Ya review""gr me ugai gae vegetables""py mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review""gr me ugai gae vegetables""py mabni ha

    Asalmoalikum maira yae review "GAR MAI LAGAE GAE VEGETABLE" py mabni hy
    Jaisa k ham sab e janty hain khany mai vegetable ka bhut zaida faida hy is sy admi ki sahet kafi achi rehti hy is k kuch fawaid agr vegetable ugany wala kam ham ny apny gar e kya ho to

    ADVANTAGES
    Jaisa k ham sab e janty hain k market mai aj kal sabzio ka rate bhut zaida chal rha hy gar mai lagany sy ham bhut sary kharchy sy bach jaty hain

    Is k sath sath hamin isy bat ki gaurantie hoti hy k yae sabzi saaf pani sy tyar hoi jo k ham bazar sy milny wali sabzi py yakken ni kar sakty

    Is k sath sath agr ap k gar mai hy yae sab hy to yae ap k ley aik healty activty b hy

    Is ko ap bygyr koi chemical lagae tyar karty hain

    Gar wali sabzi or bazar wali sabzi k zaiqy mai kafi farak hota hy

    NUKSANAT
    Is py pani lagany k sath sath ap ko kafi mehnt karni parti hy podo k andar sy gandgi saaf karni parti hy

    Gamio k mosam mai aysi jaga sanp wagera ka bhut dar hota hy

    Agr ap proper care ni karin gy to ap ki sadbzi khatam ho jati hy

    Agr ap k gar pani ki kilat hy to ap k ley bhut masla ban jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Girl پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear member Mera aaj ka topic ghar mein Gai Gai vegetables hai Kuchh Logon Ko gardning Ka Shauk hota hai aur vah apne ghar mein different Kisan ke plant vegetables aur fruit Lagate Hain jisse Hamen bahut jyada fayda Hasil hota hai aaj main aapke sath ghar mein Gai vegetable ke advantages aur is advantages share karungi ghar mein Ham different type ki vegetables Ko Hoga sakte hain Jin mein palak bhindi aloo gobi Mera Dhaniya pudina Muli gajar matlab ke har type ki sabji ko Ham ghar mein uga sakte hain aur is se Kafi Jyada fayda Hasil kar sakte hain

      Advantages
      * ghar mein Lagai Gai vegetables aapko bahut jyada fayda Deti Hai in ka sabse bada fayda to yah hota hai ki yah aapki income ko sev Karti Hain Kyunki ghar mein Lagai jaane wali vegetables per kharcha kam aata hai aur fayda Jyada Hasil Hota Hai
      * ya hr kism Ki chemical aur khad se Park hoti hai isiliye Ye Jyada takat Mein hoti hai
      * Ghar Ki fresh vegetables ko cook karne ka maja hi Kuchh aur Hota Hai
      * aap apne relatives or friends Ko Bhi Apne Ghar Se vegetables tod ke de sakte hain
      Disadvantages
      * vaise to ghar mein Lagai Gai vegetables ki Kuchh advantages Nahin Hote lekin Hamen Inki bahut jyada care karni padati hai Inko kide makodon Se Bachana padta hai aur Pehle Pani Dena padta hai hi in ki Jameen Ki Khudai karni padati hai aur multi-core Naran Rakhna padta hai aur koshish karni padati hai ki Jyada Se Jyada fire Mile ya acchi growth kar sake



      Assalamoalaikum dear member apny bahot acha review discuss kiya hai hamary sath ghr main ugai gai vegetables k bary msin yeh mostly village main ugai jati hain kioun k inko ugany k liye bahot c jaga ki zarurat hoti hai tou village main zyada tr farmer people rehty hain jin ko bahot zyada zameen hoti hain jis main wo ****l wagaira bhi ugaty hain village main zyada tr log apny ghroun main vegetables lagaty hain kioun k un k ghr bahot kushada hoty hain tou sath gardens main bahot zyada jaga hoti hai jisy asi cheezain laga k use krty hain ...


      Advantage

      ... Dear member ghroun main vegetables lagany k bahot sy advantage hain jo main ap k sath share krti houn yeh zyda tr village main log vegetables ugaty hain ghroun main sabzi wagaira uga k ap apna business kr sakty hain bs thori c mehnat ki zarurat hoti hai sb sy pehly jaga ko humwar kiya jata hai phir kisi bhi vegetables k beej zameen main dabaye jaty hain jis ki bahot zyada care krni prhti hai in ko time py pani wagaira diya jata hai agr bahot zyada dhoup wali jaga ho tou c chahoun ka bandobast kiya jata hai tak vegetables ko sun ki layer sy mehfouz rakha jaye phir kuch dino tk vegetables ki growth hona start ho jati hai jis sy hamen kafi had tk faida mil sakta hai un vegetables ko hum ghr main bhi bana sakty hain hamen bahir sy gali sari sabzi nahi lani prhti hum wo fresh vegetables use kr sakty hain jis k sehet py bahot achy muratib asar andaz hoty hain aj kl sabzi ki price asman ko chu rahi hain tou iska yeh faida hita hai k humy bahir sy mehngi sabzi nahi lani prhti hum in vegetables ko buy kr k apna business bhi start kr sakty hain jis ka bahot bra faida hota hai hum ghr beht k thori c care kr k earning kr sakty hain ...

      Disadvantage:

      Dear member ghroun main vegetables lagany k advantage k sath disadvantage bhi bahot hain aik tou isko lagany k liye kushada zameen ki zarurat hoti hai 2nd iski care krna bahot zruri hota hai agr hum care nahi kren gain tou vegetables ko keera wagaira bhi lg sakta hai jis sy sari vegetables kharab ho sakti hain agr bahot zyada hum ny vegetables lagai hui houn tou is surat main kafi nuksan hota hai keery mar ka jo vegetables py spray kia jata hai us vegetables sy hamari health py bura asar prtha hai ...
      • #18 Collapse

        Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Ghar py vegetables ugany per mabni hai ;

        Dears , Ajj ka hamara review hai Ghar py vegetables ugana .
        Introduction ;

        Ghar mein vegetables lagane ka shok takriban Sabko hi hota hai Hi Har Koi Chahta Hai Ki vah ghar mein sabjiyan lagaen Agar aapke pass open area hai to aapko Jarur ghar mein vegetables Lagani chahie Aksar yah Dekha gaya hai ki villages Mein Logon Ne a bahut jyada vegetables gharon Mein Lagaye hoti hai aur sath Khuli Jagah per bhi bahut jyada sabjiyan Lagaye hoti hai vah Inko Ghar Mein Bhi istemal Karte Hain aur Inko sale out Bhi Karte Hain isase unko acchi khansi income Hasil hoti hai.
        Ghar mein sabziyan Jani vegetables lagane ka ka sabse bada benefit yah hai ki aapko fresh vegetables Hasil hoti hai hai jo chemicals free hoti hain yah aapko bilkul fresh milati Hain Main is se aap ki sehat bilkul theek rahti hai hai Kyunki aap fresh vegetables kha rahe Hote Hain Ghar Mein vegetables lagane ka Ek Aur benefit chaiye hai hai ki aapki Mani sev rahti hai aapko Bajar Se vegetables purchase karne ki jarurat Nahin padati to is se aap saving bhi kar sakte hain fresh vegetables Hamari sehat ke liye bahut acchi hoti hain Ham Jo bahar se vegetables purchase karte hain UN mein bahut jyada chemical add Hote Hain Jo hamari health ke liye acche Nahin Hote.
        Agar ham ghar me different types key vegetables ki kasht kar lety hey to mery khayal me es se achi bat aur koi ho hi nahi sakti hay esi vegetables ki kasht karny key ley hamy es bat ka khayal karna chaye key jes vegetable key kasht karny ka time ho es ko time par hi kasht karna ho ga agar ham let kasht karen gey to ye bilkul be nahi ug saki gi aur hamari ye ****al khatab ho sakti hay, last month me ne lady finger (bindi) aur mong pali kasht ki ti aur ye bahot hi achi ****al ban chuki hay, bindi daily base par bahot achi ****l de rahi hay jab key mong pali nikalny ka time abi rehta hay, mery kheny ka maqsad ye hay key hamy es bat ki information rakni chaye key ham kes time par kon si ****l kasht karen ta key hamari mehnat aur hamari investment zaya nahi ho saky,
        jo be vegetable ham kasht karen es par bahot hi kam karcha a sakta hay aur hamari ye *l pora month hi hamy fresh aur achi quality key vegetables de sakti hay es ley ghar me har vegetable ki jaga bana leni chaye aur es ko kasht karny me mehnat karni chaye ta key hamari *l kharab hony se bach jaye aur es ko time par pani be dia karen, es key sath es bat ka be khayal karen key koi kerdy hamari *l ko kharab na kary es key ley spiry kia karen es se pohdu ki bachat ho jati hay.

        Advantages ;
        ghar mein Lagai Gai vegetables aapko bahut jyada fayda Deti Hai in ka sabse bada fayda to yah hota hai ki yah aapki income ko sev Karti Hain Kyunki ghar mein Lagai jaane wali vegetables per kharcha kam aata hai aur fayda Jyada Hasil Hota Hai ,
        ya hr kism Ki chemical aur khad se Park hoti hai isiliye Ye Jyada takat Mein hoti hai ,
        Ghar Ki fresh vegetables ko cook karne ka maja hi Kuchh aur Hota Hai .
        Aap apne relatives or friends Ko Bhi Apne Ghar Se vegetables tod ke de sakte hain .

        Disadvantages ;
        vaise to ghar mein Lagai Gai vegetables ki Kuchh advantages Nahin Hote lekin Hamen Inki bahut jyada care karni padati hai Inko kide makodon Se Bachana padta hai aur Pehle Pani Dena padta hai hi in ki Jameen Ki Khudai karni padati hai aur multi-core Naran Rakhna padta hai aur koshish karni padati hai ki Jyada Se Jyada fire Mile ya acchi growth kar sake .
        • #19 Collapse

          Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

          ghar main jo bhe vegetables ugte hain un ke bahut se faide hote hain q ke hum jo nbahar se vegetables lete hain un ke koi surety nhe hote hae ke wo fresh bhe hae ke nhe or sab se imporatnt yeh hota hae ke hamen yeh dekhna hota hae ke un vegetables ko kis types ka pani diya gya hae q ke bahut se log to vegetables ko ganda pani de kar uga dete hain phir un ko ja kar sale kar ate hain jo kie bahut baure bat hae is liye ese situation main ghar ke vegetables bahut he ache hote hain hum jitna ache tarah se inko use karte hain hamare liye he faida hota hae to bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main kam kara karen hum jitna ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is main success hasil karte he hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main apna kam ko kara karen hum jitna sahe tarah is main success hasil kar jate hain to hum is main ho jate hain kamyab bas hamen apna kam jo hae wo ache tarah se karna hota hae take hum yahan se ghar ke vegetables bana kar un main se faida hasil kar saken hum jitna zayada is main se faida gain kar jate hain to hum is main kuch na kuch hasil karte he hain bas ab hamen cahiye ke hum is main acha kam kara karen take hum is main ache vegtables ko use karen jo ke hamare health ke liye bhe ache hon hum agar ache use karen ge tab he to hum health se grow ho saken ge hamen bas sahe tarah se acha kam karna hota hae
          • #20 Collapse

            Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

            Click image for larger version

Name:	easiest-vegetables-to-grow2.jpg
Views:	1
Size:	91.8 کلوبائٹ
ID:	12333457ghar primary jo bhe veggies ugte hain un ke bahut se faide hote hain q ke hum jo nbahar se greens lete hain un ke koi surety nhe hote hae ke wo clean bhe hae ke nhe or sab se imporatnt yeh hota hae ke hamen yeh dekhna hota hae ke un greens ko kis kinds ka pani diya gya hae q ke bahut se log to veggies ko ganda pani de kar uga dete hain phir un ko ja kar sale kar ate hain jo kie bahut baure bat hae is liye ese state of affairs predominant ghar ke greens bahut he pain hote hain hum jitna discomfort tarah se inko use karte hain hamare liye he faida hota hae to bas hamen cahiye ke hum is most important sahe tarah se is fundamental kam kara karen hum jitna discomfort tarah se is fundamental kam kar jate hain to hum is most important success hasil karte he hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is fundamental apna kam ko kara karen hum jitna sahe tarah is important success hasil kar jate hain to hum is foremost ho jate hain kamyab bas hamen apna kam jo hae wo affliction tarah se karna hota hae take hum yahan se ghar ke veggies bana kar un important se faida hasil kar saken hum jitna zayada is primary se faida attain kar jate hain to hum is predominant kuch na kuch hasil karte he hain bas ab hamen cahiye ke hum is fundamental acha kam kara karen take hum is important anguish vegtables ko use karen jo ke hamare fitness ke liye bhe soreness hon hum agar pain use karen ge tab he to hum fitness se develop ho saken ge hamen bas sahe tarah se acha kam karna hota hae.
            Advantages ;
            ghar mein Lagai Gai veggies aapko bahut jyada fayda Deti Hai in ka sabse bada fayda to yah hota hai ki yah aapki earnings ko sev Karti Hain Kyunki ghar mein Lagai jaane wali veggies per kharcha kam aata hai aur fayda Jyada Hasil Hota Hai ,ya hr kism Ki chemical aur khad se Park hoti hai isiliye Ye Jyada takat Mein hoti hai ,Ghar Ki sparkling greens ko cook dinner karne ka maja hello Kuchh aur Hota Hai .Aap apne spouse and children or buddies Ko Bhi Apne Ghar Se veggies tod ke de sakte hain .
            Disadvantages ;
            vaise to ghar mein Lagai Gai veggies ki Kuchh benefits Nahin Hote lekin Hamen Inki bahut jyada care karni padati hai Inko kide makodon Se Bachana padta hai aur Pehle Pani Dena padta hai hello in ki Jameen Ki Khudai karni padati hai aur multi-core Naran Rakhna padta hai aur koshish karni padati hai ki Jyada Se Jyada hearth Mile ya acchi boom kar sake .
            • #21 Collapse

              Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

              Aoa doston umeed krti hun ap sab khriat sy hun gy. jesy k apko malom h k hm idr roz roz new ideas le k aaty hn isi tra aj bhi ham ak nue chez k bary mn ap k sath discuss kren gy. r apky ilmm mn izafa kren gy.... to doston jesy k apko maloom h k hm ak aesy Country mn rhty hn jidr logo ki pasand sabzi hoti h... log sabzi bht hi zdaya shoq sy khaty hn... r bht s ghron mn pkae bhi jati h. r different dishes bnany mn bhi kam aati h... log isko chicken r bht c chezon mn dal k bhi Cook krty hn....Aj ham bag kren gy ghr mn ugny wali vegetables k bary mn..... is k bht s advantages bhi r sath kuch nuksan bhi hn jin ka zikr hm kren gyy...


              *Advantages*


              doston jess ko ap ko maloom h k ghr k andr agr hm vegetables ugaty hn to hmen fresh sabzi khany ko milti h... is k bht s faidy hn jesy k I'm fresh sabzi khany sy apki sehat achi hoti h... q k market k andr Jo sabzi available hoti h un mn mostly aesi sabzi hoti h Jo 3,4 din ki basi hoti h is leay ghr mn sabzi ugany ka sb sy bra faida hi yhi h k hmen fresh cheez milti hy... is k ilawa hmari cost bhi kam aati h like jesy hm bazar sy mhngi sabzi purchase kr k Katy h us s khen kam qimat py hmen ghr ki sabzi mil jati h... ham ghron mn srf pani dety hn to hm khaad wali sabzi s Bach jaty hn q k bahir ki sabzi ko artificial tareeqy sy bra kea gea hota hy. jis ki wja sy woh bemar ka sabab banti b..... ghr mn sabzi ka ak faida yh bhi hota h jb koe r cheez nh hoti to hm ghr ki sabzi bna lety hn... r hmen ksi bhi Time yh available hoti h... is k r bhi bht s faidy hnnn.. sath hi sath is k kuch nuksan bhi hn unka zikr krna bhi bht zarori hy. to aaen dekhty hn k is k kya kya nuksanaat hn.....


              *Disadvantages*



              To doston is k bht s nuksanaat bhi hn jesy k hmen is k leay bht hi zyada care ki zarort hoti hy. jesy k inko mosmi asraat sy Bach a etx etx... is k ilawa agr hm waqt p pain nh den gy to yh jaldi kahraab bhi ho jati h.... is k ilawa isko gaon k log hi sabzi ko ghron mn lga skty hn q k City mn logon k ghr choty hoty hn un mn itni jgah nh hoti k woh sabzinuga sken. is leay q k yh bht c jgah leti h. kuch aesy mosam bhi aaty hn jin mn sabzi mn kera lgny lag jata hy to aesy mosam bhi bacha cheay nh to sabzi kahraab hony ka dar rhta h... isi tra hmen bht hi zyad care krni prti h. umeed h apko hmara aj ka review pasand aya hoga... r apky knowledge mn izafa hoa hoga. thanks
              • #22 Collapse

                Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

                assalamu alaikum review ghar mein augai gai vegetables per mubni hai
                Vegetables do tarah ki hoti hai ek vo jo aapko market se milati hain ya commercial production ke result ke taur per hoti hain aur ek vah vegetables hoti hai jo aap apne ghar mein lagate hain donon ke apne fayde aur nuksan hote hain is review mein main aapko ghar mein augai gai vegetables ke fayde aur nuksan at ke bare mein bataunga

                advantages

                1) ghar mein ugai gai vegetables aapki income ko seve karti hain kyunki aapko bahar se vegetables purchase karne ki jarurat nahin hoti
                2)ghar mein aage gai vegetables chemical aur fertilizer fertilizer se pak hoti hain kyunki aap in per kuchh bhi is tarah ka supry nahin karte
                3)ghar mein augai gai vegetables aap dusron ko tohfy ke taur per bhi de sakte hain
                4)ghar mein ugai gai vegetables ka zaika bahut achcha hota hai kyunki yah taaja hoti hain
                5)kuch log gardening ko as a hobby karte hain unke liye ghar mein sabjiyan ugana bahut mufeed hobby hai

                disadvantages

                1) ghar mein gai gai vegetables ki bahut jyada care karni padati hai inko kido se bachana hota hai
                2)ghar mein vegetables ko lagane ke liye zameen ki bhi jarurat hoti hai
                3)ghar mein vegetables utani jyada productions nahin deti kitni market se aapko milati hain

                doston mein ummid karta hun ghar mein ud jayegi vegetables ka yah review aapke liye bahut jyada madadgar sabit hua hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

                  Assalamu alaikum dear friends khairiyat se honge ji han friends ghar mein ugai Gai sabjiyon ke beta shah fayde hote Hain ek to hamari e bachat Ho jaati hai hai paison ki aur dusra hamen taaja sabji main Sara jaati hai hamen chahie ki Ham apne gharon ke Kone mein sabji ugaye taaja sabji istemal Karen aur sehat mein zindagi gujare iske liye jaruri nahin ki hamare pass bahut jyada jagah Ho Ham Ghar ke chhat per bhi chhote bartanon mein faltu bartano mein aise bartan Jo Jaya Ho jaate Hain Tut jaate Hain usmein bhi Ham bij laga ke sabji uga sakte hain isase hamen bahut hi fayda Hans hota hai ek to hamen dukaan se sabji kharidne nahin padati aur dusra jab Ham jis chij ko Dil karta hai apne Ghar se taaja sabji Tod kar istemal kar sakte hain hamen chahie ki Ham sab apne gharon mein sabji uGaye ya shauk khud apne andar bhi paida Karen aur apne bacchon mein bhi paida Karen Taki Ham taaja aur aur maiya ri chijen istemal kar sake Jo hamari sehat ke liye bhi acchi ho aur hamari paison ki bachat hoti hai friends Ham Ghar ke chhat per bahut acchi sabji laga sakte hain bus logon ke gharon mein San mein itni jagah nahin hoti to unko chahie ke vah apne ghar ke chhat Par ek aisa area banale jismein Ham sabji laga sake aur aisi sabji lagaen Jo aaram se chote bartan mein lag jaaye
                  • #24 Collapse

                    Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

                    Assalamu alaikum dear members ..

                    aaj ka jo hamara topic hai vah ghar mein ugai gi ki vegetables per hai.. jo ke bahut hi jyada achha hai ..Ghar mein ugai gi vegetables ka Jo topic bahut informative hai.. aur har kisi ke liye ghar mein jo vegetables lagai jaati hai iske bahut jyada fayde Hain.. isase Ham bahut jyada saving kar sakte hain.. aur khud ko healthy bhi rakh sakte hain ..kyunki jo ghar mein lgai gi vegetables hoti hai vah purify hoti hain.. isliye hamen chahie ki hamen apne Ghar per hi vegetable ko ugai chahie..Ghar pa ugai gi vegetables chemical se Park Hoti hain.. aur hamare health ke liye acchi hun ..aaj main aapke sath vegetables ke a advantage share karti hun hope so aapke liye informative hun ..aur aap ine se fayda utha Kar apne ghar mein bhi vegetable ko ugye..

