ye review private factory main guards ki job par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review private factory main guards ki job par mubni hay..
    dear members yeh lazmi nai hay k jub tak ham kahin say acha parrh likh nai saktay hain to ham kahin pay bhi kaam k kabil nai rehtay hain aur na he hamain kisi kisam ka koi bhi kaam karna chaye balk agar ham is soch kk sath likhtay parhaty hain k ham nai aik aci job ko hasil karna hay to yeh hmari parhai aur likhai ki toheen hay hamain hamaray pass aagar achi taleem nai hay to hamary pass acha charater ka hona sirf lazmi hay jis say ham bahut achay achay kaam karnsaktay hain aur har kisi ki khidmat bhi kar saktay hain jin main hamaray pass aik achi khidmat wali job hay jisay ham guard ka name daitay hain jisk faiday aur sath sath kuch nuksnant hain jo k darj zial hain.
    ADVANTAGES;
    dear agar ham main say koi aisa banda farigh hay jisay koi bhi kaam nai mil raha hay to hamain sab say pehlya apni aik gun buy karni hoge jisay ham nai apnay name k sath aik licence banwa kar usay registerd karna hay jisk sath sath hamain aik private firm say agar ham aik ijazat nama hasil akrtay hain jis say hamain har kisam k guards ki job kahin pay bhi mil sakty hay aur agar ham kisi private factory main guards ki job kartay hain to hamain us say bahut saray faiday ki umeed hay agar hamain jub kabhi kisi extra paisay ki zarurat hay to hamain tab bhi apni us job k karnay say hamain wo mil saktay hain farigh rehny say ziada better hay k hamin kahin say achy guards ki job say fada hasil karna chaye jis main hamain achi sellery bhi mil sakty hay aur kahin pay kuchfactoty k guards ko penssions bhi allow hay jiasya wo retiermnt k baad hasil kar saktay hain jin kaamon main itna ziad faida hay aur sath sath un main parhay likhay honay ki bhi koi shart nai hay to hamain aisa kaam karnay main koi bhi sahme feel nai akrni chaye aur aisay kaam ko jaldi say join kar lain achaye.
    DISADVANTAGES;
    dear private factory main guard ki job main agar hamain night ki duty milty hay to us douraan kabhi kbhi hamara wasta kisi aisay banday say bhi parr skata hay jo k aik chorr hay aur jai main ham say kabhi apni gun say goli bhi chal sakty hay jis say hamain bhi us ki tarf say lag sakty hay to agar ham koi guards ki job kartay hain to aisay hallat ko hamain apnays amnay rakhtay huway isay join karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

    ap ki thread bhot achi hai . taleem ka hona bhi bhot zarori hai . aaj ky dor me ayk anphar bnda har kisi ka muhtaj hai kyo ky us ko prhy likhy kamo ki smjh nhi hoti . taleem hasil krny ky sath sath apny ikhlaq aur tarbeat ko khud sanwarna chaye. jab hmary pas ikhlaq aur tarbeat achy hon to humary pas koi na ki hunar bhi aa jata hai . jab kisi kam ka tajarba ap ky pas aa gaya to aap ky liye koi mushkil nhi aap apni job khud bna skty hain. Taleem se aap apny roshan mustaqbil ko tarjeeh dyn. Taleem se aap dosro ky kam ayn. isi me hmari kamiyabi hai.
    Mehnat Me Azmat hai
    • #3 Collapse

      Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

      Pakistan mein bahut sari private securities companies hai jo Pakistan ke Different cities Mein security guard ki services provide kar rahe hain security guards ki services mein Main different opportunities aapke pass available hoti hai jismein aap security guards ke sath sath CCTV aur is related different instrument bhi apni security level ko increase karne ke liye utilise kar sakte hain.

      security guards ki ki Jab Ek bahut t difficult job hai jismein minimum job timing 12 hours hoti hai aur aap ko Iske against Itni Jyada payment Nahin Ki ja rahi hoti Ee no doubt Guards ke behalf per company bahut acche charges receive kar rahi hoti hai lekin uska Kuchh percent hua security guards ko deti hai aur kuchh apne pass Rakh Leti Hai Kyunki Iske against unhone Kuchh transportation charges Unki accommodation ke Hawale se rent provide karna hota hai aur kuchh acchi come please services ke and per Kuchh pension program bhi e associate kar rahi Hoti Hai Jiski vajah se security guards ki salary kam hoti hai.

