ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

    INTRODUCTION :::::::::::
    Inshan ko apni zindgii main kesi bhi Maqsad main kamyab hony ya kesi job karny ya Honar seekhny k lay ya koi bhi business karny k lay koi shop lagny k lay ya humy education k lay ya koi bhi Deeni Dunyawi taleem hasil karny k lay humy aik Ustad ko techr ki aik Qabil Ranomah ki mastr ki Guro ki buht zyda zurat hoti hain us ki buht importance hoti hain agr Ustad acha Qabil ho tu wo apny Shargard ko har hal main kamyabii k Makam pay pocha deta hain ustad koi bhi hn kesi bhi filed main hn wo Bap ka Makam rkta hain mry khayl say humry Muashry main koi sub say zyda ijzt ka haq dar hain tu wo srf or srf Ustad ki zat hain jo dusro ki zindgii ko kamyab batna hain usy Honar deta hain khowlage deta hain...............

    ADVANTAGES..... %%%%%%

    dear friends ap ko as bat ka khowlage zurar hona chye k ustad k bgr koi bhi kam Mukaml ni hota or ustad hi wo taqat hain jas ki badolt hum kamyab hoty hain Ustad ko humry Islam ny bap ka Makm dia agr aik acha qabil dill say honar deny wla ya dil say phrny wla Mahnati Amandar ustad hn tu mry khayl say inshan ki zindgii ban jati hain wo kesi achy Makm pay srf or srf apny ustad ki wja say ponch jata hain........

    DISADVANTAGES...... %%%%%%

    inshan jatna zyda ustad say seekta hain shyd atna zyda kesi say ni seekh skta walden old ko pada krty hain Palty hain lkn ustad usy as qabil banta hain k wo kesi a hay makm pay ponch jaye ustad dunia or akrat sanwar deta hain ustad ka buht bhra makm hain......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

      Hmary han sb s zyada izzat ka hamil. ak teacher hi smjha jata hy.. teacher jis bhi society mn hoga isko izzat ki nigah s dekha jata hy.. log teachers ko bht pasnd krty h yh ak respected professional hy.. bht s logonlogon ki woshh bhi hoti hh k woh parh likh k teacher bnen.. mashry mn koe b bnda chay woh doctors hun engineers hun wakeel hun ya koe b dosry shoby s taluq ho unhen idr tk le k any mn srf rr srf ak achy teacher ka hath hota h.. teachers hi hoty hn Jo ak achy r path lihy society ko Janam dety hn.. teachers k bnabna hmari society ak bnjarbnjar zameen c h.. in kk bhtt zyad faidy hn Jo sahd hm biyan hi nh kr skty r h sath sath kuch nuksan a bhi mojood hn is leay aj hm mn is p apna knowledge sahre krun gigi umeed h apko pasnd bhi ayy ga r apky knowledge mn izafa bhi hoga....

      Advantages...

      doston teacher ka hony s hi hm sab hn.. Apn ap ko dekhen to hmen b ksi teacher N hi is qabil bnaya h k hm online work kr k kuch earning kr sken r ksi b topc p review de sken.. bilkul isi tra hmary parents bhi yh cahty hoty hn jb hmara bachya school Jaen to un k upr ksi Ach teacher ka say ho.. isi tra woh b bna ksi tensn k hmen school bejh skty h.. hmary mashry. bht s qabil teacher mojood hoty h.. jin k hawaly hm apny bachon ko krty h... ak Acha teacher hmen sabaq k sath sath ikhlaaq bhi sekhata hy r hmen rhny sehny k tareeqy bhi btana hy ta k hm apni society ka ak Acha fard bn k samny aaen.. ap ny dekha hoga jb koe bachy Acha makes leta h to hm is s poch ty hn k us ny kis teacher s parha beshak uski har qamyabi k pechy ak achy r hunar mand teacher ka hath hota hy.. isi tra ak bacha achi tarh parwan rahta h r achy teacher k hony s hi bacha bra ho k apny parents apny us teacher r apny school college ya University ka nam roshan krta h.. is leay hr bachy ki life mn achy teacher hona bht zarori hy


      Disadvantages....


