Trading ke barey mein apna experience batayie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke barey mein apna experience batayie?
    Assalam Walaikum Friends! mein kaafi waqt se trading kar raha hun or shuru mein trading boht hi mushkil kaam lagta tha q ki is kaam mein learning ke bina koi profit earn kar pana na mumkin hai.jab mene proper learning start ki or courses kiye toh demo accounts mein bhi accha profit earn kiya.aap ka forex mein kya experience raha apney apney experiences share kijiye..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

    Trading mai mera experience yeh raha hai shoro mai live account mai confusion rahi lekin woh sath sath clear aisy howi kay main nay apni mistake ko repeat nahi kiya. apni strategy ko mazeed demo pay test karta raha or jab be trade ki analysis ki base pay ki fundamental or technical dunu ka use kiya or ab tak loss be howa haior profit be howa hai lekin overall ratio profit ki he hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

      market ke mutaliq hamare pass achcha experience hota hai aur ham achcha kam bhi kar raha hai sakte hain lekin hamen yah sochana hota hai ki Ham market ko acche se analysis karte rahenge to hamen ismein itna mat nuksan nahin ho sakta aur hamara kam bhi acche se ho sakta hai aur ismein har insan kiye sochta rahata hai kya hua agar apni market ko apni soch samajh ke sath hi share karta hai to uska kam bhi aasani se ho jata hai aur market hamare liye ek aasan kaam hai aur ham agar isko jyada samajhte hain aur ismein jyada kam karte Hain to hamen ismein aasani hasil ho sakti hai to apne aap ko aasan samajhna chahie to hamesha hi ismein Ham jitne menace karte rahte hain hamen utna hi ismein chhaka Mil jata hai aur ham nuksan nahin sar kar sakte aur jo log nuksan aasan karte Hain to unki apne Hi galti ho sakti hai lekin hamen agar ismein se kam karna chahie to hamesha ke liye apni mehnat ko acche se rakhna hoga aur sms achcha kam karna hoga to hamari baat mein jyada kam achcha ho sakta hai aur ham na kam Hasan nahin kar sakte aur hamesha apni mehnat ko apne sath rakhna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

        start main es mai kafi zaida paresdhani rahi hai kuch samaj nahi ata tha kay kaisy kiya karna bad mai loss be hota raha or profit be hota raha hai or ab tu overall trading mai profitable trader ho. or koshish ki jati hai guzray howay time se kuch learn kiyajaye seekha jaye or phir us mai trade ki jaye esi mai kamyabi thi
           
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

          Assalamu alaikum dear Forex friends main aapse trading ke bare mein kuchh information share karna chahta hun yad rakhen ki aap jab bhi real trading mein Koi trade choose karen to aapke pass is trade ke bare mein enough knowledge hona chahie trading hamesha bahut Soch samajh ke karni chahie hamari zara si bedehani hamare liye bahut jyada loss ka bais bn sakti hai isliye koshish karen jab bhi Koi trade choose karna ho to uske bare mein news updates zror sun len apne senior se ideas len market ke analysis Ko dekhkar trade lagaen kabhi trade lagate waqt overconfident se ya greedy hokar overtrading na Karen trade lagate waqt stop-loss zror lgaye trade lagane se pahle hamen indicator aur candlestick ke use ka pata hona chahie agar aap yah sab chizon ko madey nazar rakhte hue trading karenge to aap jarur kamyab honge
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

            Start mai stop loss use karna or take profit use karna itrna khas nahi lagta tha es leye kay pata nahi tha kay stop loss ko kaisy lagaya jata hai kis price ko chose kiya jata hai . phir jab pata chala tu es ka sahi use kar kay kafi faida howa hai. esleye kabi be andzay esko chose na karo nahi tu ap ko loss ho sakta hai es ko sahi chose karny kay leye ap ko analysis seekhna ho gay jis ka ap ko future mai kafi faida ho ga.
             
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

              trading ke bare mein abhi tak hamara to experience Nahin hai kyunki abhi tak to bonus yah Katha kar rahe hain jab bonus kabil ho jaega usko trade lagai jaaye to fir inshallah koi trade use karenge aur FIR Uske bad koi to darbhanga
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

                Gee dear mera experience yeh raha hai shoro mai live account mai confusion rahi lekin woh sath sath clear aisy howi kay main nay apni mistake ko repeat nahi kiya. apni strategy ko mazeed demo pay test karta raha or jab be trade ki analysis ki base pay ki fundamental or technical dunu ka use kiya or ab tak loss be howa haior profit be howa hai lekin overall ratio profit ki he ha stop loss use karna or take profit use karna itrna khas nahi lagta tha es leye kay pata nahi tha kay stop loss ko kaisy lagaya jata hai kis price ko chose kiya jata hai . phir jab pata chala tu es ka sahi use kar kay kafi faida howa hai. esleye kabi be andzay esko chose na karo nahi tu ap ko loss ho sakta hai es ko sahi chose karny kay leye ap ko analysis seekhna ho gay jis ka ap ko future mai kafi faida ho ga........A
                ​"Try try again until you succeed"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke barey mein apna experience batayie?

                  Trading main start mai loss howa tha us ki waja yeh thi kay confidence level ya kam hota tha ya bhout zaida ho jata tha even kay experience pay focus nahi rehta tha. jab tak experience gain nahi howa tu loss hota raha lekin pehly sy loss kam hota raha phir jab experience howa apni mistake ko recover kiya tu loss kam or profit zaida honay laga yeh he waja hai kay hum aisy apny experience kay bina kabi be trade nahi karni cheye trade ap ki tab he successful ho sakti hia jab ap experience ko gain karian.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X