dear hamaray is mulk main sab say ziada aur sab say important aur sab achi khidmaat kisaan ada kartay hain jink baghair ham aur hamara mulk kisi kaam ka ni hay agar haamray kisaan mehnat kartay hain to ham sab araam say aur acha aur saaf suthra aur fresh kahana khaa saktay hain jin k baghair in sab cheezon ka aur sab jinson ka hamain milna na mumkin hay aur jinki wjah say ham dusray countries main bhi respect ki nazar say daikhay jatay hain to hamko inki uncount khidmaat k baray main bhar poor achay tareekay say tareef likhni chaye jo k asal main sab say ziada tareef k kabil hain aur jinki mehnat ki wajha say ham sakoon kartay hain.
ADVANTAGES;
dear members farmers hamaray mulk main sab say aehma kirdaar ada kartay hain apni khidmat ka agar ham poora years wheat ka use kartay hain to sirf kisaaan ki wajha say ham poora yeras acha achay aur fresh fruits khatay hain to sirf kisan ki wajha say aur agar hamain fresh aur pure milk milta hay to wo bhi hamain hamaray farmers ki wjaha say jin say ham thoray paisay main milk buy kartay huway agay mehngay main isay sail kartay hain ham unki khidmaat say hasil kiye gaye milk say aur bhi bahut kuch banaty hain jin main creeam,powder,aur pack honay wala milk yeh sab haamray kisaanoki wajah say mumkin hay jink baghair ham asia kuch bhi khaa pe nai saktay hain jo har roz marra ki life main use kartay hain to asi khidmaat ko hamain salaam kartay huway is review main bahut ziada explain say baat karni chaye.
DISADVANTAGES;
dear members yoon to ham har aik review main advantages k sath sath usk disadvantages bhi share kartay hain magar hamaray is review main hamain kuch bhi asia nazar nai ata hay jisk baray main ham usk disadvantages ko share karain kisaan ki khidmaat main aisa kuch bhi nai hay jis main kisi kisam ki koi mixing ho jis say hamain koi nuksaan ki umeed ho ya hamain us say koi nuksaan hota huwa nazar aye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим