Yeah review rent a car islambad par mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Yeah review rent a car islambad par mabni hai..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
    INTRODUCTION:
    Assalam Walekum dear members main aaj aapke sath rent a car Islamabad per apna review share kar raha hun beer members jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Ab Har Koi gadi drive kar sakta hai lekin Har Kisi Ki pass gadi available Nahin Hoti Tu Agar ham rent pe gadi Le sakte hain aur ham Kahin Bhi Jana Ho ho Kisi Se Arvind ghumna Ho Ham ghoom Phir sakte hain pure Islamabad mein humko sakte hain Kisne Hamen munasib rent per gadi mil Jaati Hai hi aur ham Jahan Jana chahie Ja sakte hain aur ham gadi rent per Le Ke bagair driver ke A To Ham Apna Paisa bacha sakte hain Hamen Chhoti gaadi kam rent per bhi mil Jaati Hai jis hisab ki gadi Hogi use hisab se rent Hota Hai Iske Kuchh advantage bhi hai aur disadvantage bhi hai jo main aapke sath share karta hun...

    ADVANTAGES:
    Dear members rent a car ke Bharose advantage hi Humne Kahin Bhi Jana Ho Kyunki ab Har Koi gadi drive kar sakta hai Kahin Bhi Jana Ho To Ham rent per gadi Lekar pura Pakistan ghoom sakte hain baad ke Har Jagah Ghum sakte hain Hamen kam paison Mein acchi gadi friend per mil Jaati Hai hai aur Humne Kahin Bhi Jana Ho Ham Ja sakte hain jab tak hamare pass gadi available Hoti Hai Hamare Taraf ghoom face sakte hain Bina driver ke gadi Bir and play sakte hain aur driver ke saath bhi Ham gadi rent per Le sakte hain Ham Bina driver ki gadi rent par Le Ke Apna Paisa bacha sakte hain aur jab tak amarpark gadi Hoti Hai Chahe Hamare per aap Bara Baje Tak Hai To Ham tab tak use per ghoom Phir sakte hain Ek Din current bahut affordable Hota Hai...

    DISADVANTAGES:
    Iske Kuchh disadvantage bhi hai dear members Khuda na khasta Agar gadi ka accident Ho Jata Hai To fir Hamen bahut badi Rakha Ada karni padati hai aur aur Iske alava fuel vagaira bhi Hamen Khud Se Hi dalvana padta hai hai to yah Bhi Ek kharcha hai agar Badi gadi Lenge to uska rate Bhi Jyada hoga...
    [ATTACH]18364[/ATTACH]
    Walekum assalam dear member aapane rent a car per bahut detail ke sath aap Sabhi member Aisa Apna knowledge share Kiya Hai Main Bhi is important topic per aap sab members ke sath Apna Nada share karta hun. Dear Jaise Dor develop Hota ja raha hai aise hi log andar Jyada knowledge Aata ja raha hai aur vah Market ke andar Ek Se Badhkar Ek facility's logon ko de rahe hain jaise ki Ham dekhte hain ki agar Ham apni gadi khareed Nahin Sakte a A To Ham Kisi dusre ki latest model ki Gar ko Kuchh hajar rupaye dekar daily wages ke upar rent per Le sakte hain aur ham isko Is Tarah utilise kar sakte hain jaise ki ye Hamari apni gadi ho ya bahut acchi facility Hai Jiski vajah se Garib log bhi bahut aasani ke sath in sq Pade ki ran dekar gadi ka fayda Utha lete hain aur different marriages aur functions per log ine gadiyon se bahut fayda uthate Hain vo log jo Apne personal gadi purchase karna afford nahin kar sakte vah bhi ine in in rent a car Koi utilise Karke a Apne jarurat Puri kar lete hain.

    Rent a Car k "Faida":

    Dear rent-a-car kya poor logon ko bahut jyada fayda hai. Aise log jo Apne personal gadi per chess karna Nahin afford kar sakte vah market Mein available rent par gadi Le Aate Hain aur apni jarurat ko mukmmal karne ke bad Ek nominal Sa rent dekar kar ko fal utilise kar sakte hain Aksar Logon Ko marriages per aur different functions per Karen ki Jyada jarurat Hoti Hai Jiski vajah se vah market mein Aisi available facility Se Achcha fayda Utha sakte hain is rent a car ki vajah se person Joe gadi phone nahin kar sakta vah gadi bhi vah Badi aasani ke sath hire ka leta hai aur iska daily bahut kam rent kar Hai facilities Le leta hai.

    Rent a Car k "Nuqsanat":

    Dear "Rent a Car" ka sabse bada nuksan yah Hai Ki agar koi accident hua to uski vajah se Gadi Ki Sare expense renter ko pay Karne padte hain Jiski vajah se bahut nuksan ho jata hai isliye Hamen rent Aakar ko avoid karna chahie.

    اب آن لائن

    Working...
    X