      ak achy teacher k hony s koe nuksan to nh hota lkn phir b hm kuch nuksan ka zikr idr zaror krn g yg Jo bht zarori hy.. jesy k aj kal k private schools mn aesy teachers bhi mojood hoty hn jinen khud kuch nh aata hota aesy teachers hmehsa ak achy bachy ki tabahi ka sabab bnty hn us k na srf ak Bach ki zndhi ta ah hoti h blky school ki goodwill bhi kahraab hoti h.. r is leay parents ko cheay k jb b woh apny bachy ko ksi teacher k hwal krny lgen to us s phly teacher ki information ly leni cheay ta k hm relax rhen k hmara bachy Acha parh rha h r agy ja ak Acha fard bny ga.. kuch aes teacher bhi hoty h. Jo study ko chor k fazol baton mn lgy rhty hn is tra b bachy bht khrab hoty hn.. is leay hmens makesure krna cheay khmny apna bachy ak achy teacher k hawaly kea hy.. tbhi hmara bachy qamyaab hoga.....
      • #18 Collapse

        Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Teachers ki khidmatt par mabni hai ;

        Dear friends , Ajj ka hamara review hai Teachers ki khidmatt ; \
        Introduction ;

        Dears , Ajj ka topic ham sab keliye bohatt hi zyada ehmiyatt ka hamill hai kiun k yeh hamary Teachers k bary mein our un ki khidmatt k bary mein hai .
        Achy teachers ki kami nahi hay magar koch teachers apni responsibilities pori nahi karty aur na hi esy teachers kabi promotion hasil karny me kamyab ho sakty hey me esy hi teachers key bary me review don ga jo key achi khidmat be dety hey aur apni har tarha ki responsibilities be pori karny ki koshish karty hey,

        Teachers key khidmaat ko ham nazar andaz nahi kar sakty hey aur esy achy teachers ki ham jetni be respect karen kam hey, esy mueshary aur country ko kabi acha nahi samja jata hay jaha par teacher ki respect na ho aur na hi esi country kabi taraaqi kar sakti hay, agar ham kesi se 1 world be learn karty hey to wo hamara teacher hota hay aur hamari be responsibility ban jati hay key esy teachers ki ham dil se respect karen, mery khayal me agar government ki taraf se teachers ko achi salaries aur facilities di jaye to har teacher hi bahot mehnat se kam kar sakta hay aur apni responsibilities ko be pori karny ki koshish karen gey,
        magar koch teachers esy be hoty hey jen ko government ki taraf se support be milti hay aur achi facilities milny key bawajood be formality hi pori karny ki koshish karty hey esy teachers ki koi be ezaat nahi karta hay, teachers bahot mehnat se bachu ko pardaty hey aur working hours key bad be achy teachers ki ye neshani hoti hay key wo students ko free me tuition dety hey jo weak students hoty hey teachers ki ye koshish hoti hay key wo un ki zaror help karen.

        Teacher Ek sabse most respected profession hai jismein aap sabse Jyada teacher ki respect karte hain lekin Kuchh Aise countries Hai Jahan Par teacher ko Jyada acchi salaries Nahin Di jaati Jiski vajah se unko sometime kuch problem hote hain aur vah apne profession per properly focus nahin kar sakte isliye yaar country ki government ki responsibility hai ki teacher ko acchi salary provide karne ke sath unko best services provide ki Jaaye Taka teachers kabhi bhi financially Taur per Pareshan Na Ho Aur Unka complete focus education per Ho.

        No doubt teacher Rohani baap ki haisiyat Rakhta hai hai but aajkal aapane Dekha Ho Kya ke teachers ko vah respect Nahin Di jaati jitni vote deserve Karte Hain teachers ka Hamari society mein bahut hi Achcha makam hai hi Ijjat se Hamen bahut acchi guideline milati hai apne future ke Hawale se teachers Hamare liye ek model ki haisiyat rakhte Hain.Hamen apni teachers ki respect Karni chahie teachers ke a bahut jyada importance Hoti Hai Hamari life mein isliye Hamen teachers ke sath bahut jyada respect se pesh Aana chahie.
        Teacher ki respect ke advantage:
        Teacher ki respect ke bahut se advantage hai joke byan karna bhi kafi mushkil Ho jaate Hain kyunki jab ham School Jana start karte hain tab se lekar and Tak hamara teacher hi hota hai jo hamen is duniya mein successful banata hai school se lekar kisi bhi field Tak Ham bade aur teacher ke kabhi bhi successful nahin ho sakte hain teacher ki teacher se lekar hi Ham successful hote hain isliye hamen apni teacher ki respect karni chahie aur jarur hamen apne teacher ko respect Deni chahie aap hi Ham successful honge agar Ham teacher ko respect nahin denge to kabhi bhi successful nahin ho sakte hain isliye hamen always hi apni teacher ko respect Deni chahie Taki ham kisi bhi field mein successful ho sake.
        yah jaruri nahin hai ki koi school ka teacher hi hamara teacher hota hai kisi bhi field mein main jis bhi e senior se Ham kisi bhi kam ko sikhate Hain to vah hamara teacher hota hai aur koi bhi kisi field mein use waqt Tak successful nahin ho sakta hai jab tak vah apni teacher ko respect nahin deta hai tab tak teacher ko respect Na de jaaye tab tak success hamare liye possible nahin hoti isliye teacher ko always hi respect Deni chahie teacher ki respect hi hamare liye behtar hoti hai aur tab hi hamen kamyabi milati hai.

        No disadvantage:
        kisi bhi field mein disadvantage ho sakte hain lekin teacher ki respect karte hue Koi disadvantage nahin ho sakta hai isliye hamen main jarur teacher ko respect Deni chahie kyunki teacher ki respect hi hi hamari success hai aur jitni jyada Ham teacher ki respect karenge hamen utani hi success milegi isliye teacher ki jarur respect karni chahie tab hi hamare liye success hogi.
        • #19 Collapse

          Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

          Asalam o alikum dear member
          Mara aj ka review apky topic teacher ki khidmat krny pr mabni ha. Is ma koi Shaq ni ha achy teacher AK bht ahm role Ada kr rhy hoty hn. Jb kisi mulk ma achy features ni hoty us country ma kabi b development ni hskti ha jb ap young generations ka liye achy teacher provide krty hn tu apky mulk ma bht zaida development or advancement hoskti ha. Is liye hmin teacher ki hr achi facility provide krni chye ta ka teacher apni dauty achi trah kr sken or hmin achi trah education provide kr sken teacher AK bht zaida izat Dany wala pesha ha lekin kuch asy country hn jhan pr teacher ko izat ni di jati ha. Is wja sy unko bht sy problems face krni par skti ha or wo apny profession pr focus ni krty hn is liye government ko chye kq wo teacher ko achi facilities provide krain Inki achi service day ta ka inen kisi qisam ki financial problem na ho or wo hmin achi trah education provide kr sken. Ku ka teachers kisi b mashry ko parwan chrany ma ahna krdar Ada krty h ku ka teachers jis trah nojawan nasal ko train krain gy achi trah ikhkaqi sbaq jo orhaty hn tu inen nojawan nasal my mulk ki bhat due smbhalni hoti ha or yh bachy b teacher ki ikhlaqiat ko agy lay kr chaty hn teacher ko is bat ka b khas khiyal rkhna chye. Hmin apny teacher ki khidmat zrro krni chye ku ka teacher ki khidmat krna hmary liye bht Bary azan ki bat ha. teacher ki khidmat zror krni chye ku ka maa bap ka bad teacher e hmary liye inka bht mqak hota ha or teacher ki wja sy hmin hmari society ka pata chlta ha
          Fayde.
          *jis country ma b teacher hoty hn unki education bht achi hoti ha or wo log bht educated hoty hn
          *or whan ki kisi b zban ma development bht important role play krti ha
          *is liye hmin chye ka apny teacher pr zror focus krain ku ka yh teacher out of country sy study krka ay hoty hn
          *or yh teacher apny mulk ma bht important role b play krty hn or bht achi service b provide kr rhy hoty hn
          *or teachers ka bht khiyal rkhna chye ku ka jb teachers achi quality Waly hngy tu wo apny students ko achi education provide krain gy
          *achy teachers kisi b mulk ka aham asasa hoty hn. Ku ka wo kisi b nsal ko prwan chrany ma aham krdar Ada krt hn
          *achy teachers apko nisab sy hat kr apky ikhlaqiat ko drsut krty hn or achi batin btaty hn jis wja sy ap AK achy insan banty hn
          *agr achy teachers hngy tu wo apko acha nisab b prhain gy or jissy apka result bht acha ay
          *hmin apny teachers ki bht respect krni chye
          *government ko chye ka wo teachers ko achi service provide kry
          *teachers e wo hoty hn jb hm school Jana start krty hn to end tq hmary teachers e hmin AK successful bnaty hn or hmin acha prhaty hn.
          *teachers hmin bht achi batin btaty hn or hmin AK acha insan bnaty hn
          *or koi b student us waqt tq kamyab ni hota jb tq wo AK apny teacher ki respect ni krta ha
          Nuqsanat
          *agr hm apny teachers ki respect ni krty tu hm kisi b field ma kamyab ni hskty hn
          *agr achy teachers no hongy tu wo apky bacon ko achi taleem ni dain
          *achy teachers na hny ki wja sy apky bacon ka acha grade ni askta ha
          *jb governments teachers ko achi facility provide ni krain gy tu wo zaida privates pr Dehan dain gy jissy apky bacon ko bht nuqsan ka samba krna par skta ha
          • #20 Collapse

            Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

            Jab Hamen Kuch Bhi Smhj Nahi Hoti Ha To Teacher He Hamen Parhna Likhna Sekhata Ha Hath Pakar Kay Hamen Likhna Sekhata Ha.Advantage: Jab Hamen Kisi Qisam Ki Smhj Sujh Bujh Nahi Hoti Hai Hamen Kisi Qisam Ka Ilam Nahi Hota Hai Tab Hamen Teacher Parhata Ha Base Bnata Ha Likhata Ha Parhata Ha Agar Apko Kam Krna Ha Kuch Smhj Ni A Rhi To Sahi Tarha Sikhaty Hain Likhaty Hain Base Bnaty Hai Jis Bhi Zuban Ka Teacher Ho Apny Students Ko Achy Taeeqy Ssy Parhty Sikhaty Hain Hamen Apny Waldain Kay Bad Un Ka Ahtaram Krna Chaheya Wo Hamary Lia Maan Baap Ka Maqam Rkhty Hain.Disadvantade: Jab Ham Kisi Bhi Teachers Sy Parhen Gy Agr Us Ny Ek Lafz Bhi Prha Dia To Wo Hamen Apna Gulam Bna Lyta Ha Is Lia Ham Agr Un Ki Bezati Kren Gy Un Kay Pechy Unhen Bura Bhla Kahen Gy To Kabhi Kamyab Nahi Ho Skty.
            • #21 Collapse

              Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

              INTRODUCTION..

              Assalamu Alaikum real numbers aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge kiya hai aur ek informative topic discuss kiya hai ki teacher ki Sid mat per Hamen chahie Hamen Apne Apne ki bahut jyada respect Karni chahie Kyon Ke parents ke bad teacher vah Hasti hoti hai jo Hamen Hamari acchi se tabiyat karti hai To Hamen apni teacher ki bahut respect Karni chahie Unki Har Baat Ko Manana chahie Kyunki teacher hi hai jo Hamen album ki Roshani se Aashna karta hai aur Hamen is Kabil banata hai ki Ham Kuchh Ban sake..

              Dear members teacher ki filmon per Kuchh advantage Hai Kuchh disadvantage hai jo main aapke Swasthya karta hun...

              ADVANTAGES..

              Kisi bhi teacher ke bagair Ham Kisi bhi kam ke nahin hai vah isliye ke Ek Achcha teacher Agar Nahin Hai To Humko Is Duniya Mein acchi aur Burai ka Kuchh Nahin pata chal Sakta jismein Hamen yah sab se jyada fayda hai ki Ham Ko Har EK chij Ka Pata Chal sakta hai jo ki Ham Nahin Jante Hain teacher se Humko yah Pata Aur fayda hota hai ki Ham Jyada Se Jyada language ko learn karne mein Kamyab Ho Jaate Hain aur teacher ke bagair Ham Jaaye Nahin Jaan sakte hain Kyunki Ek Musalman hone ke Naate Hamen kya Kuchh karna theek hai aur Hamen kya Kuchh galat karte hain aur agar koi teacher Nahin Hoga To Ham Kisi bhi chij ke bare mein jaan Nahin Sakte hain aur ham Kuchh Bhi samajh Nahin Sakte hain aur bye ab main is ke aapko Kuchh nuksan Dhyan karta hun

              DISADVANTAGES..

