Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.
    Asaalam O Alaikum.​Doston jesa ky hum jantay hain facebook ka istemal kuch salon se bohut barh gea hai. Yeh ek social media app hai jo aajkl ky 100 mein se 90 se zaaid mobiles mein dekhi ja skti hai. Is ka istemal hr koi karta hai. Jis ky pas internet available hai wo aap ko Facebook use krta huva dikhai de ga. Is k Baani ka nam Mark Zuckerberg hai. Jo ky aaj Billions od Dollars mein kama rha hai. Isk aapki life pe bhut se effects hoty hain jo ky kuch positive hain aur isk sath sath Negative bhi hain.

    Positive Effects (Musbat asraat) :
    1)Facebook jesy ky ek social media aap hai is ky zariye aap agar chahyn to bhut si social maalomat hasil kar skaty hain. Khwah wo syasi ho, smaaji ho ya deeni, aap ko har har cheez ky bary mein updates aur khabryn mil jati hain.​Facebook pe different social media groups hain, kuch social workers ky hain, kuch mein syasat ki bat hoti hai to kuch main deeni msail byan kiye jaty hain aur deeni mawad upload kia jata hai.
    2)Facebook ky zariye aap kisi bhi idaary ky liye Funds jama kar sktay hain. Aur is k zariye ishtehaar laga ky logon tak zarurat mandon tak imdad phnchwa saktay hain. Jitny bhi Trusts kam kar rhay hain un k pages hain. Jin k zariye wo apni karkardagi dikha kar logon se mazeed funding kar ky ghrebon tk phncha rhay hain.
    3)Agar aap karobari insan hain to aap Facebook ky zariye apni products ky ishtehaar laga sktay hain. Aur online dealing kar saktay hain. Ajkal Social media marketing bhut aam hai. Log apni cheezyn Facebook pages par bech rhay hain.
    4)Is sb k sath sath Facebook par aap ka time acha pass hojata hai. Agar aap lutf andoz hona chahty hain aur farigh waqt mein tabiyat khush krna chahyn to trha trha ki videos aur funny posts waghera dekh kar aur lataif par ky aap lutf andoz ho sktay hain.
    5)Facebook jesa ky tqreban dunia k kuch mulkon ko chor k har jgah mojud hai to aap dusry mumalik k logon se bhi dostian bana sktay hain.Agar aap ky koi rishtedar kahin bhi rehtay hain to Facebokk ky through aap unse rabta kar skty hain. Facebook mein text messages ky sath sath Video calling ki sahulat bhi mojud hai.

    Negative Effects (Manfi asraat) :
    1)Facebook in sab faidon ky sath sath waqat ka ziaa bhi hai. Kyn k is par hazaron nojawan apna qeemti waqt zaya kar rhay hain aur koi healthy activity krnay ki bjaye srf yehi use krty rehty hain..Is trha un ko jismani tor pe bhut si kamzorion ka smana karna parta hai. Kyn k wo physically tor pe healthy activities mein hisa nahi lety.​
    2)Faecbook ek esi chez hai ky agar ap is ko use kryn to aap use krty hi rehty hain aur time ka pata nhin chlta is trha aap ki nazar bhi kamzor ho skti hai. Over use ko avoid krna chahye.
    3)Facebook pe bht se inteshari log hoty hain jo ky ajkal ky dor mein bhut se sangeen msail khary kr rhay hain aur logon ko firqon mein bantny mein kirdar ada kar rhay hain.​
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

    Social media per Facebook Ek bahut hi important platform Hai Jis per Ham Apna time spend karne ke sath sath learning Hasil kar sakte hain Facebook per Ham different pages ko like karte ho ya bahut sari information Hasil kar sakte hain Iske Kuchh advantages main aapke sath share kar deta hun.

    Faidy:

    Jab aap Facebook istemal kar rahe hote hain to Iske bahut Sare advantages hote hain Kuchh important advantages aapke sath share karta hun jisse aapke knowledge me izafa ho jaega.

    Jab aap Facebook istemal kar rahe Hote Hain To ismein Ham Apne different friends aur community ke sath attach hote hain Arun se related Ham update Hote Hain Jis ki vajah se Ham Ko properly unke Sath contact karne mein koi hesitation Nahin Hoti.

    Facebook per Kuchh Aise pages bhi Hote Hain Jisko like karke Ham different business ki information ke sath updated Reh sakte hain aur Inki purchasing ke liye bhi Ham Kuchh Jaruri action Le sakte hain for example ladies different Jyoti ke a pages ko like karke unke Sath time to time update Re sakti hai.

    Jab Ham free hote hain to Facebook per Ham Achcha time spent kar sakte hain ismein different informative videos Hamare sath share ki ja rahi Hoti Hai Jiski vajah se Ham Apna time is really spent kar sakte hain ine videos Mein Hamare liye bahut sara enjoyment aur uske sath sath learning bhi hoti hai.

    Nuqsan:

    Facebook ko istemal karti ho ye Kuchh log isko bahut jyada misuse karte hain aur kuchh Aisi videos aur pictures upload Karte Hain main jo Hamare liye acchi Nahin Hoti aur specially children ke liye Aisi videos bahut jyada harmful ho sakti hai agar aap Facebook ko ek limit Se Jyada istemal karna start kar denge Tu ismein aapke liye bahut jyada disadvantages bhi ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

      Assalamu Alaikum ji han bilkul social media per Facebook Ek bahut hi important platform hai hi Facebook Ok Har Koi use kar raha hai Facebook use karne ke bahut se advantages or disadvantages hai.

      Jab Bhi Ham free Hote Hain To Ham Facebook use karte hain isase Hamara free time bahut Achcha Gujar jata hai Ham Bor Nahin Hote a ismein Bahut Si intertainment hoti hai Jisko Ham free time mein enjoy kar sakte hain.

      Iske alava Facebook Kezareay Ham Apne friends and family se attach rahte hain Hamen Main Ek dusre se connect Rahane ka mauka Milta Hai Facebook per Hamare bahut se friend Hote Hain Kuchh purane friend sote hain aur kuchh Facebook ke through new Ban Jaate Hain Tu Is Tarah Se Hamara time Achcha spend Hota Hai.

      Ladies ke liye Facebook per bahut Achi oppertunities hoti hen jinko avail Karke vah bahut Achcha time spend kar sakti hai hi ismein vah cooking aur makeup se related bahut Kuchh Sikh sakte hain.

      Facebook ka Ek Aur benefit Liye Hai hi ke aajkal lockdown ke halat mein main bacchon ki online lectures Facebook ke through ho rahe hain to Facebook ke 2 bacche apni study kar rahe hain yah bacchon ke liye ek bahut hi best opportunity hai.

      Iske sath sath Agar Dekha Jaaye to Facebook ke bahut se nuksan Aati Hai Hai Facebook ko bahut jyada use nahin karna chahie Aur bacchon Ko iski Aadat Nahin dalni chahie Social Media ka Jyada use bhi Hamare liye theek Nahin Hai Ham Agar Iske Aadi Ho jaen To Ham Apne Delhi ke kam Chhod Kar facebook use kerty rehty hen is se hmary kam ka bahut zyda loss bhi hota hai .
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

        INTRODUCTION Of facebook :-
        Dear forum friends jaisa k ap sab logon ko pata hai k aj kal internet ka dor hai aur social media ka arooj hai tu face book bhi aik social network hai jis k baani mark zuckerberg hain aur facebook aik aisi social app hai jis ko taqreaaban 80 percent se zayada log use kar rahy hain
        ADVANTAGES :-(faidy)
        Facebook k use k kuch faidy hain jo ap se share karna chahta hon facebook k use ka ye faida hai k ham apny aisy friends ko bhi talash kar sakty hain jin se hamara contact nahi hota aur duniya mein kisi bhi jaga par wo hain tu facebook par ham un k sath conversion kar sakty hain
        Jo bari.companies hain apni page wo facebook par deti hain jin se unki advertisement jadi hoti hai
        Koi bhi business company ya karobari log apny add facebook par laga sakty hain
        Facebook par hamyn bahut se page miltt hain jin ko ham like karyn tu hamyn us ki information milti rehti hain
        Ham poori duniya mein jis country mein chahyn friends bana sakty hain request bhej sakty hain
        Aur facebook ka ye bhi faida hai k jo log ham se related nahi hain unko unfriend kar k remove kar sakty hain
        DISADVANTAGES :-(nuqsanat)
        Dear facebook k jahan itny zayada faidy hain wahan nuqsanat bhi bahut zayada hain
        Facebook par koi privacy nahi hai is par log fake id bana kar logon ko tang karty hain
        Apki pics aie data ki koi privacy nahi hai
        Facebook par logon ka bahut zayada time zaya hota hai
        Facebook par log ghair ikhlaqi mawad upload karty hain jis par koi control nahi hai
        Facebook female k liye theak nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

