dear members jub sardi bahut he kam hoty hay to ham apni bikes pay ziada say ziada bhi safar kar saktay hain jis say hamain koi fark nai parta hay magar jub koi aisa mousam aata hay k jis main hamaray liye kisi aisi sawari pay safar karna bahut he mushkil ho jata hay to hamain aisay halat main aisa koi bhi risk nai lain achaye jis say hamara koi nuksaan bhi ho jaye aur ham kisi museebat main bhi parr jayen aisay mousam main agar ham apni sawri ki bajaye kisi bus say safar kartay hain to haamray liye yeh sab say ziada better bhi hay aur hamko aisa karnay main nuksaan bhi nai ho sakta hay jisaky faiday aur nuksanaat darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear waisay to ham sab jantay hain k agar ham koi lamba safar kartay hain ya phir ham koi thora safar kartay hain is main ham aik safe tareekay say safar kar saktay hain agar garmi ka mousam hay to tab bhi ham is main garm loo say bach saktay hain aur agar sardi ka mousam hay to tab bhi hamaray liye yeh kisi safae safar say kam nai hay jis main agar mousam itna kharrab hay k ham ko dhund main bhi kuch dikhai nai daita hay to tab bhi ham is main safe hain aur agar hamain yeh lagta hay k hamko apni sawri main thand lagnay ka khatra hay to tab bhi hamaray liye bus ka safar sab say ziad best hay aur faiday mand is liye hay k ham sardi say bachtay huway kisi penmonia jaisi bimari say bhi bach kar safar kar saktay hain.
DISADVANTAGES;
dear bus main safar kanay k koi bhi nuksaan wali baat nai hay siwaye is baat k is main agar hamain kahin janay ki koi jaldi hay to is nay safar apni he marzi say karna hota hay jis main usko hamari late say koi bhi laina dain anai hota hay us nau apni he mazri say sara safar karna hota hay khawa kisi ko late ho ya koi jaldi pounch jaye laikin is main hamain jaldi ya late k sath sath safe safar ki zamant hay aur kam say kam is main safar kanray ka kharcha hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим