Ye sawal Insurance company ki services ki information per ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye sawal Insurance company ki services ki information per ha.

    Pahli pahli baat to yah hai ki forum forex ke bare mein hi na ki insurance ke bare mein isliye hamen ishwar usko discus nahin karna chahie form ke bare mein nahin iska karna chahie agar aap ne baat Kari thi hai to main aapko pata tha chalo kuchh aur aise karvana aasan hai lekin usse mujhe aaj Tak hi maloom rewa ke fayda Kya hota hai jab hamen paise milte Hain to uska aashiqui value bahut kam reh jati hai agar main chhora karva li hai aur main 10 sal ke bad agar koi paise mil jaate Hain to hamen Ashok ASCII value kuchh nahin lagti hai jitne humne chhod Kar uska lagaye hote hain mein ishwar se khilaf nahin hun lekin uske hath me bhi nahin hun iska matlab hai ki jab mujhe kuch hota hai to hamen uske bare mein paise milenge ilaaj ke paise milenge lekin se Paisa Lena bahut mushkil ho jata hai main kafi logon ko dekha hai Jo chhora complete hone ke bad kafi khabar ho chuki hai aur unke kabhi bhi achcha Paisa nahin mila aur vah jo Paisa milta hai usmein kafi surtax bhi karte jaate Hain kuchh paise Kat ke milta hai pure paise nahin bolate aksar logon ko sath raat bhi ho jata hai isliye main insurance ke khilaf hunsaras karvani bhi chahie lekin aise aadhar se Kar aani chahie jisse hamen lagegi ya bahut achcha de raha hai aur hamen bahut achcha return dega aur hamari jarurat ko pura karega jab hamare upar mushkil waqt aaega to hamen support karega tab jakar hamen se ishwar karvane chahi Pakistan nahin bhi ishwar uska ek bahut hi achcha tha raha hai jisse statement life kahate Hain yah bahut achcha dhara hai aise main vishwas karvai thi lekin bich mein Hi khatm karva di thi kyunki mujhe kafi fayda se nahin najar a raha tha insurance karate hai to kisi acchi company se karvate ke hapur fayda aasan Ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye sawal Insurance company ki services ki information per ha.

      Mere khayal kay mutabiq to aap ne boht hi unique question poocha hay pakistan main insurance companies ne kuch arsa say boht ziyada investment karni start kar diya hay asal main ye insurance companies ham jesay costumers se monthly, three ya six monthly ya phir annually payment collect karti hein pooray pakistan se according to publicity investment collect ho jati hay to wo in se different project par invest karti hay jesay kay pakistan main statelife insurance waly ne motorway tak main investment kar raki hay.
      Wo is is qisam kay project laga detay kuch projects long term aur kuch short term hote hein insurance companies hamesha long term main invest karti hein kiun kay long term main loss kay chances kam se kam hote hein aur insurance companies ye afford nai kar sakti hein kay un ko loss ho is ki second example ye bhi hay kay ye companies hamesha long term packages deti hein jin main 10, 20 aur even 30 years kay packages shamil hain ye to in companies kay real profit hota hay in companies kay costumers ko ye faida hota hay kay un ko ghar bethayy bithaye confirm profit hasil ho jata hay. Is kay miqablay main agar costumers khud invest karin to na hi un kay pass itni investment hoti hay aur na hi itna risk lay sakte hein jis se wo itna huge profit earn kar sakain.
      Insurance companies apnay costumers ko un ki investment kay multiply 4 kay equal profit deti hein jis se costumers boht satisfy rehte hein
      THKS
      • #18 Collapse

        Re: Ye sawal Insurance company ki services ki information per ha.