      Agar aap Pakistan mein security guard ki job karna chahte hain to Sawal se aapke pass different options hote hain Pakistan mein bahut sari Aisi companies hai jo Security Services provide kar rahi hai aap phone mein easily job Hasil kar sakte hain lekin agar koi member Army se retired Hai To usko security guard ki job ke liye prefer Kiya jata hai aur experience ki basis per Unki salary bhi acchi ho sakti hai security companies Guards ke Hawale se different offices banks aur iske sath sath different places per security guards provide Karke apni income Mein Safar Karte Hain security company open karne ke liye aapko sabse pahle registration Hasil karna hoti hai aur uske bad aap Koi security company open karke yah services provide kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

        Private companies me bahot si vacancies guards ki be hoti hey aur esi agencies be hey jo key guards ko kesi be factory ya per company me baj sakti hey, ye job bahot hi achi hoti hay aur es me imandari key sath kam karna pardta hay sath me guards par bahot zeyada barosa be kia jata hay es ley guards ki responsibilities be bahot hi zeyada hoti hey, agar hamy koi be job nahi milti hay to hamy kesi be private company ya factory me guard ki job mil sakti hay magar yaha par bahot si formalities ko pora kia jata hay es key bad hi kesi guard ko raka jata hay, agar guards imandar hon to ye sawal hi peda nahi hota hay key esi factories ya per companies ko koi behroni khatra ho, guards ki salary be bahot achi hoti hay aur es ki duty asan be hoti hay aur bhaot kam time ki be hoti hay, guards ki job ka milna to bahot asaan hota hay magar es job me zarori ye hay key apni duty honest ho kar ki jaye, jo guards honest nahi hoty aur apni responsibility be pori tarha se complete nahi karty esy guards ki factories ya companies me koi value hi nahi hoti hay aur na en par barosa kia jata hay, 1 guard ki salary kam se kam be 20,000 tak hoti hay aur me samjta hon key agar har company, factory ya per banks guards ki salary me ezafa karen to esy guards bahot hi achi duty de sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

          Hello doston Jaisa ki aap Sabko pata hai ki aaj ke Jamane Mein Pakistan mein balki Puri duniya mein bahut jyada berojgari e Hai To iske liye aapko Main Agar bata do to Mukt allocation ke security guard ki companiyan kaam Karti Hai Pakistan mein bhi model Kishan Kisi Ko Rati guard ki Kamiya kaam karti hai aur bhaiya Ke Malik Main Bhi Main aapko batata hun Pakistan mein security guard company ke sath job karne ka aur uski salary ka aur Iske kya kya facilities hoti hai aur iska kya tarike kar hote hain aur sab ke bare main aapko Mein batata chalu lekin aapko yah bhi Mein Bata Do ke Pakistan mein agar koi banda security ka kam Karta Hai To Jyada Se Jyada Das Ja 15000 ki salary milati hai vah agar Bahar Ke Malik Mein Koi security ka kam karta hai to Pakistan ke hisab se 80 90 hajar yah ek lakh tak ki salary milati hai agar Nisha deta hun main United Arab Emirate ki Jahan per Agar Ek Banda security company mein kaam ka karta ho to usko 2000 tak ki salary milati hai jo pakde Pakistani paison mein 80000 se 100000 Tak ke paise bante Hain Jo Ek bahut badi Mount Hai Iske alava a jata hun Bhai Mein Pakistan ki security guard company mein kaam karne par agar aap Dekhe to city's main aapko Mein technician ki building Subah yah motivation ke bankon per private security guard Milenge yuvatrip kanvriyon ke sath register hote hain 200 ismein aisa hota hai ki private company Agar Ek company ko yah Kisi Bank ko yah Kisi building ko private security guard provide karta hai to uska direct connection company ke sath hota hai use tarikh ka use makan ka vah security guard ko direct salary Nahin deta vah company ko payment karta hai aur company Kuchh payment apne pass Rakh lete hain aur kuchh security guard ko Dete Hain To to security guard codissia 15000 ki salary milati hai aur vah Khushi kam kar de Sara Din Kyunki berojgari ka sara bahut jyada hai aur at least 1 Bande ko thoda bahut Rojgar Kisi Se Mil Jata Hai Ki vah Apna Kam Jari Rakh sakta hai aur apne ghar ka kharcha Usi Se Chala Sakta Hai Doston private company ke facilities main aapko Kuchh Nahin Hota aap bus simply Apna duty senjam Dete Hain aur aapko 10 se 15000 tak ki salary Di jaati hai aapko Kabhi Bhi job se Nikala Ja sakta hai Kisi bhi ke complaint per agar koi aapke Upar complain karta hai ki yah Banda kam se hi nahin karta yah iski duty Sahi Nahin Hai To aapko company Usi Waqt Jab Se Nikal sakta hai matlab job ki koi security Nahin Hai dusra nuksan yah Doston Ki Agar aapko koi nuksan pahunchta hai dauran duty yah aapke sath Koi na khush Ka Waqia ho jata hai to company Koi zimmedari Nahin Leta aur aap apne aap Kharcha aapane aapke nuksan ko khatm kar sakte hain to doston yah bahut bada nuksan hai private company mein security guard ka job karne ka.