                    Advantage of vegetables:


                    vegetable ke bahut jyada advantages..
                    1)sabse bada advantage to yagya ke Jo Ham ghar mein vegetable lagate Hain to bilkul fresh hoti hain ..
                    2)aur chemical se Pak hoti hain Jo hamari health ke liye bahut jyada acchi hai hi..
                    3)aur fresh vegetable khane se a Ham healthy rahte hain aur hamari skin bhi fresh rahti hai..
                    4)ghar mein vegetable ugane se ek to saving bhi bahut jyada hoti hai hi Ham Jo bajar se vegetable lagate Hain UN per Jo paise lagte Hain vah bach jaty hain ...
                    5)aur ham ghar mein fresh vegetable laga sakte hain kyunki aajkal bajar mein vegetables bahut jyada expensive ho gai hai ..
                    6)isliye hamen chahie hamen apne ghar mein hi vegetable ko ugana chahie..
                    jab Ham fresh vegetable khate Hain to Ham 7)healthy bhi rahte hain aur active bhi..
                    aur sweet bhi rahte hain..
                    8) Ghar mein vegetable ugana ek bahut acchi hobby hai hai is hamara time bhi bahut achcha spend ho jata hai hai aur hamara mind bilkul fresh Ho jata hai jab Ham fresh vegetable ko dekhte hain...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Ya review&quot;&quot;gr me ugai gae vegetables&quot;&quot;py mabni ha

                      Asalam o alikum dear member
                      Mara aj ka review apky topic ghr ma ugai gai vegetables pr mabni H
                      Apny hnary sath bht e acha review share Kia ha ka ghr ma ugai jany Wali sbzain hmary liye bht zaida faidy mand hoti hain hmin apny ghr ma lazmi sbziian ugani chye ku ka hmin tazi sbsion st bht zaida faidy milty hn kuch logun ko garding ma bht shuq hota ha wo ghr ma trah ka sbziian or phal lgaty hn or unsy bht zaida faida uthayty hn. Hm ghr ma ugai gai gai sabzion sy Haney person ki bachat hjti ha or dsra hmin taza sbziian mii jatu hn hmin b ghr ma lazmi sbziian ugani chyen inky bht sary faidy hn


                      Fayde.
                      1 ghr ma sabzian lgany ka bht sy faidy hn ku ka hmin ghr ma jb sbziian lgaty hn tu hm is trah pesy b bcha laty hn or hmin ghr ki taza sbziian b milti han
                      2kuch logun ko garding ka bht shuq hota ha sbziian ghr ma lgany ko kitchen garding khaty hn
                      3.log ajkal ghr ma trah trah ki sbziian lga kr Insy bht sy faidy uthayty hn
                      4 sabzian hmari sihat ka liye hmari skin or hmary hairs ka liye bht achi hoti Insy hmin kafi kuch milta ha is liye hmin ghr ma lazmi sabzian lgani chye or achy benefits hmin Issy hasil hoty h
                      5. Ajkl ka dur ma kuch b khalis no hota sb chezon ma mikawat hoti ha. Agr hm ghr ma sabzian lgain gy tu yh hmary liye bilkul khalis hngi or hmin Issy achy bemifit hasil hgy
                      6.ghr ma sabzian lgany sy ap apni achi trah saving krskty hn.
                      7gje ma sabzian lgany ka faida yh ka ka is ma koi chemical ni hota ha or yh chemical free hoti hain
                      8.ghr ma sabzian lgany sy hn bht achi or fresh sabzi hasil krty hn jo ka jb hm pkaty hn tu is ka bht e zaida acha taste Ata ha
                      9.hmin zaida tr taza sbziqn e istimal krni chyen ku ka taza sbziqn hmari sihat ka liye bht faidy mand hoti ha
                      10.hm jitni zaida tazi sbziqn khain gy hmari sehat bht achi rhi gi hmari skin b bht achi rhati ha.


                      Nuqsanat
                      Wesa tu ghr ma sbzian lgany ja koi nuqsan ni ha. Lekin agr ap ghr ma jo sbzian lgaty hn Inki care ni krain gy tu khrb hjain gi. Ghr ma sbizan lagny ka liye AK achi zmeen chye hoti or AK achi mati zrort hti ha jis pr hn achi trah apni sbzian lga sken gy. Agr yh Mati ya zameen achi ni hogi tu hmari sbziian achi trah ni lagy gi. Agr hm sabzion ka khiyal ni rkhain gy tu Inko keery kha jain gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X