trend change indications
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: trend change indications

    Jo indicator main nay use keye hain un mai se indicator ki bat karain tu RSI acha indicator hai jab be trend change hota tu wo oversold ya overbought ka bata daita hai es se trading main loss kay chances kam hoty hain or profit kay chances zaida ho jaty hain. esleye ap ko different indicator jo trend ko change karny ka pat ho ga tu ap kamyab hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: trend change indications

      اصل پيغام ارسال کردہ از: noumanmukhtar پيغام ديکھيے
      i want to know that how i detect the trend change pattern in Forex.is there any one know about the pattern of support and resistance diagram how it is useful in price action identification i concert so many videos but not clear yet. kindly help me regarding this issue
      Forex trading market mein bahut Sare indicators han Jin ko use Karke traders trading kar sakte hain indicators trading mein bahut jyada help karta hai aur bahut Sare indicators Aise Bhi Hote Hain Jinse market ke train ke change hone ka bhi Pata Chalta Hai Lekin traders ko chahiye kabhi bhi sirf indicators per depend Karke kam na Karen
      • #33 Collapse

        Re: trend change indications

        trend change karny walay indicator ap ko kafi mil jain gay like RSI, MCAD etc kafi zaida hain jo ap ko market kay zaida move karny se ap ko mil jain gy ap ko trend change karny kay leye acha mouqa batain gay or apni trading main in ko use kar sakty hain esleye koshish karian ap apni trading mai kam se kam pair ka istama karain or indicator ki tadad be kaam rahkain.
         
        • #34 Collapse

          Re: trend change indications

          Assalamu alaikum friends khatm ho tum ham doston khairiyat chahunga 2006 ki aapane kaha ki trend change indication aapko is collected knowledge Nahin hai to sabse pahle to aap knowledge hasil Karen agar aap knowledge hasil karenge to tabhi aap kamyabi hasil kar sakte hain agar aapke knowledge nahin hai na hi experience to tab ab kabhi bhi apna Kam Karne ke kabil Nahin ho sakte to main aapko thoda sa bata showroom ke attend change syndication kis rang se hamen kar sakte hain to orasahi indicator use karta hun aur vahan per hi chahat per hi nahin hamen indication najar ho jaati hai jab change hota hai to hamen jata hai ke is waqt kahan chal raha hai aur is waqt ye aankhe usi Raat ko dekhkar ham turant ka andaza laga sakte hain agar aapko information Nahin hai to pahle aap knowledge hasil Karen aur uske bad apna work start kran
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: trend change indications

            trend jab change hota hai tu us kay leye jo mai nay experience kya hai behtreen indicators mai RSI or MCAD hai yeh dunu ap ko bata daity han kay ab market oversold ya over bought ho chuki hai tu ap ka time hai kay sahi decision lay kay ap es kay against jaty hain tu ap ko bhout kam time mai acha profit daikhny ko milta hai. yeh market jab aik simt mai ja rahi hoti hai lekin apna trend phir woh oversold ya overbought hony ki waja sy change kar laiti hai or ap ko usi time ka faida othana hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X