          Faidy:
          Dost private company mein security guard ki job karne ka vaise Koi fayda hi nahin lekin fayda Ya Hai Kya Kar aapko Kahin aur Jawab Nahin Milta Yaar Jyada Teri Nahin milati to aap Har Jeet aur per security guard ke Kam Nahin Koi join kar sakte ho lekin yah Itni bhi Buri salary nahin hai aapko 10000 se 15000 tak ki salary milati hai aur iska fayda ya bhi hai ki duty Aaram ki hoti hai aap Sara Din yah Kursi par baithe hote hain ya darvaje Mein Khade hote hain aap Ko Kisi Jyada Mushtaq Tumhare kam ki jarurat Nahin padati aap aaram se bus Vardi pahan kar Ek gaan Hath Mein Lekar Kisi darvaje per ya Kisi Kursi per baithkar aap apni duty saranjam Dete Hain.
          Dusra fayda Ya Hai Doston ko ke Agar aapko Koi Jawab Nahin Milta to aapko private security guard company mein Baghel Kisi Jyada taleem ke ya Kisi Jyada demand ke aap ko aasani ke sath job mil sakta hai Jise aap Kisi bhi vakat Agar aapko Kahin aur Achcha Jab Mile To aap Jod sakte hain lekin aap se private company mein ek agreement liya jata hai aur agreement Ek Sal Ka Bhi Ho Sakta Hai 5 Sal Ka Bhi Ho Sakta Hai yah acchi mahinon ka bhi ho sakta hai Kyunki aap Har Waqt aasani Ke Sath a company chhodkar Nahin Ja sakte hain.

          Nuqsanat:
          200 private company mein job karne ka sabse bada nuksan yah hai ki aapko Kabhi Bhi Jab Se Nikala Ja sakta hai dusra nuksan iska yah hai ki agar aapka job security hai to aap Ko Kisi Bina Rojgar vah Ke Main aapko nuksan pahunchaya Ja sakta hai Jiska company bad Mein Koi jimmedari Nahin Leta aur aap apne bulb Hote per Apna nuksan pura Karoge dusra nuksan Ho Sakta Hai Doston ke ghar aapko nuksan pahunch jata hai to aapko Koi jamawari pension nahin diya Jata aur aapka Jab aapke khatm hone ke sath khatam ho jata hai yah agar aap time per Jab Chhod Dete Hain To aapko Koi Jama Wari aur pension nahin diya Jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

