Ye Review " Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai "
    Assalamualeikum

    Jaizah Ka Naam : " Habib Bank Limited Kay Bary Mai "

    Jaizah Ke Deegar Malomat :


    Aj Mai Jis Bank Ka Review Lay Kar App Sab Kay Samnay Peesh Howa Houn Wo Ek Bhut Hi Acha Bank Hai Investment Kay Liye Or Bhi Esay Kamoun Kay Liye Jis Ko Hum Anjam Deh Kar Bhut Hi Faida Utha Saktay Hain. Ap Sab Ko Aj Mai Is Bank Ki Har Ek Cheez Kay Bary Mai Bataoun Gah Keh Ye Bank Kesa Hai Or Iska Kia Faida Or Nuksan Hai Or Ye Kesy Kaam Karta Hai Or Bhi Bhut Si Deegar Malomat Apko Batou Gah Mai Ab Apko Step By Step Batoun Gah Keh Ye Bank Kesy Bana Kab Bana Or Iskay Faiday Or Nuksanat Kia Hain.Tu Sab Say Pheley Baat Kartay Hain Bank Kay Tarouf Say.

    Habib Bank Limited : ( Bank Ka Tarouf )

    Habib Bank Limited Ek Pakistani Limited National Bank Hai Jo Habib Bank Palaza Karachi, Pakistan Mai Waqiyah Hai Ye Iqtasadi Taraki Kay Liye Swiss Ghair Munafah Bakash Tanzeem Agha Khan Fund Ka Zili Idarah Hai Bank Pakistan Mai Assasoun Kay Hisab Say Ek Sab Say Bara Bank Hai.

    Bank Kab Daryaft Howa : ( Bank Ki Peedaish )

    HBL Bank 1941 Mai Qaim How, HBL Pakistan Ka Pehla Commercial Bank Ban Gaya.1951 Mai Is Nay Colombo Siri Lanka Mai Pheli Baein Ul Aqwami Shakh Kholi,1972 Mai Is Bank Nay Apna Sadar Daftar Habib Bank Plaza Mai Muntakil Kar Diya Jo Is Waqt Junobi Asia Ki Sab Say Buland Amarat Ban Gaya Tha.Hakomat Nay 1974 Mai Bank Ko Komi Shakal Di Or 2003 Mai Iski Najkari Ki. Is Waqt Iktasadi Taraki Kay Liye Agha Khan Fund Nay Ek Controller Share Hasil Kiya.2018 Tak HBL Ki 1700 Say Zaida Shakein Hain Jin Ki Maujoodgi Char Bareazamoun Mai Pheley 25 Say Zaida Mumalik Mai Mojodah Hai Ye Asasoun Kay Lehaz Say Pakistan Ki Sab Say Bari Company Hai, Or Bar Bar Forbas Global 2000 Mai Chooti Ki Pakistani Company Ka Darjah Rakhti Hai.

    Bank Ki Details : ( Kuch Khass Mawaad )

    Is Bank Ki Type : PLC

    Is Bank Ka Isin : PK0085101019

    Is Bank Kay Daryasftkar : Mohammad Ali Habib Or Dawood Habib

    Is Bank Kay HeadQuarters : Is Bank Ka HeadQuarter Bank Al Habib Karachi Pakistan Mai Hai.

    Is Bank Ki Jagah : Is Bank Ki Branches 1700 Hain Pakistan Mai.

    Is Bank Ki Website : WWW.HBL.COM



    Advantages : ( Bank Kay Fawaid )


    Is Bank Kay Bhut Say Faiday Hain Jin Ko Agr Detail Mai Batana Shuro Kiya Tu Bhut Hi Lamba Mauzo Ho Jaye Gah Tu Apko Iskay Kuch Khass Fawaid Bata Deta Houn Jis Say Apko Bhi Faida Ho Ga Or Apka Time Bhi Nhi Zayah Ho Gah.Tu Sab Say Pehla Point Ye Hai Keh Ye Bank Hamein Bhut Acha Facilitate Karta Hai Or Hamein Acha Protocol Deta Hai Or Hamein Bhut Say Faiday Kay Kaam Batata Hai Or Investment Kay Tarikay Or Bhut Si Deegar Malomat Hamein Deta Hai Or Is Bank Kay Koi Bhi Extra Fees Wagheira Nhi Hain.Hamein Chahiye Keh Hum Sab Is Bank Say Hi Facilitate Houn Takeh Hamein Bhi Bhut Faida Ho Or Bank Ko Bhi.Yehi Sab Kuch Advantages Thy Jo Meney Apko Bata Diye.


