ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..
    dear jub ham kuch nai jantay hotay hain to hamaray parents hamko aik achay teachers k hamwaly kartay hain taa k ham aik achay insaan ban jayen ham kuch seekh jain jisk baad aik arsay k baad agar ham kuch seekh jatay hain to usk peechay hamaray aik achay teachers ka hath hota hay jis k baad ham jo kuch bhi kartay jatay hain usi tarbiat say he kartay jatay hain is liye ham is review main aik achay teachers ki khidmaat k baray main baat cheet kartay hain jo k darj zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear kisi bhi teachers k baghair ham kisi kaam k nai hain wo is liye k aik acha teache agar nai hay to hamko is dunya main achai aur burai ka kuch bhi pata nai chal sakta hay jis main hamain yeh sab say ziada faida hay k hamko har aik cheez ka pata chal sakta hay jo ham nai jantay hain teachers say hamko yeh pata aur faida hota hay k ham ziada say ziada languages ko learn akrnay main kamyaab ho jatay hain techers k bagahir ham yeh nai jan saktay hain k aik muslmaan honay k natay hamain kia kuch karna theek hay aur ham kia kuch ghalt kartay hainaik teachers ki wjaha say he ham aik achi digree ko hasil kartay huway kamayaabi ki tarf rawan dawan hotay hain jis main hamain isk baghair kuch bhi pata chalana na mumkin c baat hay aur agar koi teache nai hoga to ham kisi bhi cheez k baray main jaan nai saktay hain ham kuch bhi samjh nais aktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear basicaly kisi bhi teachers ka us wakt tak koi disadvantages nai ho sakta hay jub tak ham kisi aisay teachers say learn nai kartay hain jisk pass khud ka kuch bhi seekha huwa nai hota hay aur agar ham aik professinal teacher k baghair kuch seekhnay k liye jatay hain to hamko har taf say nuksaan hay aur hamko kisi bhi baat ka kuch pata nai chalnay wala hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

    Jindagi ka koi bhi kam sikhana ho Achcha teacher bahut ahmiyat Rakhta Hai Achcha teacher Hoga Tu Hi Ham kam ko Sikh sakte hain aur Paisa Kama sakte hain yah Jaisa kya Bam Forex ka hi kaam Laga Lete Hain Agar Ham for ko sikhana Chahte Hain To Hamen acche teacher ki jarurat Hoti Hai Hamen Ek Aisa Insan chahie hota hai jo Hamen sikhayen ke market kya chij hai aur Market Mein Kya Kya Kiya Jata Hai demo bhi Hamara teacher hi hai Demo account Mein Ham kam Karke apni practice ko increase kar sakte hain lekin demo ke alava Ek Insan Aisa Hona chahie Jo Hamen properly Taur per gardiner's data Rahe aur Hamen guide Karke Hamen kya karna hai aur Iske alava Agar school college university Mein Dekhe to teacher ki respect bahut ki Jaati Hai teachers hi hote hain Jo Hamen Jindagi ke Life Mein Aage badhane ke liye madad Dete Hain aur Hamen nuksan Nath se bacha kar Hamen benefit ki taraf se Aate Hain teachers kids fact Karni chahie Agar Ham teachers ki respect Karte Hain To Hamen kamyabi Jarur mil Jaati Hai Achcha teacher hai Hamen bahut Kuchh sikhata Hai Jindagi Mein Agar Kamyab hona hai To Hamen Khud Ko pahle is Kabil banana Hoga Ki Ham Khud bhi dusron ko learning De sake Ham Khud Bhi Ek na Ek Din dusron Ko Teej kar sake Is Tarah Ham dusron Ko Bhi kamyabi Hasil karne mein madad Ja sakte hain Mere Khyal Mein Hai teacher ki ahmiyat bahut jyada hai inke bagair life Mein Aage Badhana bahut Mushkil Hai Aap kyakayal rakhte Hain is bare mein
    • #3 Collapse

      Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

      Assalamu Alaikum friends koi bhi teacher Jaisa bhi ho vah Hamari rehnumai k liye Hota Hai Ham Bachpan se a Jis Ustad ke pass padhte Hain vahan mein bahut Kuchh sikhata hai Ustad ka martba bahut Uncha Hai Ustad bhi Hamara Rohani Baap Hota Hai Kyunki vah Hamen bahut Kuchh sikhata hai jo Ham Ghar Se Nahin Sikh Sakte Ustad ki ahmiyat ka koi andaza nahin Laga Sakta Kyunki Ustad ki bahut jyada Ahmed hoti hai Hamen Apne Ustad ki bahut Ijjat Karni chahie jab tak Ham Apne Ustad ki Ijjat Nahin Karenge Aam Duniya Mein Kisi bhi field mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Ustad ki Ijjat Na Karna Sabse Badi na Kami hai aur Ustad ki Ijjat karna Hamare liye Sabse Badi kamyabi Hai Koi Bhi shabd Jis se a ham Kuchh bhi likh lete hain vah Hamara Ustad ban jata hai aur uski Ijjat karna Ham per farji ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

        Assalam walekum Pyare bhai jaan jab Ham Kuchh Nahin Jante hote hain to hamare parent Humko Ek acche teacher ke Hawale karte hain sake Ham Ek acche Insan Ban jaen Ham Kuchh vi Jaenge Iske bad Ek ke bad Agar Ham Kuchh Sikh Jaate Hain To Uske Piche Hamare Ek acche teacher ka hi Hath Hota Hai Jiske bad Ham Jo Kuchh Bhi Karte Jaate Hain uski tabiyat Se Hi Karte Jaate Hain isliye Hamen is review Mein Ek acche teacher ki khidmat ke bare mein batchit karte hue Jo ke Iske fayde aur nuksan Byan Karne hain

        Advantage

        Pyare bhai jaan Kisi bhi teacher ke bagair Ham Kisi bhi kam ke nahin hai vah isliye ke Ek Achcha teacher Agar Nahin Hai To Humko Is Duniya Mein acchi aur Burai ka Kuchh Nahin pata chal Sakta jismein Hamen yah sab se jyada fayda hai ki Ham Ko Har EK chij Ka Pata Chal sakta hai jo ki Ham Nahin Jante Hain teacher se Humko yah Pata Aur fayda hota hai ki Ham Jyada Se Jyada language ko learn karne mein Kamyab Ho Jaate Hain aur teacher ke bagair Ham Jaaye Nahin Jaan sakte hain Kyunki Ek Musalman hone ke Naate Hamen kya Kuchh karna theek hai aur Hamen kya Kuchh galat karte hain aur agar koi teacher Nahin Hoga To Ham Kisi bhi chij ke bare mein jaan Nahin Sakte hain aur ham Kuchh Bhi samajh Nahin Sakte hain aur bye ab main is ke aapko Kuchh nuksan Dhyan karta hun

        Nuksan

        Pyare bhai jaan basically Kisi bhi teacher ka use Waqt Tak Koi nuksan Nahin ho sakta jab tak Ham Kisi Aise teacher se learn Nahin karte hain Jiske pass khud ka Kuchh Bhi Sikha Hua Nahin hota hai aur Agar Ham Ek professional teacher ke bagair Kuchh sikhane ke liye Jaate Hain To Ham Ko Har Taraf se nuksan hota hai aur ham Kisi bhi baat ka Kuchh pata nahin chalta
        • #5 Collapse

          Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

          Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut Achcha topic discuss Kiya Hai Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare sath teacher ka Hamari life mein bahut jyada important part Hota Hai hai pictures vah Hote Hain Jo Hamen Ek Insan banate hain Jo Hamen acche aur bure ki ki Tameez sikhate Hain Main teachers Hai Hamen Apne future ke bare mein Achcha guide Karte Hain Ham Jab School Jaate Hain To Ek teacher ko Dekhte Hue Apne mind Mein profession ko set kar lete hain Hain Ham Apne teachers ki personality ko Apne a andar adopt karne ki koshish Karte Hain Ham yah sochte Hain Ki Jis Tarah Ki personality Hamare teacher ki hai Ham bhi Usi Tarah Ke ban jaen Hamari society mein Main teacher ki ki khidmat ko ignore nahin kiya Ja Sakta.