            Dears aapane factory mein private security guard ki job se related bahut informative information share ki aapka Security guard ke bare mein review bahut achcha hai hi aapane basic details hamen bataiye ab main aapke sath apna experience share karungi Pakistan mein Security guard ki job easily mil jaati hai I think job bahut tough hoti hai hai aur iski salary bhi jyada nahin hoti security guard ki job duration bahut jyada hota hai 12 hours almost hota hai hai aur security guard ki income 15000 se 20000 Tak hoti hai jo ki bahut kam hai security guard ko kisi Kisim ki koi insurance nahin Di jaati security ka meaning ap jante Hain hafzat karna hai in case agar koi aisa incident ho jata hai ki Security guard Ki jaan chali jaati hai to uske bad koi bhi factory e ya companies unki family ki financially support nahin karti unko Na Koi pension Di jaati hai hai yah ek risky job hai jismein benefit bahut kam hai lekin duty bahut badi hai Pakistan mein different companies factory k ley security guard appoint karti hai to unko Security guard ke hawale se bahut acchi income bhi ja Rahi hoti hai magar vah sari security guard ko nahin dete hain kuchh sarvices ke hawale se wo us income ko apne pass rakh lete hain aur usko use karte hain jiski vajah se Pakistan mein security guard ki pay bahut kam hoti hai aur duty bahut badi hoti hai securityguard har tarah ke season mein apni duty nibhata hai jo ki ek difficult kaam hai sardi aur garmi ke mausam mein har mausam ko bardasht karta hai hai lekin is hath se usko peene nahin kiya jata so gaye Pakistan mein security guard ki job ke hawale se bahut sare tariff jaat hai jisko dur karna chahie sometimes jab kisi ko kisi kishan ki koi jawab nahin milati aur poti ja guard ki job ko vah prefer karta hai Security guard ki job ke liye different companies bani Hui hai vah factories Bank aur bahut sare aise logon ko jinko security guard ki jarurat hoti hai bodyguard provide kar rahi hai aur bahut acchi income ****l kar rahi hai Scotty guard ke jab bhi add aate Hain to use pay retired army e se related logon ko prefer Kiya jata hai army se retired logon ko acchi salary bhi Di jaati hai hai aur unke experience ki base per unko jyada facilitate Kiya jata hai otherwise aam Security guard ko vartman facility's nahi
            • #7 Collapse

              Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

              yah review private company main guard ki job par mubni hai
              agar aap kisi company ke andar guard ke taur per job karna chahte hain to iske liye do tarike hain yah to company aapko direct apna employee banaa le ya fir apni security ki services kisi private security company ko de de in private security companies ne guard rakhe hote hain jo vah apne contractor yani us company ko provide karte hain company contractor ko payment karti hai aur contractor usmein se apna commission rakhne ke bad guard ko aage payment karta hai
              guard ki job karne ke liye kuchh requirements hai ki aap young energetic ho aur uske sath sath aapke pass arms chalane ka licence aur experience hona chahie
              security companies company se bahut heavy charges vasool karte hain security provide karne ke lekin guard ko bahut kam salary pay ki jaati hai
              guard ki duty timing bhi pakistan ke andar bahut jyada hai jo kam se kam 12 ghante ke hote hain aur unhen garmi sardi mein bahar job karni hoti hai pakistan mein agar guard i vecancy ke liye aam taur per army se retired person ko prefer kiya jata hai guard ki job sakht hone ke sath sath bahut jyada risky bhi hai hai ki agar kuchh theft vagaira ho jaati hai to uski responsibility bhi guard ke upar hoti hai iske ilawa guard ki job pakistan ke andar bahut jyada insecure hai guard ko kisi bhi time per job se farifg kiya ja sakta hai
              lekin guard ki job karne ka ek fayda hai sirf hai ki agar aapko koi bhi job na mil rahi ho to aap guard ki naukari karke apne expenses ko pura kar sakte hain bahut sari companies guard ko khana aur accommodation donon provide karte hain main guard ki job mein aapke night duty bahut sakht hoti hai jab aapane ab sari raat jag kar kam karna hota hai to fir usse aap ki sehat ke upar bhi bahut bura asar padta hai
              Pakistan ke andar guard ko vah respect Nahin De jaati Jo usko milane chahie vah Ham Sab Ki Hifazat karta hai isliye Hamen uski bahut jyada respect Karni chahie lekin unfortunately Aisa Hamare more Shri Mein Nahin Hota
              • #8 Collapse

                Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

                Inshan ko apni zindgii guzrny bevi bacho ya bhory maa bap ka patt Palny k lay kuch na kuch tu karna hi phrta hain jesa k koi job koi krobar koi shop koi honar wgra rozi kamny k lay kuch na kuch tu zurar hi karna phrta hy chye wo mazdori hi ku na krta hn lkn rozi kamny main koi sharm nii hy rozii k lay inshan jatna zyda mahant key kam hy lkn us ki mahant kbi raga ni jatii as lay mn ap dosto ko private factory main guards ki job k bary bata rha hn k aik gurs ki job katna taff or asan hotii hain as job k kia fiday nuksan hy as job ki kia dusty work time table or responsibility hoti hain............

