Limited Indicators Kay Sath Limited Pair
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limited Indicators Kay Sath Limited Pair
    Dear Forex Members

    Bhout se trader trading main fail es waja se hoty hain khas kar woh trader jo gila karty hain kay un kay technical analysis un ko acha result nahi daity hain tu un kay leye mai itna kaho ga jab woh bhout zaida pairs pay kafi different indicators ka use karain gay tu woh kaisy kisi indicators ya pair ko samaj sakty hain. khas kar new traders ko cheye kay woh kuch specific indicators ko use karian or 1 ya 2 pair se zaida pair pay us ko use na karian nahi tu woh acha result nahi hasil kar sakain gay

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Limited Indicators Kay Sath Limited Pair

    yes dear apne perfect analysis hamare sath share kiye Hain no doubt Forex trading mein jab Ham kamyabi hasil karne ke liye multiple indicators ko apni trading par istemal karte Hain to usmein humko bahut jyada best results produce karne ke liye multiple indicators ko istemal karna hota hai lekin ismein hamare liye bahut jyada confusing situation bhi ho sakti hai jab Ham different indicators ko apni trading per reply karte hain to aisi situations mein hamare liye decision-making karna difficult ho sakta hai.

    aapko koshish karni chahie ki jab aap Forex trading market mein inter hote Hain to aisi situation bhi aap apni trading per maximum 2 ya FIR three indicators apply Karen isase aapko yah advantage ho sakta hai ki aap jab decision making karte Hain to usmein aapke liye bahut jyada confusion treat nahin ho sakti kyunki agar aap isase jyada indicators ko apply karte Hain to aisi situation bhi aapke liye kamyabi hasil karna problems creat kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Limited Indicators Kay Sath Limited Pair

      Limited indicator ke sath Ham Limited kam bhi kar sakte hain indicator Limited nahin hai vah aap Dekhe to aapke liye Kafi Hai Ek acche trader Ek acche profit ke liye Ham indicator Jitne Bhi Main Jhooth Nahin Sakta use Karke Ek acche fayde ke sath market ko samajhne ke liye kam kar lag Jaate Hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Limited Indicators Kay Sath Limited Pair

        ap apni trade ko jab open karty hian tu ap ko sub se pehlay analysis ki zarorat parti hai. ap ager bhout zaida indicator ko use karty hian tu ap ko nahi pata chalta hai kay kon sa indicator acha hai or kon sa sahi nahi hai jis waja sy ap sahi faisla nahi kar paty hain or ap ko loss ka samna karna hota hai. esleye khas indicator ko use karian jin ki ap ko samaj ho or ap use kar lain us pay jitna experience ho ga ap kamyab hogy.

        اب آن لائن

        Working...
        X