ye review TCS par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review TCS par mubni hay.
    dear jahan pay ham sab sara kaam pakistan post office say laitay thay aaj un sab kaamonka ka hisaab tcs nay lay lia hay jis main hamin bahut saray faiday bhi hain aur sath sath us main kuch nuksanaat bhi hain jinka zikar ham aik propper tareekay say kartay hain jink fawaid aur nuksnaat darj zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear aaj k is fast dour main tcs k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi bhi documents ya aisi koi cheez aik district say dusray main chaye to usay tcs ghanto main poncha sakta hay jis main agar hamain is kuch pay bhi karna parta hay to wo bhi is main koi ziada mehnga nai hay aur agar ham tcs main khud bhi job karna cahhtay hain to hamain aisa bhi hona mumkin hay tcs say ham online ho kar bhi rabta rakh saktay hain in sab baaton k sath sath iski aik yeh bhi sab say barri khoobi hay k yeh aik trusted fiem hay jis main aaj tak haamri kisi bhi kisam ki koi cheeez ghaib nai ho sakty hay aur na he hue hay agar ham kisi bank main apna account open akrtay hain to hamaray account k total pappers aur atm card hamain tcs k zariye say miltay hain aur agar ham koi apna id card apna license banatay hain to wo bhi hamain tcs ki wajah say received hota hay jis main hamain aik adh din main he sab kuch received ho jata hay jisk sath sath hamain phir bhi isay kam say kam pay krnay say yeh sab kuch hamain mil jaya karta hay.
    DISADVANTAGES;
    dear mujhay to aaj is tcs main koi bhi nuksaan wli baat nazar nai aye hay jisk baray main ham apnay is review main koi iski burai karain ya ham is k baray main oi ghalt baat kahain wo is liye k tcs aik ba aitmaad idara hay jis main kisi bhi main koi kutahi nai ho skty hay aur hamko is main ziada say ziada faiday ki he umeed hay jo har baar ho aa raha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review TCS par mubni hay.

    Yes dear aapane bahut hi important topic apni review dene ke liye select kiya hai no doubt Pakistan mein TCS Ek bahut hi famous courier service Hai Jisko aap apne documents aur product ki delivery ke Hawale se acchi tarike se Jante hain aur iski Sarvesh se aap bahut jyada utilise ho rahe hain agar aap daily basis per iski transaction ko dekhte hain to no doubt Pakistan ke maximum people daily basis per speciality se utilise hokar apne kam ko jaldi se complete karne ki koshish kar rahe hain Kyunki ki yah Kaisa platform hai jismein aap apne confidential documents aur different product easily within country Kisi bhi Jagah aasani ke sath deliver Karva sakte hain aur Iske against aapko charges Dena Hote Hain Jo ki is company ki income hoti hai TCS courier service related Kuchh information main aapke sath share karna chahta hun jismein aapko Iske bare mein Achcha knowledge Hasil ho jaega.

    Number of employees:

    TCS courier services Mein around 12,000+ members isme kam kar rahe hain Jo apni e acchi income is company se Hasil Karke Apne personal expenditure ko Rang kar rahe hain.

    Founder:
    Khalid Nawaz Awan TCS company ke founder Hai jinhone yah company 1983 main found ki thi.


    Headquarters:
    TCS company ka headquarter Karachi Pakistan main situated hai agar aap is related koi bhi information Hasil karna chahte hain to is mein aapke liye different helplines provide ki ja rahi hoti hai jisse aap isliye isko contact kar sakte hain.

    Track your shipment :
    Jab aap TCS company se koi delivery expect kar rahe hote hain yah aap Koi delivery Kisi Jagah transfer kar rahe hote hain to usmein aap internet ki basis per usko track kar sakte hain aur uski current situation observe kar sakte hain ki vah currently kaun se area Mein pahunch chuki hai aur uske bad further kitna time delivery hone Mein Lag sakta hai.