                ADVANTAGES......

                AP sub log shyd janty hn k jab khai bhi kesi bhi private ya government idhry main gat pay guards apni duty rhy hoty hy tu un ki muktalf responsiblty hy wo apni duty ko amandrii k sth time table k sth skun k sth sir. Anjam dety hy un ko oar mnth selry malti hy ir un ko jasy jatna idhry ko chutia hotii hain wesy tu ya job rozi kamny k lay achi hy har mnth selry mil jatii hain......

                DISADVANTAGES....

                AS Main sub say bhra disadvantages ya hy k as main jan mafoz ni hoti sub say zyda responsibility guards ki hotii hain jass ki jan ko apni duty k wqt buht zyda khatra hota hain as main log guards ki ijzt ni krty na hi usy achi nazr say dakty hy na hi an ki selry achi hotii hain un ki duty baki tamam worker say zyda hotii hain or an ki duty buht taff hoti hain
                • #9 Collapse

                  Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

                  Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review private factory mein Guard ki job par hai Different cities Mein security guard ki services provide kar rahe hain security guards ki services mein Main different opportunities aapke pass available hoti hai jismein aap security guards ke sath sath CCTV aur is related different instrument bhi apni security level ko increase karne ke liye utilise kar sakte hain security guards ki ki Jab Ek bahut t difficult job hai jismein minimum job timing 12 hours hoti hai aur aap ko Iske against Itni zyada payment Nahin Ki ja rahi hoti Ee no doubt Guards ke behalf per company bahut acche charges receive kar rahi hoti hai lekin uska Kuchh percent hua security guards ko deti hai aur kuchh apne pass Rakh Leti Hai Kyunki Iske against unhone Kuchh transportation charges Unki accommodation ke Hawale se rent provide karna hota hai aur kuchh acchi come please services ke and per Kuchh pension program bhi e associate kar rahi Hoti Hai Jiski vajah se security guards ki salary kam hoti hai Agar aap Pakistan mein security guard ki job karna chahte hain to Sawal se aapke pass different options hote hain Pakistan mein bahut sari Aisi companies hai jo Security Services provide kar rahi hai aap phone mein easily job Hasil kar sakte hain lekin agar koi member Army se retired Hai To usko security guard ki job ke liye prefer Kiya jata hai aur experience ki basis per Unki salary bhi acchi ho sakti hai security companies Guards ke Hawale se different offices banks aur iske sath sath different places per security guards provide Karke apni income Mein Safar Karte Hain security company open karne ke liye aapko sabse pahle registration Hasil karna hoti hai aur uske bad aap Koi security company open karke yah services provide kar sakte hain private company mein security guard ki job karne ka vaise Koi fayda hi nahin lekin fayda Ya Hai Kya Kar aapko Kahin aur Jawab Nahin Milta Yaar Jyada Teri Nahin milati to aap Har Jeet aur per security guard ke Kam Nahin Koi join kar sakte ho lekin yah Itni bhi Buri salary nahin hai aapko 10000 se 15000 tak ki salary milati hai aur iska fayda ya bhi hai ki duty Aaram ki hoti hai aap Sara Din yah Kursi par baithe hote hain ya darvaje Mein Khade hote hain aap Ko Kisi Jyada Mushtaq Tumhare kam ki jarurat Nahin padati aap aaram se bus Vardi pahan kar Ek gaan Hath Mein Lekar Kisi darvaje per ya Kisi Kursi per baithkar aap apni duty saranjam Dete Hain.
                  Dusra fayda Ya Hai Doston ko ke Agar aapko Koi Jawab Nahin Milta to aapko private security guard company mein Baghel Kisi Jyada taleem ke ya Kisi Jyada demand ke aap ko aasani ke sath job mil sakta hai Jise aap Kisi bhi vakat Agar aapko Kahin aur Achcha Jab Mile To aap Jod sakte hain lekin aap se private company mein ek agreement liya jata hai aur agreement Ek Sal Ka Bhi Ho Sakta Hai 5 Sal Ka Bhi Ho Sakta Hai yah acchi mahinon ka bhi ho sakta hai Kyunki aap Har Waqt aasani Ke Sath a company chhodkar Nahin Ja sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

