Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?
    Assalamu Alaikum Jaisa ke bahut Sare logon ka kehana hai ki indicators bahut jyada aapko benefit Dete Hain Kyunki isase aapko bahut jyada profit hota hai aur bahut Sare log isko sale bhi karte hain jaise ke bahut Sare log 200-500 $1,000 ke kareeb in indicators ko sale kar rahe hain to Unse bahut jyada log fayda bhi Hasil kar rahe hain to kya yah possible hai ki Ham isase Achcha profit Hasil kar sakte hain to Koi Achcha Sa indicate hai jo ki hundred percent profit De
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

    forex mn indicotor ko istamal krna lazmi ha indicotor se hi hume market ka pata chalta ha hume is mn kameyab hone k liye sab se phaly knowledge hasil krna hota ha hume is business mn kameyabi knowledge le l k hi milti ha ap is business mn daily work kiya krein chart indicotor ko fallow kr k work kiya krein hum kameyab ho sakte hein forex mn hume hardwork krte rehna hota ha tabi tu hum kameyab ho sakte hein
    • #3 Collapse

      Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

      Walekum assalam Forex ki market Mein indicator ka istemal hone Kamyab Bana Deta Hai Forex ki market Mein indicators ki Bahut Si types hai agar Ham market Mein indicators ka istemal Karte Hain To Hamen hundred percent kamyabi Hasil Ho Jati Hai forex market Mein moving average indicator bahut Achcha indicator hai agar Ham market Mein moving average indicator ka istemal karte hue Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi Agar Ham market Mein indicator ko ignore Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni galtiyo ko khatm Kar Ke market Mein kam karna hoga ya Ek bahut bada business hai ki Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham ismein posting bhi kar sakte hain aur ham market Mein trading bhi kar sakte hain Hamen market Mein integrator ko analysis ko istemal karte hue Karke trading Karni Hogi hay Ham kam Karke profit Hasil kar sakte hain Forex indicators ko istemal Karne Wale traders Achcha profit kamate Hain forex market Mein in ka istemal akshy friend Ki Tarah Kiya jata hai ya nahin Agar Ham Inko istemal karte rahenge To Hamen kamyabi milati Rahegi aur ham profit kam Aate Rahenge forex market Mein moving average indicator ke alava famous indicator RSI indicator aur Iske ky ilawa CAA indicator Hai Hamen Inko Soch Samajh Kar Achcha knowledge or experience karne ke bad istemal karna chahie Forex 1 online release Hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue mistake Karte Hain To Hamara Apna nuksan Ho Jata Hai nuksan Mein market ka koi bhi Kasur Nahin Hota nuksan ke jimmedaar Ham Khud Hi hote hain Forex Ek bahut bada business yah Kabhi khatm Nahin ho sakta
      • #4 Collapse

        Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

        Forex ka bahut bada business hai ismein Kamyab hona hai To Hamen Iske Har EK rule ko follow karna hai aur Iske alava Hamen market Mein indicator ko istemal karna hai indicators ke forex mai boat value ke hote hain Inko istemal karne ke liye pahle Inko sikhana chahie Hoga FIR Hamen Inko istemal karte hue kam karna hoga for online business hai Ham ismein Raat Mein ya Din Mein kam Karke Paisa kamate hain aur apni jarurat on ko pura karte hain Agar Ham market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen market Mein most me indicator ko istemal karna hoga forex market Mein analysis ka istemal traders ko Aage badhane Mein madad deta hai aur nuksan se bacha Neta hai lekin jo log indicator ko ignore karte hue stop-loss ko aur take profit ko ignore karte hue market Mein trade open kar dete Hain hain Unki trade sirf aur sirf nuksan Mein jaati hai aur Unka account wash ho jata hai ya nahin Unka capital khatm ho jata hai lekin is nuksan Mein market ka koi bhi blame Nahin Hoga aur na hi broker ka koi blame Hoga Agar Ham excellence broker ko choose karte hue market Mein indicator ko istemal karte hue kam Karte Hain To Hamen bahut Achcha profit Hasil ho sakta hai Hamen market Mein Soch Samajh Kar kam karna hoga Kyunki Ek bhi Galti Hamare liye Bada nuksan Ban Jaati Hai Ham market mein part time jobs full time kam Karke Paisa Kama sakte hain Hamen market ki movement ko samajhne ke bad ismein kam karna hoga Kyunki bich Mein Kuchh Din market open hoti hai aur kuchh Din close Hoti Hai To Hamen market Main To Samajh Kar kam karna hoga aur Hamen minut Karni Hogi Den Ham kam Karke profit Hathon kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

          Assalamu alaikum all members I hope ke answer Jante Honge ke Forex Ek Aisa business Hai Jo Kabhi Bhi khatm Nahin ho sakta Agar Ham Forex trading Mein kam karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Ham sabse pahle market Ka analysis Karen aur usko acchi Tarah se samajhne ki koshish karen Jab Ham market ko acchi Tarah se samajh Lete Hain To Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain Forex trading Ek Aisa business hai jismein market ko samajhne ki bahut jarurat hoti hai agar Ham market ko samajh lete hain to isase market Mein trade Lagana Hamare liye Aasan ho jata hai Forex trading ko samajhne ke liye bahut Waqt ki jarurat Hoti Hai Ham is ko samajhne Mein Jitna Jyada Waqt lete hain usko utne Hi acchi Tarah se samajh Lete Hain.

          Forex trading Ek Aisa business hai Jisko Ham Kisi bhi waqt kar sakte hain Forex trading Mein kam karne ke liye Iske rules ko follow karna bahut Jaruri hota hai aur Hamare liye jaruri hai ki ismein maujud tammam indicators ke bare mein information Hasil Karen hamare pass indicators ke about jitni information Hogi Ham market Mein utani trade Laga Sakenge aur trade Lagate Hue Hamen bilkul bhi Mushkil Nahin Hogi Forex trading Mein boots indicators maujud Hote Hain Jinke bare mein information Hasil karna bahut Jaruri hota hai agar hamare pass indicators ke about information Hogi aur ham rules ko follow karte hue market Mein trade lagayenge To Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge ISI Tarah Agar ham Forex trading Mein hone wale loss Se Bachana Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ki Ham market ko acchi Tarah Se Samjhe aur is ke rules ko padho karte hue market Mein trade lagaen
          • #6 Collapse

            Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

            Aoa dear members how are you.bht axha question pxha gya h k koi indicator 100% ho skta h.no koi indicator 100% valid ni ota forex mn,indicators just apki help krty hain market ko anaylyze krny mn or apky signal ki confirmation krtry hain.hrr indicator hrr market structure prr aplly ni ota.hrr indicator k apny rules oty hain jo k apko deeply study krny oty hain,kbi b kisi indicator prr 100% rely ni krna chahyie.best indicators apki ankhein hain wo jo apko signal deti hain wo apky knowledge ko represent ko krti hain.abbi yh ap py depend h k ap apni eyes ko iss qabil bnaty ho ya ni.yh srf ussi wqt ho skta h j bap forex ko full devotion and concentration k sth learn krty ho apko bht sy aesy log milly gy jo apko offer krein gy k hmara indicator buy krr lein bht axha work krta h or bht mehnga sale krty hain apko hota yh h k ap ondicator buy krty ho,ak dn wo kaam krta h,dusry dn kam krta h,teesry dn automatic fail ho jata h q k gorex market kisi indicator ko follow ni krti wo apny hsab sy move oti h to aesy logu sy bxhna h.indicators ko srf apni help k liye uses krna chahyie na k totally inn prr rely krna chahyie.
            Apko hrr indicator k basic rules ka mukmml knowledge ona chahyie mt4 k default mn kaafi sary indicators mojood oty hain jnhein ap use krr skty hain but only for ypur help purpose apny descion ko power deny k liye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

              indicators bohot important hotay hein acchi standard shop Karen jissbahut hiya there jyada fayda ho aut hi achcha prapt hil Karen aur Hamen amyab biwi M shukriya ji han bha n aapane bilkul theek kaha ai system truble ki vajah se ahead of tme week ka accla bhi haen nahin mil tha lekin iek ka bhi acclm shone ke junky khatm h gaya hai a hamareaccount mein includ bhi nahin hu hai yah structure trouble ki vajah se hua hai bahut hiya there jald is isue ko settle kar diya jaega aur hamara acclaim hamare account mein a jaega iske revealed mein hamen bilkul pareshan hone ki jarurt nahin hai.the Forex marketgatherng as indicate bymen apni mehat ko jari rkhna chie aurrestaahin karnahie. Assalamu Alaikum the Forex market supplanting business undertaking Kaise offices jismein Ham jitni Jyada menat Karenge itnjyada hiya Hamni Rani Gora ani ko increase karte color kamyabi Hasil kar Sakenge Kyon individuals the Forex market supplanting business endeavor Mein Nahin
              • #8 Collapse

                Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

                Forex trading indicators k begair adoori h, kisi b trader ki training indicators k knowledge k begair incomplete h. Lekn jhan tk mera experience h Forex mn indicator ka istmaal kisi hd tk thk h lekn totally indicator prr rely krna axhi practice ni h q k mery experience k mutabiq koi b indicator 100% market ki confirmation ni krta.Hrr indicators k use krny ki kxh limitations oti hain or hmein in limitations ko lazmi understand krna chahyie.indicators srf apky descion ko confirm krny ka ak proof oty hain kbbi b indicators py full rely ni krna chahyie,indicator kisi na kisi stage py ja k fail ho jaty hain.market best Indicator apka knowledge or apka experience h jtna market k bary mn Acha knowledge utni axhi ap trade krr pao gy. Forex ki field mn bht sy log apko scam krny ki kosish krein gy k hmara indicators purchase kr lein bht reliable h lekn apko hoshyar Rehn h.hud apny apko iss qabil bnayen ta k kisi k signal ya indicator ki help ee na leni prry hud chart read krny ki aadit dalein or hud signal generate krein tbhi ap ak axhy trader bn skein gy.vesy indicator k bary mn basic information leny k liye mt4 ki default setting mn kaafi sary indicators available oty hain jnhein ap chart py apply kr k unki reliability chk kr skty hain. Agr ap indicators ko apny knowledge or experience k sth combine krr k use krty hain to yh ap k liye bht zyada profitable sabit ho skta h.once again I will suggest to New comers don't blindly trust your indicators.Use your knowledge as well while trading
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex indicatora ka istmaal 100% ha kiya?

                  Basicly indicators humein market ki condition update karta han.ka market up ha ya down ha.Market ki position kya ha.but humein is ki adat nhe bana lena chaheya.because yah aksar false indicate bi kartein ha.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X