yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..
    dear members ap nay aksar yeh daikha hoga k jub ham kisi ko new bike main uska silencer change daikhtay hain to hamko wo sama kaisa feel hota hay qk aik new bike ki awaaz main bahut sara differnce hota hay pehlay awaaz aik sound ki tarha say hoty hay to usk change karnay main awawz aik ajeeb sa manzar paish karty hay aur agar ham aisa kartay hain to hamin usk sath sath faiday aur nuksanaat ka bhi ghor karnay main koi harj nai hay aaj ham is kaam k baray main discuss kartay hain jisk faiday aur nuksnaat darj zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear basicaly is kaam k koi bhi khas faiday nai hain jinka silencer change ham main say koi karwaat hay to us say sirf is baat ka he ham faida hasil kar saktay hain k jub ham kisi gali muhallay say guzartay hain to sab ki nazar ham pay hoty hay k yeh kia baat hue hay aur agar ham uski kisi k sath race lagtaya hain to hamari bike easy tareekay say moov karty hay jis main hamain yeh daikhnay main faid milta hay k us bike ki speed main kaafi faida nazar ata hay jis main engine aik aisi speed marta hay qk uski awaaz aur bhi zaida honay ki wajha say engine easy tareekay say chalta hay jo chottay silencer main hawa ka dabao kam honay ki wajah say yeh bike barray silencer main ziad zor laga sakta hay jiski wajha say uski speed main bhi kaafi izaafa hota hay isk ilawa hamain aisa karnay main iska koi bhi khaas faida nai hay jiski ham umeed kar saktay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear bikes ka silencer change karnay main hamko bahut ziada nuksnaat ki twako hay jis main agar ham aisa kartay hain to hamko baar baar race ziada dainay ki adat parr sakty hay jisk liye agar ahamray engine nay jahan pay 3 years nikalnay hain ham usi bikes say sirf 1 years nikaal saktay hain jahan say bhi ham guzartay hain is silencer ka shore sab ko disturb karta hay jis say aisa karnay say hamari kisi k sath bhi larrai ya ghagra ho sakta hay to hamko aisay nuksanaat say bachnay k liye aisa kabhi bhi nai karna chaye jo hamko kisi bhi wakt kisi bhi mushkil main daal sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..

    Ji aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai butter bike Mein silencer bahut jyada important Hota Hai bahut se log silencer ko Har Waqt change karte rahte hain Kyunki unhen is Hue tuning Pasand nahin aati Koi silencer bahut jyada Shor Karte Hain Jo silencerr bahut jyada Shor Karte Hain Ham unhen change kar dete Hain silencer ke bahut se advantage bhi Hote Hain Jab ke is bahut Sare disadvantage bhi Hote Hain apne aap ko advantage ke bare mein batane ja raha hun.

    Advantage.

    Kisi bhi motorcycle mein silencer bahut jyada important Hota Hai Jab Ham Koi bike khareed Hain To usmein new silencer hota hai aur ham usko utaar kar Rakh Dete Hain Kyunki vah bahut hi expensive Hota Hai agar Ham usko bhejte hain to use mein bahut fayda Hasil Hota Hai aur ham use bike mein kisi purane se silencer ko fit kar dete Hain Kuchh logon salencer Ki tuning Khubsurat karne ke liye use change karte hain iska Ek fayda Ya Hota Hai ke Jab aap motorbike per Chadh kar Kahin Se Gujarte Hain To aap Ki ke motorcycle ki awaaz se Kisi Ko Koi pareshani Nahin Hoti. Jab Ham new silencer Gadi ke andar Lagate Hain To Hamara original silencer bilkul safe rahata Hai Jab Ham apne bike ko sell Karte Hain To Ham vah original silencer Laga Dete Hain Jiski vajah se Hamari Gadi Ki price Mein Ijjat ho jata hai .

    Disadvantage.

    Motorcycle ke silencer ke disadvantage bhi bahut jyada Hote Hain Agar Kisi motorcycle car silencer Achcha Nahin hoga to vah bahut jyada share Karega Jiski vajah se Motorcycle chalane Wale Ko Bhi bahut jyada tension hoti hai aur bachane Se gujarta Hai Un Sab Ko Bhi Iske se bahut jyada pareshani hoti hai . Silencer ke bahut jyada disadvantage hote hain ya bahut jyada sound pollution Paida karta hai aur iski vajah se Kaan Mein Dard hota hai Hamen chahie ki Ham ya fancy salancer ka istemal Na Karen Hamen Bike ka original Salincer Sahi istemal karna chahie .
    • #3 Collapse

      Re: yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..

      Assalamu alaikum all members I hope ke AAP Sab Jante Hain Aaj Ke Daur Mein motorcycle Har person ke pass maujud hai aur ab yah bahut se Logon ki jarurat bhi ban chuka hai bahut se log Motorcycle ke through Apna Safar Karte Hain Motorcycle ke bhi bahut se fayde Hote Hain Ham emergency mein Motorcycle ke through Kisi bhi Jagah per pahunch sakte hain bahut se log Aise Hote Hain Jo local bus mein Safar Nahin Karte Kyunki unhen ghutan mahsus hoti hai aur vah motorcycle per easily Safar kar sakte hain isiliye vah motor cycle hi khareed Lete Hain Motorcycle ke bahut se fayde bhi hote hain aur nuksan bhi Hote Hain.

      Advantages.