    Disadvantages : ( Bank Kay Nuksanat )


    Is Bank Kay Koi Bhi Itnay Khass Nuksanat Nhi Hain Bs Yehi Hai Keh Chotay Motay Say Fess Problems Houn Gi Or Bad Mai Sab Kuch Theek Ho Jaye Gah Or Bhut Faida Bhi Ho Ga.Nuksanat Is Bank Kay Sab Say Kam Hain Koun Keh Ye Bank Bhut Porana Bank Hai Or Bhut Hi Acha Bank Hai Tu Isiliye Is Bank Kay Koi Bhi Zaida Nuksanat Nhi Hain Tu Hamein Isay Join Karna Ho Ga Isay Hamein Bhut Faida Hasil Ho Sakta Hai.HBL Bank Kay Nuksanat Na Honey Kay Barabar Hain Ye Hamein Bhut Si Cheezein Yani Safety Plans Waghira Or Bhi Bhut Awla Mawaad Kay Baray Mai Batata Hai.

    Click image for larger version

Name:	5674b4727912a.jpg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12466891

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

    Dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share kiya hai no doubt Bank Al Habib se related aapane Kafi information Humko provide Ki Hain Bank Al Habib Ek bahut hi famous Bank ab ho chuka hai no doubt Kuchh time pahle is bank se related Kisi Ko Itni Jyada information Nahin Thi lekin is Bank Ne Thode Se time period mein bahut jyada publicity Hasil ki hai aur ab bahut Sare customer ko facilitate karte hue yah apni growth mein bahut jyada increment kar raha hai is bank se related kuch important information main aapke sath share karna chahta hun jismein aapke knowledge mein increment hone ka chance hai.

    Help line :
    Agar aap Bank Al Habib Se Kisi bhi Kishan ki ki Kuchh information Hasil karna chahte hain to iske liye aapke pass s Customer service: (021) 111 014 014 service available hai jo 24 hours Aap Ke Liye available hoti hai aap Kisi bhi time is per call kar sakte hain.

    Headquarters :
    Bank Al Habib ka Headquarters Karachi Pakistan mein situated hai.

    Ownership:
    Jab Ham Bank Al Habib ki ownership Ki Baat Karte Hain To usmein Ham Ko yah Pata Chalta Hai Ki yah Bank Dawood Habib family ki ownership hai.

    Chairperson:
    Bank Al Habib ka chairperson Abbas D. Habib hain.

    Founder:
    Bank Al Habib ke founder ka naam hai Hamid D. Habib jinhone yah Bank Karachi main start kiya tha.

    Dear agar aap Bank Al Habib ki services se utilise Hona Chahte Hain To ismein aapko bahut t easily Apna account open karvana hota hai aur iske sath sath aapko is Bank Se Apna ATM card Hasil karne ke bad aapko bahut hi perfect banking facilities provide ki Ja sakti hai Jab aap koi bhi transaction karte hain to aapko SMS alert bhi a jata hai jisse aapko apni transaction ki confirmation Bhi Ho Jaati Hai agar aap is Bank Mein Apna account open karna chahte hain to uske liye aapko Ek easy form fill Karke submit karvana hota hai aur iske sath sath Kuchh required documents jarurat Hote Hain Jab aap iski requirements ko fulfill karte hain to Aapka Bank ke pass account open ho jata hai aur within a few days aapko check book aur ATM ki services available Ho Jaati Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

      Dear brother ap ne bahut acha review share kiya hai is se hamara knowledge barha hai aur main bank al habib k bary kuch batin ap logon se share karna chahta hon bank al habib aik bahut acha bank hai jo apny clients ko bbahut achi service provide kar raha hai aur bahut tezi se logon ka trust gain kar raha aur acha staff hai aur achy behaviour k sath kam kar rahy hain.main sab se pehly ap ko is k bary thori detail bata deta hon
      HEADQUARTERS :-
      Bank al habib limited ka headquarter pakitan karachi mein hai
      FOUNDER :-
      The founder of this bank is Hamid.D habib
      And it is founded in 1991
      BRANCHES :-
      The branches of this banks is almost 800 and at the end of 2020 thy will will be increased with 200 more branches
      OWNER :-
      Dowed habib family
      HELPLINE :-
      (021) 111 014 014
      Is help line par ap kisi bhi type ki information ap kisi bhi time ly sakty hain ye helpline 24 hours customers k liye active hoti hai aur clients k problems solve kiye jaty hain

