bthaty haen Jo k kisi ki wja sy nh hota bal k Jo trade laga rha hota ha osko apni wja hoti ha because wo na he market ko dakhta ha r na he analysis krta ha bghair sochy samjhy trading lga daty haen as a result they are totally faill
      • #18 Collapse

        Re: Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?

        Friends trading Mein NaKami Ki Sabse Badi waja trading ka experience na Hona ke bare mein knowledge hona hai aur Iske alava Jo log demo account per practice Nahin Karte aur trade open karne se pahle market ko analyse Nahin karte to UN Logon Ko trading mein loss hota hai aur UN Logon ki Aksar unsuccessful trading hoti hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?

          assalam walekum and successful trading reason bahut hi jyada hoti hai agar aap achcha kam karenge aur mistake nahin karenge to aap kamyab Ho jaenge sabse pahle agar log lalach karte hain trading mein jaldbaji kam Zara karte hain Saba ka mushaira nahin karte to vah log na kam ho jaate Hain unko achcha profit hasil nahin hota agar aap mehnat karenge achcha kam karne ki koshish karenge to definitely aap logon Ko jarur acchi income bhi hasil ho jayegi aur aap kamyabi hasil karne ke kabil Ho jaenge thank you

          اب آن لائن

          Working...
          X