          Facebook ke related aapki post ko read Kiya hai some points for main aapse agree bhi karta hun ki aapane Facebook ke related kuchh bahut hi good explain ke sath share kiye Hain Facebook social media ka ek bahut bada platform hai aur main samajhta hun ke a nawada koi bhi aisa country nahin hai jismein Facebook ka platform Na Ho Facebook ka online platform hone ki vajah se yah social Media ka sabse bada platform hai aur is per million trillions people hamen najar aate Hain aur is social media ke platform se hamen kafi benefits bhi milte Hain aur ISI tarah se a Facebook ki vajah se a kafi hamen disadvantage bhi milte Hain lekin overall agar Facebook ko as a social media positives use kiya jaaye tujhe hamare liye bahut hi beneficial hai aur isase hamen kafi achcha fayda mil sakta hai Facebook jitni tej ji ke sath Puri duniya mein faila hai aur Facebook per mere khyal mein har Ghar ka damage dam ek aadami Facebook ke platform se related hai aur agar Ham Facebook se fayda uthana chahie to Ham bahut jyada fayda utha sakte hain.

          Advantage of Facebook:
          Facebook itne jyada benefits or advantage hai ki Ham ek post mein unhen right bhi nahin kar sakte hain kyunki Facebook ek bahut bada aur worldwide platform hai aur is platform se hamen kafi benefit milte Hain aur is platform ki vajah se a hamara aur world mein kisi bhi country ke kisi bhi area se hamara contact ho sakta hai aur socialism ke liye bhi Ham Facebook ko use kar sakte hain aur iske alava Ham agar kisi company ke Malik Hain yah hamari Koi product hai to Ham apni product ko bhi easily selling and purchasing kar sakte hain iske alava Facebook per ham big groups bhi bana sakte hain jiski vajah se ek hi group mein agar Ham seling purchasing karna chahe to kar sakte hain Facebook hamare liye overall ek bahut hi beneficial platform hai aur hamen isase jarur fayda uthana chahie kisi bhi e e passion ke related Facebook per hamen kafi jyada pipal mil jaate Hain Jin se Ham discussion karke apne aap ko aur apne fashion ko kafi approved kar sakte hain.

          Disadvantage of Facebook:
          Kuch log Facebook ko negative use karte hain jiski vajah se kafi pareshani bhi hoti hai isliye Facebook ko negative use nahin karna chahie agar Ham Facebook O negative use karte hain to fir ji hamare liye bahut hi harmful hai hai isliye Facebook O negative use nahin karna chahie aur hamen kabhi bhi fake ID nahin banani chahie aur na hi koi aisi chij share karni chahie ya na hi koi aisi video share karni chahie jiski vajah se kisi aur ka nuksan Ho ya hamara apna nuksan ho isliye hamen main acchi sharing karni chahie tha ke hamen Facebook ke using se good result Mile Ham kabhi bhi negative points ko share nahin karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan ji bhajan bilkul social media per Facebook bahut hi important platform Hai Facebook Ok Har Koi use kar raha hai Facebook use karne ke bahut se fayde Aur nuksan bhi hain

            Jab Bhi Ham free Hote Hain To Ham Facebook use karte hain isase Hamara free time bahut Achcha Gujar jata hai aur ham Bole Nahin hote hain is time bahut se International Hoti Hai Jisko Ham free time mein enjoy kar sakte hain