                    Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat sy ho gy aapane bahut hi detailed information hamare sath share ki hai factory mein private card ki post per kyon ke bahut sari aisi factories hai jo aapko yah facilities provide karte Hain ki aap unke company mein as a security guard kam Karen agar aap kisi bhi private organisation mein security baat ki job karte Hain to uske liye aapko bahut sari fecility provide ki jaati hai vah mein se kuchh ki detail main aapko provide kar deta hun

                    FACILITIES :

                    * Agar aap kisi bhi private company mein main security job ki ki job karte Hain to uske liye sabse pahle aapko ek proper room banaa kar diya jata hai jismein aapko bahut sari facilities provide ki jaati Hain aur room main aapka baithana hota hai vah room aapke liye hi hota hai yah bhi aapko facility provided ki jaati hai aapko separate room banaa kar diya jata hai

                    * Agar aap kisi private company mein security guard ki job karte Hain to uske liye aapko proper hi quarter piya Laut Kiya jata hai Jahan per aap ki Rahe hoti hai aur vahan per hi aapka stay hota hai yah bhi facility aapko private companies mein Security guard ki post per provide ki jaati hai

                    * Agar aap security guard ki naukari kisi bhi private organisation mein karti hai to uske liye aapko ek allows bhi diya jata hai uske security guard allowance aur aapko overtime bhi diya jata hai agar aap overtime is company mein lagaenge to

                    * agar aap kisi bhi private organisation mein security guard ki job karte hain to usmein aapko can we provide ki jaati hai company ki taraf se jo ke company ke tahat registered hoti hai aur aap ko apne sath rakhne hoti hai yah company ka rule hota hai aapko yah chij bhi provide ki jaati hai uske alava aapko company ki taraf se proper uniform aur uske alava aapko shoes bhi company ki taraf se hi provide kiye jaate Hain aapko ki bhi jise purchase karne ki jarurat nahin hoti

                    * Aapko iske alava entertainment ke liye bhi refreshment we provide ki jati hai security guard ki aur uski bhi payment hote company hi karti hai agar aap security guard ka kam karte Hain to uske liye aapko intertainment bhi company ki taraf se provide ki jaati hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review private factory main guards ki job par mubni hay..

                      Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share Kiya Hai Lekin format to discuss Kiya Hai private company ke guard ki job birthday jaise ki Afsar Jante Hain ke a Jaaye aapko is Delhi job mil jaati hai agar aap Kisi government Jahan se retire Hai To companies me bahot si vacancies guards ki be hoti hey aur esi agencies be hey jo key guards ko kesi be factory ya per company me baj sakti hey, ye job bahot hi achi hoti hay aur es me imandari key sath kam karna pardta hay sath me guards par bahot zeyada barosa be kia jata hay es ley guards ki responsibilities be bahot hi zeyada hoti hey, agar hamy koi be job nahi milti hay to hamy kesi be private company ya factory me guard ki job mil sakti hay magar yaha par bahot si formalities ko pora kia jata hay es key bad hi kesi guard ko raka jata hay, agar guards imandar hon to ye sawal hi peda nahi hota hay key esi factories ya per companies ko koi behroni khatra ho, guards ki salary be bahot achi hoti hay aur es ki duty asan be hoti hay aur bhaot kam time ki be hoti hay, guards ki job ka milna to bahot asaan hota hay magar es job me zarori ye hay key apni duty honest ho kar ki jaye, jo guards honest nahi hoty aur apni responsibility be pori tarha se complete nahi karty esy guards ki factories ya companies me koi value hi nahi hoti hay aur na en par barosa kia jata hay, 1 guard ki salary kam se kam be 20,000 tak hoti hay aur me samjta hon key agar har company, factory ya per banks guards ki salary me ezafa karen to esy guards bahot hi achi duty de sakty hey.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X