          No doubt teacher Rohani baap ki haisiyat Rakhta hai hai but aajkal aapane Dekha Ho Kya ke teachers ko vah respect Nahin Di jaati jitni vote deserve Karte Hain teachers ka Hamari society mein bahut hi Achcha makam hai hi Ijjat se Hamen bahut acchi guideline milati hai apne future ke Hawale se teachers Hamare liye ek model ki haisiyat rakhte Hain.

          Hamen apni teachers ki respect Karni chahie teachers ke a bahut jyada importance Hoti Hai Hamari life mein isliye Hamen teachers ke sath bahut jyada respect se pesh Aana chahie.
          • #6 Collapse

            Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

            Achy teachers ki kami nahi hay magar koch teachers apni responsibilities pori nahi karty aur na hi esy teachers kabi promotion hasil karny me kamyab ho sakty hey me esy hi teachers key bary me review don ga jo key achi khidmat be dety hey aur apni har tarha ki responsibilities be pori karny ki koshish karty hey,

            Teachers key khidmaat ko ham nazar andaz nahi kar sakty hey aur esy achy teachers ki ham jetni be respect karen kam hey, esy mueshary aur country ko kabi acha nahi samja jata hay jaha par teacher ki respect na ho aur na hi esi country kabi taraaqi kar sakti hay, agar ham kesi se 1 world be learn karty hey to wo hamara teacher hota hay aur hamari be responsibility ban jati hay key esy teachers ki ham dil se respect karen, mery khayal me agar government ki taraf se teachers ko achi salaries aur facilities di jaye to har teacher hi bahot mehnat se kam kar sakta hay aur apni responsibilities ko be pori karny ki koshish karen gey,

            magar koch teachers esy be hoty hey jen ko government ki taraf se support be milti hay aur achi facilities milny key bawajood be formality hi pori karny ki koshish karty hey esy teachers ki koi be ezaat nahi karta hay, teachers bahot mehnat se bachu ko pardaty hey aur working hours key bad be achy teachers ki ye neshani hoti hay key wo students ko free me tuition dety hey jo weak students hoty hey teachers ki ye koshish hoti hay key wo un ki zaror help karen.
            • #7 Collapse

              Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

              Hamen apne teacher ki khidmat jarur karni chahie kyunki teacher ki khidmat karna hamare liye bahut bade ****r ki baat hai hai isliye hamen chahie ki Ham jarur teacher ki khidmat kiya tha re aur hamen proudy hokar teacher ki khidmat karni chahie kyunki teacher hamara ek bahut bada ustad hota hai aur man baap ke bad sabse bada makan hamare liye teacher ka hota hai teacher hi vah sexiet hoti hai jiski vajah se ham duniya ko pehchan sakte hain aur is duniya ka ka ilm aur funoon hasil kar sakte hain isliye hamen kichak ko jarur respect Deni chahie.

              Teacher ki respect ke advantage:
              Teacher ki respect ke bahut se advantage hai joke byan karna bhi kafi mushkil Ho jaate Hain kyunki jab ham School Jana start karte hain tab se lekar and Tak hamara teacher hi hota hai jo hamen is duniya mein successful banata hai school se lekar kisi bhi field Tak Ham bade aur teacher ke kabhi bhi successful nahin ho sakte hain teacher ki teacher se lekar hi Ham successful hote hain isliye hamen apni teacher ki respect karni chahie aur jarur hamen apne teacher ko respect Deni chahie aap hi Ham successful honge agar Ham teacher ko respect nahin denge to kabhi bhi successful nahin ho sakte hain isliye hamen always hi apni teacher ko respect Deni chahie Taki ham kisi bhi field mein successful ho sake.
              yah jaruri nahin hai ki koi school ka teacher hi hamara teacher hota hai kisi bhi field mein main jis bhi e senior se Ham kisi bhi kam ko sikhate Hain to vah hamara teacher hota hai aur koi bhi kisi field mein use waqt Tak successful nahin ho sakta hai jab tak vah apni teacher ko respect nahin deta hai tab tak teacher ko respect Na de jaaye tab tak success hamare liye possible nahin hoti isliye teacher ko always hi respect Deni chahie teacher ki respect hi hamare liye behtar hoti hai aur tab hi hamen kamyabi milati hai.

              No disadvantage:
              kisi bhi field mein disadvantage ho sakte hain lekin teacher ki respect karte hue Koi disadvantage nahin ho sakta hai isliye hamen main jarur teacher ko respect Deni chahie kyunki teacher ki respect hi hi hamari success hai aur jitni jyada Ham teacher ki respect karenge hamen utani hi success milegi isliye teacher ki jarur respect karni chahie tab hi hamare liye success hogi.
              • #8 Collapse

                Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                Asalam O alaikum. Aap ne bhut hi acha review hmary samny pesh kia hai. Aur is topic ko zair e nazr lana chahye. Aur sb ko isk bary mein apni raye deny ka moqa dena chahye. Kyn ky teachers ksi bhi mashry ko parwan chrhany mein bhut ehm kirdar ada karty hain. Kyn ky wo jis trha se nojawan nasl kk train karyn gy aur jo ikhlaqi sabaq orhaeyn gy to mulk ki bag dor inhi nojwano ne snbhalni hoti hai. Wo bachy b aynda unhi ikhlaqiat ko aagy le ky chalty hain..Teachers ko is bat ka khas khayal rkhna chahye.


                Achy Teachers ky Faiday :

                1) Agar achy teachers hon gy to wo aap ko ek traf to nisaab acha prhayen gy aur mehnat se kam karyn gy jis se aap ka natija acha aa skta hai.
                2) Achy teachers aap ko nisaab se hat ky achi batyn btaty hain aur aap ki ikhlaqiat ko drust krty hain jis se aap achy insan ban skty hain.
                3) Achy Teachers mulk ka qeemti asasa hoty hain. Kyn k wo nojwan nasl ko achy se prwan chrhany mein apna bhut ehm kirdar rakhty hain.

                Nuqsan :
                Agar teachers achy nahin hongy to wo nah hi bachon ko achi talem de skyn gy jis se aap ky bchon ky grades kam ayen gy dusri traf agar wo deeni taleem par bhi twaja nahin de ngy to nojwan nasl khrab hoti jaye gi.
                • #9 Collapse

                  Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                  Dear no doubt acche teacher bahut hi important role play kar rahe Hote Hain Jab Kisi country Mein acche features available Nahin Hote to use country Mein development kabhi bhi nahin ho sakti Jab aap young generation ke liye acche teacher provide Karte Hain To aapke Mulk mein bahut jyada development aur advancement ho sakti hai isliye teachers per bahut jyada focus karna chahie aur unko bahut jyada facilities provide Karni chahie tha ki vah apni duty bahut acchi Tarah perform Karke young generation ko acchi education provide kar Saken.

                  Teacher Ek sabse most respected profession hai jismein aap sabse Jyada teacher ki respect karte hain lekin Kuchh Aise countries Hai Jahan Par teacher ko Jyada acchi salaries Nahin Di jaati Jiski vajah se unko sometime kuch problem hote hain aur vah apne profession per properly focus nahin kar sakte isliye yaar country ki government ki responsibility hai ki teacher ko acchi salary provide karne ke sath unko best services provide ki Jaaye Taka teachers kabhi bhi financially Taur per Pareshan Na Ho Aur Unka complete focus education per Ho.

                  Faidy :

                  Dear Jis country ke teacher acche hote hain usmein jitne bhi log hote hain Unki education bahut acchi hoti hai aur vah kisi bhi bol Mein development mein bahut hi important roleplay karte hain isliye teachers per bahut jyada focus karna chahie dear Kuchh Aise teacher Jo Hote Hain Jo out of country se study Karke a Apne Mulk mein bahut jyada service provide kar rahe hote hain on Teachers ka bhi bahut jyada Khyal Rakhna chahie Jab teachers acchi capability wale Honge To vah Apne students ko bahut acchi education provide Karke country ki development mein bahut important role play Karenge.

                  Nuqsan :

                  Jab teacher ko acchi salaries provide Nahin Ki ja rahi hoti to aur teachers private coaching per Jyada focus karte hain isliye students ka bahut jyada nuksan hota hai isliye teacher ki main requirements ko focus karna Hamari responsibility Hota Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                    Assalamoalaikum dear member ap ny teacher k bary main bahot acha topic share kiya hai aur bahot he acha review paish kiya hai

                    Faidy: aik achy teacher k bahot he zyada faidy hain teacher sy hum bahot kuch seekhty hain humy jb kuch pata nahi hota aur hamen school bhja jata hai tou wahan sy hamari trbiat start hoti hai aik teacher sy hamen yeh bhi trbiyat milti hai achy aur bury cheez ki pehchan k bary main aik teacher sy hum apni zindagi k rules seekhty hain k humy zindagi k kon sy rules follow kr k chalna hai tak k hmen success mily zindagi k hr qadam py aik teacher hamari zindagi ka ehm juz hai is k bina zindagi bahot udhuri hai agr hum aik teacher sy trbiyat nahi hasil kren gain tou hum nakam ho jyen gain teachet hamen bajot kuch seekhata hai tou isi liye hum pr farz hai k hum apny teacher ki respect kren aur un ki hr bat many zindagi main aik acha lafz sikahny wala ustaad mana jata hai agr hamen teacher ki kisi bat ko ignore nahi krna chaye bal k farz samajh k unki hr bat py amal krna chaey teacher hmy aik acha insan bny main help krta hai teacher hmy mazi hal aur mustaqbil sanwarny main madad krta hai isi liye hmen apny teacher ki respect krni chaye unki hr bat ko mana chyae agr hum apny teacher ki khidmat kren gain tou wo aur zyada hamen tawaja aur dehan dain gain

                    Nuksan

                    Jis trhan aik achy teacher k faidy hain is trhan aik bury teacher k nuksan b hain bahot sy school asy hain jahan pr teacher bilkul bhi Tawaja nahi deti bachoun py wo bachoun ko azad mahool dy deti hain aur un py tawaja bilkul nahi deti sara qasour parents py dal deti hain ya tou bachoun py sakhti kr k unhen bigar deti hain ya phir narm mizaj sy unhen kuch khyal nahi hota k is bachy py kehsy tawaja dy k isy set krna hai zyada tr yeh teacher asy hoty hain jin ki class main strength zyada ho toi wo hr aik bachy py elahda twaja nahi dain pati aur zyda tr private school main asy teacher hoty hain jinko unki mrzi ki pey na milny ki waja sy dehan nahi dety ya knowledge ki kmi ki waja sy bhi teacher asy krty hain aur kuch asy bhi teacher hain jo nature wise bachoun ko pasand kr k sirf un py zyada tawaja deti hain agr teacher achy nahi houn gain tou hum apni generation ka mustaqbil nahi bana pyen gain aur agr baz asy school college etc hain jin main hamen achy teacher mil sakty hain pr fees problem hoti hai zyada fees hony ki waja sy hum afford nahi kr paty:
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                      asslam o alikam bro bilkal sahi kaha ha teacher ki hamri life mn bohat zada khidmat hoti hein wo hume life guzarne ka tariqa seekhta ha teacher hamre father k barabar hota ha hume os ki recpect krni hoti ha is business mn ur apni life mn kameyab hone k liye hume jo kuch kaha jata ha ose sabak hasil krna hota ha teacher hume jo sabak deta ha ose samjna chaiye is mn hamra apna faida hota ha kameyabi hume is mn tabi hasil hoti ha jab hum dosruo ki recpect krte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                        Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay ya achay teacher pay mubni hay dosto acha teacher to sab say phaly time pay school ata hay or ic kay bad to ya jo hay time pay class main aty hain or ya pora time clas ko data hay or ya periad miss ni kar ta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                          Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara yah review acche teacher ki khidmat par mubny Hy doston aap jante Hain ki hamen kamyab hone ke liye ek acche teacher ki bahut hi jyada jarurat hoti hai aaj Ham acche teacher per apna knowledge hai aapke sath share karenge aur iske advantage aur disadvantage ke bare mein aga honge
                          Advantage
                          Doston ek accha teacher hamen bulandiyan per Le jata hai aur hamen kamyab karta hai ek acche teacher ke bahut hi jyada fayde Hain hamen teacher ki khidmat karni chahie vah Ham kamyab Ho jaate Hain agar ham teacher ka har kaha manenge to Ham kamyab jarur honge teacher Kai tarah ke hote Hain Madhuri se ka teacher jisse Ham apne Quran pak ki taleem hustle karte hain aur dusra school ka teacher jis se Ham duniya ki taleem aasan karte Hain har teacher ke alag se fayde Hain hamen duniya aur akhirat mein kamyabi ke liye apne teacher ka han ka khayal rakhna padta hai iski Kadar karni padati hai kyunki teacher could do bulandi per nahin pahunch pata lekin aapko aasman ki bulandiyan Tak pahuncha deta hai doston teacher sirf aapko fayda deta hai jab aap kamyab hote hain to teacher bhi bahut jyada kuchh hota hai hamen teacher ki khidmat karni chahie to hi Ham is duniya mein aur aukat mein kamyab ho sakte hain
                          Disadvantage
                          Doston agar Ham teacher ki khidmat nahin karte to Ham duniya mein kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki teacher hi hi mein kamyab banata hai jo log teacher ki khidmat nahin karte vah duniya mein zalil hokar rah jaate Hain aur kabhi bhi kamyab nahin Ho paate
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                            Ap na teachers ki khidmaat pa bhut acha review diya hai achi information share ki hai aik parents ap ko dunia ma laty hain aik parents ap ko dunia ma struggle krna or jeena sekhaty hain uney teachers kehta hain teachers ap k rohani waldain hain bacha maa ki god sa niklta hai school jata hai wahn usy waldeen mil jaty hain jo uney taleem deta hain or uney dunia ma es qabal bnatu hain k wo acha insan ban saky dunia ma jitny b engineer,doctors, business man,alla officer nazar aty hain wo aik teacher ki badolat hai aik acha ustaad aik achi nasal peda kry ga techers ki bhut sari khidmaat hain ap uney farmosh ni kr sakty teachers society ko improve krta hain teachers students ko aik acha insan bnata hain teachers agr apni duty emandari sa nebaty hain tu wo aik aisi society peda krta hain jeny koe hara ni sakta hai aik teacher student ko kia sa kia bna deta hai wo usy farsh sa othata hai arash pa betha deta ha Mola Ali ka farman hai jes na mjy aik word b seeka diya wo mera ustad hai wo jao chahy mera sath salook kary ma off tak ni karo ga Hazrat Muhammad (PBUH) ko mulam yani ustad bna k bajha gya ustad k rutba ka andzada yehi sa lga lyn chahary ya kitna muqadas profession hai apny teachers ki kadar kry jo ap ko es dunia ma jeena seekhta hai or es qabal bnaty hain k ap apni zindagi behter tariqe sa guzara saky mgr afsos Pakistan ma teachers ki wo repect ni hai jo other countries ma hai wahn teachers ko zada facilities provide ki jati hai wahan court ma techers k ley chair rkhi hoti hai uney khara ni hona diya jatahai mgr Pakistan ma teachers ko bari mushkilat ka samnaa krna parta hai mgr es k bawajood hmry teachers apni duty bhut achi tra niba rahy hn un ko pay protection ni diya ja raha phr b wo apny faraz ada krna ma lgy huy hn ap kbi b kisi ustad ki khidmat ko farmosh ni kr sakta hn ap un ki respect kry jin k wo haqdar hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                              Assalamu Alaikum yaar achcha teacher ki buniyad per apni hai doston ummid karta hun aap aap log khairiyat se Ho Gaye doston teacher Allah tala ki nemat aur baap ki man hota hai achcha teacher hamen insan ko acchi baat hai sikhata hai teacher ki vajah se bahut se kam Ham kah rahe hain teacher ki khidmat hamare liye ye rakhi ka bus banta hai to najrein teacher hai kaisi nemat hai Jo jiski vajah se Ham Chand per pahunche Hain duniya mein jitne bhi Malik ne rakhi ki hai uske piche a teacher ka hath hai to najrein agar ek pahle Jahan chala raha hai to vah bhi teacher ki vajah se hai agar ek engineer apna kam kar raha hai to vah Bhi ek teacher ki vajah se agar ek Doctor ek hospital mein marijon ki dekhbhal karta hai to vah bhi teacher ki vajah se hai to nursery teacher ka makam Islam mein bahut hi jyada hai isliye hamen teacher ki ki Rasta actor karni chahie
                              Last edited by ; 24-09-2020, 07:30 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X