New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn
    Asslam Alaikum dear members kesy hn ap sb log? Umeed h sb kheriat se hongy or mehnt kr k achi earning kr rhy hongy to dosto meri ye discussion logon k bdlty huye shoq or mashgilon pr mabni h me apny reviews share krti hun ap bhi apny reviews zrur share kren to dosto ap nebhi notice kia hoga k jesy jesy zmana traqi kr rha h new technologies introduce ho rhi hn vesy vesy hi logon k shoq or hobbies bhi change ho rhy hn logon k behaviour change ho rhy hn pehly agr hm kisi se us ki hobby puchty thy to sun'ny ko milta tha k mjhy stamp collection ka shoq h mjhy gardening psnd h mjhy different counties k coins collect krna acha lgta h mjhy book reading psnd h lekin aj k zmany me agr hm kisi se se uski hobby puchen to bht km hi jvab mily ga bht se logon ki koi khas hobby ho gi hi nhi aj kl k log apna zyada waqt mobil pr guzary hn mukhtlif social media apps pr apna sara waqt guzar dety hn jis ki vja se unki knowledge unki creativity or understanding utni nhi h jitni pehly logon me thi...science chahy jitni b tarqi kr ly hmen apny liye hobbies or musrufiat soch smjh kr choose krni chahiyen ta k hmen uska kuch faida ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn

    Latest technology aur science ne jes teezi key sath taraaqi ki hay es ki waja se world me aur insaan ki life me bahot si changing ai hey aur esi waja se hi har kesi key shook be tabdeel ho chuky hey, bahot se afraad ko me janta hon jo key pehly book reading ka shook rakty tey aur jaha be jaty tey apny sath books zaror rakty tey magar wakt es teezi key sath tabdeel ho chuka hay key book ki jaga mobile ne le le hay aur har tarha ki book ko mobile me be find kia ja sakta hay esy afraad ki book reading ki hobby mobile ki waja se hi tabdeel ho chuki hay esi tarha koch afraad ko ghar me apni family key sath time guzarny ka be shook rehta ta magar TV aur mobile any ki waja se har koi apny room me akely rehny ko hi apna shook samjta hay aur esy afraad ya to TV par apny pasand ka koi program dekty hey ya per mobile me games aur videos dekety hey, science ki taraaqi ne hamary khayalat aur shook me changing ki hey ye be sach hay key new technology aur science ne hamari life bahot asaan kar di hay agar ab be ham chahy to apny shook ko tabdeel nahi kar sakty hey aur na hi pehly jesy shook jo hamary tey ye per se pory kar sakty hey, ham jetni be taraaqi kinu na kar len ham agar apny shook ko pora nahi karen gey ham life me kabi khush nahi reh saken gey.
    • #3 Collapse

      Re: New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn

      Aj kal jasey jasey technology aor science mein progress ho rahi hai ais kai saath saath aj kal logon kai shoq or hobbies bi badal rahi han phalay jab kisi dost ya kisi aor say aus kai shoq ya hobby kai baray mein poochtay thay tou wo apni hobbies kai baray mein batatay thy koi kehta tha kai meri hobby islamic book read karna hai koi kehta tha meri hobby gardening hai koi kehta tha meri hobby stamp collecting hai agar un say poocha jaey kai ais say ap ko kaya milta hai tou kehtay thay kai ais say humey khussi milti hai short ya kai phlay logo ki hobbies in cheezo par depend thi lakin aj kal jasey jasey technology or science nai progress ki hai logo ki hobbies aor shoq bi badal gay hai aj kal log apna zayada waqt mobile ya phir tv par spend kartay hai jis say un ka bhoat zayda time waste hota hai na sirf time waste hota hai ais kai saath saath un kai andar moajood talent ko bi wo log sahi say use nahi kar saktay . Ais liya humay chaie kai hum aj kal technology or science ki progress kai saath saath kud ko na badlay bulkay apnay shok aor hobbies ki taraf focus karay.
      • #4 Collapse

        Re: New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn

        Jtni scince r technology hmari hath mn h issy hum.kia kuch ni kr skty hain,hobbies is kiyey badal re haij q k hum apna qeemti waqt tou bs in machines mn hi zaya kr daity,aony kam ko r apny shouq ko kaheen bht oeechy rakh k hum just in useless cheezun oy apna time hi waste krty rehty hainr issy hmeij koi faida b ni hota na hi joi satisfaction milti h just time waste krk baith jaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn

          G han new technology ki waja se aur science ki bahot zeyada taraqee ki waja se har kesi key shooq aur us ki hobbies me changing peda ho rah hey, pehly news paper daily read karny ka har kesi ko shooq ta aur sath me novels ya other books reading ka be shooq howa karta ta magar ab internet par ye sab hi available hoty hey ham apny laptop ya mobile me daily newspaper be read kar sakty hey aur kesi be book key title ka name de kar es ko complete read be kar sakty hey, agar kesi ko shakar ka shook ta be to internet aur dish TV ki waja se ye be bahot kam afraad pora karty hey har kesi ki koshish hoti hay key wo ghar par hi reh kar ya to Dish TV par apny pasand ka koi program watch kart aur ya mobile par social media key applications ka use kary, agar kesi advance technology use karny ka shook na ho to us ki zaror koshish hoti hay key wo apna har tarha ka shook pora kary, zeyada tar villages me dish TV ka use nahi ho raha hay aur na hi esy areas me internet ka use kia jata hay jes ki waja se yaha par rehny waly afraad ki koshish hoti hay key wo apna har shook pora kary, agar me apni bat Karon to mujy fishing aur book reading ka Bachpan se shooq ta magar mobile aur internet ki waja se mujy ye shooq pora karny ka Time hi nahi milta hay, ham sab ko apny shook ko pora karny key ley Time manage karny ki zarorat hoti hay magar bahot zeyada kam ki waja se aur new technology any ki waja se hamary ley bahot mushkil hay key ham apny Bachpan key shooq ko pora karen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: New technologies or science ki trqi ki vja se shoq or hobbies bdl rhi hn

            Salam dosto.... ! Umeed karta hon ap log kheriat se hon ge...!
            G Bilkol technology and science taraqi karne ki waja se shoq badal raha hai. Technology and science itni tezi se taraki kar rahe hai logo k or b asani and wali hai. Har month or har saal nayi chizze hijaad horaha hai is se in ka mind or shoq badal jata hai jab bhi koi chiz launch hota hai wo Naye andaz bana rahe hai insan ka duhan or shoq badal jata hai. Pehle computer ko log bahut tarji dete Thai ab Dekho Sab mobile ki taraf tarji de rahe hai. Mobile aaj Kal ek Technology hai Joo in k zarye bahut Koch Kar sakte hai.
            Science ki Duniya Main b har koi taraki kar rahe hai. Science k ek Bata Tarjaba hai Joo Corona virus ek naya Waba pehla tha pori düniya ko taba o barbad kiya. Pir inho ne science k zarye is virus na kam bana diya.....!
            Isi waja se Technology ör science ki Duniya main shoq khod backhod badal jata hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X