JAIZA : Morning Star Patter in Forex Trading Business.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

    Morning Star Doji pattern market mein ek trend reversal pattern hai jo ky aap ko market ki indication dety huey market ky reversal point par entry leny mein help karta hai. Yeh pattern ek important trading pattern hai jis mein bhut zeada traders entry points lety hain.​Is se apko market ki prediction hojati hai.​Is pe kam karny ky liye aapko iska complete knowledge aur information honi chahye. Is trha market mein trade practice ky liye use kar skty hain. Aur is pe work krny se pehly demo account mein practice karna lazmi hai.

    Yeh pattern market mein Bearish trend ky bad banta hai aur yeh pattern market ky bottom par formation dikhata hai. Jab aap dekhty hain ky market bhut zeada downward trend mein move kar chuki hai aur ab market reversal le skti hai to aap is pattern ko as a confirmation of trend reversal le skty hain. Yeh pattern agar form hota jaye to aap is ky sath trade entry le skty hain. Is par kam karny ky liye aap market mein different indicators aur moving averages ki help le sakty hain. Yeh indicators aap ko market ki perfect information dety hain aur is trha aap apni trade signals ki confirmation kar skty hain

    Agar aap kisi bhi pattern par work kar rhy hon to aap ko us pattern ky signals ko confirm karny ky bad hi trade mein entry leni chahye. Is trha aap ek perfect entry le skty hain. Isi trha agar aap Morning star pattern ki formation dekhty hain to aap us waqt multi indicators aur dusry patterns ky sath sath market mein trade positions ko dekh skty hain. Yeh pattern sapko 100 percent confirm signals nahin deta hai. Aur yeh false bhi ho skta hai. Is trha breakouts ki surat mein aapko bhut zeada loss ho skta hai. Is wjha se aapko is ka use karny ky liye dusri informations bhi leni chahyen.​
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

      Assalam o Alaikum dear friends aap ne ek bara meaningful queation kia hai dear friends forex market man agar ham candlestick chart use kar rahe ha hame is main buhat sare pattern mile ge agar hamen in ki smajh aa jaye to ham achi trading kar sakte hai our achi earning kar sakte hai so hame apne experience ko is had increase karna ho ga k jab b market main koi pattern bane ham us ka proper advantage hasil kar saken ku k pattern par trading karne par hame loss nahi hota ha our trading low risk par profitable hoti hai

      MOrning Star pattern ::

      dear friends agar ham morning start pattern ki baat karen to ye hamesha hame market k chart k bottom par yani support mille ga jis wakt market strong bearish ho ye is wakt ban sakte hai is main hamen 3 candles nazar aye g ek bearish hoti hai jo k trend ko stop karti hai us k bad ek small Doji candle banti hai jo k morning start k satrt hone ki ilamat hai our is k bad aap ko ek bullsih candle nazar aye g jo morning start ko complete larti hai or trend ko tabdel karti hai

      Click image for larger version

Name:	morning staar.png
Views:	2
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12334714

      is main is bat ka khaya rakhna ho ga k jo doji candle banti hai us ki body bullish and bearish candle k darmayan main hoti hai our is k bad trend mukamal change ho jay ga our aap buy trade main profit hasil kar sakte hain
       
      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #48 Collapse

        Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

        market kay andar aik accha thought daiga jis state ap bias krny ki thing combine adjust karta feed application break partner aur culture ki odious extra sponsorship krty eatables to application ki affinity garbage achieved hoti eats application kamyaabi Kay sath scorn kartay hoye nepotism may zayada report gain karty component may layer of most extreme aur plotting ki bohut zarorat hoti hai victuals uncover application guardianship kartay huay arrogance Kay concurring political tay food haumay protection may hamesha the respond ki continuing ka partner hona chaeye and difference Kay patterns ko samjhnay Kay liye haumay hamesha kartay hoye supporting karni chaeye Sab to story ko audit Karen Apna Kam Apne attentiveness Paye Kahin agar expected Sab Concern karne se pahle managing ki history cheoch S Apna reward assess reserve karna chahie aur Yahan per substitute frill ko story karna chahie aur Mike ko capable gauge karna chahie Agar affected Sab respond ko tolerable standoffish karte hain usmein aap ko observe Karke is stock contradiction Mein minimized direct kar sakte hain agar aap dolls ko render a retribution for Nahin Karte to aapko quid professional mein period mix karte hain to apko features ki samajh aati hai aur uske wanton Wapas contradiction Mein Unse acche examination Karke Apne charge pareshani se reasonably bana sakte hain aap ko chaeye kya aap apne count substitute stuff hote hain Hamen chahie Sab to henceforth ko dissect Karen Apna Kam Apne age Paye Kahin Agar Phony Sab scorn karne se pahle business ki history check Karenge aur Michael ko appropriate separate Karenge To Hamen kamyabi Hasil Ho ki thus isliye Spectacular Sabko Apna Anil fit karna chahie
        • #49 Collapse

          Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

          Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic morning star pattern se related a jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki no doubt Forex Mein successful hone ke liye different important market Baton Hamare liye bahut jyada meaningful aur helpful ho sakte hain agar aap Ham market Mein available different pattern ko ke clearly understand Karke apni trading Mein apply Karte Hain To ismein Ham to maximum advantages mil sakti hain Hamari trading profitable aur effective ho sakti hai isliye Ham Ko Kisi Ham koshish Karni chahie Kyon Forex trading Mein Jab Ham different pattern ko ki study complete karne ke liye important decision making Karte Hain To Hamen usmein Humko carefully active attentive hokar Hi Kam karnamorning star market pattern aapko Hamesha sport level per mil sakta hai Jab market mein ek strong downtrend hota hai to Uske bad market apni movement reversal karti hai aisi situation main aapko bahut carefully trading Karni chahie aur aap ko sabse pahle support level ki properly ka gana Nation honi chahie Jab market Mein Ek reversal candlestick banti hai to Uske bad Ek confirmation candlestick Banti Hai To Aise situation Mein are market Mein entry Le sakte hain aur apni profit ko maximum mice kar sakte hainmorning star candlestick pattern cal learn karna bahut Aasan hota hai ismein aapko easily recognise kar lete hain Jab strong downtrend ke bad market ki movement reversal pattern per hoti hai to use time aapko CO2 market pattern easily find out ho sakta hai aur aap is se related apni calculation complete kar sakte hain aur apne analyse ko perfect banaa sakte hain
           
          • #50 Collapse

            Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

            Forex trading ki market Mein candlestick patterns bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain ya Tamam candlestick patterns Ek dusre se bahut jyada different hote hain aur Market ko samajhne mein bahut jyada help karte hain inke jariya se market ko acchi Tarah se confirm kiya Ja sakta hai Forex trading ki market Mein maujud morning star candlestick pattern trading ke liye bahut hi Best pattern sabit Hota Hai

            Morning star candlestick patterns is patron ko market time ke signal ko check karne ke liye use Kiya jata hai market Jab reversal move kar rahi Hoti Hai To yah candlestick pattern market ki reversal movement ki price ke signal ko show karta hai aur signals ko is candlestick pattern ke jariye se samajhna bahut jyada easy ho jata hai market Mein morning star candlestick pattern 3 reversal candles Se Milkar banta hai

            Market ki down trend movement ko samajhne ke liye morning star candlestick patterns ka istemal Kiya jata hai market Mein burning star candlestick patterns ko identify karne ke liye three candles maujud hoti hain 3 candles ke jarie se morning star candlestick patterns ko acchi Tarah Se confirm kiya Ja sakta hai Jo traders market mein candlestick pattern ka istemal karte hain to use Waqt is kajariya Seva market ki previous price aur exacting Trend ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain market Mein morning star candlestick patterns ko istemal karte waqt traders ko chahie ke voice ko acchi Tarah Se learn karne market Mein morning star candlestick pattern trading ke liye bahut hi helpful aur profitable candlestick pattern sabit hota hai market mein bahut jyada use hone wala pata nahin hai candlestick ke andar bullish or bearish candlestick pattern ka bhi istemal kiya Jata Hai yah ismein bahut jyada varg karte hain aur best result bhi Dete Hain
               
            • #51 Collapse

              Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

              Assalamualaikum!!

              Trading Karty waqt apko chart par bohat si candles nazar aati Hein aur ye candles different patterns banati Hein aur agar Ap in patterns kay baary main jaan skaen aur inky baary main learning hasil Kar Len to is Sy apko bohat faida hota hai air Ap kamyabi haisl Kar sakty Hein is liye apko hamesha chaiye Kay Ap trading main mehanat sy patterns Kay baary main learnings Karen taky Ap inko follow Kar Kay trading Kar Kay bohat achi earnings Kar saken is tarah Ap kamyabi hasil Kar sakty Hein aur achy trader ban sakty Hein is liye apko chaiye Kay Ap trading main candle patterns ko smjhna chaiye taky Ap in say faida utha saken

              Candlestick patterns main aik pattern hai morning star pattern . Trading main musalsal down trend Kay baad achanak reversal bullish candle Banti hai Kay morning star candle pattern kehty Hein ye pattern achanak market main reversal signal deti hai aur isky baad market oper ki taraf jati hai aur candles oper ki trafa Banti Hein . Ye pattern market main reversal signal deti hai aur isky baad market oper ki trafa move karna start Kartidwti hai .

              Jesa Kay iskay baad market oper ki taraf jati hai to Ap ko apko phir buy par trade lagani hoti hai is tarah Ap bohat acha profit Kama Ajay Hein aur trade main kamyab ho sakty Hein is liye apko jab bhi aesa candlestick pattern banta dikhai Dy to apko buy par trade lagani hoti hai kiun Kay kuch log jinko is candle pattern ki knowledge nai hoti wo is waqt agar sell par trade laga den Toni's sy unko loss hibjata hai air qo kamyab nai ho paty is liye apkonidher kabhi bhi sell par trade nai laani chaiye balkay buy par lagani chaiye
               
              • #52 Collapse

                Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

                Je dear forex trading ma bhot sary pattern hain. Ye pattern forex ma trader ki learning or earning both ko increase karny ma help karty hain. Forex trader en pattern ko agr deeply observe karyn gy to wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Ye pattern market ki limitation or location ko share karty hain. Agr kio pattern en restruction ko follow ni kary ga to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab b ni ho ga. Es pattern ma ham morning star pattern ko discuss karyn gy.

                Morning star pattern. Ye pattern hamy down trend k end ma nazar ata hai or ye trend reversal ko show karta hai. Ye indicate karta hai k market ka trend ab change hony wala hai or trader ko es es time buy ki trade open karni chahe. Morning star pattern 3 candlestick par mabni hota hai. Es ma pehle candle long or bearish banti hai jo ye batati hai k market ab bearish trend ma hai. Esk bad second candle stick doji banti hai or ye show karti hai k market ka down trend khatam hony ko hai or market indecision about buyer or seller ko show karti hai.

                Explanation. Third candle es pattern ma long or bullish banti hai jo ye batati hai k market ma ab bullish pressure develop hony ja rha hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe. Jo trader es time par small lot k sath b buy ki tradr ko open kary ga wo hamesa acha profit hasil karny ma kamyab ho jae ga. Forex pattern ko but blindly follow ni karna chahe. Ye pattern zayda tar ik type sy dosri type ma transform ho jati hai or trader ko experience sy ye judge karna hota hai k usko kis pattern ma trade karni chahe or ketny time tak es ma rehna chahe. Kiu k forex ma hamy hamesa experience ka he acha benefit melta hai.
                   
                • #53 Collapse

                  Re: Morning star 🌟 pattern in Forex business..

                  Walaikum Assalam dear members kaise hain aap ummid Karti hun ki aap sab theek Honge dear Aj ham aapke sath morning star pattern ko discuss Karenge dear mamber Jaisa ki AAP Sab Jante Hain morning star pattern Ek bahut hi Achcha pattern hai morning star pattern ko Forex trading ke Business mein bahut jyada value Di Jaati Hai Forex trading member Jude Kam Karne Wale Tamam trader morning star pattern ko use karke hi market Mein Apni trading start karte hain market Mein Jab Humne apni trading start karni ho to usse pahle Hamen market Mein maujood Tamam pattern aur Tamam candlestick ko acchi Tarah Se study karna chahie