    Kuch log TCS company ki services ko prefer Nahin Karte aur uski reason yah Dete Hain Ki yah Ek expensive channel hai lekin agar aap iski services ko compare Karte Hain To no doubt aapko post office ki against iski services Kuchh expensive field hongi lekin iski service fast hone ki vajah se iski bahut jyada importance hai aur yah hundred percent Ek reliable service hai jismein aapko yah charges jyada feel nahin Hote.
    • #3 Collapse

      Re: ye review TCS par mubni hay.

      Advantages

      Dear friend Assalamualaikum ji han bilkul TCS Ek bahut hi Achcha de raha hai jiske liye aap apni koi bhi parcel Ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur yah bahut hi Achcha yah Vada Raha Hai jiske liye aap koi bhi chij easily aur sefty Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain Agar aapko Koi Bhi chij bhejni Ho To aap is courier company ka istemal kar sakte hain Jo ke bahut hi behtar hai aur iska sabse bada advantage yahi hai ki aap koi bhi chij ho ek City se dusri city mein sirf aur sirf ek din ke andar aap pahunch sakte hain Jo keh agar aap khud bhi Jana Chahe to aapko Ek Din lag jata hai lekin agar aap apna bhi Jana Chahe to courier company ki ki vajah se aap chij ko jaldi Hath kar sakte hain Kyunki agar aap aaj ke din TCS Karvate hain to next day aap use chij ko dusri Jagah pahuncha sakte hain aur vahan vah available ho sakti hai

      Disadvantages

      Dear friend TCS vaise to bahut hi acchi Company hai lekin is Mein Sabse Badi main problem yahi hai ki Kyunki agar aap koi bhi chij parcel bhejna Chahte Hain To vah vate ke hisab Se Uske charges hote hain to TCS ke Pakistan post office se bahut jyada charge hai agar aap koi bhi chij Pakistan post office Ke jariye bhejte Hain To aap ke Agar 200 charges hote hain to to Usi Tarah Vahi chij agar aap TCS Kesariya bheje to aap ke Usi chij ke charges 1000 ke qareeb pahunch Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: ye review TCS par mubni hay.

        Asslam o Alaikum g han my dear friends TCS aik buht hi zurari idhra hain jass main hum asani k sth aik city say kesi dusry city aik hi din k indr apni documention or other choty moty saman ko asani k sth bajva skty hain jass k burnchs overall pakistan k har city main majood hain jass say hazro lakho log fida utha rhy hainTCS aik buht hi tazz treen service wla idhra hain ya private idhra hain jha jas ki services pory pakistan main hain or buht hi zyda taz services jass main main charges bhi buht hi kam hain....
        ADVANTAGES ::::::%%%%
        Dosto TCS Aik buht hi acha idhra hain jass main hum. Log asani k sth aik dusry tk apni mail ko sand kr skty hain as main kam prices main humri documentsion ko dusry city punchia jata hain Jab k phly srf post office ya services deta tha jab k us ki service buht slow hony ki wja say zyda tar log TCS ko parapar krty hain jha pay wo asani k sth apni services ko punchia sky..
        DISADVANTAGES::::%%%%
        ​Dear ap log jatna zyda passy TCS main daty hain as say kam pasy agr post office main day tu wha say ap ki services usi time. E pochny post office aik qabal atmand idhra hain jo pakistan wajod main any say phly apni kidmat siranjam day rha hain jass kiki branches pory pakistan main hain...
        • #5 Collapse