            Iske alava Facebook ke zariye Ham Apne doston aur family se attach rahte hain Hamen Ek dusre se contact Rahane ke mauke Milte Hain aur Facebook per Hamara bahut se friend hote hain Kuchh purane dost hote hain aur kuchh Facebook ke strong new Ban Jaate Hain To Is Tarah Se Hamara time Achcha send Hota Hai

            Ladiss ke liye Facebook per bahut hi acchi after 33 Hoti Hai jinko Ham awhile karke vah bahut Achcha time spend kar sakte hain ismein vah cooking aur makeup se related bahut Kuchh Sikh sakte hain

            Facebook ka Ek Aur benefit liya hai ki aajkal lockdown ke halat mein bhi bacchon ke online lecture Facebook ke strong ho rahe hain to Facebook ke do bacche apni study kar rahe hain ya bacchon ke liye bhi is bahut hi best operating Ki Hai

            Iske sath sath Agar Dekha Jaaye to Facebook ke bare mein se bahut se nuksan bhi Aate Hain Facebook ko bahut jyada use karne se bacchon ko Aisi Aadat Nahin dalni chahie Kyon Ke social media ke Jyada use bhi Hamare liye theek nahin hai agar Ham Kiska abhi Ho Jaaye To Ham Apne Delhi ke kam chhodkar Facebook juice Karte lag Jaate Hain Jo ke nuksan Hindustan hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

              aajkal key time me ham Facebook ki ehmeyat se inkar nahi kar sakty hey Facebook use kia jaye to daily news updates key sath ham friends key sath contact me reh sakty hey, facebook ka faida yahi hay key ye free open source platform hay jes ko use kar key ham out of country be har key sath video call kar sakty hey aur es key charges bilkul be nahi hoty hey, Facebook key ley sab se zeyada zarori ye cheez hoti hay key ham ne online rehna hota hay aur es key ley internet connection ka hona bahot hi zarori hota hay, Facebook har kesi ki zarorat ban chuka hay agar koi touch mobile use kar raha hota hay aur wo Facebook use na karta ho to ye bat bahot hi ajeeb se lagti hay mery kehny ka matlab ye hay key Facebook ki etni zeyada ehmeyat hoti hay key ham es key baghir reh be nahi sakty hey es me different channels aur group bany hoty hey jes ki waja se hamy Facebook key through bahot useful news ka knowledge ho jata hay, har mobile me already hi Facebook application install kia jata hay esi se Facebook ki ehmeyat aur value ka ham andaza laga sakty hey, Facebook me har kesi key picture show ho rahy hoty hey ham ne jes ko find karna hota hay us ki Id ham name se ya per trading account number se kar sakty hey Facebook ko agar positive soch sath threat kia jaye to ye bahot hi ueful ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara ya review Facebook ke istemal per mubny Hy doston aajkal har kisi ke pass mobile phone maujud hai aur har Koi Facebook use kar raha hai Facebook ke bahut jyada fayde Hain aur iske fayde nuksan bhi hai aaj Ham iske advantage or disadvantage ke bare mein apna knowledge share karenge
                Advantage
                Doston aajkal ke is electronic door mein Facebook ka istemal bahut jyada ho raha hai har insan Facebook ki ek nahin Bal ke kaise jyada ID chala rahe hain Facebook ki madad se Ham apne doston se Jude rahte Hain Ham duniya ki khabron se agar rahte hain hamen logon ke bare mein alarm hota rahata hai aur ham jab relax karna chahe to Ham Facebook chalakar relax bhi ho jaate Hain Facebook per Ham online games apne doston ke sath ke lete Hain jis per hamen bahut hi relax mahsus hoti hai Facebook per Ham business bhi kar lete hain online page banaa lete hain aur ham Facebook per online credit rocket bhi karte Hain aajkal is government Facebook ke bahut jyada fayde Hain har insan Facebook ko use kar raha hai
                Disadvantage
                doston aap jante Hain ke har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI Jara Facebook ke bhi Koi nuksan hai 200 Facebook per bahut bure log bhi hote Hain Jo ke aapke dimag ko kharab kar dete Hain aapko galat insaan bana lete Hain aapko in doston se bachana chahie Facebook per agar Ham Koi business kar rahe hain to hamen usmein bhi si aahat jaruri hai bahut se galat logon ki vajah se Facebook ka image kharab ho gaya hai aur Kai log aise Hain Jo Facebook application ko pasand nahin karte
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                  Hi friends umeed hay kay ab sab thak hon gay or ya review jo hay ya facebook pay mubni hay dosto facebook ka jo hay ic ka zaida faida to ya hay kay ic main hak to ap ka data save rata hay or ic kay bad jo hay ic main ap ko new taza report mill jati hay or ya wqat ka bi zai hay or ic kay koei atny faday to ni hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                    Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko face book Jo k aik BHT famous social media bn chuka ha or BHT sy logo NY ispy account bnaye Han isky Bary me brief krnga yeh ak social media ha Jo k mostly foreign countries k logo k sath sath Pakistan me b BHT ziada use horha..isko jisny found Kia uska name Zucker Burg ha Facebook BHT ziada famous hny ki wjah sy isky founder billions dollar Kma rhy Han lkn Facebook use krny k kch negative point b Han or kch positive b ko me apsy share krna chahta hon