        insurance company basically aapki life se related ya aap Kisi kimati products Gold waghaira se related aapke products ko insured Karva Dete Hain jis mein Har Sal aapko Kuchh deposite karvana padta hai aur jab tak aapki policy khatm Nahin Hoti usse pahle aapko koi problem ho jaati hai ya koi death case ho jata hai to aapko aapki Puri amount Wapas mil Jaati Hai Pakistan mein Life Insurance Ek business Ki Tarah phela hua hai aur is per bahut Sare log apni participation kar rahe hain aur Life Insurance se fayda Utha rahe hain Life Insurance se apni life ke Kuchh specific years key insurance kar sakte hain insurance company aapko Ek policy deti hai jismein aapko Kuchh paise invest karne Hote Hain further jisse aapko 20 Sal 10 Sal yah jitni aapane policy Banai Hoti Hai itne Sal Baad 1 bonus Ki Surat Mein profit deti ha jo aapki investment ka profit Hota Hai


        islamic point of view
        agar aap is business ko Islamic point of view se Dekhen to Pakistan mein bahut Sare log Aise Hain Jo is business ko Sahi Nahin samajhte aur vah isko suoed samajhte Hain but Kuchh Islamic Scholar is business KO jaiz samjhty Hain Kyunki is main aapko investment Karni hoti hai aur UN paison se business Kiya Jata Hai insurance company is paise Ko Kisi Businessman main invest kar deti hai aur phr usse Jo profit hota hai wo aapko specific years ke baad de diya jata hai agar aap is Mein Apni investment karna chahte hain to aapko bahut accha profit mil sakta hai aur aap Kuchh sal ke bad is se apni investment se kiye Guna zyada profit Le sakte hain

        Famous Company
        Pakistan main State life of insurance Ek Aisi Company hai jo bahut zyada Paise kamane Par Life Insurance ka business kar rahi hai aur aapko bahut hi simple policies ke sath investment per achha profit de rahi hai Iske alava Pakistan Jubilee Insurance Company insurance ka business kar rahi hai aur vah bhi aapko life insurence ke sath sath Kisi products ki insurance per bhi specific years ke andar Ek accha profit Deti Hai hai jisse aap fayda Utha sakte hain

        Fraud Companies
        Life Insurance ke Hawale se Kuchh Aisi companies bhi hai jo aapko insurance ke bahane se investment karwati hain aur phr Aapka Paisa Lekar Bhag Jaati Hai To Jab Bhi aap life insurance Main Apni investment karna Chahe To Hamesha state life insurance aur Pakistan jubilee insurance Mein investment Kiya Karen Iske alava Jo private companies Hain insurance ki Unse Bach Ke Reha Karen Kyunki Unse maximum fraud hoti hai vah aapki investment Lekar Bhag Jaati Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Ye sawal Insurance company ki services ki information per ha.

          forex member ap ny jo sawal kiya hai jis main ap ny insurence k hawaly se information mangi hai tu dear insurence ka mtlab yah hota hai k hum apni life k liye kuc formalities ko pora kar k apni life k liye kuch earning save karty hain jin ko basis points ki base par har business main he add hota hai zayda tar jo insurance ki policy hoti hai wo baks main hoti hai jis main insurane krway waly log sal k kuch paisy deposite krwaty hain jin ko banks save rakhti hai or un k sath kuch masla hony par yah kuch points banks maina sye oty hain k wo aghr koi musibat main parhty hain tu un ko un ka intrest rate bhi maf kar diya jay ga insurance ka cocept hmary karobaron main kafi ahmiyat ikhtiyar ka gya hai
          insurence 3 traha ki hoti hai insurance company aur state life insurance company registered hain ky agar ham life sur business ki insurance kerwana chahty hain tou ham jubilee insurance kerwaty hain jabky agar ham sirf life insurance kerwana chahty hain tou usky liay state life insurance company hi best option hai ky ham life insurance kerwa sakty hain

          Ham agar apny business ya life ki insurance kerwa lety hain tou hamain yeh faida hota hai ky business main agar hamain bara loss ho jaey tou insurance companies hamary loss ko pura Kerti hain jabky agar hamari life expire ho jaey tou hamary dependants ko achi amount mil jati hai ya per ham planning ker lety hain ky jab hamain koi important task kerna ho jis ky liay achi amount required ho tou ham maturity date ka wait ker lety hain Mbahot shukriya apka.

          اب آن لائن

          Working...
          X