          Re: ye review TCS par mubni hay.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear jahan pay ham sab sara kaam pakistan post office say laitay thay aaj un sab kaamonka ka hisaab tcs nay lay lia hay jis main hamin bahut saray faiday bhi hain aur sath sath us main kuch nuksanaat bhi hain jinka zikar ham aik propper tareekay say kartay hain jink fawaid aur nuksnaat darj zail hain.
          ADVANTAGES;
          dear aaj k is fast dour main tcs k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi bhi documents ya aisi koi cheez aik district say dusray main chaye to usay tcs ghanto main poncha sakta hay jis main agar hamain is kuch pay bhi karna parta hay to wo bhi is main koi ziada mehnga nai hay aur agar ham tcs main khud bhi job karna cahhtay hain to hamain aisa bhi hona mumkin hay tcs say ham online ho kar bhi rabta rakh saktay hain in sab baaton k sath sath iski aik yeh bhi sab say barri khoobi hay k yeh aik trusted fiem hay jis main aaj tak haamri kisi bhi kisam ki koi cheeez ghaib nai ho sakty hay aur na he hue hay agar ham kisi bank main apna account open akrtay hain to hamaray account k total pappers aur atm card hamain tcs k zariye say miltay hain aur agar ham koi apna id card apna license banatay hain to wo bhi hamain tcs ki wajah say received hota hay jis main hamain aik adh din main he sab kuch received ho jata hay jisk sath sath hamain phir bhi isay kam say kam pay krnay say yeh sab kuch hamain mil jaya karta hay.
          DISADVANTAGES;
          dear mujhay to aaj is tcs main koi bhi nuksaan wli baat nazar nai aye hay jisk baray main ham apnay is review main koi iski burai karain ya ham is k baray main oi ghalt baat kahain wo is liye k tcs aik ba aitmaad idara hay jis main kisi bhi main koi kutahi nai ho skty hay aur hamko is main ziada say ziada faiday ki he umeed hay jo har baar ho aa raha hay.


          Dear friend Assalamualaikum ji han bilkul TCS Ek bahut hi Achcha de raha hai jiske liye aap apni koi bhi parcel Ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur yah bahut hi Achcha yah Vada Raha Hai jiske liye aap koi bhi chij easily aur sefty Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain Agar aapko Koi Bhi chij bhejni Ho To aap is courier company ka istemal kar sakte hain Jo ke bahut hi behtar hai aur iska sabse bada advantage yahi hai ki aap koi bhi chij ho ek City se dusri city mein sirf aur sirf ek din ke andar aap pahunch sakte hain Jo keh agar aap khud bhi Jana Chahe to aapko Ek Din lag jata hai lekin agar aap apna bhi Jana Chahe to courier company ki ki vajah se aap chij ko jaldi Hath kar sakte hain Kyunki agar aap aaj ke din TCS Karvate hain to next day aap use chij ko dusri Jagah pahuncha sakte hain aur vahan vah available ho sakti hai


          NUMBER OF EMPLOYEES.
          TCS company mein around 12000 plus employee kam kar rahe hain aur acchi income le rahe hain.

          FOUNDER.
          Khalid Nawaz Aman kis company ke Funda hai.

          HEADQUARTER.
          tcs company ka headquarter Karachi Pakistan mein hai..

          Dear members jaise ki aap Jante Hain Ki Kuchh log TCS company ko refer Nahin karte Kyunki Unka Khyal a kiye company bahut expensive hai aur aapko order bhi bahut let liver karti hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review TCS par mubni hay.

            ye review TCS par mubni hay.
            dear jahan pay ham sab sara kaam pakistan post office say laitay thay aaj un sab kaamonka ka hisaab tcs nay lay lia hay jis main hamin bahut saray faiday bhi hain aur sath sath us main kuch nuksanaat bhi hain jinka zikar ham aik propper tareekay say kartay hain jink fawaid aur nuksnaat darj zail hain.


            ADVANTAGES;
            dear aaj k is fast dour main tcs k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi bhi documents ya aisi koi cheez aik district say dusray main chaye to usay tcs ghanto main poncha sakta hay jis main agar hamain is kuch pay bhi karna parta hay to wo bhi is main koi ziada mehnga nai hay aur agar ham tcs main khud bhi job karna cahhtay hain to hamain aisa bhi hona mumkin hay tcs say ham online ho kar bhi rabta rakh saktay hain in sab baaton k sath sath iski aik yeh bhi sab say barri khoobi hay k yeh aik trusted fiem hay jis main aaj tak haamri kisi bhi kisam ki koi cheeez ghaib nai ho sakty hay aur na he hue hay agar ham kisi bank main apna account open akrtay hain to hamaray account k total pappers aur atm card hamain tcs k zariye say miltay hain aur agar ham koi apna id card apna license banatay hain to wo bhi hamain tcs ki wajah say received hota hay jis main hamain aik adh din main he sab kuch received ho jata hay jisk sath sath hamain phir bhi isay kam say kam pay krnay say yeh sab kuch hamain mil jaya karta hay.
            DISADVANTAGES;
            dear mujhay to aaj is tcs main koi bhi nuksaan wli baat nazar nai aye hay jisk baray main ham apnay is review main koi iski burai karain ya ham is k baray main oi ghalt baat kahain wo is liye k tcs aik ba aitmaad idara hay jis main kisi bhi main koi kutahi nai ho skty hay aur hamko is main ziada say ziada faiday ki he umeed hay jo har baar ho aa raha hay.
            • #7 Collapse

              Re: ye review TCS par mubni hay.

              TCS pakistan ki most leading courier service hai jis ky muqably mein baqi courier services bhi kam kar rahi hain lekin TCS big margin se un sab ko lead kar rhi hai aur courier services mein apni misaal aap hai. Yeh Pakistan ki sab se zeada trusted courier service hai jis ka main headquarter Karachi mein waqia hai. In ki company ky offices almost Pakistan ky har har shehr aur tehsil mein waqia hain. Tsc ky under 12000 plus employees har waqt aap ki khidmat mein lagy huey hain.

              My Personal Experience :

              Mera personal experience Tcs ky sath bhut zeada raha hai kyn ky mein online shopping zeada karta rehta hun. Isky ilawa meny kahin ksii koi koi gift bhejna ho ya koi zaruri documents ho TCS ne mera sara saman aj tak achy treqy se ba hifazat pohnchaya hai. Mery remarks is service ky bary mein Excellent ky hain.

              ADVANTAGES :
              1) Tcs ki quick delivery ky muqably mein koi aur service nahin aa skti ye within hours bhi aapki delivery dusry shehron tak kar dety hain agar aap bar waqt in ko smaan phncha den aur packages ki loading se pehly aap agar in ko register karwa den to yeh apka saman usi din deliver kr dety hain.

              2) Baqi Packages ky sath koi bhi document kahin urgent phnchana ho to aap Tcs ky ilawa koi courier choose nahin kr skty. Kyn k inki quick service la jawab hai.

              Disadvantages:


              Disadvantages mein koi khas disadvantage humain nazar nahi ata.​Sirf yeh keh skty hain ky in ki delivery charges Pakistan Post Office walon se thory zeada hain. Lekin qabil e bardasht hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: ye review TCS par mubni hay.

                Introduction :
                dear friends TCS (Tranzum Courier Services) aik post ofice ki traha hi working ka ek adara hai dear friends TCS ek pakistani courier our logistics company hai jo karachi pakistan main wakya hai is ki bunyaad 1983 main pakistani airline k sabka flight engeneer khalid bin nawaz ne rakhi thi ye company e commerce business ya yayvo bhi chalati hai jo pehle TCS connect k nam se jana jata tha ye shipment ka buhat asaan our simple zariya hai our aap apni koi b chiz pore pakistan ya dunya main jaha jaha TCS ki service mojod hai aap asaani se save traike se pohncha sakte hai

                Advantages :
                dear friends Tcs k beshumar advantages hai :

                • dear friends tcs aap ko courier ki sab se achi and quick service de raha
                • tcs aik save and secure Goods transfer method hai
                • dear friends is ki sab se shandara service ye hai k aap apne courier ko track kar sakte hai
                • is ki fee munasab hai
                • kam se kam wakt main aap ko courier mosol ho jata hai



                Disadvantages :
                dear friends is k kuch disadvantages bhi hai

                • dear friends is ki courier fee dosre courier offices se thori zayda hai
                • kisi b hadse ki sorat mian TCS aap k saman ki granty nahi deta hai
                • log is par kuch zyada bhrosa nahi karte hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #9 Collapse

                  Re: ye review TCS par mubni hay.