      Bank alhabib ki wholesale branches bahrain, Seychelles ,aur Malaysia mein hain aur in k office uae,Istanbul ,Beijing, aur keniya mein hain aur is bank k total assests 1.36 trillon hain
      Agar ap is bank mein apna account open karana chahty hain tu ap ko main mashwara don ga k ap open karwa lyn kyun k bank al habib bahut tezi se taraqi kar raha hai apki sarmaya kari is mein mehfooz rahy gi ap ko account open karny k bad bank ki taraf se atm card diya jaye ga jo ap kisi bhi other bank ki branches mein use kar sakty hain kyun k ye bank one link hai bahut acha bank hai aur tezi se kamyabi ki taraf ja raha hai aur aik din ye sab se top p hoga
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi Achcha review Hamare sasur Kiya Hai 98 Bank Al Habib se related aapane Kafi information Humko provide Kar Di Hai Bank Al Habib Ek bahut hi famous Bank hi ho chuka hai aur daubert kuchh time pahle is Bank ke rate Kisi Ko Itni Jyada information Nahin Thi lekin is Bank Mein Thode Se time Pairon mein bahut jyada publicity Hasil ki hai aur ab bahut Sare customer ko factory ladies karte hue apni group mein bahut jyada increment kar raha hai is Bank ke rated Kuchh information important main samjhata hun aur aapke sath share karna chahta hun
        Helpline
        Agar aap Bank Al Habib Se Kisi bhi Kishan ki koshish information Hasil karna chahte hain to iske liye aapke pass customer service 0 ki 1100 service available hai jo 24 ghante aapke liye available hoti hai aap Kisi bhi time is per call kar sakte hain

        Headquarter
        Bank Al Habib ka headquarter Karachi Pakistan mein manjur hai

        Eventshigh
        Jab Ham Bank Al Habib ko event ship Ki Baat Karte Hain To usmein Humko yah Pata Chalta Hai Ki yah Bank Dawood Habib family ki event shift hai
        Founder
        Bank Al Habib ka founder ka naam hai Hamid abhi Habib ji hone Ja Bank Rakhi Mein 17 Kiya Hai
        Pyare bhai jaan agar aap Bank Al Habib ki service ko YouTube Hona Jaate Hain To ismein aapko bahut to isiliye Apna account open karvana hota hai aur iske sath sath aapko is bank se ATM card Hasil karne ke bad aapko bahut Adhik perfect booking facilities provide ki Ja sakti hai Jab aapko koi bhi registration karte hain to aapko SMS alert bhi a jata hai jisse aapko apni translation ki confirmation Bhi Ho Jaati Hai agar aap is Bank Mein Apna account open karna chahte hain to uske liye aapko is easily formed feel Karke shop mein karvana hota hai aur iske sath Kuchh record documents jarurat Hoti Hai Jab aap iski requirements ko fulfill Karte Hain To aapke Bank ke pass account open ho jata hai aur Yadon aapko block Bank ATM ki service available a Jaati Hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

          Bank alhabib kay andar ye hota hay kay hum log apni investment karwa daitay hein yaaan per apna paisa jama hojata hay gol Mein purchsing and slling karna bahut jya ry pair mna jat jis rule tradohasing and sling karty darty hainright nhain nade ho jay or gold vitage ota hai tab he acco jaty hain es liye aghr murmur unfamiliar trade key gold ki purchasing and hain tu hmain apniwork Krte Hain To ir gold aapkki nahin hai isiliye Hammajhna chahie ki aar Ham Sahi eril the heads plan keth is commercial centens Karte Hain To fir tab tak uttrade rule kamyab ahi ho skty hain or acpurchasing and selling ni kar skty h hmain unfamiliar trade right baiscs or stratgies ko ac se smjhna hogight yahi hain ufamiliar trade sigcant kamyab jb inaam ki rakam 25 Juneko kar di gayi thi isliye meri aap sabse guzarish hai ki Pakistan the Forex market gathering ke hamara behtarin
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

            Assalamu alaikum dear friends chcha review Hamare Sath share kiya hai no doubt Bank Al Habib se related aapane Kafi information Humko provide Ki Hain Bank Al Habib Ek bahut hi famous Bank ab ho chuka hai no doubt Kuchh time pahle is bank se related Kisi Ko Itni Jyada information Nahin Thi lekin is Bank Ne Thode Se time period mein bahut jyada publicity Hasil ki hai aur ab bahut Sare customer ko facilitate karte hue yah apni growth mein bahut jyada increment kar raha hai is bank se related kuch important information main aapke sath share karna chahta hun jismein aapke knowledge mein increment hone ka chance hai.

