Ye review kala cola hair tonic pr mabni h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Ye review kala cola hair tonic pr mabni h

    kala kola aik hair tonic hae yeh aik bahut he acha hair colour hae jo ke bahut he zayada use howa hae to aj hum hum is ke bare main bat karne wale hain to is main hum kuch baton ko jan ne koshish karen or is main hum is ke advantages or disadvantages ke bare main bhe jan ne ke koshish karen ge sab se pehle hum is main advantages ke bare to yeh jo hair tonic hae is ke faide yeh hain ke isko hum hum apne hairs par apply kar sakte hain or yeh hamen aik bahut ache look provide karta hae or is tarah se hum good looking lagte hae us ke bad is e hamare hairs black ya red hum jo bhe colour use karte hain wo colour change ho jata hae to is tarah se is ke kafi sare faide hain jin se hum bahut he zayada faida hasil kar sakte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe kiya karen sahe tarah se take hum is main kamyab bhe ho saken or yahan se hum is main se faida bhe hasil kar saken hum ab is ke disadvantages ke bare main jan ne ke koshish karte hain to is se hamen jahan par waqte tor to faida ho jata hae lakin hamen long term ke liye is main bahut he zayada nuqsan hiota hae q ke is se hamare hairs bahut he zayada damage ho jate first to is main yeh hota hae ke isko apply karne se hamare hairs white hona start ho jate hain or yeh bahut he zayada damag bhe ho jate hain hamare scalp bhe weak ho jate hae to is tarah se is ka use itna zayada khas acha nhe hota hae to hamen is ka use nhe karna cahiye balke hamen cahiye ke hum kam se kam is ka use kiya karen

    اب آن لائن

    Working...
    X