                  Introduction
                  provider Aisa Karte Hain Ki vah Ek West Chadic advantage fundamental Punch Tak nahin new Forex exchanging 1 unsafe business hai Is per Hamen Apne hazard Ke Blemish jaaun ko kam karna hoga iske liye jaruri hai kya Ham Thodi last Mein Hey exchange Karen aur bahut jyada

                  Advantages
                  hazard na len Agar Ham Jyada hazard Lenge to Hamari exchange nuksan ho sakta hai jisse hamara account zero ho jaega aur Hamen benefit Nahin hoga isliye Hamen Jyada hazard Nahin Lena chahie G h ilkul bhi chhota na Karen aap log mehnat Karen mehnat Karne grain hamesha Forex exchanging mein kamyabi Hasil karte Hain Agar Ham de Forex exchanging mein kamyabi

                  Disadvantages

                  ko consent to karna chahie aur Hamen lalchi bilkul bhi nahin karna chahie baz Hasil karna chahte hain To hamen chahie ki Ham Sabar ke sath kam Karen Aur mehnat ke sath jajba ke sath hamesha mehnat Karen mehnat Karne ridge hamesha life mein isliye kamyabi Hasil kar sakta mehnat karo mehnat karte raho ki lalach Mein Hit unko Koi is commercial center ke andar Model Najar Aata Hai To Ek large components istmaal Karte Hain To Jab vah towards
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review TCS par mubni hay.

                    Assalamu Alaikum dear friendfast dour main tcs k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi bhi documents ya aisi koi cheez aik district say dusray main chaye to usay tcs ghanto main poncha sakta hay jis main agar hamain is kuch pay bhi karna parta hay to wo bhi is main koi ziada mehnga nai hay aur agar ham tcs main khud bhi job karna cahhtay hain to hamain aisa bhi hona mumkin hay tcs say ham online ho kar bhi rabta rakh saktay hain in sab baaton k sath sath iski aik yeh bhi sab say barri khoobi hay k yeh aik trusted fiem hay jis main aaj tak haamri kisi bhi kisam ki koi cheeez ghaib nai ho sakty hay aur na he hue hay agar ham kisi bank main apna account open akrtay hain to hamaray account k total pappers aur atm card hamain tcs k zariye say miltay hain aur agar ham koi apna id card apna license banatay hain to wo bhi hamain tcs ki wajah say received hota hay jis main hamain aik adh din main he sab kuch received ho jata hay jisk sath sath hamain phir bhi isay kam say kam pay krnay say yeh sab kuch hamain mil jaya karta hay.
                    DISADVANTAGES;
                    dear mujhay to aaj is tcs main koi bhi nuksaan wli baat nazar nai aye hay jisk baray main ham apnay is review main koi iski burai karain ya ham is k baray main oi ghalt baat kahain wo is liye k tcs aik ba aitmaad idara hay jis main kisi bhi main koi kutahi nai ho skty hay aur hamko is main ziada say ziada faiday ki he umeed hay jo har baar ho aa raha hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review TCS par mubni hay.

                      TCS aane se pahle Ham sari sari chijen Post office ke through bhej rahe the jis mein jismein chij pahunchne mein teen char din lag jaate the aap TCS aane ki wja se Hamari chijen dinon ki vajah ek ghanta Mein ek district se dusre district Mein pahunch jaati Hain TCS se Hum koi bhi document ek shahar se dusre shahar Mein bhej sakte hain
                      Faidey

                      TCS TCS Kahan hai Ya fayda hai hai ki koi bhi urgent chij humne bhijwa nahin hoti hai ek district se dusre district mein bahut jald bhijwa sakte hainare dusra tcs ka hamain ye faydaa hota he ke Ham jo bhi chij bhijwa te Hain usmein gum hone ka koi khof nai hota
                      Nuqsan
                      ​TCS aisa fatest snizam ha ke jis mein dekha jaaye to dekha jaaye to Koi nuksan nazar nahin aata hamare documents bahut jaldi ek city se dusre city mein pahunch jaate Hain

                      • #12 Collapse

                        Re: ye review TCS par mubni hay.

                        Introduction
                        Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko TCS k Bary me apny views sy agah krnga Pakistan me TCS courier BHT famous hochuka ha yhi wjah ha k Pakistan k log Baki courier k muqably me TCS ko ziada prefer krty Han TCS k kch nuqsanat or kch faiday me apko btaonga TCS service me approximately 15000 ya is Sy b Ziad log Kam KR rhy Han kinky lye TCS ak rozgar ka bhtreen zrya bna hva ha yeh company 1983 me found ki gai thi or isky founder Khalid Nawaz awan Han TCS ka head office Pakistan k biggest city krachi me mojod ha AGR apko koi b problem ho to AP phones py insy help ly skty han

                        Advantages
                        TCS ka SB sy bra advantage mery khyal sy yeh ha k JB hum TCS py koi b Chez ya saman transfer ya receive kr rhy Han to hum tracking system k zRye online PTA krwa skty Han k hmara saman ya delivery Kahan tk phnchi ha jiski wjah sy AGR hmari delivery late b hojaye to hmy yeh tension nhi hoti k shyd hmari delivery Kahen misplace na hogai ho..TCS ki service log is wjah sy b prefer krty Han k yeh hmari delivery transfer krni ho ya recieve to yeh BHT km time me uski proper place py phncha deti ha hmy isky lye BHT ziada days ka wait nhi krna prta..
                        Disadvantages
                        iska SB sy bra disadvantage yeh ha k TCS ki service BHT costly hoti ha iski muqably me Pakistan post office k charges km hoty Han jiski wjah sy kch log dosri services py ziada depends krty han ...isky ilawa TCs ka headquarter b krachi me mojod ha AGR hny koi problem ho TCS sy related to mobile num busy hny ki wjah sy hmy inky office Jana prta Jo k but door pr jata ha
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review TCS par mubni hay.

                          TCS

                          TCS pakistan mai courier services ki company hai jokay 1983 mai established hovi thi eska founder khalid nawaz hai aor eska main headquarter Karachi mai mojood hai TCS be pakistan ki ik bari private company hai esmai taqreeban 12000 say ziyada employees kaam krtay hai eskay offices taqreeban har chotay baray cities mai mojood hai jahan pae ye logon ko apni services dey rahay hai TCS pakistan kay har jaga taak apka saman ho ya apkay documents ya parcels ponchata hai eskay ilawa ye world wide be kaam kartay hai ye ba zareya airline be kaam kartay hai aor ba zerya vehicles courier be TCS nay 2012 mai ik retail sales ki online site be launch ki the jesko yayvo.com kay name say banaya gaya hai es par koi be khareedari kar saktay hai jesko baad mai TCS ba zareya apni services kay osi address taak ponchatay hai mukhtasar ye kay TCS ik buhot acha platform hai apny parcels waghaira ko pakistan mai ya Pakistan say bahar baijnay kay leye personally mainay esay kaye baar use kiya hai aor mairay cheezay time par ponchi hai lehaza mai subko ye platform suggest karna chahta hun kay agar apnay koi documents ya parcels baijnay hai tho TCS be ik acha option hai

                          Faide
                          TCS kay points taqreeban Pakistan kay har chotay baray city mai mojod hai jeski waja say eskay zareye say cheezay baijna asaan hai TCS har cheez delivered karti hai TCS ik well known private courier service hai lehaza es par bina khoof kay trust kiya ja sakta hai TCS fast services kay saath buhot jaldi apkay cheezqy batae howay address par baijta hai jeski waja say humay wait nahe karna partha

                          Nuksanat
                          TCS apnay waseeh network kay saath pakistan mai mojood hai lekan eskay prices level ba nesbat pakistan post kay buhot ziyada hai jesko ik ghareeb aadmi asaani say afford nahe kar sakta es leye acha hoga kay TCS kay bajaye wo services use keye jaye jo kay price mai kaam ho jaisay kay pakistan post
                          Zuhaib9988 Trading journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review TCS par mubni hay.

                            TCS aik pakistan ke courier service hae jo ke private hae or yeh aik bahut bare branch ban chuke hae ke ab iske branches pore duniya main phel chuke hain or log taqreeban isko he use karte hain apne courier ke liye
                            Advantages
                            TCS aik bahut bara brand hae is main yeh aik courier service hae jis ke madad se hum is main kisi bhe city main apne document ya apna luggage send kar sakte hain or yeh within 24 hours hamara saman hamare destination main pohnchate hain or is ke charges lete hain lakin in ke service bahut he ache hae yeh bahut he jald main hamara saman pohncha dete hain in ke madad se he to hum apne admission form send karte hain to is ke charges wo lete hain or time par hamare documents hamare batae howe jaga par pohnchate hain to is waja se yeh bahut he acha hota hae
                            Disadvantages
                            yeh q ke aik bahut ache service provide kar rahe hain to in ke jahan par bahut se hamen he relief de rahe hain wahan par yeh hamen bahut zayada hamara nuqsan bhe de rahe hain in ke charges bahut he zayada hote hain ab agar hum apne documents thore se fasle par city main send karte hain to wo bahut zayada hum charge kar lete hain jo ke in ke bahut bure bat hae un ko esa kabhe bhe nhe karna cahiye balke un logon ko cahiye ke wo is main sahe tarah se kam karna cahiye jitna ache tarah se wo hamara kam karte hain ache bat hae lakin is hissab se un ke yeh fee bahut he zayada hae to un ko cahiye ke wo apni charges kam karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review TCS par mubni hay.

                              Ap na TCS ke bare mein bahut important information share Ki hai ap TCS service k bary ma kafi knowledge rkhta hain Pakistan mein different courier services kam kar rahi hai in ma aik TCS hai TCS aik logistics company hai iski banaid 1983 ma Pakistan international airline (PIA)ke flight engineer Khalid Nawaz Awan na German courier company DHL ke sath milkar rakhi iske bare mein kuchh basic information main aapko dungi
                              Type...

                              TCS ek private courier service hai
                              Industry...
                              TCS 1 logistic company hai

                              Founder..
                              Khalid Nawaz Awan iske founder Hain

                              Headquarter...
                              Karachi Pakistan...

                              Employees ....
                              12000+

                              Website...
                              TCS express.com

                              Faida...

                              Ap es courier service ke through apne documents aur products ko Pakistan ke ek City se dusre city mein bhej sakte hain yah sarvice aapke liye bahut useful hai is service ke through aap bahut kam waqt mein apni delivery ko bhej or mangwa sakte hain ya kuchh expensive courier service hai isliye log is ko use krna prefer nahin karte kyunki Pakistan mein aur bhut sari cheap services kaam kr rahi hain TCS aik expensive service zror hai mgr ap bahut kam waqt mein apni products ko bhej sakte hain ya aik reliable service hai ap es service sa amount b transfer or receive kr sakty hain TCS ki service Pakistan ki cities ma majood hai mgr villeges tk fully provide ni ho saki aaj ke daur mein hamare pass waqt nahin hota hamari koshish hoti hai ki Ham kam se kam time mein apna Kam complete Karen iske liye TCS aapko behtreen service provide kar rahi hai

                              Naqsan....

                              TCS courier service ka koi nuksan najar nahin aata yah bahut reliable service hai aap is service pa trust krta huy esy use kar sakte hain no doubt ya thori expensive service hai but ya service quailty work krti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X