                    Advantages
                    Facebook use krny ka SB sy bra advantage yeh ha k hmy is Sy BHT useful information milti Han hmary knowledge me izafa hota ha or isky ilawa world me Kia ho RHA usky Bary me b PTA chlta ha or Facebook k zrye hum logo k views b Jan skty Han AGR hum free hon to Facebook AGR use kren to hum Bina bore hvy acha time guzar skty Han.... Facebook py b BHT sary informative pages ,groups or SB sy brh k jobs ki opportunities k group bny hoty Han Jo hmy btaty Han k AGR koi b Pakistan me govt job ka add ata ha Jo hmary knowledge me na ho to humy isky zrye PTA chlta ha isky ilawa Facebook hny ak dosry k sath connected rkhti ha hmy community ka PTA chlta ha k hmari community me Kia kch horha isky ilawa Facebook py health Sy related b pages or groups hty Han jinko follow KR k hny health k Bary me BHT muffed information milti Han ...


                    Disadvantages
                    Facebook ak social media ha Jahan isky BHT sary benefits Han wahan isky drawbacks b Han SB sy bra draw back yeh ha k fb py hmary personal friends hty Han jinsy hum personal baten krty Han lkn AGR hmari I'd hack hojati ha to hmara personal data or information leak hoskti Han Jo k ak BHT bra draw back ha...isky ilawa Facebook BHT ziada use krny sy hmara time b waste hota ha or sometime Facebook py kch ask pics b upload hoti Han Jo k nazebah hoti Han or Jo hmary dekhny k kabil nhi hoti ..... Facebook py privacy na hny ki wjah sy log fake id b bnaty..or young generation Facebook ko BHT ziada use krny ki wjah sy isky addi hojaty or apni study py sahi sy concentrate krny me nakam hojaty islye iska unki study py BHT bad effect hota kch log rat ko late night Facebook use krny ki wjah sy apni neend b thk sy nhi porii krskty jiski wjah sy unki health py BHT harmfully effect hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                      yah review facebook per mubni hai
                      jaise jaise a technology badi hai isi tarah social media ke platform rati badhate gaye hain aur ab social media ke beshumar aise platform kitne log istemal karte hain jin mein facebook youtube snapchat tiktok like whatsapp aur beshumar aise platform hain lekin facebook sabse jyada famous social media platform hai yeah almost har insan istemal karta hai aur jab se android mobile aaye hain aur inmein internet ki facility mili hai ab to facebook ka istemal bahut jyada badh gaya hai is per male or female donon ne apne accounts banaye hote hain aur facebook istemal karne ke kuchh fayde bhi hain aur kuchh nuksan bhi

                      advantages

                      1)facebook ek bilkul free entertainment app hai jismein aapko har tarah ka entertainment material free of cost mil sakta hai
                      2)facebook easy-to-use hai is per aapane simple ek account banana hota hai aur isko aap aaram se use kar sakte hain
                      3)facebook ab ek aise platform ki shakal ikhtiyar karta ja raha hai jahan per aap apna protest record karva sakte hain aur isko ek trend ki shakal dekar puri duniya mein apni awaaz pahuncha sakte hain 4)facebook ke upar bahut se pages aur groups bane hue hain jin se aap apne entertainment aur knowledge ki chijen hasil kar sakte hain
                      5)facebook ke upar page banakar aap apne business ko bhi promote kar sakte hain
                      6)facebook mein ab aise features aa chuke hain jin se aap apni facebook advertisement campaign chala kar apne business ko bahut aage lekar ja sakte hain aur is ko aisa apna marketing tool bhi istemal kar sakte hain
                      7)facebook per duniya ke har kone se friend banaa sakte hain simple friend request bhej kar

                      disadvantages

                      1)facebook ek social media platform hai log is per entertainment ke chakkar mein apna bahut jyada time jaya karte hain 2)facebook per fake id bhi maujud hote hain matlab ke males and females ke id banae hote hain aur females nymales ke id
                      3)facebook ke upar aisa content bhi upload kiya jata hai jo ki aapke culture aapke mazhab aur aapke views ke against ho sakta hai hi
                      4)facebook ke upar bahut jyada log apna time waste karte hain Jo wo productive use kar sakte hain
                      doston in tamam kharabiyon ke bavjud facebook ek acchi app hai aapko moderate hokar is app ko use karna chahie lekin apne apne targets aur apni achievements ko kabhi nahin bolna chahie aur ek munasib waqt entertainment ke liye to theek hai lekin apna jyada waqt kabhi bhi facebook ya dusre social media platform ke upar zaya nahin karna chahie doston mein ummid karta hun ki aaj ka yah review aapke liye bahut madad gar sabit hua hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                        Assalam o Alaikum friends
                        Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke aj kal social media aam ho gaya he Facebook jo app he wo social media ka aek hisa he.
                        Advantages
                        Facebook jo social media ka aek bara hisa he is ke faide ye hain ke ham apne mulk ke difaa ke liye jo bhi masla hoga ham Facebook ke zariye apne prime Minister chief Minister tak punhcha sakte hain ham Facebook pe har gaon shehr wagera main jo bhi masle masail honge wo ham dekh sakte hain.
                        Disadvantages
                        Facebook jo social media ka aek hisa he ham use apne faide ke liye istamaal karne ke bajae Facebook per entertainment kar rahain hain galat videos pics or aesi kuchh entertainment Facebook pe rakhte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                          Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai jaise ki aapko pata hai cricket bahut hi important app bahut hi famous hai per jaise ki har Koi aisi app ka istemal Kar Raha hai Facebook ka istemal bahut jyada ho raha hai Pakistan mein bhi out of country mein bhi Facebook ka istemal ho raha hai ISI tarah main aapko iske bare mein iske advantages disadvantages hai jo main aapke detail mein share karti hun .

                          Advantages .

                          Ji dear to jaise ki aap ko pata hai ki Facebook ka istemal bahut jyada Kiya jata hai aap Facebook se ka acchi updates Le sakte aapko bataya ki vahan per aapko apne doston ke sath contact mein rahte hain isliye aap vahan per gapshup bhi kar sakte hain apne friends 12 ke sath bhi time spent kar sakte hain uske alava aur agar vahan per Koi page like karte hain to usse bhi aapko kafi jyada experience or knowledge jata hai agar aap acche page select karte hain vahan per like karte hain to is aapke knowledge main bhi kafi Zafar hota hai ISI tarah agar aap uska achcha use Karen tujhe kafi acchi chij hai free time Ham Facebook ka istemal kar sakte hain .

                          Disadvantages .

