ye review Islamic books ko read karny par mubani hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review Islamic books ko read karny par mubani hay
    Bahot se afraad ko siraf Islamic books hi read karny ka shook hota hay mery khayal me ye shook bahot hi best aur ideal shook hota hay, Kesi be type ki Islamic book kinu na ho agar es ko read karny ka shook pora kia jaye to hamary dil me Islam se muhabat aur be zeyada ho sakti hay, hamari library me other books key sath Islamic books ka be hona zarori hay aur ye Islamic books har jaga se hamy mil sakti hay aur ham online be esi books ko order par mangwa sakty hey,

    Advantages: 1. Islamic books ko read kar key hamy Islam key bary me janny ka muqa mil jata hay aur hamari information me esi achi books ko read karny se hi ezafa hota hay,
    2, Ham apni life Islamic rules key base par esi condition me hi guzar sakty hey jab tak ham achi Islamic books ko read nahi karty hey, Islamic books me har tarha ki information hoti hay aur yahi information hamy zindagi guzarny ka lesson deti hey,
    3. Agar achi Islamic books ko reading ka shook raka jaye to esi books se ham lesson le kar apni life ko bilkul change be kar sakty hey,

    Disadvantages:Islamic books read karny ka shook pora kia jaye to es key koi be nuqsanaat nahi hoty hey esi books hamary ley bahot hi mufeed aur informative hoti hay, ye books local market par be available hoti hey aur online buy be ki ja sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

    HUmara Deen Islam aik asa mazhab hai jo insaan ko zindagi ko kasay guzarna jaey ais kai hawala say poori information deta hai ab ais information ko kasay hassil kiya jaey ya ab hum par depend karta hai apnay islam kai baray mein information hassil karnay kai liya humaray liya jo bhaot zayada faida mand cheez hai wo hai islamic books ko read karna islamic books ko read karnay kai kaya faiday han un kai kuch points ya han.

    Advantages: (1) islamic books ko read karnay ka phala faida tou ya hai kai insaan ko apni zindagi kasay guzarni chaie ya sab humay islamic books ko read karnay kai baad pata chlata hai.
    (2) islamic books ko read karnay kai baad insaan ko wo information milti hai jo aus ko zindagi mein bhaot faida deti hai ais information kai through insaan apni zindagi khussi khussi guzaar sakta hai islamic boooks ko read karnay kai baad isaan ko pata chalta hai kai zindagi mein pershaniyon ko kasay face kiya jaey.
    (3) islamic books ko read karnay kai baad inssan ko mind ka aur dil ka sakoon milta hai jo aik insaan kai liya bhoat faida mand sabat hota hai.

    Disadvantages:
    agar islamic books ko read karnay kai hawla say baat ki jaey tou ais kai koi disadvantages nahi hai ais kai sirf faiday he faiday hai aur asay faiday kai insaan apni zindagi mein har jaga kamyabian he kamyabian hassil kar sakta hai .(shukriya)
    • #3 Collapse

      Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

      Hamare lye sab se bara maloomat hasil karna or Knowledge ko baraham Islamic books ka kamal hota hai jab se one class se le kar Master tak jitne bhi Islamic taleemat hai wo sab hame mila hai wo Islamic books se, jiss ka nam hai Islamiat. Ye islamiat ka books bahut zyada taaleem de choka hai.
      Jese k hame Quran Or hadit k taleemat or mukhtalif Islamic related bahut koch sikne ko mila hai.
      Quran Majeed mai Allah ka sab se bari taleemat mai or hamare Paghambaro ki taleemat sab koch majood hai ham Alhamdulilah in ki Kilawat bhi karte hai bahut kochne ko mila hai.
      Joo chiz hame samaj ati hai os ka shoq barjata hai Quran ko samajna or amal karna hamare lye shoq se balatar hai. Hamare nabi Ki taleemat ko agai ponchana sadka jarya hai.
      Hame dill se Islamic related book ko shoq se pharna chaye hai jiss se hame is duniya main bhi kamiyabi mile or Akhirat main.
      Hamare lye sab se faida dam chiz hai islamic books hai is se hame koch Histories k bare pata chal sake, hamare Anbia alaisalam k bare. Sahaba karam RA k bare main or Islamic heroes k bare main on k halaat kiya thai on par kiya kiya musibate guzri hai or inho ne Islam k kitne Qurbania diya hai.
      Or in se librat hasil kar sake. Ap pharen ge too ap ko sab koch samaj aye pir ap ka shoq or nasha ban jaye ga......!
      • #4 Collapse

        Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Bahot se afraad ko siraf Islamic books hi read karny ka shook hota hay mery khayal me ye shook bahot hi best aur ideal shook hota hay, Kesi be type ki Islamic book kinu na ho agar es ko read karny ka shook pora kia jaye to hamary dil me Islam se muhabat aur be zeyada ho sakti hay, hamari library me other books key sath Islamic books ka be hona zarori hay aur ye Islamic books har jaga se hamy mil sakti hay aur ham online be esi books ko order par mangwa sakty hey,
        Acha shook hai bro, is tarha insan apne mazhab se jura rahta hai aur dil ko bhi sukon milta hai, aur is tarha ki deeni books parhne se hamara iman bhi mazbot hota jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

          Books ko read karny key elawa aur koi be esa shook nahi hay jo key acha ho es ki waja ye hay key book read karny ka koi nuqsan nahi hota hay ye hamari maloomat aur information me to ezafa karta hay magar koi be book ho es ko read karny se hamary koi 1 be esa nuqsan nahi hota jes ka negative effect hamari life par ho, book reading se na to health kharab hoti hay aur na hi samara time zaya ho sakta hay, student age me ham agar apni education complete karty hey to bahot is books ko read karty hey esi se andaza kia ja sakta hay key book hamy koi nuqsan nahi de sakta hay,

          life me successful hony key ley zarori ye be hay key har Tarha key books ko read kia jaye jo topics hamary pasand key hon market se esi topics se related books ko khareed kar read karna chaye agar hamy traveling ka bohot hi zeyada shook ho to bahot se afraad ne worldwide ka visit kia hota hay aur books be write ki hey hamy en ki books ko read kar key bahot hi enjoy kar skate hey esi tarha se hunting se related bahot si books mil Jati hey jes ko read kar key hamara time acha guzar sakta hay, history ki books ko read kar key ham apni information me ezafa kar sakty hey esi tarha agar Islamic books ki reading ki jaye to Islam se related hamara knowledge mazeed increase ho skata hay.
          • #6 Collapse

            Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Books ko read karny key elawa aur koi be esa shook nahi hay jo key acha ho es ki waja ye hay key book read karny ka koi nuqsan nahi hota hay ye hamari maloomat aur information me to ezafa karta hay

            Exactly bro, ye esa shook hai jis ke buhat sare faide hi faide hai, meri nazar mein to books parhne se koe nuksan nhi hota, insan books se dosti kar le to wo boriat bhi feel nhi karta aur apna farig time ache se spend kar sakta hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: ye review Islamic books ko read karny par mubani hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Bahot se afraad ko siraf Islamic books hi read karny ka shook hota hay mery khayal me ye shook bahot hi best aur ideal shook hota hay, Kesi be type ki Islamic book kinu na ho agar es ko read karny ka shook pora kia jaye to hamary dil me Islam se muhabat aur be zeyada ho sakti hay, hamari library me other books key sath Islamic books ka be hona zarori hay aur ye Islamic books har jaga se hamy mil sakti hay aur ham online be esi books ko order par mangwa sakty hey,

              Advantages: 1. Islamic books ko read kar key hamy Islam key bary me janny ka muqa mil jata hay aur hamari information me esi achi books ko read karny se hi ezafa hota hay,
              2, Ham apni life Islamic rules key base par esi condition me hi guzar sakty hey jab tak ham achi Islamic books ko read nahi karty hey, Islamic books me har tarha ki information hoti hay aur yahi information hamy zindagi guzarny ka lesson deti hey,
              3. Agar achi Islamic books ko reading ka shook raka jaye to esi books se ham lesson le kar apni life ko bilkul change be kar sakty hey,

              Disadvantages:Islamic books read karny ka shook pora kia jaye to es key koi be nuqsanaat nahi hoty hey esi books hamary ley bahot hi mufeed aur informative hoti hay, ye books local market par be available hoti hey aur online buy be ki ja sakti hey.
              Islamic books achi hoti hai, aur jese ke hum muslim hai to is traha ki books read karna hume apne mazhab ke kareeb karta hai. Per main masla hota hai ek achi book ki selection karna qk aj kal buhat hi ziyada firke hogae hai to her firke ki apni apni bate hoti hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X