              Dear members jaise ki AAP Sab Jante Hain ke eutopic teacher ki khidmat chal raha hai to teacher per Koi disadvantage ho hi Nahin Sakta...
              • #22 Collapse

                Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                yah review teachers ki khidmat par mabni hi
                assalam walekum doston teachers ki hamari jindagi ke andar bahut jyada ahmiyat hoti hai ham apne buniyadi talim se lekar apne har professional degree tak apne teachers ke mohtaj hote hain hamari taleem ka silsila hamari paidaish ke foreign bahut shuru hota hai hai aur hamari sabse pahle teacher hamari man hoti hai aur uske bad jab jaise jaise aap bade hote jaate hain aapki teachers school mein aur universities mein hote hain waledin ke bad teacher si vah wahed hansti hai jo apne student ki kamyabi se khush hote hain agar ham baat karen to waqt bhi ek kisham ka teacher hai jo aapko bahut sare sabak lekar jata hai ek achcha teacher aapki life-changing sabit ho sakta hai aur aap ki life ko totally badal kar rakh sakta hai isliye dusre mumalik ke andar teaching ko sabse jyada izzat di jaati hai aur teachers ko bahut respect kiya jata hai hamare mulk aur hamare mausi ke andar even ke hamare mazhab mein bhi bahut jyada teachers ko respect kiya jata hai lekin jaise jaise waqt guzarta gaya hai teachers ki respect mein kami aati gai hai aur muashry ka dhancha taba hota kya hai ek accha teachers ke bahut sare fayde hain bhai ham unke upar baat karte hain

                advantages


                Aik acha teacher aapke life change kar sakta hai aur aapko ek zero se hero banaa sakta hai agar aap kisi bhi field ke andar kamyab hona chahte hain chahe vah education se related ho ya business-related koi na koi aapka teacher hota hai jo aapko usmein expert banata aur aap without teacher kamyab nahin ho sakte agar aap teachers ke sath attach rahte hain to aap unke experience se fayda utha sakte hain aur vah chijen jo aap ko sikhane mein kafi arsa lag sakta hai vah chijen aap bahut jald aur kam waqt mein se kar kamyab ho sakte hain aur is tarah sath sath aapka time bhi seve hota hai jitne bhi Mohit ramashray Hain vah teachers ko bahut jyada respect Dete Hain aur Puri Duniya Ke Andar do profession Aise Hain Jo Jo Kabil e ahtram Hain inmein se ek teaching hai aur dusra Medical ka profession Hai Ek insaaniyat Ko Bachata ha vah dusra Insaniyat ko Praman Chadhta hai

                nuksan

                jaise jaise a competition bada hai aur private sector involve vah hai vaise vaise teachers aur teaching kamyabi gira hai ab teachers bhi paisa banane ke liye private academy score chala rahe hain aur students ko vahan per banaya jata hai ki aapko bataya jaega doston mein ummid karta hun ki teachers ke bare mein yah review aapke liye bahut madadgar sabit hua hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: ye review achay teachers ki khidmaat par mubni hay..

                  Assalamu alaikum dear friends aapane bahut Achcha topic discuss Kiya Hai Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare sath teacher ka Hamari life mein bahut jyada important part Hota Hai hai pictures vah Hote Hain Jo Hamen Ek Insan banate hain Jo Hamen acche aur bure ki ki Tameez sikhate Hain Main teachers Hai Hamen Apne future ke bare mein Achcha guide Karte Hain Ham Jab School Jaate Hain To Ek teacher ko Dekhte Hue Apne mind Mein profession ko set kar lete hain Hain Ham Apne teachers ki personality ko Apne a andar adopt karne ki koshish Karte Hain Ham yah sochte Hain Ki Jis Tarah Ki personality Hamare teacher ki hai Ham bhi Usi Tarah Ke ban jaen Hamari society mein Main teacher ki ki khidmat ko ignore nahin kiya Ja Sakta.

                  No doubt teacher Rohani baap ki haisiyat Rakhta hai hai but aajkal aapane Dekha Ho Kya ke teachers ko vah respect Nahin Di jaati jitni vote deserve Karte Hain teachers ka Hamari society mein bahut hi Achcha makam hai hi Ijjat se Hamen bahut acchi guideline milati hai apne future ke Hawale se teachers Hamare liye ek model ki haisiyat rakhte Hain.

                  Hamen apni teachers ki respect Karni chahie teachers ke a bahut jyada importance Hoti Hai Hamari life mein isliye Hamen teachers ke sath bahut jyada respect se pesh Aana chahie.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X