Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

    Assalamu alaikum dear friends forum friends jaisa k ap sab logon ko pata hai k aj kal internet ka dor hai aur social media ka arooj hai tu face book bhi aik social network hai jis k baani mark zuckerberg hain aur facebook aik aisi social app hai jis ko taqreaaban 80 percent se zayada log use kar rahy hain
    ADVANTAGES :-(faidy)
    Facebook k use k kuch faidy hain jo ap se share karna chahta hon facebook k use ka ye faida hai k ham apny aisy friends ko bhi talash kar sakty hain jin se hamara contact nahi hota aur duniya mein kisi bhi jaga par wo hain tu facebook par ham un k sath conversion kar sakty hain
    Jo bari.companies hain apni page wo facebook par deti hain jin se unki advertisement jadi hoti hai
    Koi bhi business company ya karobari log apny add facebook par laga sakty hain
    Facebook par hamyn bahut se page miltt hain jin ko ham like karyn tu hamyn us ki information milti rehti hain
    Ham poori duniya mein jis country mein chahyn friends bana sakty hain request bhej sakty hain
    Aur facebook ka ye bhi faida hai k jo log ham se related nahi hain unko unfriend kar k remove kar sakty hain
    DISADVANTAGES :-(nuqsanat)
    Dear facebook k jahan itny zayada faidy hain wahan nuqsanat bhi bahut zayada hain
    Facebook par koi privacy nahi hai is par log fake id bana kar logon ko tang karty hain
    Apki pics aie data ki koi privacy nahi hai
    Facebook par logon ka bahut zayada time zaya hota hai
    Facebook par log ghair ikhlaqi mawad upload karty hain jis par koi control nahi hai
    Facebook female k liye theak nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review Facebook ky istemal par mabni hai.

      Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sar bahut Achcha Le share kiya hai aur ek informative Tapu discuss Kiya Hai Facebook ka use bahut jyada ho raha hai aajkal ke dudh Mein Jaise kya Sab Jante Hain ki lockdown hai aur lockdown ki vajah Se Har Ghar Mein Hai Aur vah masrufiyat Ke Liye bhi Rahane ke liye Facebook ki use karte hain aur Facebook per aap different chij dekhne ko Milte Hain aap aap apne friend ke sath chatting bhi kar sakte hain aur uske alava aap cooking videos beauty tips Aur Bhi Bahut Si chijen dekh sakte hain Facebook use kia jaye to daily news updates key sath ham friends key sath contact me reh sakty hey, facebook ka faida yahi hay key ye free open source platform hay jes ko use kar key ham out of country be har key sath video call kar sakty hey aur es key charges bilkul be nahi hoty hey, Facebook key ley sab se zeyada zarori ye cheez hoti hay key ham ne online rehna hota hay aur es key ley internet connection ka hona bahot hi zarori hota hay, Facebook har kesi ki zarorat ban chuka hay agar koi touch mobile use kar raha hota hay aur wo Facebook use na karta ho to ye bat bahot hi ajeeb se lagti hay mery kehny ka matlab ye hay key Facebook ki etni zeyada ehmeyat hoti hay key ham es key baghir reh be nahi sakty hey es me different channels aur group bany hoty hey jes ki waja se hamy Facebook key through bahot useful news ka knowledge ho jata hay, har mobile me already hi Facebook application install kia jata hay esi se Facebook ki ehmeyat aur value ka ham andaza laga sakty hey, Facebook me har kesi key picture show ho rahy hoty hey ham ne jes ko find karna hota hay us ki Id ham name se ya per trading account number se kar sakty hey Facebook ko agar positive soch sath threat kia jaye to ye bahot hi ueful ho sakta hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X