                          ISI tarah aap ko pata hai ki iske advantages kaisa desh ke Koi disadvantages bhi hain jaise ke Facebook ka istemal karte hue kuchh lokesh ko bahut jyada mis use karte hain aur kuchh aisi videos aur picture upload kar dete Hain Jo hamare liye acchi nahin hoti especially children ke liye aisi videos bahut jyada harmful ho sakti hai kharab Facebook ko ek limit se jyada Karne start kar denge tu ismein aapke liye bahut jyada disadvantages bhi ho sakte hain kyunki acchi hoti hai jab tak Ham uska achcha use Karen agar Ham uska misuse karenge to vah hamare liye bilkul bhi acchi chij nahin hai isliye aapko chahie ke bacchon ki point se bilkul aisi chijen do rakhen khud bhi aisi chij Jo se dur rahe hain kyunki gunah bhi hai aur bhi hai hai isliye aapko aisi chij Jo se white karna chahie .
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                            key time me ham Facebook ki ehmeyat se inkar nahi kar sakty hey Facebook use kia jaye to daily news updates key sath ham friends key sath contact me reh sakty hey, facebook ka faida yahi hay key ye free open source platform hay jes ko use kar key ham out of country be har key sath video call kar sakty hey aur es key charges bilkul be nahi hoty hey, Facebook key ley sab se zeyada zarori ye cheez hoti hay key ham ne online rehna hota hay aur es key ley internet connection ka hona bahot hi zarori hota hay, Facebook har kesi ki zarorat ban chuka hay agar koi touch mobile use kar raha hota hay aur wo Facebook use na karta ho to ye bat bahot hi ajeeb se lagti hay mery kehny ka matlab ye hay key Facebook ki etni zeyada ehmeyat hoti hay key ham es key baghir reh be nahi sakty hey es me different channels aur group bany hoty hey jes ki waja se hamy Facebook key through bahot useful news ka knowledge ho jata hay, har mobile me already hi Facebook application install kia jata hay esi se Facebook ki ehmeyat aur value ka ham andaza laga sakty hey, Facebook me har kesi key picture show ho rahy hoty hey ham ne jes ko find karna hota hay us ki Id ham name se ya per trading account number se kar sakty hey Facebook ko agar positive soch sath threat kia jaye to ye bahot hi ueful ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

                              Ye review facebook k istemal py mabni hy:
                              Introduction :
                              Facebook social media ka bht zyada istemal hna wala zariya hy. Pichly kch salon sy is ka istemal brh gya hy. Log is py different stuff post krty hyn. Is ny faslon ko mita diya hyhy. Hum duniya k ksi bb kony me bethy insan ko apna dost bna skty hyn un k sth batein kr k apna tym spend kr skty hy. Bht sy logo ny to duary mumalik k lrko r lrkio sy dosti krny k bd shadian b kr li hy. Bachy r burhy Facebook use krty hyn. Apni pictures upload krty hyn. Apny kyalat share krty hyn. Facebook py groups bna k gossips krty hyn. Bht sy log Facebook k zariye paisy b kmaty hyn. In short Facebook ek wasi network bn chuka hy. Advantages : (1) facebook k different pages join kr k hum log apni mrzi ka knowledge gain kr skty hyn jesy k study groups. (2) insan apna faigh wqt Facebook py achy sy istemal kr skta hy. (3) Facebook py ache posts kr k logo me awareness phylai ja skti hy.(4) Facebook py deen ki dawat ki jati hy.( 5) facebook py funny videos dykh kr dil behla skty hyn. (6) is k zareey mulk k halat sy bakhabar reh skty hyn(7) apny favorite celebrity ko follow kr skty hyn r un ki tasaaveer dykh sktyskty hyn. (8) apny dosto ko ache post tag kr skty hyn (9) ehm khbryn Facebook k zariey logo sy share kr skty hyn. (9) forign countries k logo sy dosti kr k un ka culture jan skty hyn. (10) apni tasaveer social media py upload kr skty hyn. Disadvantages :(1)Facebook tym ka ziya hy. Bht sy log apna qeemti wqt Facebook py zaya kr dety hyn. (2) Facebook py zyada tr fake identities hti hyn (3) dusro k account hack kr k unhy blackmail kiya jta hy. (4) logo ki personal information leak ki ja skti hy. (5) facebook behayai ka bht bara zriya hy. (6) negative khbryn phelai jati hyn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X