dear ham jub bhi kisi bhi bimari main mubtala hotay hain to hamain kisi na kisi dawa ki zarurat hoty hay jis main agar ham english dawa ka istemaal kartay hain to hamain faida ho ya na ho laikin usk sath sath hmaray maida main zarur koi na koi fault ban jata hay is liye hamain in dawaion ka istemaal karnay main kami karni chaye aur agar ham aisi har aik marz k liye daisi dawai ka istemaal kartay hain to hamain us main koi bhi side effect nai hos akta hay magara usk sath sath hamain is k liye choose karna bhi ziada better hay k konse dawa kisi marz k liye hay jin kay faiday aur nuksanaat darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear hamain daisi dawa ka sab say ziada faida tab he mumkin hay jub hmain usk istemaal ka sahi aur prpper pta hay agar ham kisi dawa k baray main kisi aisay hakeem k pass jatay hain jinko kisi bhi cheez ka koi khaas pata nai hay to hamain daisi main bhi nuksaan ho sakta hay is liye hamain ziada say ziada aur sab say pehlay har aik marz hamari khuraak say lagty hay agar usk liye hamara maida theek hay haamra hazma theek hay to hamain kam say kam bimari lagnay ka khatra hay aur ham ko aisi surat main sirf daisi dawa ka he istemaal karna chaye jin main hamain kisi kisam ka koi bhi nuksaan nai hay aur zida tar hamain un say faiday he ki tawako ki ja sakty hay wo is liye k in main ziada tar har aik dawa main sirf hazma darust karna he ziada important hota hay jiski wajha say har aik bimari janam laity hay.
DISADVANTAGES;
dear jis tarha say hamain english dawa say lainay k baad faida ho ya na ho isi tarha hamain daisi dawa say kabhi bhi faida ki bajaye ko nuksaan nai hota hay laikin phir bhi hamain is main aehtiat sy kaam laina chaye jaisay hamaray hakeem kahaingay wisay he hamin inko use karna chaye is main koi bhi nuksaan nai hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим