Yeah review gas heater par mabni hai…
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

    Assalam walekum doston aaj main aap Sabke Sath gas heater ke bare mein Apna knowledge share karunga Kyunki aaj ka Hamara topic gas heater hai gas heater gas same chalne wale heater hai ismein Mukhyalay kism ke variety ke Mukhyalay kism ke quality ke heater Milte Hain isko backside se gas connection Lagaya jata hai biscuit 3 switches hote hain Ek ON,OF liye ek low speed teesra high speed, ab Ham Iske fayde aur nuksaanat Byan Karenge.

    Advantages %%%%%%

    Gas heater ke bahut jyada fayde Hain specially Sardi any winter season Mein iska istemal bahut zyada ada Hota Hai isase Jyada thand Mein Ham Apne Kamre Apne room Apne office ko garm rakhte Hain iske sath sath Kisi bhi waqt chai banana Ho gana Garam karna ho to gas heater se Ham karna banana khana Garam karna chai banana Badi aasani ke sath kar lete hain gas heater Mein Aag internally hota hai ISI vajah se Ham bhi Iske winter season Mein apne aap ko garam Rakh sakte hain....

    Disadvantages

    Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Jis chiZ Ke fayda Ho uske sath sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain ISI Tarah gas heater ka bhi fayde ky sth sth nuksan bahut Hota Hai gas heater se ab tak bahut zyada hadse hue hain isko Jab Bhi Rakhna ho to iske liye room mein ek Khidki zarur open rakhni chahie Taake oxygen ki Kami Na Ho varna akSar aukat Mein isase Aag lagne ka Khatra Hota Hai aur Iske connection Aksar bahut jaldi loose Ho Jaate Hain usko time ba timee check Karke tight Rakhna chahie%%%
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

      Assalamu alaikum dosto aaj main aapko gas heater ke bare mein apna review dungi aur kuchh maloomat share karoge gas heater sardi mein istemal hota hai sardiyon mein bahut jyada thand hoti hai tu room ka temperature garam karne ke liye heater ka istemal Kiya jata hai ek heater bijali per istemal hota hai aur ek heater gas per istemal hota hai jo heater bijali ka istemal Kiya jata hai vah expensive hota hai usko afford karna mushkil kam hai aur jo heater gas per estamal Kiya jata hai hai usko har Koi afford kar sakta hai kyunki Pakistan mein gas itni mahangi nahin hai jab aap heater istemal karen to is baat ka khyal rakhe ki room ful bandh na Ho iski Koi Na Koi window open ho yah thoda sa door Jo hai vah open rakhen ke bahar se Hawa andar Dahal Ho aur gas ki smell Bahar nikalti Rahe agar aap aisa nahin karte to yahi insan sehat ke liye nuksan Di hai iske alava kabhi bhi raat ko heater ka istemal na Karen Sone se pahle heater ko band Karen aur heater wall ko bhi band kart ta ke gas leak Na Ho kyunki gas leakeg insan ki death ki waja banta hai isliye is ko is care ke sath istemal Karen gas heater ke bahut sare fayde Hain to iske nuksanaat bhi hai hamesha jab bhi gas heater ko istemal karen to is baat ka khyal rakhen ki Koi Na Koi window open rakhen Kahan ke gas haraj hoti Rahe aur insan ke liye nuksan Dena na Ho dusra jab gas pe heater ko istemal karte hain to pass Pani rakh Lena chahie kyunki Pani jo hai vah gas ki smekk ko absorb karta hai jisse a gas heater insaini sehat ke liye nuksan ki waja banta vaise to gas heater insani sehat ke liye itna achcha nahin hai lekin thand ke mausam mein yah insan ko thand se bachata hai h specially bacchon ke liye Hi bahut mafeed hai aged person ke liye bahut mufeed hai hai aur barish ke mausam mein main bahut mufeed hai kyunki jab bahut jyada thand ho jaati hai to gas heater room ma use karne se room ka temperature garam ho jata hai aur bistar ki bhi jarurat nahin rahti aap aaram ke sath idhar udhar ja sakte hain apna Kam kar sakte hain room mein baith sakte hain Varna sardi ke mausam mein bistar ke bagair baithana bahut mushkil ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

        Asslam o Alaikum Dear Members.....
        INTRODUCED.........
        Mra review Sardio main buht zyda istaml hony wli zurart ki chez Gass heater par Mabni hain jass k bgr sardio main hum say rha ni jata Gass buht hi zabrdst zurart hain jass ki badolt hum asani k sth apny rome ko garm kr skty hain khai bhr say aty jaty huy apny jism ko garm kr skty hain Gass heater pay rome ko garm krny apny jism ki sardi ko khtm krny k ilwa aa pay fori tor pay koi chez age wgra Boile kr skty hain chye bina skty hain Gass heater say rome full garm ho jata hain jass aay bacho ko bhoro ko sardi say bacha skty hain Gass heater ko asani k sth har rome main laga skty hain har jga pay lay kr asani k sth lay ja skty hain.........


        ADVANTAGES :::::::::::

        Gass heater aik modern chez hain ass main agg na bhr nakltii hain na hi koi nuksan deti hain jass say kuch hi dair main pora rome garm ho jata hain jass ko Masjid office ghro main har aik jaga pay hum istamal kr skty hain ya atna zyda expensive ni hota as ko har banda Sani k sth afford kr skta hain...........


        DISADVANTAGES :::::::::::

        Har aik chz k advantages k sth disadvantages bhi yaqeenan hoty hain jesa k agr ap heater ko rat ko on kr k rakh do tu us say buht bhra nuksan ho skta hain jesa k us ki wja say ap k rome ko agg lag skti hain as main buht say size hony ki waj say an ki price different hoti hain Jab k as ko muslsal istaml krny say Gass ka ka bill buht zyda atta hain.....
        • #19 Collapse

          Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

          Assalamu Alaikum aaj main aapke sath gas heater ke bare mein dictation karunga sadiyan Mein gas heater Hamare liye bahut jaruri hai gasita ke bajaya Janm Diya Duniya Adhuri hai Hamare gasita Hamare liye faydemand bhi hai aur nuksan Devi aaj ka gas heater Kishan ke market mein dastiyab hain gas ke istemal se han sadiyan Main Ek accha mahaul banaa sakte hain aaj ka rate amukkara Kisan ke market mein kab hai kunchitiga gas wale hain aur kuchh metre bijali wale gas wala heater Hamare liye bahut mufeed hai Gas ka adress Amal karne se Gas ka bill bahut kam Aata Hai Hamen se Sara Din istemal Karen
          Adventures
          Gas ke ETA ke istemal se Ham sardi mein Mein Garmi Jaisa maja Le sakte hain gas ke heater ke istemal se Ham bacchon ke kapde bhi Kamre main Rakh spinner Jaise kar sakte hain gas heater se Iske istemal se Hamara Kamra Kafi Garam ho jata hai Gas ka heater istemal karne se bacchon ko Sardi Se bacha sakte hain bacchon ko kya bade bhi Apne Aap Ko Sardi Se save kar sakte hain gas lighter Hamare liye bahut hi faydemand hai
          Dis adventures
          Gas ke istemal se Hamen bahut se nuksan bhi ho sakte hain Band Kamre Mein Gas ka heater istemal Karne Se Hamare Sar Mein dard ho sakta hai gas ke heater ko bacchon ki kaun se Dur Rakhna chahie Agar bacche Bar Bar heater ke pass aaenge to ho sakta hai Nahin aap bhi Lag Jaaye gas ke heater ko bahut Itihaas se istemal karna chahie Gas ka heater Hamare Liye nuksan Devi ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Gas ka ETA Kumar Karen
          • #20 Collapse

            Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

            Sardi ke mousam mein jab sard musam hum see bardasht na ho rha ho Tu hum us waqt gas heater ka istemal krte Hain Jo boht achi cheez he is ko on krne se Hamain sardi feel nai hoti aur sakoon see jitna waqt bethna ya Sona chahyen so Skte Hain Tu maximum log sardi mein gas heater ka istemal krte Hain
            Faidey
            Sardi ke mousam Mein istemal hone wala gas heater bahut jyada famous hai aur Iske bahut jyada advantages hai iska use karne se camera bahut jyada Garam rehte hain aur isase Ham Sab Khoon Se Aaram kar sakte hain kar sakte hain yah expensive Nahin Hota Ham market Mein aasani se Chote Bade size mein ab ji size mein Chahe is khareed sakte hain electric heater ke mukabale Mein Ek Jagah se dusri Jagah Lekar Ja sakte hain ise ismein sirf gas apply karna hota hai chalta hai isase gas Bhi Jyada Nahin Aata Sardi Ke Mausam Mein Ham Iske use kar ke fayda Utha sakte hain.
            Nuqsan
            ​Gas heater ke kuch nuqsan bhi Hain Tu Rat ko sote waqt is bat ka khas khyal rkhna chahye ke gas heater se AP ko personally nuqsan bhi ho skta he aur is ka zyda istemal nai krna chahye nai Tu phr Hamain sardi mein bahr rehna boht Mushkil ho jata he

            • #21 Collapse

              Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

              Aaj ham jis topic per baat kar rahe hain hua hai room gas heater Sardi mein istemal hota hai .Advantage,,,,,,,,,,,,,,,, iska ek fayda yah hai ki aap apne room ke temperature ko normal Rakh sakte hain room gas heater ek advantage bhi hai kya aap isko Kisi bhi jagah per adjust kar sakte hain gas heater karedty waqt acchi company ka gas heater kharidy kyun ki acchi company ka gas heater 3000 sy 5000 tak market mein mil jata hai super Asia puma kinza ke room heater bahut acche hote yah Pakistan Gujranwala ke product hai yah ceramic painting hote Hain ja Tu ine van room gas heater hote Hain heater ke upar stove bhe hota hai iska advantage jay hota hai ki aap koi bhe chase room mein garm kar sakte hain gas heater lifetime chal jaate Hain Disvantage,,,,,,,,,,,,,,,, agar aap gasita ka istemal jyada karte Hain to aap ko skin allergy ho sakti hai jiski vajah se aapko de nikal aate Hain aur aapka colour complexion dim ho jata hai kya sidha ko raat mein istemal karte Hain to iska ge gas wala wall band kar den agar aisa Nahin karte to aag lag sakti hai aap ki tabiyat bhi kharab ho sakti hai lagatar gas metre chalne se hads so jata hai yah aapke room main oxygen kam kar deta hai jiski vajah se aapko saans ki bimari ho sakti hai Jaise asthma skin allergy please ect, gas heater chalane se pahle acchi Tarah check kar le ismein gas lek to Nahin ho rahi sal Bhar gas heater Nahin chalaya jaate isliye is ko acchi Tarah check kar len agar aisa na kiya jaaye to gas lekar ki Surat mein bahut nuksan hoga jo aapki Soch se bhi jyada hai.
              • #22 Collapse

                Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                💠Topic name : GAS HEATER

                🔹INTRODUCTION :

                """ GAS HEATER """
                Dear friends Humara aj ka topic GAS HEATER pe mabni hai. Gas heater ko pettit and Smith ne "1856" me tajarat K qabil bnaya. Gas heater gas k temperature ko berhanay K liay design kiay gaye. Gas heater K flame room me air ( Hawa) ko garm rakhtay hain jo k insan ki body ko winter season me suitable temperature provide kertay hain.

                Gas heater K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                🔹ADVANTAGES OF GAS HEATER ✅:
                Gas heater K bht se advantages hain.
                ▶less expensive
                ▶Durable
                ▶Enviourmantally friendly
                ▶Reliable
                ▶Healthier for our family
                Gas heater electric heater ki nisbet sastay hotay hain. Gas heater se saving ap k heater ki performance pe depend kerta hai. Gas heater ki suitable heat Humari body K liay healthier hoti hai.

                🔹DISADVANTAGES OF GAS HEATER ❌:
                Gas heater K jese advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain. Gas heater me Jb qudrti gas use kertay hain tu harart K Amal K doran corben monoxide Hawa me shamil hoti hai Aur Agr ye Hawa me zeyada shamil ho jaye tu sans ruknay se Jan ja sakti hai. Is k gas Agr chalti rahay aur Aag jilai jaye tu Wo her cheez ko apni lapait me le leti hai jis se jani-o-mali nuqsan Ho sakta hai.

                ♻CONCLUSION
                Is topic me hum ne Gas Heater Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k Gas heater less expensive matlb sastay tu hotay hain lakin Agr in ka use theek se na Kia jaye tu nuqsan ho sakta hai. Is liay heater Achhay Aur company K use kernay chahiay ta K Wo theek se bnd ho sakay leakage K issue na ho.

                THANK YOU 👍
                • #23 Collapse

                  Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                  dear ap Sahi kah rahi hai Pakistan Mein Jab hole Jyada Sardi padati hai to Heater ki value bahut badh Jaati Hai gas heater aajkal Har Ghar Mein Paye Jaate Hain gay affordable price Mein market Mein different sizes Mein available hai Inko purchase karna easy hai different company ke different design main aapko gas heater Milte Hain yah gas system per chalte hain aur gas per Itna Jyada Bil bhi nahin aata Jiski vajah se log is ko chalana Pasand Karte Hain gas heater ka nuksan Ya Hai Kya Kar aap isko Chala kar so Jaate Hain To yah aapki sehat ke liye bahut sehat nuksan De Hai Jab Bhi gasita chalayen to koshish karen ke Kamre Mein Pani Ka Iqbal Rakhe Taki Kamre se decision kam Na Ho aur aap ko Sans Lene Mein Mushkil Na Ho best aleeha patient gas heater Se Dur Hai Kyunki yah unke liye Kafi problem Ka 22 Ban sakta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                    Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha saab khiriyat sa hon ga aaj jo humara unwaan Gas heater par mabni ha ma is ka bara mn aap ka sath knowledge and expeirence share karta hun jaise ki aap saab Jante Hain ke Sardi Ke Mausam Mein bahut zyada thand parati hai jo bad se Main bahut zyada thand hoti hai jo bardasht se bilkul bar hoti hai Hai aur gas heater ka istaamal karke Har ghar mein bahut jyada use Hota Hai saediyon Mein isliye gas heater istamal hota han bahut jyada e Juraa jata hai ahr agar kisi ghar mn agara gas heater ni ha to in ka lia thand ka musam mn guzara karna bht e mushkil hota ha

                    ADVANTAGES

                    Dear members gas heater ke bahut se fayde hain mein Jiske wajah se thand hai aur is ki vajah se gas heater Lagane se room garm ho jata hai aur Insan ki Kabhi bhi thand ni lag sakta hai yeah expensive Nahin Hote aur koi Inko vote kar sakta hai Koi unko khareed sakta hai

                    DISADVANTAGE

                    dear friends is ke nuksan bht hai main Kabhi Bhi Raat Ko sota Waqt mn kabhi bhi gas heater on karke Nahin Sona chahie Kyunki iski gas Ki Tarah Jaati Hai Aur kabhi aao ka lia nuqsaan da bhi ho sakte hain aur is ke vajah se Kafi nuksan ho sakta hai aur us ke wajah se Kafi nuksan ho sakta hai to isliye Hamen Kabhi Bhi Raat Ko gas heater on kar ka ni sona chaia is ke wajah se Kafi nuksan ho sakta hai to isliye Hamen Kabhi Bhi Raat Ko gas heater on karke Nahin Sona chah Yes dear ap Sahi kah rahi hai Pakistan Mein Jab Jyada Sardi paati hai to Heater ki value bahut badh Jaati Hai gas heater aajkal Har Ghar Mein Paye Jaate Hain gay affordable price Mein market Mein different sizes Mein available hai Inko purchase karna easy hai different company ke different design main aapko gas heater Milte Hain yeah gas system per chalte hain aur gas per Itna Jyada Bil bhi nahin aata Jiski wajah se log is ko chalana Pasand Karte Hain gas heater ka nuksan Ya Hai Ka aap isko Chala kar so Jaate Hain To yeah aapki sehat ke liye bahut sehat nuksan De Hai Jab Bhi gas heater chalayen to koshish karen ke Kamra Mein Pani Ka rakhen Taki Kamra oxigen kam Na Ho aur aap ko Sans Lene Mein Mushkil Na Ho r gas heater sa khud bhi mehfooz rhay r apni family ko bhi is sa mehfooz rakha
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !

                      I hope ap sab fine hon gy or forex par hardworking kar rahy hon gy ham yaha jitna hardwork karen gy hamy utna hi profit gain hoga to chalyn ab ma apny aj ky jawab ki taraf chalti hun.

                      Introduction:

                      G aj ma ap sy aik important gharelo cheez par review share karu gi mera aj ka jawab '' Gass Heater '' par mubni hai gass heater aik space heater hai jo ky hmary room or outdoor areas ko natural gass burn karny ki madad sy heatup karta hai first heater 1856 ma introduced huwa tha jesy ky ham sab janty hain ab sardiyaan any wali hain to sardiyuon ma hamy heater ki bohatt severe zarurat hoti hai pakistan m bohatt sardi parti hai jiski wajah sy hamy asi appliances ki zarurat hoti hai jiski madad sy ham apny ghar ko heatup kar sakyn is liye heaters gharelo istemaal ma bohatt ehmiyat ky haamil hoty hain gass heater takreeban har ghar ma mojood hoty hain ab ma apko gass heaters ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi.

                      Click image for larger version

Name:	gass heater.jpg
Views:	1
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12334709

                      Advantages:

                      Gass heater ky bohatt sy advantages hain jo ky apny knowledge sy apky sath share karun gi;

                      1.>Gass heaters hamary room ko jaldi heat up karty hain..
                      2.>Gass heaters market ma hamy easily available hoty hain..
                      3.>As compared to electric heaters sasty hoty hain..
                      4.>Gass heaters reliable hoty hain..
                      5.>Hmary ghar ma mojood buzurgo ky liye bohatt faaida mand hoty hain kyun ky kamzori ki wjah sy unhy zyada thand lagti hai..
                      6.>Gass heaters ka lifespan 10 to 20 years hota hai jo ky bohatt enough hota hai...

                      Disadvantages:

                      Gass heaters ky faaido ky sath sath hamy kuch nuqsanat bhi hoty hain;

                      1.>Gass heaters sy room ka humidity level bohatt zyada hojata hai..
                      2.>Gass heaters sy hmary room ki oxygen khatam hoti haii..
                      3.>Gass heaters ky zyada istemaal sy suffocation hoti hai jis ky nateejy ma breathing problems hoti hain..
                      4.>Agar ham raat ma gass heaters band karna bhool jayn to gass hmary poory ghar ma phel jati hai jo ky behadd dangerous hai..

                      I hope ap sab ko ye review pasand ay ga or ap sabko is sy heater buy karny ma asaani hogi . JazakAllah !
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                        Assalamu alaikum my dear all friend Good Morning Amit karta hun aap sab khairiyat se Honge ji aaj ka Hamara topic Hai Ke heater gas heater Jo gas heater hai iska matlab hai use karna Khyal se use karna chahie isko Iske fayde Hain sardi mein Hamen hit chalate Hain To chalo Apna Sardi Hamen hit ki jarurat Hoti Hai usmein Hita Lagate Hain ya Hona chahie ya ghar mein istemal ke liye isko Rakhna jaruri hai Satyamev Banna isko istemal kar sakta hai aur dusre number per Iske anusar aadami Hain Agar isko matlab Chala ke Rakh Diya Jaaye to room mein gas bhi ho sakti hai Jiske Sath Insan ke liye Khatarnak aur yah gas Insan ke liye bahut hi Khatarnak isko Jab thodi der ke liye Chitra jitne Tere Sath baitha hai is time chalate Rahe FIR bad Mein isko band kar dena chahie Taki ya Ghar Karun main gas now Iske fayde isko in small Karne Ka Tarika Hai Jab Bhi Sath baithe hai usko chalayen aur Chala ke Itni Dur baithe ho gayi lyrics ko chalate Rahe FIR usko band karte hain yah Hamare liye Thik Hota Hai Hamen Thandi se Mehfooz Rakhta hai thand ke liye yah behtarin Hai Iske nuksan Aaj Bhi bahut jyada hai usko Chala ke Rakh Diya Jaaye to vah room mein gas ho sakti hai aur Jalne ka andesha hai usko Jaise istemal karne is time band kar de ya ghar mein Hona bahut jaruri hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                          Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic gas heater se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain Sathiyon ka season shuru ho gaya hai gas heater ab Har ghar mein maujud hai sardi Jyada hone ki vajah se Logon Ne Apne room mein gas heater ka Lagaya hota hai gasita aapke Kamre ko environment ko Kafi garm kar deta hai aapko Sardi Se Bacha Tha hai aapke Kamre ka mahaul bahut Achcha kar deta hai Kuchh Logon Ke Bande Ghar hone ki vajah se TV launch main bhi gas it Lage Hote Hain Jis Din ka pura ghar hi Garam Ho rahata hai aur bahut jyada benefit unko Milte Hain aur gas heater Jaise ke area Mein gas na hone ki vajah se gasita nahin chalta isliye vah electric heater Bhi istemal Karte Hain heater unhen bahut jyada benefit for white karta hai hi
                          Advantages
                          Gas heater ke bahut se fayde hain jaise ki Jis vajah Se gasita Lagan Mein room Garam ho jata hai Insan Kabhi e Boss bacchon ke liye bahut Achcha hota hai bimar Nahin Hote Jo
                          Disadvantages
                          Gas heater ke nuksan 8 Bhi Hai Ko lagakar Ham Bahar Nahin Ja Sakte bacche Aksar unko Har Lagane se unke Hath Jal Jata Hai yah vah Gir Jaate Hain to gas heater Kamre Mein Aag lagne ka bhi Khatra hota hai aur Akshar wale Aankhon Mein load shedding hone ki vajah Se gasita Kam Nahin Karte Jo ke Ek bahut bada advantages hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                            Salaam alaikum dear members review ke liye Jo aapane topic select Kiya vah bahut interesting aur informative hai aur iski review mein jo aapane hamare sath information share Kiya vah bhi bahut informative thi

                            Introduction

                            Review klye Jo topic like kiya tha vo gas heater sa related tha winter ki start hoti hi gas heater on kar liye jaate Hain gas heater ke bahut jyada benefits hote Hain gas heater hamen sardi se bacha hai gas heater gas se bhi chalte aur electronic heater bhi hote Hain but Jo gas heater hota hai iske bahut jyada advantage hote Hain..

                            dear members aaj main aapke sath gas heater ke advantage or disadvantage donon share karungi hope so aapke informative aur aap inse se fayda hasil kar sake..

                            Advantage

                            Gas heater ka sabse bada advantage ye hote Hain ki yah bahut Sakht sardi mein bhi room temperature ko maintain rakhta hai jiski vajah se hamen bahut kam sardi feel hoti hai h..

                            Agar gas heater ko electronic heater se compare kiya jaaye tu gas heater ka bill bht km ata hamen sasta padta hai because electronic heater ke bahut jyada bil aata hai ..isliye gas heater ke bahut jyada fayde Hain

                            kuchh gas heater aise hote hain Jin par Ham khana be ready kar sakte hain aur Pani bhi garam kar sakte hain yah bhi ek disadvantage hai bahut bada..

                            Disadvantage

                            Dear member gas heater ke advantage ke sath kuchh disadvantage bhi hai agar Ham gas heater ko raat ko on karke so jaate Hain to room mein bahut jyada gas barjani ki vajah se oxygen ki kami Ho jati hai jiski wajah se death ho sakti hai is vajah se gas heater ko bahut carefully use karna padta hai...
                            • #29 Collapse

                              Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                              Assalam walekum Pyare bhaijaan gas heater ki Kaisa heating element hai jo ke room-temperature ko badhane ke liye use Kiya jata hai iska Jyada istemal Karen aur factory Mein Hota Hai Aur sardi mein Sardi bachne ke liye log heater ko use karte hain aur yah bijali se bhi chalta hai aur Agar gas se bhi lekin Hamen Yahan gas heater code discuss Karenge aur gas heater Kisi bhi network gas se chal jata hai aur machine Li ya electronics chromostat ko use karte hue Ham gas heater Hath ko control karte hain aur Gas ka Bahu value se hota hai aur jo ke again again mission the Jal Basti hai aur aage Hua ready tour ke Amar auto hai aur jo ke hitter kharch karta hai aur iski madad se Ham room ko garm karte hain aur Taka Sardi Se bacha sake

                              Advantage

                              Gas heater bijali wale system se Kafi Sasta hota hai aur yah sardi mein Hamen Thande se Mehfooz Rakhta hai aur Gaya theatre Ki Garmi aapki family member ke liye sehat varsh hoti hai aur mohod dost hoti hai aur bahut hi mahanga nahin Hota aur yah Hita Kabhi Se etemad Hota Hai

                              Hai nuksan

                              Pyare bhaiyon yah heater agar aap Jyada der chalate Rahe to vahan ko aap eccentric ko yah khatm kar deta hai aur yah Karbonn main menu side ko room mein kharch Karta Hai jisse Insan bimar ho jata hai aur Sans Ki Bimari Lagti Hai use sardi mein Inka Jyada use Insan ko Swasth banaa deta hai aur yah gas ko bahut hi Jaya karta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Yeah review gas heater par mabni hai…

                                Asalamalikum !!!
                                Dstn umeed ha ap sab khariat sa hon ga .... Aj ka hmara topic gas heater par mabni ha . Gas heater ka bht Sara faida hota ha .ya sardio ma har ghr ma use hota ha . Ya hara room temperature ko warm krta ha ur sardio bhi lagna deta ha ya bht faida mand cheez hoti ha . Is ka sth ik gas ka pipe lagna hoa hota ha Jo Isa gas supply krta ha PHR wo gas burn hoti ha ur heat produce krta ha wo heat room ko warm krti ha . Is ka but Sara faida hota ha gas heater but sari shapes size ma marker ma mil jata ha . Ya but zarori cheeza ha sardio ma guzara krna ka Lia . Gas heater ka but Sara faida ha . Aj ma ap ko is ka bara ma btaun ga . Is ka bhgr sardia guzarna muskil ha ya but important cheez ha .
                                Advantages:
                                Ia ka but Sara advantage hota ha . Ya but useful cheez ha har ghr ma use hoti ha is ki price high NHi joti balka normal hoti jata market ma ani sa mil jata ha ya decorations piece bhi bans skta ha . Ya mutalif size ma mil jata ha . Is ko use krna but asn hota ha bad aag lagni hoti ha ur gas ka button on krna hota ha is ka bad ka kid function krta ha . Gas heater but faida mand cheez ha .
                                Disadvantages:
                                Is ka kuch disadvantage bhi hota ha . Is ka sab sa phla aaj lagna ka khtra hota ha his sa pira ghr ko aaj lag skti ha islia isa carefully use krna hota ha . Gas heater room ma oxygen ki kami kr deta ha his sa suffocating hoti ha ur janlewa sabit hoti ha is Lia is ka bht care sa use krna orta ha .
                                Umeed ha ap sab ko ya review psnd ia ga . Thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X