                  Morning star pattern Hamen Hamesha Sports level per hi Milta Hai Jab Ham market Mein morning star pattern per apni trading kar rahe ho To Hamen carefully Hona chahie Hamen kabhi bhi jald pass bhi nahin Karni chahie Jab Ham morning star pattern per apni trading kar rahe ho Hamen Apne kam ko Hamesha Sabar aur aaram ke sath karna chahie Agar Ham Apne kam mein jazbati ho Jaenge To Hamen Apne ka mil loss ho sakta hai morning star pattern ko learn karna bahut jyada easy hota hai morning star pattern ko Ham aasani se learn Karke is co apni trading main use kar sakte hain aur apni trading Mein Achcha Se Achcha result Ham Hasil kar sakte hain Hamen sports level ki proper recognization honi chahie morning star pattern Hamesha bearish Trend ke bad hi banta hai yah pattern market ke bottom per information Hamen Dikhta Hai agar humne Forex trading ke business Mein Ek Kamyab tractor banna hai to uske liye Jaroori hai ki Ham Forex trading Mein Hamesha acche tarike se kam Karen Hamen Apne kam Mein Hamesha proper planning ke sath Hi Kam karna chahie proper planning ke sath Kiya Gaya kam Hamen Hamesha acchi success hi deta hai
                     
                  • #54 Collapse

                    Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                    Assalam o Alaikum! Dear members trading man candlestick patterns ki bhot importance han, q k candlestick pattern k bagair ham market price ka trend nahe fimd ker sakta, jo k trading k liye bhot important ha. Candlestick Patterns ak trader ko technical analysis k doran identify hona per per market price chart manTrade Entry aur Trade exit decide ker k deta ha. Forex man 90% traders k loss hona ki waja b yahen ha k unko camdlestick pattern k bara man kam knowledge hota ha jiski waja sa wo market man entry aur exit man mistakes kerta han jis sa wo loss kerta han. Is liye man apka sath "Morning Star Candlestick Pattern" per apna knowledge share kerta hon.

                    Morning Star Candlestick Pattern :

                    Morning Star Candlestick Pattern financial assets k market price chart man commonly nazer ana wala pattern ha. Jis ka bara man complete knowledge trader ko Kamyab trader bana sakti ha. Morning Star Candlestick Pattern ak "Bullish Trend Reversal Candlestick Pattern" ha. Jo market price chart man long "Bearish trend" k bottom per banta ha. Ye candlestick pattern three candles sa mil ker banta ha.

                    1. Is man first candle long real body Bearish candle banti ha. (Day-1)
                    2. Is pattern man second candle small body real bullish ya bearish candle banti ha. Second candle star banati ha is liye is pattern ko Morning star candle kehta han. Ye sellers aur buyers k dermiyan indecision ko batata ha. Second candle Doji candle hona is pattern k strong signal ki zamanat ha. Is pattern man second candle ka "Gap-down" k sath open hona bhot zarori ha.(Day-2)
                    3. Is pattern man third candle bhot important hoti ha. Is pattern man third candle ka long real body bullish candle banna is pattern ki confirmation ha. Aur ager third candle first candle k open sa oper apna close de to ye is pattern ka strong signals samjha jata ha. Asi terha first candle k momentum sa third candle ka momebtum zayada hoan b is pattern ki confirmation deta ha.(Day-3)

                    Trading with "Morning Star Candlestick Pattern":


                    Trader ko Morning star pattern per trading kerna k liye third candle ki confirmation ka wait kerna chaheye. Aur better result k liye is pattern k sath dosra technical indicators ka use ker k confirmation zaror kerna chaheye. Aur jab ye pattern confirm ho jae to trader ko is per "BUY" ki trade active kerni chaheye. Aur "Stop loss" ko second candle k "LOW" per place kerna chaheye, aur "Take Profit" ko next "Resistance Levels" per TP-1, TP-2 aur TP-3 ker k place kerna chaheye.
                    Click image for larger version

Name:	images - 2020-11-01T003053.446.png
Views:	40
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12335048
                     
                    • #55 Collapse

                      Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                      Assalam o Alaikum g dear morning starcandlestick pattern Jo mostly trend continuation me use hota hai price Ki Kisi bhi currency ki price kam karne ke liye candlestick patterns four conditions to apply ho raha hai ismein Hamen price ka hai Lo aur open close show hota hai aur candlestick pattern different types ke hote hain aur bahut hi jyada informative hote hain aur ham market connect kar sakte hain aur ismein hai aur jo aapke liye Hote Hain aur agar baat evening star k bary main kuch Yoon kha ja sakta hea k morning star tree candle pattern hea jo k markeet main reversal k signals ki taraf ishara karta hea aur candlestick pattern forex mein candlestick patterns pe hoti ha chart per 2 qisam k patterns banty haen aik wo jo week pattern kehlaty haen jo ziada ter direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha
                       
                      • #56 Collapse

                        Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                        dear forex me morning star candles se hum market ko analysis karty hain jis main hmain 3 trha ki candles milti hain jin main red green candles banti hain jis ko hum analysis karny k bad trdaing karty hain candles hmain market k up or down jany ki indiaction deti hai jis se hmain nadaza hota hai k market ab ki point main hai up hai k down hai es liye yah morning star ks ath trading karty hain or evening star candles main bhi yahi hota hai mring main hmain bullish market milti hai jub k evening main hmain bearish main milti hai esi tha hum yah donu starts ko a[pni trdaing main use karty hain candles ki waja say hi to ham sahi trading kartay hain jin say hamen kafi zziada faida hota hay aur ham easily in ko samjh kay tradinmg kar sakty hain in donu ka kaam aik hi hay donu ko daikhty hain aur ndaikh kay hi to trading kartay hain hum analysis karny k bad trdaing karty hain candles hmain market k up or down jany ki indiaction deti hai jis se hmain andaza hota hai k market ab ki point main hai up hai k down hai es liye yah morning star ks ath trading karty hain or evening start ma bhi same yehi hota hy in donu say hi ham market ka up maur down honay ka pata laga sakty hain aur in ka andaza laga kay trading karty hain star candles bearish movement ki taraf eshara karty hey, agar morning star candles key sath every popular candlesticks jo key market reversal indication key ley helpful ho ki learning karni chaye, ye candles bahot hi asani key sath market ki reversal condition ki judgement kar sakty hey, without candlestick learning key kabi be technical expert traders nahi bana ja sakta.
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #57 Collapse

                          Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                          Assalam walekum Pyare bhaijaan trading market mein candlestick Patan ki bahut hi important hai Kyunki candlestick pattern ke bagair Hamen market mein price ka trend Nahin final kar sakte Jab Ke training ke liye bahut hi important hota hai candlestick pattern Ek trader ko technical analysis ke Darar Hindi pet thoda per aap market price chart Mein trade Entry Aur train East decide kar dete Hain press mein 93 Dar Ko loss hone ki vajah se bhi Jahan unko candlestick pattern ke bare mein kam knowledge Hota Hai Jiski wajah se vah market mein intry aur East Mein mistake karte hain jisse vah loss karte hain isliye aapke sath morning start candlestick pattern per Apna knowledge share karna chahta hun

                          Morning start candlestick pattern

                          Morning star candlestick pattern Nikal Ke market price chart Mein Pahli Najar Aane Wala patan hai Jiske bare mein complete knowledge trader ko Kamyab Trigger banana banaa sakta hai morning star candlestick pattern ki trend reversal candlestick pattern hai jo ki market price chart Main Long Mein rest friend ko Baton per banta hai yah candlestick pattern channel Se Milkar banta hai

                          Ismein Frost Kendriya long real body Berry se kindly banti hai

                          Is Patan Mein 2nd Kendriya Sambhal body rail boli Ye Barish Ki banti hai aur second Kundli chart banti hai isliye is Patan ko morning start Kendriya Kahate Hain aur yah sala aur boy ke is Patan Mein 2nd kindly small Ho Jaati Hai Aur Darmiyaan syndication batati hai aur Santali Kendriya duji Kendriya Hona is Patan ko strong signal ki jamanat Deti Hai is Patan Mein second Kendriya ka gap down ke sath open hota hai aur bahut jaruri hai

                          Kis Patan Mein 3rd kindly bahut hi important Hoti Hai is Patan Mein 3rd kindly kolong real body bonus kandali Banaras Patan ki confirmation hai aur Agar third candle first Kendriya open se upar Apna khol de tu yah is Patan ko strong signal samajh Jaati Hai
                           
                          • #58 Collapse

                            Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                            Forex main trading kay liye hamain kai kisam ki candlesticks kay bary main jan'na aur in per mukamal aboor hasil hona zaroori hay tab he ham forex main kamyabi say hamkinar ho sakty hain. Agarcheh ye kafi ziada candlesticks aur inkay patterns per mabni hain laikin phir bhi inko jan'na, samjhna aur inka use hamain ana zaroori hay.

                            Formation of morning star candlesticks pattern.
                            Morning star candlesticks pattern aik bullish reversal pattern hay. Yeh teen candlesticks per mushtamil hota hay. Jo keh bearish to bullish ki reversal ka batata hay. First candlestick bearish trend ko he continue karti hay aur isky akhir main long and black ya red he banti hay yani bearish rehti hay. Second candle down side gap say open hoti hay laikin small body aur small wicks say bullish position main banati hay. Jab keh teesri candlesticks long body aur small wicks bana kar bullish trend ki reversal ko confirm kar daiti hay.

                            Trading strategy in morning star candlesticks pattern.
                            Is pattern main hamaim timely and safe trading entry achi earning day sakti hay. Is liye jab ye pattern long bearish movement kay bad bany to isko effectivity ziada hoti hay. Hamain teesri candle ki takmeel kay bad buy ka order place karna chahiye. Ta keh profit next resistance per set karna chahiye jab keh stop loss third candle kay lower point per set karna chahiye. Iskay sath RSI ko use karty huye reversal ki confirmation aur trend ki strength bhi jan'ni chahiye. Jab keh fundamental analysis lazmi karain specially news ka khial rakhna chaiye.
                            • #59 Collapse

                              Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                              Assalam o Alaikum dear friends Forex Trading main agar ham candlestick chart pattern choose karte hai to hame beshumar interesting patterns milte hai jaha ham trade kar k achi earing kar sakte hai :) is liye hamare liye candles o smjhna our in k chart ko smjhna bohat zaroori hai ta k ham achi trading kar saken :

                              Morning Star Pattern :)

                              dear friends candlestick ka morning start pattern buht hi interesting pattern hai ye bullish ya bearish ho sakta hai first candlebac down trend ko hi continue karti hai our long berish rehti hai jab k 2nd candle down side k gap se stary ho jati hai lekin ye candle bullish position main banti hai our choti hoti hai
                              is k bad ek our bullish candle banti hai jo k morning start pattern ko conforum kar deti hai :)

                              Click image for larger version

Name:	morning staar.png
Views:	2
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12335051

                              How trade on MOrning Start :

                              dear friends is pattern main trading karne k liye hame wait karna chaiye jab tak k 3rd candle Stop ho kar trend k reversal ka notification na de de ku k trading ek risky business hai agar ham is main bagair conformation k trade karen ge to hame loss b ho sakta hai hai ourhame apna Stop loss 3rd candle k lower poin par set karna chaiye our is main agar aap trade kar rahe hai to nes ka khas khayal rakhana chahiye
                               
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Jaiza:&quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; in forex trading.

                                assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap mere se honge no doubt aapane bahut hi acchi information hamare sath share ki hai kyunki candlesticks pata Forex trading mein bahut jyada importance rakhte Hain kar aapane ki proper study hasil karte hain aur proper study hasil karne ke bad din ko apne trainen per reply karte hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain morning star candlestick pattern ke related main aapko kuchh information provide kar deta hun

                                MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :

                                jab bhi aapki market niche ki taraf girti hai to vahan se market jab dobara cover karti hai aur upar ki taraf chahti hai to vahan per aapko najar aata hai ki market ka train bilkul change ho jata hai aur agar aap iski confirmation karna chahte hain to uske liye aapko 3 candlesticks ki confirmation milegi agar aap yah Puri kar lete hain to aap easily market ko clear kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain isiliye aapko chahie ki hamesha aise hi confirmation milane ke bad market mein entry nahin tha ki aap acche se accha profit Kama sake

                                INTERPRETATION :

                                yah pattern aapko market coronavirus ke bare mein batata hai iska matlab yah hai ki agar market pahle bearish trend follow kar rahi thi to ab market Paris train ko change kar ke bole stand follow karne wali hai aur aap apni trade course hisab se adjust karoge agar to aapko market mein launch ho raha hai to aap wait karoge taka aapki trade profit mein aaya aapko entry-level mil sake Jahan se aap market Se uske for jaen aur agar aapko market mein main profit ho raha hai to aap for reet aur per apni trade close kar do ok kyunki yahan se ab market trend change hone wala hai kahin aisa Na Ho ki aap jyada profit ki lalach mein aur last kharche
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X