      Motorcycle ka silencer Achcha hoga to vah acche Awaaz provide Karega Jiski vajah se Gali Mohalle walon ki Najar Ham per Hogi Agar Hamare motorcycle ka silencer Achcha hoga to ham motorcycle ko easily move kar Sakenge bahut se log Aise Hote Hain Jo Apne motorcycle ko Khubsurat banane ke liye silencer change Karvate Hain motorcycle ka silencer motorcycle ki khubsurti mein ijafa karta hai bahut se log Aise Hote Hain Jo Apne motorcycle ki khubsurti ke liye Apne motorcycle ka silencer change Karvate Hain har motorcycle ka silencer change karvana bahut Jaruri Hota Hai.

      Disadvantages.

      Motorcycle ke bahut Sare disadvantages hote hain is ka sabse bada disadvantages yah hai ki Jab motorcycle ca silencer kharab ho jata hai to use change karne mein bhi bahut Waqt lagta hai Jab motorcycle car silencer kharab ho jata hai to vah bahut hi gandi Awaaz provide karta hai Jiski vajah se sirf dusre log hi nahin balki chalane wala Khud bhi disturbance feel karta hai motorcycle ka silencer Hamen Kisi bhi waqt Kisi bhi mushkil mein Dal sakta hai Jab silencer gandi Awaz provide karta hai to ise Ham sound pollution bhi kah sakte hain.
       
      • #4 Collapse

        Re: yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..

        Aaj Apne silencer Ko change karne ke bare mein question Kiya Hai Ek bahut hi Achcha question hai aap silencer ko apni Marji ke hisab Se Kisi bhi waqt change kar sakte hain aur is mein kisi bhi Kisham ki tabdeli karna ho to vah bhi ap kar sakte hain Jay Paap new bike khareed Te Hain to use Kaise answer ki awaaz Ek Ajeeb Kisham ki hoti hai use takat silencer ki awaaz bilkul bhi me hoti hai jo ki achha sound pesh karti hai agar Ham use silencer ko utaar kar Rakh Dete Hain To Ham use Lancer se thoda bahut profit Hasil kar sakte hain is Lancer ke bahut se fayde Hote Hain Jis Tarah Iske fayde hote hain Usi Tarah Uske nuksan bhi Hote Hain isliye Hamen Apna Kam Soch Samajh Kar karna chahie

        Advantage

        Kuchh silencer Aise Hote Hain Jo ke bilkul bhi Awaaz Nahin Karte jisse na ke bike chalane Walon Ko Koi taklif hoti hai na hi aap Jahan se Gujar Rahe hote hain UN Logon Ko Kisi Kisham ki bhi taklif ka Samna karna padta hai Agar Hamare Bike ka silencer bahut acchi Awaz sound Karta Hai To usse hamen bhi achcha feel Hota Hai Agar Ham sensor bike ke silencer ko change karte hain to Uske jariya Se Uske Engine Ki speed mein bhi thoda bahut ijaafa ho jata hai jo ki Hamare liye faydemand sabit Hota Hai Jiske jahiya se Ham Apna Lamba Safar bahut hi kam Waqt Mein kar sakte hain

        Disadvantage

        Is cancer ke kaun se nuksan bhi Hote Hain vah salencer Jo bahut jyada Shor karte hain usse bike chalane Wale Ko Bhi show Se taklif Hoti Hai Aur Jahan Se vah gujarta Hai Un Logon Ko Bhi yah show sunkar Achcha FIR Nahin Hota Bal ke Hua bed feel Karte Hain Agar Ham silencer ko Bar Bar change karte hain to is se Hamen uski Engine Ki sabhi ko badhane ki Aadat pad Jaati Hai Jo ke Hamare liye bahut hi nuksan Ka 22 Ban sakte hai isase acciden hone ka kharcha Hota Hai Jiski vajah se aapka mein liya jaane nuksan bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..

          Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review apny bike ka silencer change karny py mabni hy

          Dear hamy aksar dhykny ko milta hy larky apny bike ka silencer change karwaty hain ya phyly sy lagy silencer ko modify karaty hain laken is k pechy aik maqsad hota hy k bike sy zaida awaz paida ho sky

          SILENCER CHANGE KARWANY K MANFI ASRAT
          Dear zaida silencer change karwany k apko manfi chezain e milti hain. Keu k is sy awaz bhot onchi paida hoti hy jis sy log bhut zaida disturb hoty hain. Khasosan jab hospital k bahir sy ya mareez k kareb sy guzarta hy to marezo ko kafi taklef punchti hy. Is k sath sath motorcycle k engine py bhot farak parta hy.silencer change sy chalany waly ko shaid maza ata ho lakn pechy bhyty bandy ko yae bhit disturb karta hy
          Silencer change karwany ka aik e maqsad hota hy k ap ka bike sab sy alaida dhykhai dy or log ap ki taraf tawajo dain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: yeh review apni new bike ka silencer change karwanay par mubni hay..

            Assalamu alaikum dear friends yah review new bike ke silencer ko change karne per mummy hai
            Advantages
            Bike lena aajkal ek bahut bada jarurat ban gaya hai hai kyunki yah har bande ke budget mein hai aksar ladke new bike leke uska silencer change karte Hain Jo ek fashion ban gaya hai Naya bike leke uska silencer change karte hain uske sound ko heavy karne ke liye Jo aajkal equation ban gaya hai aur aur ek fashion Mana jata hai
            Disadvantages
            New bike ok Le ke uska silencer change karna ek bahut bura kaam hai aise bahut sare logon ko bahut jyada taklif hoti hai aksar bahut log bimar hote hain jiske liye awaaz bahut taklif deti hai uske liye silencer change karna bahut jyada nuksan de hai

            اب آن لائن

            Working...
            X