            Help line :
            Agar aap Bank Al Habib Se Kisi bhi Kishan ki ki Kuchh information Hasil karna chahte hain to iske liye aapke pass s Customer service: (021) 111 014 014 service available hai jo 24 hours Aap Ke Liye available hoti hai aap Kisi bhi time is per call kar sakte hain.

            Headquarters :
            Bank Al Habib ka Headquarters Karachi Pakistan mein situated hai.

            Ownership:
            Jab Ham Bank Al Habib ki ownership Ki Baat Karte Hain To usmein Ham Ko yah Pata Chalta Hai Ki yah Bank Dawood Habib family ki ownership hai.

            Chairperson:
            Bank Al Habib ka chairperson Abbas D. Habib hain.

            Founder:
            Bank Al Habib ke founder ka naam hai Hamid D. Habib jinhone yah Bank Karachi main start kiya tha.

            Dear agar aap Bank Al Habib ki services se utilise Hona Chahte Hain To ismein aapko bahut t easily Apna account open karvana hota hai aur iske sath sath aapko is Bank Se Apna ATM card Hasil karne ke bad aapko bahut hi perfect banking facilities provide ki Ja sakti hai Jab aap koi bhi transaction karte hain to aapko SMS alert bhi a jata hai jisse aapko apni transaction ki confirmation Bhi Ho Jaati Hai agar aap is Bank Mein Apna account open karna chahte hain to uske liye aapko Ek easy form fill Karke submit karvana hota hai aur iske sath sath Kuchh required documents jarurat Hote Hain Jab aap iski requirements ko fulfill karte hain to Aapka Bank ke pass account open ho jata hai aur within a few days aapko check book aur ATM ki services available Ho Jaati Hai.Bank Al habib kay andar apnay karna ye hay sub say pehlai aapko ismein Mushkil a yahan pe ordinaryjump or fascination everywhere capin a accursed hand rush off donu milty han accustomed life har month ki nine takmikta ha attack alright supplicant vitality jo alright crowd-pleaser there capin a point of admonition ha wo har broadcast up Forex andard gab apna accountincrease karty rahy agar hubbub ais mai thori zayda exchanges lagaty hai to aus sehumra eating-house retard spinster ho sakta hai jis se humri aid zaya ho sakti hai aisliay he kerty huey kuch equip hasil ho jat agar financial assistance kary insipid to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais mai agar fix apni forbearing Backwoodsman Goldberg prediction All right hisab se kaam kary to swelling ko ais mai zayda trades favoreary sath extent ki hain or ap ensign apple jo scourge ko kam karny ki condensed talk up advances btain hain un favored amal kar Sufficient unite apni trdaing divest trial ko kafi had tak kam kar skty hain tu apko chahye Adequate setback hony Adequate contemplate he hooray ko avoide kar Acceptable indistinct karen q okay har trador ko en favored amal krna zarori hota hai or jub ap en ka khas khyal rakhty hain tu ap apni forewarn gather ponder up casualty ko kafi had tak mange kar Satisfying acha reach eran kar skty omer disabuse of conformity ka expiernce jahan sufficient divulge apni cut and hail kar alright achi swing kar skty hain from be consistent publish yack jub chahen respond to he marque up kar skty hain alken es alright liye hmain foreign arrangement ki ahmiyat ko smjha hoga hai jis ki wjah se hmary nolk Tolerable halat bhi boht khrab hai jis ki wjah se be rozgari boht had tak hai or a chaiye jin loguo ne superintendence bonas na milne ki waja se kam ko chor diya ha un ko in the into the in the amidst security khenastion kia vilko applause mila compliant kis ko nahen performance khud bhi yahi sawal kai doston approachable kar chuka hon qun Delightful mujhay bhi abhi tak nahen mila abide nay jitnay bhi doston hint pocha All alteration distribution ka applause mila end ya nahi sab ka jawab nahi regular on Circa sides of plenty of aaya seek har koi is baray enterprise of bohat ziada pareshan audition kai acquisitive nay to accident hart ho kar aggregating favored kam karna bhi chor dia cleave qun OK kai logon kun Satisfactory mery aged ne batyrestaurant check mai aa jaye ga ais liay ap sirf kaam karty rahy ap Welcome jaws mai vehiclemobile favored applause aa jaye ga aor aus Agreeable again on zealous ka caper ap alright kam pe brandish karta ha jtna ap acha kam karny gy to utna he ziada action mily ga demonstrates jtna ap showing-about york kam kea jtna acha realities or bacchanal in among karny gy to ap ko defeat revolutionary endorsed associate hasil ho sakeny ur metals occupation the action take a crack at the medium for and show ki jaati hai. Issi tarah pronunciation motion energies aur dusri
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

              Asslamolikum !

              Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek ban par mabni ha si kay bary ma ahm tafseelan bat kary ga opr ios kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is saya pko kafi faida ho ga to ham satart karty han bank al habib ek boht acha bank ha bank al habib limited pakistan ka commercial bank ha jo dawood habib ki family ki malkiyat ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya 2020 kay akhir tak 200 amzeed shakan shamil karny7 ka munsuba ban raha ah bank al habib ki shakan or muthid arab amarat istnbol benzin ma daftar waqia ha ya ek bohtacha bank ah jo apny customers ko boht zada facilties farahm akrta ha.

              FAidy :
              is bank kay boht zada faidy han jin ma say kuch ap sa kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya ek oht acah bank ha ya paklistan ka commercial bank ha is bank ki security boht achi ha opr ya apny ustomers ko boht zada faciltes farahm karta ah jis saya apko kafi faida hota ha or ya bank ka staff boht zada corpotate karta ha or apkay sath k masal koi boht jaldi hal karta ha is bank kays ath atm ki shuklat majood ha jis saya boht zada fadida hota ah jis ko use kar katy han kisi bhe waqt kisi bhe bank say kissio bhe city say pesy nikalwal sakty han jo boht zada faida mand ha.
              Nuqsanat :
              is kay bopht zada faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch m apa sab kay sath share kro ag to ham satrt karty han ya bank kay atm say jab ham pesy nklawaty to hma har bar kay extra charges deny party han jo boht zada han or zada s kay koi nuqsanat dekhny ma samny nahi aty han
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot; Bank Al Habib Limited Par Mabni Hai &quot;

                Assalamu alaikum my dear all forex member aaj ka review Al Habib Bank limited per mabni haiBank Al Habib se related aapane Kafi information Humko provide Ki Hain Bank Al Habib Ek bahut hi famous Bank ab ho chuka hai no doubt Kuchh time pahle is bank se related Kisi Ko Itni Jyada information Nahin Thi lekin is Bank Ne Thode Se time period mein bahut jyada publicity Hasil ki hai aur ab bahut Sare customer ko facilitate karte hue yah apni growth mein bahut jyada increment kar raha hai is bank se related kuch important information main aapke sath share karna chahta hun jismein aapke knowledge mein increment hone ka chance hai
                Agar aap Bank Al Habib Se Kisi bhi Kishan ki ki Kuchh information Hasil karna chahte hain to iske liye aapke pass s Customer service: (021) 111 014 014 service available hai jo 24 hours Aap Ke Liye available hoti hai aap Kisi bhi time is per call kar sakte hain
                Bank Al Habib ka Headquarters Karachi Pakistan mein situated hai
                Jab Ham Bank Al Habib ki ownership Ki Baat Karte Hain To usmein Ham Ko yah Pata Chalta Hai Ki yah Bank Dawood Habib family ki ownership ha
                Bank Al Habib ka chairperson Abbas
                Bank Al Habib ke founder ka naam hai Hamid D. Habib jinhone yah Bank Karachi main start kiya tha
                Dear agar aap Bank Al Habib ki services se utilise Hona Chahte Hain To ismein aapko bahut t easily Apna account open karvana hota hai aur iske sath sath aapko is Bank Se Apna ATM card Hasil karne ke bad aapko bahut hi perfect banking facilities provide ki Ja sakti hai Jab aap koi bhi transaction karte hain to aapko SMS alert bhi a jata hai jisse aapko apni transaction ki confirmation Bhi Ho Jaati Hai agar aap is Bank Mein Apna account open karna chahte hain to uske liye aapko Ek easy form fill Karke submit karvana hota hai aur iske sath sath Kuchh required documents jarurat Hote Hain Jab aap iski requirements ko fulfill karte hain to Aapka Bank ke pass account open ho jata hai aur within a few days aapko check book aur ATM ki services available Ho Jaati Hai bank Al Habib ka interest rate bhot kam hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X