ji han agar Ham kamyab hona chahte Hain to hamen trading karte waqt apne emotional aur jazbaat ko control mein rakhkar Hi Kam karna hoga kyunki emotional se kiye Gaya kam hamen kabhi bhi fayda nahin de sakta usse hamen ulta nuksan hi hasil hota hai aur jo log jazbat se kam lete hain wo bhi kabhi acchi trading nahin kar sakte trading karne ke liye hamen sabar ke sath kam karna hota hai tab hi Ham ismein acchi earning hasil kar sakte hain agar Ham aisa nahin karenge to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar saken ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим